Page 170

How true my feelings were

I found out to be The best thing in my life Was when you married me Thank you my loving wife(loving Husband), For the years we share I know one thing for sure We make a wonderful pairBy Nazli

To the beautiful couple in

all the land, May your anniversary be Happy and Grand.Happy AnniversaryBy Juli

Best wishes to you both

on ur anniversary, May the love that you share Last your lifetime through,As you make a wonderful pair.Happy WeddingBy Juli

if I met you on

tomorrow I would still give you my heart If you should say, "do you still love me?" I'd say, "Till death do us part"Happy AnniversaryBy Juli

Long after our anniversary And

this greeting has been thrown away Think of the thought behind it, Each and everyday, Happy Anniversary Lover!By Juli

I'm sending this bouquet of

love To say that I love you so much I hope I say it often enough I want you to know it's true,On this special occasion I want to remind you That you are my everything And my love is true,Happy Anniversary Lover!By Sonu

That special day is here

again The day we took our vows You're just as special to me today As you still get me aroused. Happy Anniversary Lover By Sonu

Happy Anniversary and May your

marriage be Blessed with love, joy And companionship For all the years of your lives!By Sonu

mahsus kar mujhe tu, kabhi

paas aa ke dekh mere jahan-e-dil meiN apna ghar basa ke dekh koi aisey ajnabi bhi nahiN is shahr ke log kuchh keh to ranj-o-gham ki, sab ko suna ke dekh hamshakl ho gaya hai mere gham ka, tera gham tu mere dil ko apna aayina bana ke dekh yeh farq dair-o-harm ka nazroN ka bharam hai tu deengah se apni, bahar to aa ke dekh jab ranjishoN meiN kat gayee, ab na fareb kar waqt aakhiree hai, ab na muskura ke dekh khamosh sun rahey haiN hum, sarghoshi-e-bahar aatey haiN apne gaaoN se jhoNkey hawa ke dekh maiN muNtzir huN roz-o-shab, aiy dard-e-do_jahan! be-dard, jab bhi waqt miley, aazma ke dek

hum ahl-e-mohabbat par woh waqt

bhii aaye hein khud qatl huwey aur qaatil kahlaaye hein roye to hai ruswaai chup rahne pe dam TooTe phoolon ke ewaz hamnein woh zakhm bhii khaaye hein apnon ki mohabbat kii itni sii haqiqat hai jitna bhii gale miliye utne hii paraye hein is daur mein 'barham' bach kar bhii kahan jaayein jo aag baraste hein woh apnon ke hii saaye hei

yaad tumhari na aaye aise

hum hone na denge, sarafat se contact main rahne wrna raatvar sone na denge. Miss u lot what u did?????? Raju +9779803268701

Ek aur raat chali gayi

zindagi se, Ek aur din aa raha hai zindagi me; Yeh mat socho ke kitne lamhe hai zindagi me, Yeh socho ke kitni zindagi hai har lamhe me.

meri zindgi k raz mai

ek raz tum b ho....... meri bandgi ki payas mai ek pays tum b ho........... tum kya ho? kuch ho ya nahi ho........ meri zindgi k KASH mai ek KASH tum b ho.....!!!!1 SaaMer +92 300 2711 588

Phoolon Se Puchho Isme Singar

Kitna Hai Mere Dil Se Puchho Isme Pyar Kitna Hai Saaye Ki Tarha Tumhara Pyaar Saath Rehta Hai Tumhare Saath Guzra Hua Har Lamha Yaad Rehta Hai SaaMer +92 300 2711 588

har darkhan k saath dil

tere nam leta hai, tere khayal meri toti sanson ko tham leta hai, jb b tanhaiyan satati hain, tere tassawor mere hath tham lete hai

Wajah koi nahi lekin ..... Woh

Wajah koi nahi lekin ..... Woh mujh se har waqt naraz rehti hai .... Kahin raste mein mil jaye ..... To nazren pher leti hai ..... Koi us se mera haal poochey..... To us se rooth jati hai .... Kabhi baaton baaton mein .... Jo mera zikr aa jaye .... Chali jati hai uth ker woh .... Woh mujh se itna chidhti hai.... Ke ab to sochta hoon main .... Kaheen mujh se .... "Mohabbat to nahi us ko"

Mujhe naaz hai ke too

mera pyar hai... Tum ho to mujhe jine ka armaan hai... Tumhe milne se dil khil uthta hai... Meri zindagi ki ek toohi pahechaan hai... Tere siwa mujhe kisi se kya kaam hai... Tere bina mera jina bhi bekaar hai... Mujhe naaz hai ki toohi mera pyar hai

geeli aankhen sukhaane ki tamanna

hai..... sab kuch sach batane ki tamanna hai..... chahe fir kabhi na mile wo zindagi bhar....... bus ek baar usse baho me paane ki tamanna hai......

