WARNA MAT KARMA
BICHAR KAR TUM KABHI HUM KO UDAS MAT KARNA
ABHI BHI WAQT HAI CHAHO TU TUM SANBHAL JAO
KARO NA FIKR MERI AGEY TUM NIKAL JAO
FAISLA JO HO TUMHARA KARNE ME DEIR MAT KARNA
BICHAR KAR TUM KABHI HUM KO UDASS MAT KARNA
TUMHARE PYAR MEIN AAJ JO MERI HALAT HAI
HAR IK LAMAHA LAGEY K QIYAMAT HAI
MERA JO HAAL HAI APNA WO HAAL MAT KARMNA
BICHAR KAR TUM KABHI HUM KO UDAS MAT KARNA.
//ASHFAQ(+92-302-8990606)
MATTI KI MOURAT
Ghar matti k banaya nahein kartay
toot k bikhar janay waloon ko apnaya nahein kartay
goya MOHABBAT name hi bayloosh jazbay ka
lakin apnay jazbat ko sara_e_Aam dekhaya nahein kartay
Raz_e_dil dil maien rakhnay say go toot jata hay DIL
phir b apnay zakhmoon ko dekhaya nahein kartay..
kartay kartay MOHABBAT go apnai jan bhool jatai hay
phir b apni zat ko Auroon ki khatir DAFNAYA nahein kartay....
reply me if u like it....03348382846
aayaa hai aaj
sochataa hun kis tarah tujh se milun
mere andar jaag uthii ik chandanii
main zamiin se aasaman tak ek ang hun
aur ujalaa ho gayaa qurbat kaa chand
aur gaharaa ho gayaa teraa fusun
ai saraapaa rang-o-nikahat tuu bataa
kis dhanak se teraa pairaahan bunun
saare gul_buute tar-o-taazaa hue
duur tak pahunchii hai merii mauj-e-Khun
kar rahe hain lamhe lamhe kaa hisaab
mil ke phir baiThe hain yaaraan-e-junun
dasht-e-Gam kii dhuup mein mujh par khulaa
main Khud apanaa saayaa-e-diivaar hun
naaz kar Khud par ki tuu hai beshumaar
qadr kar merii ki main bas ek hun
By: SHAN +923217473713
tha na sukoon tha na qarar tha
ye ho umr thee mere humnahen ke kisi ko mujh se bhi pyar tha
mein samajh raha hon teri kasak tera mera dard hai mushtarak
isi gam ka to bhi aseer hai isi gam ka mein bhi shikar tha
faqat ek dhun thee ke raat din isi khawab zaar mein gum rahen
wo surror aisa surror tha wo khumar aisa khumar tha
kabhi lamha bhar ki guftugo meri os ke sath na ho saki
mujhe fursaten na mil saken wo hawa ke rath pe sawar tha
hum ajeeb tarz ke log thai hamare aur hi rog thai
mein khizan mein tha os ka muntazir ose intezar bahar tha
ose parh ke tum na samajh sake ke meri kitab ke roop mein
koi qarz tha kaii roz ka kaii ratjagon ka odhar tha
By: SHAN +923217473713
teraa malaal rahe
judaaiiyon mein bhii yun aalam-e-visaal rahe
anaa kii jang mein ham jiit to gaye lekin
phir us ke baad bahut der tak nidhaal rahe
raah-e junun mein yahii zaad-e-raah hotaa hai
ke justajuu bare divaanagii bahaal rahe
hasiin raaten bhii mahaken tumhaarii yaadon se
kare dinon mein bhii pal pal teraa Khayaal rahe
tuu ek baar zaraa kishtiyan jalaa to sahii
hai kyaa majaal ke ek lamhaa bhii zavaal rahe
By: SHAN +923217473713
aate rahiye
Apna hone ka ehsaas hame jatate rahiye
Dur rahiye itna ki roj khalayon main aate rahiye
Dur itna nahi ki aap har roj hame bhulate rahiye
By: atreyavijit
*Gham~E~Zaib*
Hijar ke mosam main ye baarish ka barsna kaisa?
Ik sehra se sumandar ka guzarna kaisa ?
Ay mere dil pareshaan na ho tanha ho kar...
Woh tere saath chala kab tha, bichhrna Kaisa?
