Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Na jane konsi baat aakhri

hogi, na jane konsi raat aakhri hogi, karni hai to karle jee bhar ke baatein, na jane hamari konsi saanse aakhri hogi. RABI

Jinki aankhen aasuon se nam

nahin, kya samajhte ho unhe koi gam nahin, tum tadap kar ro diye to kya, gum chupa ke bhi hasne wale kam nahin..RABI

8) Pal pal ne kaha

1 pal se... Pal bhar ke liye tum mere sath raho...... Pal bhar ka sath kuch aisa ho ki har pal tum hi tum yaad Raho. RABI

Jab kabhi main sochta hu

beete hue paloko mere hothon par ek haasi aa jati hai par jab aj ke halat ki aur dekhta hu to meri duniya akeli aur viran nazar ati hai RABI

Zindagi me chaar cheezien kabhi

bhi aa sakti hain-'Neend';'Paisa';'maut';aur...aur...aur...aur...'MERI PYARI SI YAAD' kyon...Aayi na. RABI

Ek tabassum hai laboon per

raqsaanyani koshish hai ghum chupaney ki Mairey ahbaab yeh samajhtey hain Mujh ko aadat hai Muskuraney ki RABI

hum ne socha tha k

hum hi chahte hai aap ko, mager aap k chahne waloon ka to kafla nikla, dil ne kaha shikayat kar KHUDAse, par WO KHUDA b aap ko chahne wala nikla TAYYAB 0345-6493592

Humne Kub TumSe Mulakat ka

Vada Chaha Door reh ker tumhain or bhi Zyada chaha Or bhi Shiddat se yad ayi Tumhari Jub bhi Tumhain Bhoolne ka irada Chaha M.Adnan Baber

Khushi ka ik lamha sadi

hojaye tumhari Ghum ki ik sadi Lamha hojaye tumhari mil jaye tere khisey ke ghum muje mere khisey ki har Khushi hojaye tumhari 4rm Sashi

kabhie tassavur kabhie tasveer banke

mere dil mein rehti hai thu o mere nainwa o mere jaanya, o mere nainwa o mere jaanya , o mere nainwa o mere jaanya, o mere nainwa o mere jaanya, dil mein rehthi hai thu....coz i love u..coz i loveu..coz i love u from vishal gounder

kal kisne dekha hai jo hai

kal kisne dekha hai jo hai woh aaj hai har majil ek saraya hai har mukam ek agaz hai aaj to khair gujar raha hai kal ki tasvir ek raaz hai.Yours_Sandy

ZINDAGI KA ZINDAGI SE FASLA

REH JAEY GA, ROSHNI KHU JAEY GI OR AAINA REH JAEY GA, TUM CHALY BHI JAO GE LAKIN TUMHARI YAAD KA, DOOR TAK PHELA HOWA EK SILSILA REH JAEY GA funland 03219745451

irada kiya tha ka tarke

mohabbat karen ge fareb e tabasum main phir a gaye hum unhen khat main likha tha k dil muztarib hai jawab un ka mohabbat na karte tumahin dil lagane ka kis ne kaha tha bahel jaye ga dil bahlte bahelte by chinoooo

Mere Wajod Mein Kash Tu

utar Jaye, Main Dekhoon Aayina Aur Tu Nazar Aaye, Tu Ho Samne Aur Waqt Thehar Jaye, Ye Zindagi Tujhe Yuhin Dekhte Huye Guzar Jay....funland 03023510190

badalna ata nahi humain mosmon

ki tarah her rut mai tera intezar karain gay samait sako k na jise tum zindagi bhar tumhari qasam tumhain itna pyar karain gay..>funland

KABHI YOON BHI AA MERI

AANKH MEIN KE MERI NAZAR KO KHABAR NA HOO MUJE EK RAAT NAWAZ DE MAGAR US KE BAAD SAHER NA HOO WOH BARA RAHEEM-O-KAREEM HAI MUJHE YEH SIFT BHI ATA KARE TUJHE BHOLNE KI DUWA KARO TU DUWA MEIN MERI ASAR NA HOO KABHI DIN KI DHOOP MEIN JHOOM KE KABHI SHAB KE PHOOL CHOOM KE YOHEIN SAATH SAATH CHALE SADA KABHI KHATAM APNA SAFAR NA HOO Osman Haider (0301-4876609)

