Page 184

Aaj Phir boat yaad aye

tum Mein tum say door ho par boat pass aye tum Sob sey sham tak tere gham mein khoya rehta ho mein hi soya rehta ho Tum bin zinda nahi reh sakta Kash mere dil ki baat soon paoo tum Koi ghalti SAR zad ho tu maaf kar deyna Youn rhot kar Na jana tum. 0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

Tasveer Ban k Mere Dil

Mein Rehti ho Tum Ankoon Say Door Ho Lakein Dil k Qareeb ho Tum Jis ki Chahat Mein Khud ko Bhool Gaye Hum Vo Husun ki Davi Pyaar ki Malka ho Tum Dekha jo khoab Mein Ne Apne Liye In haseen khoboo ki Tabeer ho Tum Apnoo Mein ho k Rehte hein hums Gheyroon say Koi apna say Laga jab say aye ho tum Or kiya kahoo k kiya ho tum mere liye Mera dil,mera jigar,mere zindai ho tum0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

Boat khuch tum say kehna

chata ho Mein apne dil ki baat kehna chata ho Mere dil mein boat khuch ha dafan Jo tum ko pata nahi ha sanam Badein dinoo say tere mohabat mein ho girafatar Jis ka iqrar aaj tak na kar saka tum say yaar Na jane yeh kab tak silsala reh ga K tera mera ajnabi say rishata rehe ga Dorion ki na fikr kia karoo, dil jab be pukare bula lia karoo Hum dor zyada nai app se, bus apni ankoon ko palkon se mila lia Karoo. 0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

Na mile kisi ka sath

to hume yaad karna, Tanhai ho to mahsush hume karna, Khushiya baatne ko tum sathi hazar rakhna,Gam baatna ho to hume yaad karna ======

Tum meri soch ho koi tume

Tum meri soch ho koi tume soche Qun Tum meri chahat ho koi tume chahe Qun Tum mera Aaina ho koi tume dekhe Qun Tum meri dua ho koi tume mange Qun0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

Ek raat Khuwab Main Ne

Chand Ko Dekha, Chand Say Poucha Chupke Se Aaj Mujhe Ek Bat Bata,Apne Dil Ka Hal Suna Kya Hai Koi Esa Jo Tum Ko Acha Lagta Ho, Apna Apna Sa Lagta Ho Dil K Pas Jo Basta ho, Chand Ne App Ka Nam Lya, Main Ne Dil Ko Tham Liya Jab Se Dekha Hai Ye Sapna,,, Tab Se Chand Raqeeb hai Apna!!!!!!!!!!!!0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

kash khuda ne hume "aansoo"

banaya hota..... us bewafaa ki aankh me basaya hota..... jab girte aankh se unki ....... to marne ka maza to aaya hota ... 0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

Jaye janaza jo unki gali

se, to unke dar par thehra Dena, Haath jo uthe dua ke liye to, muh se nakaab utha dena, Itna bhi na kar sake koi, to maut ki khabar suna dena, Wajah puche koi maut ki, to mahobbat bata Dena.0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

Mayat pe meri do aansu

baha jana ab iss se aage hamein kahan jana zindagi par mulaqat ko tarse hum aakhir vaqt to tu janaze pe aajana,,,, 0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

Bikhar Rahi hy meri zaat

usy kehna Kabhi milay tu yehe baat usy kehna Vo saath tha tu zamana tha hamsafar mera Mager ab koi nahi mery sath usy kehna Usy kehna k bin usky din nahi kattata Sisik sisik k kattati ha raat us kehna Usy pukaroon k khud hi pohanch jaon us k pass Nahi rahy vo halaat usy kehna Ager vo phirbe na lotay tu ay mehrban qasid Hamari zeest k halat usy kehna Her jeet us k naam kar raha hoon Main Main manta ho apni haar us kehna. 0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

Ager vo meherban hota Tu meri

Ager vo meherban hota Tu meri ankhon me jhilmilati ye nami na hoti Na mery dil ki wadi mein khizan ka qafla rukta. Ager vo meherban hota Meri benoor ankhon me sitary qaid kr deta Meri zakhmi hatheli per vo koi phool rakh deta Mery hathon ko apny hathon mein lay kar vo yeh kehta Mohbat roshni ha, Rung ha, khushbo ha, sitary hein Qasam mujko mohabat ki Muje tu sub se pyara ha Mager aisa vo tab kehta Ager vo meherban hota.0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

