Page 185

"zindagi mohtaj nahi manzilo ki"

"Waqt her manzil dekha data hai" "Marta nahi koi kisi se juda ho kar " Waqt sab ko jeena sikha deta hai" 0321-4288314 "'~{(DON)}~'"

Dair Ho Jati Hai Ghar

Aanai Main Aksar Jab HaMain Rait Per Machle Ho Jaisay Aisay Ghabrati Hai Maa Martai Dam Tak Aasaka Bacha Na Ghar Pardesh Sai Apni DONoo Putliyaan Chokhat Pai Rakh Jati Hai Maa Baad Mar Janai Kai phirBaite Ki Khidmat Kai Leye Bhaise Beti Ka Badal Kar Ghar Main Aajati Hai Maa Door Ho Jati Hai Sari Omer Ki Us Dum Thakan Bayha Kar Kai Betay Ka Jab Ghar Bahu Lati Hai Maa

Download: Maa Mother Download: Mother Poem Download:

Download: Maa Mother Download: Mother Poem Download: Urdu Poem

Phailay Bachoon Ku Kheelati Hai

Sukoon-o-Chain Sai Baad Mai Jo Kuch Bacha Oh Shouk Sai Khati Hai Maa Mangti Hi Kuch Nahi Apnai Leye ALLAH Sai Apnai Bachoon Kai Leye Daman Ku Phailati Hai Maa Gar Javan Baiti Ho Ghar Main Aur Koie Rishta Na Ho Ek Naye Ehsas Ki Suli Pai Char Jati Hai Maa Har Eebadat Har Mohabbat Mai Nihan Hai Ek Gharz Be-Gharz, Be-Loos, Har Khidmat Ku Kar Jati Hai Maa Bazuwoon Mai Kheench Kai Aajaye Gi Jaisai Kayenat Apnai Bachay Kai Leye Bahoon Ku Phailati Hai Maa Zindagani Kai Safar Mai Gardishoon Ki Dhoop Mai Jab Koie Saya Nahi Milta To Yaad Aati Hai Maa Pyar Khaitai Hain Kisai Aur Mamta Kya Cheez Hai Koie Un Bachoon Sai Poocheye Jin Ki Mar Jati Hai Maa Safa-e-Hasti Pai Likhti Hai Usool-e-zindagi Is Liye Ek Muktab-e-Islam Khailati Hai Maa Us Nai Duniyan Ku Deye Masoom Rahber Ise Leye Azmatoon Mai Sani-e-Quran Khailati Hai Maa Ghar Sai Jab Pardesh Ja Ta Hai Koie Noor-e-Nazar Haath Main Qur'an Lai Kar Dar Pai Aajati Hai Maa Dai Kai Bachay Ku Zamanat Main Raza-e-Pak Ki Peechay Peechay Sar Jhookaye Door Tak Jaati Hai Maa Kanpti Aawaz Sai Khaiti Hai Baita "Ulwida" Samnai Jab Tak Rahe Haatoon Ku Lehrati Hai Maa Jab Perayshani Mai Ghar Jatai Hain Hum Pardesh Main Aansuwoon Ku Poonch Nai khawaboon Main Aajati Hai Maa

Haan Jism To Hota Hai Magar

Haan Jism To Hota Hai Magar Jaan Nahi Hoti Wo Ghar Bhi Koi Ghar Hai Jahan Maa Nahi Hoti

