Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

jo chaly tu kohay girah

thy hum jo chaly tu jaaa se guzar gaye rahay yaar hum ne kadam kadam tujhe yaaddaaar bana diaaaaaaaa Erum Saleem

dost ko dosti main PERFECT

hona chea dosti ko COMPULSARY SUBJECT hona chea chaman khobsurat ho tu ATTRACTION ho he jati hai nigahen FORCE karen tu SELECTION ho he jati hai Erum Saleem

koe musam ho hijr ka hum

koe musam ho hijr ka hum yaad rakhte hain teri baton se is dil ko hum aabad rakhte hain kabhe dil k sahefay par tujhe tasveer karte hain kabhe palkon ki chaoun main tujhe zanjeer karte hain kabhe kwabeda shamon main kabhe barish ki raton main koe mosam ko hijrowasal ka hum yaad rakhte hain teri baton se is dil ko buhut aabad rakhte hain Erum Saleem

jin doston se hum ko

tawaqa wafa ki thi wo dost dil se nakshe wafa tak mita gaye Erum Saleem

ae dost teri dosti main

kitna noor hai milne ko ji chahta hai par rasta dur hai dosti he samandar hai dosti he kinara hai dosti he dunya main jine ka sahara hai dosti jese kehte hain fakat ek baar hote hai khuloose dil se hote hai bare pyar se hoti hai Erum Saleem

hontu pay muskaan aankhon main shararat

hontu pay muskaan aankhon main shararat hai ab tujhe aur kia kahon ye tu teri aadat hai Erum Saleem

main sataoun lakh tumko na manaoun

main sataoun lakh tumko na manaoun lakh tumko ek iltija hai meri kabhe main jo roth jaoun mujhe rothne na dena Erum Saleem

bane chahay dushman zamana humara salamat

bane chahay dushman zamana humara salamat rahay dostana humara na bichraynge mar k bhe hum doston hume dosti ki qasam doston pata koe poche tu kehte hain hum ek doojay k dil main rehte hain hum na koe aur thekana humara salamat rahay dostana humara Erum Saleem

rozay mehshar sawal hoon gay: husun

rozay mehshar sawal hoon gay: husun waly kharab hoon gye: bewafa shumar hoon gye" pehli saaf main janab hoon gye:adil(not doing love)mehboob

teri tasveer taswer main banata

rehta hoon teri yadoo main her pal khoya rehta hoon. i miss u so much i cant live without u .Saran khan ryk

Kitny pyari hain aankhain tumhari,Bana

do inhain qismat hamari,Mujhe aur kia chahiye zindagi main,kion ke mujhe to mil gai hai dosti tumhari.....just 4 u my sweetest friend Ali sado

har qadam pe imtehan lety

hai zindagi,har naya sadma dety hai zindagi,hum zindagi se shikwa bhi kia karin,ap jesy dost bhi tu dety hai zindagi.only 4 my sadoo jan :-)Ali Ahsan

ab to hawa se puchte

hai tumhara pata ab to aakho ko kehte hai sapno me tumse de mila phir bhi zingagi kehti hai itna de bata aakhir wo kyu nahi shuru karte bato ka sisila soma

AN ELEPHANT FALLS IN LOVE

WITH ANT BUT ANT'S PARENTS R AGAINST THEIR MARRIAGE GUESS WHY?? THEY GAVE A SOLID REASON "LARRKEY K DAANT BAHER HEIN"SADAF

dosti dilon main ek mazboot rabta

dosti dilon main ek mazboot rabta hai samjho tu ek mehfooz rasta hai manoo tu ishq ki intiha hai parkho tu dil he ki surat dil main raha hai agar na manoo na samjho aur na parkho tu sirf waqt ka ziyahai! Erum Saleem

dost is zindagi k mailay

main gar kabhe hum aur tum mil jaen ajnabi ban k guzar mat jana ek doo pal he sahe ruk jana yaad karna kabhe woh guzre din kuch na ho tu faqat muskura jana Erum Saleem