Pariyoun say Dil lagaya nahin

kertey! Haseen titliyoun ko sataya nahin kertey Kabhi pariyoun say dil lagaya nahin kertey Zulm kertey hain aksar yehi husan walay In ko chahat ka naghma sunaya nahin kertey Tor deytey hain dil ko sada hi situmger Or waja beywafee bhi bataya nahin kertey Mehektey rahay hain yeh dil kay chaman main Mager in pay haq bhi jataya nahin kertey Jalna hay ulfat ki rasmoon main lakin Perwanay shama ko bujhaya nahin kertey Mohabbat hay kya yeh shaiki say poocho Kabhi rah-e-wafa ko bhulaya nahin kertey Osman Haider (0301-4876609)

jaane kyon log flurt karte

hain jaane kyon woh affairs chalate hain jaane kyon....jaane kyon... jaane kyon jaane kyon jaane kyon affairs bin jeene main rakha kya hai affair jiska nahi woh tanha hai affair 100 rang lekar ata hai affair hi zindagi sajaata hai log chup-chupkar affair chalate hain aur sabke samne frnds ban jate hain jaane kyon..jaane kyon,,, jaane kyon jaane kyon jaane kyon affair best frnds main ladai karata hai affair main banda pagal ho jarta hai affair na chahte hue bhi chal jata hai affair bahut badnami karata hai akhir main har ladai ka base ban jata hai jaane kyon .jaane kyon jaane kyon jaane kyon jaanekyon lekin kabhi kabhi ye payar main convert ho jata hai jhoot har such aur such har jhoot ho jata hai payar ki gaadi main 5th gear lag jata hai aur yun affair zindagi ka safar ban jata hai jaane kyon... jaane kyon Osman Haider (0301-4876609)

Teri khahish hai ke main, Kisi

Teri khahish hai ke main, Kisi or ko apna loon, Apna kar kisi or ko, Apna pyar doon lakin, Ayy meri shidtoon ko bholny wali! Is say to kahin Behtar hai, Ke main apna Jewan har doon!Osman Haider (0301-4876609)

Kisi se Baat karna ,

Bolna acha nahi lagta Tujhe Dekha hai jab se , Doosra acha nahi lagta Teri ankhon main jab se maine apna aks Dekha Hai mere chahre ko koi aina acha nahi lagta..... Tere Baare main Din Bhar sochti Rehti Hoon main lekin Tere Baare main sab se Poochna acha nahi lagta Yahan Mohabbat karne wale Barbaad Rehte hain..... yeh Darya Hai issey kacha Gharra acha nahi lagta MAIN ab chahat ki us Manzil per aan Punhchi Hoon, Teri Jaanib kisi ka Dekhna acha nahi lagta....Osman Haider (0301-4876609)

tum meri ankh k tewar

na bhula paoge ankahi bat ko samjhoge to yad aunga ham ne khushyon ki tarah dukh bhi ikathe dekhe safah-e-zist ko paltoge to yad aunga isi andaz mein hote the mukhatib mujh se khat kisi aur ko likhoge to yad aunga sard raton k mahkate hue sannaton mein jab kisi phul ko chumoge to yad aunga ab tere ashk main honthon se chura leta hun hath se khud inhen ponchoge to yad aunga shal pahnayega ab kaun decembar mein tumhen barishon mein kabhi bhigo ge to yad aunga aj tum mahfil-e-yaran pe ho magrur bahut jab kabhi tut k bikhroge to yad aunga hadse ayenge jiwan mein to tum ho k nidhal kisi diwar ko thamoge to yad aunga is mein shamil hai meri bakht ki tariki bhi tum siyah rang jo pahnoge to yad aunga Osman Haider (0301-4876609)

Hairan hoon usse yad hai

mera name abhi tak Karti hai mujhe yad subha sham abhi tak tum ko tu mere name se phechan mili hai aur mein hoon tere shaher mein gumnam abhi tak zaki(0301-7434323)

jaya na karo tum kabhi

phoolon ke darmiyan...murjha na jayen wo kahen bais e jalan. supernatural

na de jagah khuwab ko

aese apni ankhon mein...ban jayen jo ansoo zindagi ke liye teri ankhon mein.supernatural