Tera qasoor nahin mera tha mein

Tera qasoor nahin mera tha mein tujh ko apna samjha tha... dekh ke tere badle tewar mein to usi din ro betha tha... ab mein samjha ab yaad aaya tu us din kion chup chaap sa tha... tujh ko jana hi tha lekin mile bagair hi kiya jaana tha... ab tujhe kia kia yaad dilaoon ab to woh sub kuchh hi dhoka tha... wohi hoi hai jo honi thi wohi mila hai jo likha tha... dil ko yun hi sa ranj hai warna tera mera saath hi kiya tha... kis kis baat ko raoon "SaaMer" apna kehna hi itna tha

Barsaat ki bheegi raaton mai

pir koi suhaani yaad ayi , Kuch apne zamana yaad aaya kuch unki jawani yaad aayi, Hum bhool chuke they jisne Hume duniya mai akela chor diya , Jab gaur kiya tau ek surat jaani pehchaani yaad aayi.. SaaMer +92 300 2711 588

Tu Paas Bhi Ho Tu

Dil Beqaraar Apna Hai K Ham Ko Tera Nahi Intezar Aapna Hai , Woh Dor Ho Tu Baja Terk -e- Dosti Ka Khiyal Woh Saamnay Ho Tu Kab Ikhtiyaar Apna Hai Zamanay Bher K Dukhon Ko Laga Liya Dil Se Is Aasray Pe K Aik Ghamgusaar Apna Hai Milay Koi Bhi Tera Ziker Chair Daitay Hain K Jaisay Saara Jahan Raazdaar Apna Hai.. SaaMer +92 300 2711 588

Kabhi nazren milane me zamane

beet jate hain, Kabhi nazren churane me zamane beet jate hain Kisi ne ankh b kholi to sonay ki nagri me, Kisi ko ghar banane me zamane beet jate hain Kabhi kaali siyah raaten hamen ek pal ki lagti hain Kabhi ek pal bitane me zamane beet jate hain Kabhi khola jo darwaza to khari thi samne manzil Kabhi manzil ko paane me zamane beet jate hain.../ SaaMer +92 300 2711 588

Dil ki dhadkn ruk si

gayi hai... Saase meri tham si gayi hai... Pucha tha dil ke doctor se humne.. Pata chala is dil mai aapki yaade jam si gayi hai... SaaMer +92 300 2711 588

Yeh dil tujhe itni shiddat

se chahta kyu hai Har saans ke sath tera hi naam aata kyu hai Tu kitna bhi mujhse talkh e talluk rakhle Zikr phir bhi tera meri zaban pe aata kyu hai Youn to hai kayi fasle tere mere beech Lgata phir bhi tu mujhko meri jaan sa kyu hai Teri chahat mein tadapne ki ho chuki hai aadat meri Tere door hone ka phir bhi ehsaas mujko rulata kyu hai Ye jaanta hoon ke tujhko nahi mohabbat mujhse Magar phir bhi lab pe mere tera hi naam aata kyu hai Hai yaqeen tujhko paana na hoga mumqeen mere liye Ye dil phir bhi roz umeed ki shama jalata kyu hai Mehsoos ki hai berukhi teri baato mein kayi baar maine Lehja wo phir bhi tera mujhko itna bhata kyu hai Hai khabar mujhko nikalegi tu meri chahat ka janaza ek din Mann mera phir bhi tere khwab sajata kyu hai Gar bichadna hi hai to khuda humko milata kyu hai Mujhko ko akhir wo itna satata kyu hai

majburiya hamari wo jaan na

sake farmano ko hamare wo maan na sake kehte he wo hame mar kar bhi chahenge jite ji hame jo pehchan na sake nahi he shikayat tujhse ki dukh diya tune hume hi shouq tha aankhe zara bhigone ka bahut aziz thi aankhe meri jise kal tak sabab bhi poochne na aaya mere rone ka

Kya batao ye qayamat kya

hai, Maine ghabra ke kaha rooth jana tera. "Maut kehte hai kise", jab mujhse pucha, Maine ankhe jhuka kar kaha chod jana tera.