Mila woh bhi nahi kartey,

Mila hum bhi nahi kartey Wafa woh bhi nahi kartey, Wafa hum be nahi kartey Unhain ruswai ka dukh hay, HuMain tanhai ka dukh hay Gila woh be nahi kartey, Gila hum be nahi kartey Gali k kise mor per takrar ho jata hay aksar Ruka who be nahi kartey, Ruka hum be nahi kartey Jab be daikhtay hain unhain, sochtey hein kuch kahain UN se Suna woh be nahi kartay, kaha hum be nahi kartey0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

Ansoo ki Tara nazroo say

giraya us ne apni khabar na mile khuch ayse khak mein milya us ne ilzam mug par lagaya ta mager bewafa vo khud ta phele dewana baneya phirtokraya us ne us ko maza ata ha mug ko tarpane mein muge gile lakari ki tara jalaya us ne aya na ta jis ko wada wafa karna logoo ko jhota wafa ka kisa soneya us ne0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

tumhein bhool jaauN ye hotaa

nahii koii vaqt ho dard sotaa nahin na ho jao badnaam tum is liye Main ro ro ke daaman bhigotaa nahi ye vo fasl hai jo uge Khud-ba-Khud koi dard kay beej botaa nahii ye maanaa ke tuufaan ka zor hai Main ghabaraa ke kashtii Dubotaa nahi

Humesha muskura k aansooun ko

chupaya Ghum ko chupanay ka yehi rasta nazar aaya Kis kis ko batatey behtey ashkon ka sabab Kay derd-e-dil, dil Main kis ne jagaya Mehfilon Main kahin bhi maza na raha Rakha dil pay pather to khud ko sajaya Baat bay baat apni aahain daba ker Yaron kay dermiyan kis qadar muskuraya Na thi chah kabhi mujahy mankashi ki Jaam-e-wafa kisi bay wafa nay pilaya Kya muqadar say shikwa kertey rahain Jo qismat Main tha wohi kuch to paaya Yeh kis mod pe aagaee hain umeedain Kay saaya-e-manzil nazar Main na aaya Apnoon ne palat kay dekha tak nahin Ghairon ne aaker galay se lagaaya Acha hua kay raaz khul hi gaya Dil-e-nadaan pay khanjar kis nay chalaya blue eyes......00-92-3214645399

Aab Kay Yun Dil Ko

Saza Di Hum Nay Us Ki Her Baat Bhula Di Hum Nay... Ek...Ek Phool Bohat Yaad Aya Shakh-E-Gul Jab Woh Jala Di Hum Nay... Aj Tak Jis Pay Woh Shermatay Hain Baat Woh Kab Ki Bhula Di Hum Nay... Sheher-E-Jahan Rakh Say Abad Huva Aag Jab Dil Ki Bujha Di Hum Nay... Aj phirYaad Bohat Aya Woh Aj phirUs Ko Dua Di Hum Nay... Koi To Baat Hai Us Main Her Khushi Jis Pay Luta Di Hum Nay blue eyes.......00-92-3214645399

~*~Tum Routh Jao Mujhse~*~ ~*~Aisa Kabhi

~*~Tum Routh Jao Mujhse~*~ ~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~ ~*~Main Ek Nazar Ko Tarsoon~*~ ~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~ ~*~Main Pooch Pooch Haroon~*~ ~*~So So Sawal Kar K~*~ ~*~Tum Kuch Jawab Na Do~*~ ~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~ ~*~Mujhse Hi Mil K Hansna~*~ ~*~Mujhse Hi Mil K Rona~*~ ~*~Mujhse Bicher K Jee Lo~*~ ~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~ ~*~Tum Chand Ban K Rehna~*~ ~*~Main Dekhta Rahoon Ga~*~ ~*~Kisi Roz Tum Na Niklo~*~ ~*~Aisa Kabhi Na Kerna~*~ ~*~Tum Chalay Jao Jab Bhi~*~ ~*~Tu Dekhoon Tumhara Rasta~*~ ~*~Tum Loat K Na Aao~*~ ~*~Aisa Kabhi Na Karna~*~ blue eyes.......00-92-3214645399

tu na ho pass to

tu bara yaad aata ha Teray na honay per yay pagal dil bara ghabrata ha Dakhtee hain ankhein tera he rasta her pal Aaj bata he day mujhay ku tu itna stata ha shahzad 0300-5159319