Mout Ki Aaghosh Main Jab

Thak Kai Soo Jati Hai Maa Tab Kaheen Ja Kar Sukoon Thora Sa Pa Jati Hai Maa Fikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai Maa Nojawaan Hotay Huwe Budhe Nazar Aati Hai Maa Rooh Kai Rishtay Ki Yeah Gehrayean To Daikheye Choot Lagti Hai Humaray Aur Chillati Hai Maa Kab Zarurat Ho Merai Bachay Ku Itna Sooch Kar Jaagti Rehti Hain Aankhain Aur Soo Jati Hai Maa Hudiyoon Ka Ras Pila kar Apnay Dil Kai Chain Ku Kitnee Hi Ratoon Mai Khali Pait Soo Jati Hai Maa Janai Kitne Barf Si Ratoon Mai Aysa Bhi Hua Bacha To Chaati Pai Hai Gelay Main Soo Jati hai Maa Jab Khilonai Ku Machalta Hai Koie Ghurbat Ka Phool Aansoon Kai Saaz Par Bachay Ku Bhailati Hai Maa Fiker Kai Shamshaan Mai Aakhir Chitaoon Ki Terha Jaisai Sookhi Lakreyaan, Is Terha Jal Jati Hai Maa Apnay Aanchal Sai Gulabi Aansuoon Ku Poonch Kar Dair Tak Gurbat Pai Apne Ashk Barsati Hai Maa Samnai Bachoon Kai Kush Rahti Hai Her Ik Haal Main raat Ku Chup Chup Kai Lakin Ashk Bersati Hai Maa

Dosti ka haq ada kon

kare ga humhi na rahe to Dosti kon kare ga Aye mare Khuda mere dost ko rakhna salamt warna mare jeene ki dua kon kare ga

Your presence itself make me

the richest to the world of happiness and your absence turns out me to the poorest of the poor....i miss u dear

kitni hasrato ko dil me

paal rakha hai zamane me shyad issi ka naam khayal rakha hai har cheez pe to yakee nahi magar aankho me ab tak aasuoo ko sambhal rakha hai me paresaan raha subh se shaam tak shyad aapne hamari khusiyo ko kal par taal rakha hai tamam koshise fnaa ho chuki meri fir bhi hoshlo ne ummido ka roshan chiraag rakha hai zindagi zra kah de maut se thoda or intejar kar le aaj yaar ne hamare kuch kahne ko kaha hai shyad ye umar kam hai unke jawab k liye unki khamosh nigaho ne ye kaisa SAAWAL rkha hai.......

Kaisa pagal shaks hay sari

sari raat deewaroon ko dard sunaya karta hay ro deta hay aap hi apni batoon par aur Phir khud ko aap hansaya karta hay. Missing You So Much..........

Jo na mil skay wohi

bewafa Ye bari ajeeb si bat hyJo chala gya muje chor kr wohi aj tk mere sath hyMera nam tk jo na le ska Jo muje qrar na de skaJise ikhtyar to tha magr Muje apna pyar na de skaWo shkhs mri talash hy Wohi dard mri hayat hyJo chala gya muje chor karWohi aj tak mere sath hay.. 03214288314 "' ~DON~ '"

Dil me basa rakha hy

teri wafaon ko. Aankhon me chupa rakha hy teri adaon ko. Is jahan me kya den tjhy a dost, Ho saky to tohfa samajh lena meri duaon ko! 03214288314 "' ~DON~ '"

Dil to jalker rakh ho

gaya,magar in aankhon se roya na gaya,kuch zakhm judai k aise mile k phoolon k bister pe b soya na gaya... 03214288314 "' ~DON~ '"

Phir us ka saath paanay

ka socha hayApna sabar aazmanay ka socha hayEk baar Phir us kay dar pe jaayen gayHam nay Phir haar jaanay ka socha hay. 03214288314 "' ~DON~ '"

Aysa nahi k tm yad

aty nahi,Baat sirf itni hy k hm btaty nahi,Rishta tmhara Anmol hy hmary liey.Samajhty ho tm islye hm jataty nahi. 03214288314 "' ~DON~ '"

Dil-o-nazar se kuch dair B

juda rakhun.Yeh mere bus me nahi k tujhe khafa rakhun. Nahi hy kuch b mere zehan me siwa iss k.Main teri yaad bhula dun to yaad kia rakhon.Kabi jo mujh se koi poch lemeri marzi. To apna naam "MOHABBAT" tera "WAFA" rakhun. 03214288314 "' ~DON~ '"

zindagi ne Khushiyo ko pukara

hai sada muskurao tum tumhara har ghum hamara hai phool khilte rahe jeevan mein tumhare kanto k liye daman sirf hamara hai……0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

IS DIL SE TERI YAAD

BHULAI NAHI JATI, YEH PYAR KI DAULAT HAI LUTAI NAHI JATI, MAR MAR KE BANAI HAI JO TASVEER TERI, APNE IN HATHON SE MITAI NAHI JATI. 03214288314 "' ~DON~ '"