Aansu aankhon se girnay ka

takaza na karo, Ru'Ba'Ru un k mujhe itna bhi ruswa na karo, Zakhm sehnay ki sakat bhi nahi ab to dil mei, Dard barhta hai mujhe pyar se dekha na karo, Charah sazo ye mera dard nahi qismat hai, Jhuti taskeen se mere gham ka madawa na karo, Pyar to de na sakay yadain hi dete jao, Chornay wale mujhe itna bhi tanha na karo, Nazah k waqt "SaaMer" to na lo naam unka, Aakhri waqt mei to pyar ko ruswa na karo.

Eid din aisa aaye ga, Jab

Eid din aisa aaye ga, Jab tum mujh se poocho gi, ke tumhare liye kon si cheez ziyaada ahem hai ? Meri Zindagi Ya Tumhari ? Main kahon ga! "Meri Zindagi" Ye sun kar tum mujh se door Chali jaao gi, baghair ye sooche ke...... "TUM HI TO MERI ZINDAGI HO" By: *Jahan~Zaib* {0345-7941711}

Jhuki nazro say pyar mat

kana. Nazar utha kar inkar mat karna. Rat bhar rotay ho kisi ki yadon main. or dosro ko kahtay ho kisi say pyar mat karna. By: Sahil khan 03332832007

Likho to pegham kuch aisa

likho k. Qalam bhi ronay per majbor hojay. Har lafz main dard bhardo itna k. Parhnay wala pyar karnay per majbor hojay. By: Sahil khan 03332832007

Adat meray gharor ki toti

the aaj yoo. Aisa laga kisi nay mujhay tor dia ho. Humnay jo kia ap per gussa tha wo fazool. Shayad k mainay aap ka dil tor dia ho. By: Sahil khan 03332832007

Likho to pegham kuch aisa

likho k. Qalam bhi ronay per majbor haye. Har lafz main dard bhar do itna k. Parhnay wala pyar karnay per majbor hojay. By: Sahil khan 03332832007

DIL KI BAAT HUM SE

NA CHUPAYA KARO HUM SE CHAHAT NA ZIYADA JATAYA KARO DOOR RAHTE HO KION PAAS AAYA KARO TERA JALWA KABHI HUM NE DEKHA NAHIN KABHI CHEHRA HUMEN TO DIKHAYA KARO ROZ GHERON KI MAJLIS MAIN JATE HO TUM KABHI TO APNO KI MAHFIL SAJAYA KARO HUM RANJEEDA BHI HAIN NEEM DEEDA BHI AA KE DIL TUM HAMARA BEHLAYA KARO TERI MAJBOORION KI KHABAR HAI MUJHE BAAT BAAT PER KASMEIN NA KHAYA KARO TERE WAADE PE HUM NE BHAROOSA KIA KUCH TO ULFAT KA TUM BHI HAQ NIBHAYA KARO CHAHNE WALE KI CHAHAT PE KAR LO YAKEEN ROSHNI MAIN DIYE NA JALAYA KARO HUM BHI HUM RAAZ HAIN TUM BHI HUM RAAZ HO DIL KI BAAT HUM SE NA CHUPAYA KARO............03462360148 By: JuSt 4 U

Apni Zindagi ki her Shaam

Tere Naam kardoon, Teri hi Aankhon ka Jaam Tere Naam kardoon, Main Doob jaoon Teri in Jheel si Gehri Aankhon mai, Phir apni Barbadi ka ilzam Tere Naam kar doon, Mai apni Rooh ko Tere Wajood mai bhardoon, Phir apni Zaat apna her Payam Tere Naam kardoon, Tuu Mujhey Mohabbat ka Agaaz de Sanam, Mai Apne Pyaar ka Anjaam Tere Naam kardoon, Mohabbaton ke Qaseeday likhoon Teri Sanaa mai, Hazaron Pyaar ke Peghaam Tere Naam kardoon, Ho jiska Zikar Mohabbat ki her kahani mai, Ek aisa Pyaar ka Peghaam Tere Naam kardoon........03462360148 By: JuSt 4 U