Meri wehshaton ko karar de,

Mere devta mujhe piyar de, Meri rooh ke piyasay dasht mein, Yun baras ke mujh ko neekhar de, Meri uljhi zulfoon ko daikh tu, Kabhi aa ke in ko sanwaar de, Main gum rahon teri zaat mein, Mere yar mujh ko khumar de, Meri khawahishon ke bhanwar mein aa, Mujhe be khudi mein utar de, Tanhaiyan bhi mehk uthain, Mujhe aisa kurb-o-jawar de, Ho khazaan se mujh ko na dar koi, Mujhe aisi masht bahar de 0321-4288314 "'~{(DON)}~'"

Tamam gham bhool jaane ko

ji karta hai.Ab ek baar muskurane ko ji karta hai...Bahut ji liye yaaDON ke sahare...Ab tere paas aane ko ji karta hai, 0321-4288314 "'~{(DON)}~'====

"zindagi mohtaj nahi manzilo ki"

"Waqt her manzil dekha data hai" "Marta nahi koi kisi se juda ho kar " Waqt sab ko jeena sikha deta hai" 0321-4288314 "'~{(DON)}~'"

Dair Ho Jati Hai Ghar

Aanai Main Aksar Jab HaMain Rait Per Machle Ho Jaisay Aisay Ghabrati Hai Maa Martai Dam Tak Aasaka Bacha Na Ghar Pardesh Sai Apni DONoo Putliyaan Chokhat Pai Rakh Jati Hai Maa Baad Mar Janai Kai phirBaite Ki Khidmat Kai Leye Bhaise Beti Ka Badal Kar Ghar Main Aajati Hai Maa Door Ho Jati Hai Sari Omer Ki Us Dum Thakan Bayha Kar Kai Betay Ka Jab Ghar Bahu Lati Hai Maa

Download: Maa Mother Download: Mother Poem Download:

Download: Maa Mother Download: Mother Poem Download: Urdu Poem

Phailay Bachoon Ku Kheelati Hai

Sukoon-o-Chain Sai Baad Mai Jo Kuch Bacha Oh Shouk Sai Khati Hai Maa Mangti Hi Kuch Nahi Apnai Leye ALLAH Sai Apnai Bachoon Kai Leye Daman Ku Phailati Hai Maa Gar Javan Baiti Ho Ghar Main Aur Koie Rishta Na Ho Ek Naye Ehsas Ki Suli Pai Char Jati Hai Maa Har Eebadat Har Mohabbat Mai Nihan Hai Ek Gharz Be-Gharz, Be-Loos, Har Khidmat Ku Kar Jati Hai Maa Bazuwoon Mai Kheench Kai Aajaye Gi Jaisai Kayenat Apnai Bachay Kai Leye Bahoon Ku Phailati Hai Maa Zindagani Kai Safar Mai Gardishoon Ki Dhoop Mai Jab Koie Saya Nahi Milta To Yaad Aati Hai Maa Pyar Khaitai Hain Kisai Aur Mamta Kya Cheez Hai Koie Un Bachoon Sai Poocheye Jin Ki Mar Jati Hai Maa Safa-e-Hasti Pai Likhti Hai Usool-e-zindagi Is Liye Ek Muktab-e-Islam Khailati Hai Maa Us Nai Duniyan Ku Deye Masoom Rahber Ise Leye Azmatoon Mai Sani-e-Quran Khailati Hai Maa Ghar Sai Jab Pardesh Ja Ta Hai Koie Noor-e-Nazar Haath Main Qur'an Lai Kar Dar Pai Aajati Hai Maa Dai Kai Bachay Ku Zamanat Main Raza-e-Pak Ki Peechay Peechay Sar Jhookaye Door Tak Jaati Hai Maa Kanpti Aawaz Sai Khaiti Hai Baita "Ulwida" Samnai Jab Tak Rahe Haatoon Ku Lehrati Hai Maa Jab Perayshani Mai Ghar Jatai Hain Hum Pardesh Main Aansuwoon Ku Poonch Nai khawaboon Main Aajati Hai Maa

Haan Jism To Hota Hai Magar

Haan Jism To Hota Hai Magar Jaan Nahi Hoti Wo Ghar Bhi Koi Ghar Hai Jahan Maa Nahi Hoti