dost kaha hai dost ban

kar rehna mujhe acha nahi lage ga tumhe bewafa kehnaErum Saleem

har waqt muskurana fitrat hai

hamari, Ap hamesha khush rhen hasrat hai hamari, Hum apko yad yad ayen na ayen, Apko yad krna adat hai hamari.Shehran Ayub

gammon k mousam mai ansoo

ki barsaat hoti hai must howa k jhokoon main posheeda teru yaad hoti hai jo yaad to apni chor jaye mere saath ai sanam shab e tanhai mai wohi mere lye soogat hoti hai.. ankhen band karoon tera muskarta chehra hota hai samne uth ker dekhoon to her taraf andhari raat hoti hai.. katati nahi meri raatein sitaroo se pooch ly in weraan bustion mai muje teri he talaash hoti hai.adil(not doing love)mehboob

Lab khamosh hain aankhon se

baat hoti hai Aise hi mohabbat ki shuruwat hoti hai Tere hi khayalon me khoye rehte hai hum Pata nahi kab din kab raat hoti hai....butt

Kitna bhi chaho na bhol

pao ge Hamain, Jitna dur jao nazdik pao ge Hamain, Mita sakte ho to mita do yadain meri, Magar kya sapno se juda kar pao ge Hamain...butt

Jam pe jam pine se

kya fayda, Sham ko pi subah utar jayegi, Arey do boond dosti ke pi le, Zindagi saari nashe mein guzar jayegi butt

MARI SANSOO KO TEAR (

DIL) MAIN PAHNA MIL JAYA YEA ZINDING TEAR ISHQ MAIN FANAA HO JAYA IMRAN

DOSTI KO BHULANA FITRAT NAHII

HAMAARI AAPSE DOOSR RAHNA MAJBOORI HAI HAMARI JEENE KE LIYE SAANS HEE KAAFI NAHII AAPKA HONA BHI ZAROORAT HAI HAMARI FAHEEM (4 MY JAAN)

ZINDAGI NE LAHOO LEKE DIYA

KUCH BHI NAHII USKE DAAMAN MAIN HAI MERE VAASTE KYA KUCH BHI NAHI MERE IN HAATHOUN KI AAP CHAHO TOU TALASHI LELO MERE APNE HAATHOUN MAIN LAKEEROUN KE SIWA KUCH BHI NAHI FAHEEM 4 MY JAAN

Badla Waffa Ka Deingay Badi

Saadgi Se Hum Tum Hum Se Rooth Jaogay Aur Zindgi Se Hum....Khushi`S Manthar

Tere Dil Mein Meri Sanson

ko Panah Mil jae Tere Ishq Mein Meri Jaan Fana Hojae Sonia

Umid aise ho jo jeeny

ko majbor kare, raah aisi ho jo chanle ko majbur kare. mahak kum na ho kabhi apni dosti ki, dosti aisi ho jo milne ko majbur kare adil(not doing love]mehboob

Dost 1 sahil hai tufan

k liye Dost 1 ayina hay armano liye Dost 1 mahfil hai anjano k liye Dost 1 kwahish hai aap jaise dost paane k liye adil(not doing love]mehboob

Humne jab kabhi khushi mehsoos

ki, Her kadam pe aapki kami mahsoos ki,Door rehkar bhi aapki dosti kam na hoi, ya baat humne Dil se mahsoos kiadil(not doing love]mehboob

hota hai jin pe maan

bahut gehra maan.......wo badal jaeen tu sadma b bahut hota hai......mani

Bohat hi yaad aata hai

mere Dil ko tarpaata hai woh tera paas na hona bohat mujh ko rulaata hai woh mera teri aankhon ke samandar main uttar jaana aur teri muskurahat ke bhanwar main doobte jaana teri awaaz ke saher se na nikal paana tujh ko dekhna aur be-khudi se dekhte jaana bohat chaha in guzre hue lamhon ko na sochoon na teri yaad main reh ke tere saath ka sochoon bhoola doon saari yaadon ko kejin se Dil tarapta hai ke jin se tais utth ti hai ke jin se dard hota hai magar jab raat aati hai to teri yaad aati hai tere hi khuwaab hote hain teri hi baat hoti hai to tay paaya ab mumkin nahi tujh ko bhoola dena teri yaad main rehna tujhe hi sochte rehna tujhe jab yaad karte hain to Dil apna tarapta hai woh tera paas na hona bohat mehsoos hota hai Sana