“~*~Betaab Nazrain Yun Mili Iqraar

Hum Karne Lage...~*~ ~*~Ye Kiya Hua Kion Is Tarhaan Izhaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Chalke Howe Jazbaat Kuch Ansoo Bhi Kuch Bikhre Howe...~*~ ~*~Ab Qatra Qatra Zindagi Sarshaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Shaadab Hain Ankhain Lahoo Se Kuch Gulabii Shaam Hai...~*~ ~*~Quose-e-Qaza Rangoo Main Ghuftaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Veeraan Kade Main Aa Gayee Jo Wo Baharoon Ki Tarhaan...~*~ ~*~In Ke Tasawoor Se Sakhan Gulzar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Rahne Lage Hain Garizaan Go Tumhare Qarb Se...~*~ ~*~Is Ehde Ulfat Se Ghazab Ka Pyaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Shama Kyun Shikva Gila Ehle Wafa Theray Jo Hum...~*~ ~*~Jalte huwe Sholoo Ka Dariyaa Paar Hum Karne Lage...~*~0344 8322570 By: OnE & OnLy

Yun dil ko har ik

shakhs pe waara nahi karte aankhon main har ik aks utara nahi karte Honi hai to hojaye ik baar mohabbat Ye bhool hai aisi ke dubara nahi karte Achha hua main ne hi faqat dekha magar yun mehfil main kisi ko bhi ishara nahi karte Mil jaye sar-e-raah jo bichhda hua koi chup chaap hi takte hain pukara nahi karte kiun pyar ki bazi se ho is darja gurezaan kehte hain ke dil haar ke hara nahi karte Kaajal se bhi ab kaam koi lena nahi Yun dard se aankhon ko sanwara nahi karte.........03462360148 By: JuSt 4 U

meri rooh jesay kuchal gya, koi

meri rooh jesay kuchal gya, koi shaks aisy badal gya, ye kis ka harf-e- dua raha, k main girty girty sanbhal gya, teri yaad jab aany lagi, mera dard jesy behal gya, meri qismaton ka qaafla, kisi aur janib nikal gya, tumhain dekhty hain bysabab, koi khawab mera machal gya, mera patharon sa garoor tha, magar tery aqgy pighal gya.0344 8322570 By: Farhan

KiNg Of DrEaMs Bikhar Rahi hy

KiNg Of DrEaMs Bikhar Rahi hy meri zaat usy kehna Kabhi milay tu yehe baat usy kehna Vo saath tha tu zamana tha hamsafar mera Mager ab koi nahi mery sath usy kehna Usy kehna k bin usky din nahi kattata Sisik sisik k kattati ha raat us kehna Usy pukaroon k khud hi pohanch jaon us k pass Nahi rahy vo halaat usy kehna Ager vo Phir be na lotay tu ay mehrban qasid Hamari zeest k halat usy kehna Her jeet us k naam kar raha hoon Main Main manta ho apni haar usy kehna.0344 8322570 By: Farhan

Kabhi din ho kabhi raat, Kabhi

Kabhi din ho kabhi raat, Kabhi timtimati saam ho, Kabhi-kabhi tanhai me , Sang mere khud aap ho, Kuch bolo na kyu chupchap ho. By: Nandlal Sahni

NIBHA SAKO TU KARO PIYAR

WARNA MAT KARMA BICHAR KAR TUM KABHI HUM KO UDAS MAT KARNA ABHI BHI WAQT HAI CHAHO TU TUM SANBHAL JAO KARO NA FIKR MERI AGEY TUM NIKAL JAO FAISLA JO HO TUMHARA KARNE ME DEIR MAT KARNA BICHAR KAR TUM KABHI HUM KO UDASS MAT KARNA TUMHARE PYAR MEIN AAJ JO MERI HALAT HAI HAR IK LAMAHA LAGEY K QIYAMAT HAI MERA JO HAAL HAI APNA WO HAAL MAT KARMNA BICHAR KAR TUM KABHI HUM KO UDAS MAT KARNA. //ASHFAQ(+92-302-8990606)

Hum ne us ko toot

k chaha yeh us ka haq tha lekin woh bhi humein toot k chahte Hum itne anmol na they. By: Fahad