Mout Ki Aaghosh Main Jab

Thak Kai Soo Jati Hai Maa Tab Kaheen Ja Kar Sukoon Thora Sa Pa Jati Hai Maa Fikr Main Bachoon Ki Kuch Is Terha Ghul Jati Hai Maa Nojawaan Hotay Huwe Budhe Nazar Aati Hai Maa Rooh Kai Rishtay Ki Yeah Gehrayean To Daikheye Choot Lagti Hai Humaray Aur Chillati Hai Maa Kab Zarurat Ho Merai Bachay Ku Itna Sooch Kar Jaagti Rehti Hain Aankhain Aur Soo Jati Hai Maa Hudiyoon Ka Ras Pila kar Apnay Dil Kai Chain Ku Kitnee Hi Ratoon Mai Khali Pait Soo Jati Hai Maa Janai Kitne Barf Si Ratoon Mai Aysa Bhi Hua Bacha To Chaati Pai Hai Gelay Main Soo Jati hai Maa Jab Khilonai Ku Machalta Hai Koie Ghurbat Ka Phool Aansoon Kai Saaz Par Bachay Ku Bhailati Hai Maa Fiker Kai Shamshaan Mai Aakhir Chitaoon Ki Terha Jaisai Sookhi Lakreyaan, Is Terha Jal Jati Hai Maa Apnay Aanchal Sai Gulabi Aansuoon Ku Poonch Kar Dair Tak Gurbat Pai Apne Ashk Barsati Hai Maa Samnai Bachoon Kai Kush Rahti Hai Her Ik Haal Main raat Ku Chup Chup Kai Lakin Ashk Bersati Hai Maa

Dosti ka haq ada kon

kare ga humhi na rahe to Dosti kon kare ga Aye mare Khuda mere dost ko rakhna salamt warna mare jeene ki dua kon kare ga

Your presence itself make me

the richest to the world of happiness and your absence turns out me to the poorest of the poor....i miss u dear

kitni hasrato ko dil me

paal rakha hai zamane me shyad issi ka naam khayal rakha hai har cheez pe to yakee nahi magar aankho me ab tak aasuoo ko sambhal rakha hai me paresaan raha subh se shaam tak shyad aapne hamari khusiyo ko kal par taal rakha hai tamam koshise fnaa ho chuki meri fir bhi hoshlo ne ummido ka roshan chiraag rakha hai zindagi zra kah de maut se thoda or intejar kar le aaj yaar ne hamare kuch kahne ko kaha hai shyad ye umar kam hai unke jawab k liye unki khamosh nigaho ne ye kaisa SAAWAL rkha hai.......

Kaisa pagal shaks hay sari

sari raat deewaroon ko dard sunaya karta hay ro deta hay aap hi apni batoon par aur Phir khud ko aap hansaya karta hay. Missing You So Much..........

Jo na mil skay wohi

bewafa Ye bari ajeeb si bat hyJo chala gya muje chor kr wohi aj tk mere sath hyMera nam tk jo na le ska Jo muje qrar na de skaJise ikhtyar to tha magr Muje apna pyar na de skaWo shkhs mri talash hy Wohi dard mri hayat hyJo chala gya muje chor karWohi aj tak mere sath hay.. 03214288314 "' ~DON~ '"

Dil me basa rakha hy

teri wafaon ko. Aankhon me chupa rakha hy teri adaon ko. Is jahan me kya den tjhy a dost, Ho saky to tohfa samajh lena meri duaon ko! 03214288314 "' ~DON~ '"

Dil to jalker rakh ho

gaya,magar in aankhon se roya na gaya,kuch zakhm judai k aise mile k phoolon k bister pe b soya na gaya... 03214288314 "' ~DON~ '"

Phir us ka saath paanay

ka socha hayApna sabar aazmanay ka socha hayEk baar Phir us kay dar pe jaayen gayHam nay Phir haar jaanay ka socha hay. 03214288314 "' ~DON~ '"

Aysa nahi k tm yad

aty nahi,Baat sirf itni hy k hm btaty nahi,Rishta tmhara Anmol hy hmary liey.Samajhty ho tm islye hm jataty nahi. 03214288314 "' ~DON~ '"