Roz kisi ka intezar hota

hai, roz ye dil bekarar hota hai, kaash ke koi samajh pata k chup rehne walon ko b kisi se pyar hote hai 03214288314 "' ~DON~ '"

Woh din-din nahi,woh raat-raat nahi,woh

pal-pal nahi,jis pal apki baat nahi,apki yaaDON se maut hame alag kar sake,itni to maut ki bhi aukaat nahi.. 03214288314 "'~DON~'"

Tumsay doori ka ihsas sataney

laga. Tere sathh guzra her lamaha yaad aney laga Jub bi koshish ki tuje bhulane ki Tu dil ke aur kareeb aney laga

Mere Dil Ki Har Dharkan

Tumhare Liye Hai Meri Har Dua Tumhari Muskurahat Ke Liye Hai Tumhari Har Ada Mere Dil Ko Churane Ke Liye Hai Ab To Meri zindagi Tumhare Intizar Ke Liye Hai

Wo mere liye kuch khaas

hai yaaro\' jinke laut aane ki na koi aas hai Yaaro\' wo najro se door hai to kya huwa.. Banke dil ki dhadkn mere paas to hai yaaro\'

haal dil ka tumahin kiya

bataien paas aao ge tu jaan jao ge, tarap di ki tumahin kiya bataien paas aao ge tu jaan jao ge....

tari Dosti ka tareef zuban

pa aanne lagi, tum sa dostti kee too zindagi muskrana lagi, yeah taira piyaar thaa ya mairy achai . ka her saans sa tairy liyeah duwa aany lagi.

Mere hamsafr... Mere Hamnasheen... Main ne Rab

Mere hamsafr... Mere Hamnasheen... Main ne Rab se manga tu kuch nahi, Main ne jab b mangi koi dua! Nahi manga kuch b "Tere siwa"... Ye talab kiya k mera Khuda! Sabhi rahatien.. Sabhi chahtien.. Wo ata kare tujhe manlilain.. Ye talab kiya k mera Khuda! Tujhe bakht de.. Tujhe taj de.. Mere Humsafr... Mere Chara gur... Ye hai Dosti ka kathan safar... Mere sath chalna zra soch kr... Zra dekh tu mera hosla.. Mere pas jo b wo hai tera.. Nahi or kuch b tere siwa... Meri Dosti.. Meri zindagi.. Meri khamoshi.. Meri be basi.. Mera ilam b.. Mera naam b.. K meri subha.. K meri sham b.. K jo mil skain mere daam b.. Wo sabhi kuch tujhe atta kare... Mere chara gur.. Tu yaqeen tu kr.. Mujhe mangna tu na aa saka.. Main phr b mangi yehi dua! k gawahi de ga mera Khuda... Main jb b us se talab kia.. Nahi manga kuch b "Tere siwa".... cool mind....+923334263108

kitni ratein beet gaen, kitne din

kitni ratein beet gaen, kitne din beet gaey, bus beeta nahi to... yadoon ka wo pal, wo guzra hoa kal, beeti nahi to aankhon ki nami, aur . . . . . . . ap ki kami

Kbhi rothna na mujhse mujhe

manana nahi ata is dil se door na jana mujhe bulana nahi ata Phir b agar rotho tu ye soch ke meri sanso ko tum bin chalna nahi ata ....................................................................................................my numbar 03228893897

Main teri zat ka hisa

hon. Main teri soch Main shamil hon... Main teri nind ka kisa hon, Main tery khawab ka hasil hon... Main teri yaad ka mehvar hon, Main teri sans ka jhonka hon... Tu manzar, Main psay manzar hon, Main lamha hon Main jazba hon... Jazbay ka koi naam nahi, Tu mera naam na pocha kr..... cool mind...+923334263108

Apny khawabon Main jis ne

b tujhe dekha ho ga, Ankh khultay hi tujhay dhundny nikla ho ga.. zindagi sirf tere naam se mansoob rahy, Janay kitny hi dimaghoon ne ye socha ho ga.. Dost hum usko hi paigham-e-karam samjhen gay, Teri furqat ka jo jalta hua lamha ho ga.. Daman-e-zeest Main ab kuch b nahi hai baqi, Maut ayi tu yaqeenan usay dhoka ho ga.. Roshni jis se uter aye laho Main mery, Ay maseeha! wo mera zakham-e-tamnna ho ga... cool mind...+923334263108

