Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Kash aesa ho k apni

DOSTI qayam rahay Roz hum milen aur tashnagi qayam rahay Lafz khushbu he rahen teri samaat k lia Meri baton main humesha tazgi qayam rahay Erum Saleem

Gandi g: main kapre nahin

pehnu ga daish k liye. Malaika sherawat: main kapre nahin pehnu gi daish waloon k liye ABBAS MUX

Aap main Aur Malaika sherawat

main kiya fark hey? color? no. Pesa? no. daish? no. phir kiya hey. janab woh utne kapre ka kastoom bana leti he jitna aap naak saf karne k liye istamal karte ho. ABBAS MUX

Aankhen aapki ho par Ansu

mere! Zindagi aapki ho par Sanse meri! Dil aapka ho per dhadkan meri ho. Zindagi ke akhri modh pe dua hai, ki kafan aapka aur LASH mere Ho..... Manisha

Dosti naam hai sukh dukh

ki kahani ka Dosti naam hai sada muskurany ka Ye koe pal bhar ki pehchan nahi Dosti naam hai sada sath nibhane ka Erum Saleem

baat kam kijia zahanat ko

chupate raheye ajnabi sher main dost banate raheye lakh dori sahe khatam na kijia rishta dosti ka dil mile na mile hath tu milate rahea Erum Saleem

main ne har baar tujh

se milte waqt tujh se milne ki aarzoo ki hai tere jane k baad bhe main ne teri khushbu se guftugo ki hai Erum Saleem

kahan ansoon ki ye saugaat

hogi, naye loag honge nayii baat hogi, main har haal mein muskurata rahunga, tumhari mohabbath agar saath hogi, charagoon ko ankhoon se mahefooz rakhna, Badii dur tak raat hi raat hogi, musafir hain hum bhi musafir ho tum bhi, kisi moadh pe phir mulaqaat hogi....sameer khan

Zindagi me naye log her

dum milenge, Kahin ziada kahin kum milenge, Aetbar zara soch ke krna, Mumkin nahi har jagah tumhein hum milenge Komal

Chandani ne Kaha ke tu

pyar kar... Shama ne kaha aankhen char kar... Gori ko cheda to boli muskarakar.. Abhi tu nadaan hai kuch intezar kar...!Sohail Farid

Tumhari is ada ka kya

jawab du, apne dost ko kya uphar du, koi accha sa phool hota to mali se mangvata, jo khud gulab hai usko kya gulab du... Junam Din Mubarak Ho noor

Ajj aik zindagi aur jee

lo! Ajj thori sii khushian aur baantlo! Ajj aik sapna aur dekh lo! Ajj aik sms aur karlo. Ajj haan ajj. Kia pata "Kal balance ho na ho" SA

RAAT HO GI TU CHAAND

BHI DUHAI DAY GA..KHAWAB MAIN WO CHAHRA BHI DEKHAI DAY GA.YE DOSTI HAI ZARA SOOSH KER KERNA ..AIK ANSOO BHI GIRA TU SUNAI DAY GA .(THIS SMS SEND ME MY BEST FREND DOAA)Tanveer Hussain

maza barsaat ka chaho to

in ankhoon main aa baitho...woh barso main barsati hai yeh barso barsa karti haiTanveer Hussain

mahek dosti ky ishq se

kam nahi hoti ishq se doniya khatam nahi hoti agar saath Zindagi mai aapjese dost ho Zindagi kisi jannat se kam nahi hoti masti

Raatein gumnaam hoti hai, Din

kisike naam hota hai, Hum zindagi kuch is tarah jeete hai, Ki har lamha doston ke naam hota hai(jan) masti

wo mil jate hain kahani

banker, dil mein bas jate hain nishani banker, jinhe hum rekhte hain apni ankhon mein,kyon nikal jate hain wo pani banke masti

Khushi ap ki zindigi se

kahbi jaye na... Gham ap ki ankhoon may kabhi aaye na.... Pura ho ap k har khawab.... Aur jo pura na ho wo khawab khabhi ap ko aaye na.... GOD BLESS U.Hina

Ati hai khamoshe se, chupke

se, sargoshe mein, andheri raat mein, bhege barsat mein, angane mein, veerane mein, Mehfil mein, Tanhae mein, din mein, raat mein???? tere yaad .........i miss u. zahoor

Dosti ke phool kabhi murjhaya

nahin karte,hanstey chehroon ko rulaya nahin karte,jin ki sansien chalti hoon ap ke sms say unhien itna tarpaya nahin karte. Mian Wahab

jin ki yaad main hum

dewany hogay .. wo hum hi sy beganay hogay.. shayad unhin talash hai ab neay DOST ki.. kion k un ki nazar main hum purany hogay..mehnaz venjhar

hum b aas lagakar bathy

rahy un ko bare hasraton sy dakhty rahy wo sikoon sy soty rahy or hum har lamha jee kar b marty rahy....mehnaz venjhar

koi dost asa banaya jay..jis

k aanson ko palkon main chupaya jay.. rahy us ka mara rishta asa..k rahy wo udaas to tum sy b muskuraya na jaymehnaz venjhar

musam ki nazakat hai hasraton

ny pukara hai kasy kahin k kitan miss karty hain aap ko ..ye sms usee yaad ka ek ishara hai mehnaz venjhar

un sy roz milnay ko

dil karta hai kuch sunny sunany ko dil karta hai tha kise k mananay ka andaaz asa k phir rooth jany ko dil karta haimehnaz venjhar

khuda sy karty hain doa

k tumhin sare khushyan mil jaen tum hamarezinadgu jiyo hum tumhare mout mar jain mehnaz venjhar

mana hum itne SWEET nahi,

k diabetes ho jaye. nahi itne SALTY k BP badh jaye, nahi itne TASTY k habit ban jaye, aur hum itne KADWE bhi nahi k yaad hi naa aaye.....Mano

Maine khuda se ek duwa

mangi....duwa me khuda se apni maut mangi....khuda na kaha tujhe maut de to doon....magar tere us humdard ka kya karoon jisne teri lambi umar ki duwa mangi....Moyera

Suni Jindagi me halchal si

mehsoos hui Bejaan dil ki aaj dhadkan mehsus hui Jane aaj kyu aisa laga Shayad aapki kami mehsoos hui Nazish

Hotho ki zuban mere aansu

kehte hain,Chup rehte hain phir bhi behte hain...In aansu ki kismat dekho,Yeh unke liye behte hai jo aankho me rehte hain... Nomi

duriya bohut hain par itna

tum samajlo ke pas rehe kar bhi koi rista khas nehi hota, Aap meri dil ke itne pass ho ki duriyo ka ehesas nehi hota Moyera