Dil-o-nazar se kuch dair B

juda rakhun.Yeh mere bus me nahi k tujhe khafa rakhun. Nahi hy kuch b mere zehan me siwa iss k.Main teri yaad bhula dun to yaad kia rakhon.Kabi jo mujh se koi poch lemeri marzi. To apna naam "MOHABBAT" tera "WAFA" rakhun. 03214288314 "' ~DON~ '"

zindagi ne Khushiyo ko pukara

hai sada muskurao tum tumhara har ghum hamara hai phool khilte rahe jeevan mein tumhare kanto k liye daman sirf hamara hai……0322-6720288 M.Shahid (Af + Sh)

IS DIL SE TERI YAAD

BHULAI NAHI JATI, YEH PYAR KI DAULAT HAI LUTAI NAHI JATI, MAR MAR KE BANAI HAI JO TASVEER TERI, APNE IN HATHON SE MITAI NAHI JATI. 03214288314 "' ~DON~ '"

Roz kisi ka intezar hota

hai, roz ye dil bekarar hota hai, kaash ke koi samajh pata k chup rehne walon ko b kisi se pyar hote hai 03214288314 "' ~DON~ '"

Woh din-din nahi,woh raat-raat nahi,woh

pal-pal nahi,jis pal apki baat nahi,apki yaaDON se maut hame alag kar sake,itni to maut ki bhi aukaat nahi.. 03214288314 "'~DON~'"

Tumsay doori ka ihsas sataney

laga. Tere sathh guzra her lamaha yaad aney laga Jub bi koshish ki tuje bhulane ki Tu dil ke aur kareeb aney laga

Mere Dil Ki Har Dharkan

Tumhare Liye Hai Meri Har Dua Tumhari Muskurahat Ke Liye Hai Tumhari Har Ada Mere Dil Ko Churane Ke Liye Hai Ab To Meri zindagi Tumhare Intizar Ke Liye Hai

Wo mere liye kuch khaas

hai yaaro\' jinke laut aane ki na koi aas hai Yaaro\' wo najro se door hai to kya huwa.. Banke dil ki dhadkn mere paas to hai yaaro\'

haal dil ka tumahin kiya

bataien paas aao ge tu jaan jao ge, tarap di ki tumahin kiya bataien paas aao ge tu jaan jao ge....

tari Dosti ka tareef zuban

pa aanne lagi, tum sa dostti kee too zindagi muskrana lagi, yeah taira piyaar thaa ya mairy achai . ka her saans sa tairy liyeah duwa aany lagi.

Mere hamsafr... Mere Hamnasheen... Main ne Rab

Mere hamsafr... Mere Hamnasheen... Main ne Rab se manga tu kuch nahi, Main ne jab b mangi koi dua! Nahi manga kuch b "Tere siwa"... Ye talab kiya k mera Khuda! Sabhi rahatien.. Sabhi chahtien.. Wo ata kare tujhe manlilain.. Ye talab kiya k mera Khuda! Tujhe bakht de.. Tujhe taj de.. Mere Humsafr... Mere Chara gur... Ye hai Dosti ka kathan safar... Mere sath chalna zra soch kr... Zra dekh tu mera hosla.. Mere pas jo b wo hai tera.. Nahi or kuch b tere siwa... Meri Dosti.. Meri zindagi.. Meri khamoshi.. Meri be basi.. Mera ilam b.. Mera naam b.. K meri subha.. K meri sham b.. K jo mil skain mere daam b.. Wo sabhi kuch tujhe atta kare... Mere chara gur.. Tu yaqeen tu kr.. Mujhe mangna tu na aa saka.. Main phr b mangi yehi dua! k gawahi de ga mera Khuda... Main jb b us se talab kia.. Nahi manga kuch b "Tere siwa".... cool mind....+923334263108

kitni ratein beet gaen, kitne din

kitni ratein beet gaen, kitne din beet gaey, bus beeta nahi to... yadoon ka wo pal, wo guzra hoa kal, beeti nahi to aankhon ki nami, aur . . . . . . . ap ki kami

Kbhi rothna na mujhse mujhe

manana nahi ata is dil se door na jana mujhe bulana nahi ata Phir b agar rotho tu ye soch ke meri sanso ko tum bin chalna nahi ata ....................................................................................................my numbar 03228893897

Main teri zat ka hisa

hon. Main teri soch Main shamil hon... Main teri nind ka kisa hon, Main tery khawab ka hasil hon... Main teri yaad ka mehvar hon, Main teri sans ka jhonka hon... Tu manzar, Main psay manzar hon, Main lamha hon Main jazba hon... Jazbay ka koi naam nahi, Tu mera naam na pocha kr..... cool mind...+923334263108