MATTI KI MOURAT Ghar matti k

MATTI KI MOURAT Ghar matti k banaya nahein kartay toot k bikhar janay waloon ko apnaya nahein kartay goya MOHABBAT name hi bayloosh jazbay ka lakin apnay jazbat ko sara_e_Aam dekhaya nahein kartay Raz_e_dil dil maien rakhnay say go toot jata hay DIL phir b apnay zakhmoon ko dekhaya nahein kartay.. kartay kartay MOHABBAT go apnai jan bhool jatai hay phir b apni zat ko Auroon ki khatir DAFNAYA nahein kartay.... reply me if u like it....03348382846

itane dinon ke baad tuu

aayaa hai aaj sochataa hun kis tarah tujh se milun mere andar jaag uthii ik chandanii main zamiin se aasaman tak ek ang hun aur ujalaa ho gayaa qurbat kaa chand aur gaharaa ho gayaa teraa fusun ai saraapaa rang-o-nikahat tuu bataa kis dhanak se teraa pairaahan bunun saare gul_buute tar-o-taazaa hue duur tak pahunchii hai merii mauj-e-Khun kar rahe hain lamhe lamhe kaa hisaab mil ke phir baiThe hain yaaraan-e-junun dasht-e-Gam kii dhuup mein mujh par khulaa main Khud apanaa saayaa-e-diivaar hun naaz kar Khud par ki tuu hai beshumaar qadr kar merii ki main bas ek hun By: SHAN +923217473713

tere jesa mera bhi haal

tha na sukoon tha na qarar tha ye ho umr thee mere humnahen ke kisi ko mujh se bhi pyar tha mein samajh raha hon teri kasak tera mera dard hai mushtarak isi gam ka to bhi aseer hai isi gam ka mein bhi shikar tha faqat ek dhun thee ke raat din isi khawab zaar mein gum rahen wo surror aisa surror tha wo khumar aisa khumar tha kabhi lamha bhar ki guftugo meri os ke sath na ho saki mujhe fursaten na mil saken wo hawa ke rath pe sawar tha hum ajeeb tarz ke log thai hamare aur hi rog thai mein khizan mein tha os ka muntazir ose intezar bahar tha ose parh ke tum na samajh sake ke meri kitab ke roop mein koi qarz tha kaii roz ka kaii ratjagon ka odhar tha By: SHAN +923217473713

samay samay kii Khalish mein

teraa malaal rahe judaaiiyon mein bhii yun aalam-e-visaal rahe anaa kii jang mein ham jiit to gaye lekin phir us ke baad bahut der tak nidhaal rahe raah-e junun mein yahii zaad-e-raah hotaa hai ke justajuu bare divaanagii bahaal rahe hasiin raaten bhii mahaken tumhaarii yaadon se kare dinon mein bhii pal pal teraa Khayaal rahe tuu ek baar zaraa kishtiyan jalaa to sahii hai kyaa majaal ke ek lamhaa bhii zavaal rahe By: SHAN +923217473713

Waqt waqt pe hamey yaad

aate rahiye Apna hone ka ehsaas hame jatate rahiye Dur rahiye itna ki roj khalayon main aate rahiye Dur itna nahi ki aap har roj hame bhulate rahiye By: atreyavijit

*Gham~E~Zaib* Hijar ke mosam main ye

*Gham~E~Zaib* Hijar ke mosam main ye baarish ka barsna kaisa? Ik sehra se sumandar ka guzarna kaisa ? Ay mere dil pareshaan na ho tanha ho kar... Woh tere saath chala kab tha, bichhrna Kaisa? Log kehte hain, Gulshan ki tabaahi dekho... Main Veraan sa jungle tha, Ujarna kaisa ? Dekhne main To koi dard nahi, dukh bhi nahi, Phir ye aankhon main youn aashkon ka Ubharna kaisa ? BE-WAFA kehne ki jurrat bhi na karna... Us ne IQRAAR kiya kab tha, Mukarna Kaisa ? By: *Jahan~Zaib* {0345-7941711}

Har subah apki FINE ho… Dildar

Har subah apki FINE ho… Dildar doston ki hamesha LINE ho…. Apki zindagi mein khushi ki SIGN ho… Bhagwan kare ki apka har din VALENTINE ho… By: hotdmk

kitnay dukh ki bat hai

k kabhi kisi ne ye jannay ki koshsih nahi ki k motor way par jo cars chalti hai un k shishay bund kew hotay hai. kew k ... ... ... ... ... ... .. ... ... ... ... un me A C laga hota hai By: Faisal mehboob