Rukta bhi nahi, theek se

chalta bhi nahi Yeh dil hai kay tere baad sambhalta hi nahi Is umar key sehra say teri yaad ka baadal Talta bhi nahi aur barasta bhi nahi

Pani se piyaas na bhujhi

to mekhane ki taraf chal basa socha shikayat karon teri khuda se khuda b tera aashik nikla. (**.**)**.Aamer Sameer.**(**.**). Mobile#:03342237731

Zakhm itne gehre hain izhar

kia karen^hum khud nishana ban gay war kia karen^mar gay hum khuli rahin ankhen^ab is se zyada un ka intazr kia karen.

KHUSHI MILI LAKIN HANS NA

SAKY.GHAM MILA LAKIN RO NA SAKY.zindagi KA YEHI DASTOOR HE YAROO.JISY CHA OSY PA NA SAKY .JISY PAYEA OSY CHA NA SAKY../.LUCKY.

Ghamon k tapyay Seara Main... koe

Ghamon k tapyay Seara Main... koe na tha sath dainay wala..... Ahon k tanha safar Main .... KOe na tha hath dainay wala... Zakhmon say bhara badan tha ... koe na tha marham laganay wala... Dil Main ek aag lagi thi ... koe na tha bujhanay wala... magar Phir bhi Main chalta raha... zinda tha magar pal pal marta raha.. kanton say apna daman bharta raha... tanhae ki aag Main jalta raha... agar tum mera sath daitay... meray haton Main apna hath daity.... Main kabhi na youn bikharta ... dukhon Main na g g ker marta... kanton say Main bhi sanbhlta... tanhae ki aag Main na jalta.. agar tum mera sath daitay................. meray hathon Main apna hath daitay...........

kuch door hamaray sath chalo,

hum dil ke kahani keh den ge, samjhay na jisay tum ankhoon se, woh baat zubani keh den ge,phulln ke tara jab honton pe,ik shokh tabassum bikhray ga,dheeray se tumharay kanoon men,ik baat purani keh den ge,izhar-e-wafa tum kia jano,ikrar-e-wafa tum kia jano, Ham zikr karen ge gehraiyon ka, Aur apni kahani keh den ge.............. (imtiaz khan)

raat kat-ti rahi Chand dhlta

raha aatish-e-hijer Main koi jalta raha ghar ki tanhaiyan dil ko dasti raheen koi baychain karwat badalta raha aas-o-umeed ki shamma roshan rahi gher ki dehleez ko koi takta raha raat bher Chandni gungunati rahi raat bher koi tanha sisakta raha ashk palkoon pay aa k bikhertay rahay naam lab per kisi ka larazta raha aaj Phir raat basar ho hi gai SAQI aaj Phir khud say koi ulajhta raha ALI 03216529091

Har raat ki shurowat neend

se hoti hai Neend ki shurowat sapno se hoti hai Sapno ki shurowat apno se hoti hai Aur apno ki shurowat aap se hoti hai Teri meri Dosti ko, Kahan koi samajh paya hai. Jisne bhi dekha hai is rishte ko, Aashiqui naam dharaya hai. Kya jaane duniya wale, Dosti bhi ik bandagi hai. Sajde hain isme yaar ke, Yaar ke hi naam zindagi hai. **U&ME** 03234049205

tanha sare anjuman kari thi mai

tanha sare anjuman kari thi mai apne visal se barri thi ha pool thi our hawa ki zud par pir meri har har aik pankari thi ik humar talak safar kiya tha manzil par ponch kar gir pari thi talib tha koyi meri nafii ka our sharth a maout se kari thi o aik hawaye taza me tha Main khawabe qadeem me kari thi **U&ME** 03234049205

kissi ki awaz se hota

hi paresha mera khawab detha rehta hi a dil kissi ki sadaho ka jawab neend ki shakh par kil ut tha hi aik our gulab dekne lagthi hu iak khawab me aik dusra khawab **U&ME** 03234049205