Log kehte hain, Gulshan ki tabaahi dekho...
Main Veraan sa jungle tha, Ujarna kaisa ?
Dekhne main To koi dard nahi, dukh bhi nahi,
Phir ye aankhon main youn aashkon ka Ubharna kaisa ?
BE-WAFA kehne ki jurrat bhi na karna...
Us ne IQRAAR kiya kab tha, Mukarna Kaisa ?
By: *Jahan~Zaib* {0345-7941711}
Har subah apki FINE ho…
Dildar doston ki hamesha LINE ho….
Apki zindagi mein khushi ki SIGN ho…
Bhagwan kare ki apka har din VALENTINE ho…
By: hotdmk
k kabhi kisi ne
ye jannay ki koshsih nahi ki k motor way par jo cars chalti hai un k shishay bund kew hotay hai.
kew k
...
...
...
...
...
...
..
...
...
...
...
un me A C laga hota hai
By: Faisal mehboob
ho gayi hai
zindagi teri yaadon ki ibaadat ho gayi hai
bas saans chal rahi hai is murde mein ab
rooh to tere saath hi rukhsat ho gayi hai
By: jinran;-09886443311
jal jaane de mujhe
tere hoton ki mey ko pee jaane de mujhe
mil jaaye meri rooh ko maut ka sukun
tere jism ki kabr mein dafan ho jaane de mujhe
By: jinran;-09886443311
ka wada chaha
door reh kar to tumhe or bhi zyada chaha,
yaad aye ho mujhe aur bhi shiddat se tum
bhool jaane ka tumhe jab bhi irada chaha.
By: jinran;-9886443311
jate hai.
Kuch pal saath rehene k baad dur chale jate hai.
Sach hi kehte hai log ki m3m0n
ke milne ke baad log barish ko bhul jate hai...
By: Osman+92-345-456-6641
jata hai
raat mein bhi khyaal tera hi aata hai
kabhi yai khyaal is kadar badh jata hai
ki aaine mein bhi tera chehra nazar aata hai
By: Osman+92-345-456-6641
Mat Jagana Es Duniya Se Alag Duniya Mat Basana,
Aaj Bas Sharab Ke Mood Tha To SMS Kardiya, Par Roz Intezaar Me Palke Mat Bichhana ...............
By: Mohammad Wasim (+977 9741123131)
Hotho se jo choo liya,
Ehsaas Aab tak hai,
Aankhe Nam hai, Aur sanso mein Aag aab tak hain...
Aur kyo na ho... Khayi Bhi to 'HARI Mirchi...'-hai...
By: Rana Bilal
ko shikayat kyu hoti hai,
jo nahi mil sakta ussi se mohabbat kyu hoti hai,
yu toh milte hai rahoon mein kitne dil lekar,
phir bhi dil ko ussi ki talash kyu rehti hai.
DIN TERI YAAD NAHI,WO PAL PAL NAHI JIS PAL TERI YAAD NAHI, TERI YAADON SE HAME MOUT ALAG KARDE ITNI TO MOUT KI BHI AOUKAT NAHI..
By: ARJUN SHARMA9876506089
LOVE FOREVER N EVER
Phool Khushboo se
Dil Dhadkan se
Zindagi Sanso se
Aur Meri Khushi.........Tumhari Mohabbat se Qayem hai
So plz,Phool se Khushboo
Dil se Dhadkan
Zindagi se Sansoo
Aur muj se meri Khushi ko juda na Hone Daina.......
By: Fayyaz Toor
aass nahin hai
hai saamney samander per piyaas nahin hai
miltey hain hazaron wafa ke dewey dar
lakin merey mahboob tuj sa koi khas nahin hai
her arzoo wafa ho gayi lakin jiya
aik arzoo baaqi hai key kiun tu merey pass nahin hai
By: +923217473713
a jatt passing thought jungle
A beautifull chudell stop him
N says- ha ha ha mai chudell hu
jaat - re bawli fir dekhti kya hai chipat ja
By: shehzar shah 9259201903
(',') (@.@)
Jl /|
AapKi piC paKri gayee hai datE martE hue....
aGar negativE chahiye,
to 5 sMs aChe bheJo...
waRna piC aBa Ji kO pOhOncha di jaye Gi !!
By: SaaD (92321-2043351)