Hum vo nahi jo Bhool

jaya karte hain, Hum vo hai jo nibhaya karte hai, Door rehkar milna shayad mushkil ho,Par yaad bankarsaanso mein bas jayakarte hai!Mukhoji

Kuch Dair Ka intezar mila

ham ko Per sab say sweet yaar mila ham ko, Na rahi tamana kisi janat ki aye dost!!! Teri dosti say wo payar mila ham ko UsmanAkram

iss dewanny dil ka ab

yeh alam hai k her insaan mai tera aks nazar ata hai adilmehboob

shma ki roshni se andehra

dur hota hai Is dunya mein her koimajboor hot hai jo ankho se jitnna dur hota hai wo dil ke ute kareeb hota hai.Bubloo

dil torna humari adat nahin

dil hum kisi ka dhukaty nahin ,,bharoosa rakhna meri wafaoon pey dil main basa ker hum kisi ko bholaty nahin,,M imran chakwal

JEENA CAHTE HAN MAGAR ZINDAGI

RAAS NAHI ATEE,MARNA CAHTE HAN MAGER MOUT PASS NAHI ATEE,BOHOT UDAAS BANA CHUKI HAI YE ZINDAGI HUM KO, UN KI YADEEN BHI TO TARPANE SEY BAAZ NAHI ATEE.Aries-Mitthu

MOHABBAT HEE MOHABBAT HAI MOHABBAT

KER MOHABBAT SEA, MOHABBAT HO JATY HAI MOHABBAT KARNE WALON SEA.Aries-Mitthu

wo mujhsey meri udasion ki

waja pochta hai kaisa pagal hai dhalti raat k sanatay ki waja pochta hai wo mujhsey meri barasti ankhon ki waja pochta hai kaisa pagal hai barish k barasney ki waja pochta hai wo mujhsey meri pasand k bare main pochta hai kaisa pagal hai khud apney baray main pochta hai wo mujhsey meri muhabat o wafa k bare main pochta hai kaisa pagal hai sumander per kharay us ki ghehrai pochta hai maham khan

khwabon mein aayenge sms ki

tarah, dil mein bas jayenge ringtone ki tarah, dosti kam na hogi balance ki tarah, bas aap busy mat rahna network ki tarah.Raj

kuchh aap bhi humse baat

kar liya karo, kabhi milne ki fariyaad kar liya karo, ek hum hain jo har baar shuruat karte hain, aap bhi humse pehle yaad kar liya karo.Raj

Jab Bhi Mein Koi Party

Dehkhoo Mera Bhooka Pait Boley.... chole.....chole.....chole.....chole.....chole.....chole..... Khao Pait Bhar ke Jhoom jhoom K ole..... chole.....chole.....chole.....chole.....chole.....chole.... .Danger

Seeny mein DIL DIL mein DARD DARD

Seeny mein DIL DIL mein DARD DARD Mein NASHA NASHY mein MAZA MAZY mein CHAIN CHAIN mein ARZOO ARZOO mein HASRAT HASRAT mein YAKEEN TAKEEN mein KHYAL KHYAL mein TASWAR TASWAR mein TASVEER TASVEER mein SIRF TUM.Kausar KHB.

MADRAS Ka Naya Naam CHEN-NA-I

Kyon Hai..?Coz Udhar Sab LogLungi Pahante hain Aur Lungi Main CHEN Nahi Hoti...anusheel Jauhari From Gwalior

Jaate jaatewo koi achhi nishani

de gaye, Umar bhar daurasaku aisi kahaani de gaye, Hum to reh gaye pyaase, Parhumaripalkokowhopaani de gaye FAISAL DAVIL