hajab chalan hi hajab showq

hi zamany ka jawaz doond tha rehta hi dill dukane ka musafiran reh ishaq ki tamana hi k koyi rasta nikal aye lot jane ka ab is ki karchiya chubne lagi hi ankon me jo khuwab deka tha chota sa gar banane ka mera ghaneen mere miskino me basta hi a wakeha b hi hisaa mere fasane ka ghum hayat nagar me batakta pirtah hi isse pata nayi mere gharib khane ka palat palat k issi aik dar pe jata hu hajab nasha hi apno se chot kaneh ka a hijrato ki hawaye bhi mere bass me nayi kaja k rok sako kail aab o dane ka ussi ki yaad meri zindagi ka hasil hi jo mashwara muje deta hi bool jane ka

Pal aisa tha ki inkar

na kar paye , jamane ke dar se ikrar na kar paye,na thi jinke bina jindgi munasib chhod diya unhone aur hum sawal bhi na kar paye.

CHAHAT Main KISI KA IMTIHAN

NA LAINA..... JO NIBHA NA SAKO WO WADA NA DENA..... JISE TUM BIN JENAY KI AADAT HI NA HO....... USAY KABHI JENAY KI DUA NA DAINA........ ....................SAM 03044044509.................

Zamanay Bhar Ki NigahOn Main

Jo Khuda Sa Lagay Wo Ajnabi Hai, Magar Mujh Ko Aashnaa Sa Lagay Na Jaanay Kab Meri Duniya Main Muskuraye Gaa Wo Aik Shakhs K KhuabOn Main Bhi Khafa Sa Lagay Ajeeb Cheez Hai YaarOn, Ye ManzilOn Ki Havas K Raahzan Bhi Musafir Ko, Rah-Numa Sa Lagay Dil-e-Tabaah! Tera Mashvara Hai Kia, K Mujhay Wo Phool Rang Sitaraa Bhi, Be-Wafa Saa Lagay Hui Hai Jis Se Munavvar Har Aik Aankh Ki Jheel Wo Chaand Aaj Bhi IMRAN Ko Kam Numa Sa Lagay. Babar=03213460502

Mana k tere pyar k

kabil nai rahe, dukh ye hai k aitbar k kabil nai rahe. Tujh pe luta k dil ki zamane ki har khushi, Ae dost muskurane k kabil nai rahe. Kyon itna tujh se pyar kya?sochte hain hum, Ab tu kahin bhi jane k kabil nai rahe. Kadmo mein tere khud ko jhuka kar bhula diya, Ab tu ye sir uthane k kabil nai rahe. Meri hyat se hai juri aur zindagi, Majbor hain mar jane k kabil nai rahe

tum ghamon k bojh ka mosamon

tum ghamon k bojh ka mosamon k soz ka karb nat saha karo udas mat huwa karo yeh roop hain hayat k kuch rang kainat k kuch gham ki taiz barishain kuch phool hain nishat k tum phool bus chuna karo khaar say na guzra karo gham apni zaat k tm mujhay tham dia karo udaas mat huwa karo udaas mat huwa karo ALI 03216529091

ABHI KUCH DAIR BAQI HAI.. KHIZAN

ABHI KUCH DAIR BAQI HAI.. KHIZAN K BEET JANAY ME GULON K MUSKARANAY ME KHUSHI KA GEET GANAY ME BAHARON K ZAMANAY ME SEHAR K JAGMAGANAY ME TMHARAY LOT ANAY ME ABI KUCH DAIR BAQI HAI... MAIN TUJH KO BHOOL JAO GA NA TUM KO YAAD AAON GA MAIN TUJH SAY DOOR REH KER BHI TUJHAY JEE KER DIKHAON GA TUMHAIN MALOON HAI LAIKIN YEH SUB MAIN KER NA PAOON GA KAY TUJH KO BHOOL JANAY MAIN ABHI KUCH DAIR BAQI HAI....... 03216529091 ALI

Ek ajnabi se mujhe itna

payar kyon hai, inkar karne par chahat ka iqrar kyon hai, use pana nahi meri taqdeer shayad, phir har mor pe usi ka intezar kyon hai. -------------------------------------------- Mubbashir Ali +971502804686