Page 204

who muddaton ke baad sar

e raah mil gaya aisa laga ke jaise koi zakhm chil gaya uske to jaise paaon zameen ne pakar lie aur mai Kisi shajar ki tarah jar se hil gaya uske bhi lafz jaise muqqaffil se hogai mere bhi lab pe jaise koi hurf sil gaya uske bhi dil ke rung nigahon tak aagaye mujh mai bhi qaafla sa chala taaba dil gaya lamhe ke jaise waqt mai girhain si par gai manzar ke jaise aankh kle parde pe sil gaya who jis pe indmaal ki muddat guzar chuki andar kahin who zakhm rag e jaan se mil gaya phoolon ne jaise jhank lia tha mera wujood dil ka har ek rung darkhtoon pe khil gaya dhundhli si kuch widaa ki tasveer hai saud manzar kashi ke waqt koi aks hil gaya 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

mohabbat ke anokhe the sabhi

andaaz kya karte rahe hum bhi gurezaan aap bhi naraaz kya karte sanam tujh se mohabbat ka bhala aghaaz kya karte labon per baat aayi per na thi awaaz kya karte mere ahbaab kya karte mere damsaaz kya karte mujhe jab dard hi tha raaz chaara saaz kya karte hujoome shehar hum kho gaye kuch chain paane ko akele mein sataati thi teri awaaz kya karte dil e nazuk humara usne pal mein tor daala tha use bhaati thi toote kaanch ki awaaz kya karte hum uske saamne chup saadh ker baitha kiye phir bhi jafakaari se pesh aayea voh heela saaz kya karte saja ker sau tabasum aek gham tumse chupaati thi magar anmol ke tum jaanker voh raaz kya karte 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Socha nahi acha Bura, Dekha

Suna kuch b nahi Manga Khuda se raat-din, Tere siwa Kuch bhi nahi Dekha Tujhe Chaha tujhe, Socha Tujhe Pooja Tujhe Meri Wafa Meri Khata, Teri Khata kuch bhi nahi Jis per Hamari Aankh ne, Moti bichaye Raat bhar Bheja wohi Kagaz usey, Hum ne likha Kuch bhi nahi Aur Ek Shaam ki Dehleez per, Bethey rahe wo Dair tak Aankhon se ki Batain boht, Munh se kaha kuch bhi nahi Do-Chaar din ki Baat hai, Dil Khaak mai mil jaye ga Aag per jab Kagaz rakha, Baqi bacha Kuch bhi nahi .....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Teri yadon se kya nahi

seekha? Teri yadon se kya nahi seekha? Be sabab tow na thein teri yadein Teri yadon se kya nahi seekha Zabt ka hosla berha lena Aansoun ko kahin chupa lena Kanpti dolti sadaon ko Chup ki chader se dhanp ker rakhna Be sabeb bhi kabhi kabhi husna Mozo-e-guftugu badal dena Besabab tow nahi teri yadein Teri yadon se kya nahi seekha 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

dhoondtey kia ho in aankhon

main kahani meri khud main gumm rehna to aadat hai purani meri bheer main tumhen mil jaonga asani se khoya khoya rehna hai nishani meri maine ik baar kaha tha k boht piyasa hon tab se mash-hoor hoi tashnah-dahani meri 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Hawa Jab Teez Chalti Hai Tumhari

Hawa Jab Teez Chalti Hai Tumhari Yaad Aati Hai.. Jab Pattey Sar-Saratey Hain Aur Ziker Tumhara Hota Hai.... Kabhi Bholey Sey Shab Ko Meray Dil Main A Ker Dekho Hai Aik Mahfil Sajji Hoti Aur Ziker Tumhara Hota Hai... Tumhin Kesay Bataoon Kitni Chahat Main Nay Ki Hai Tum Sey Kay Jab Bhi Aansoo Chhalaktey Hain Aur Ziker Tumhara Hota Hai...... Kabhi Chanda Ko Main Dekhon Kabhi Tarey Main Gintta Hoon Kabhi Chandni Muskurati Hai Aur Ziker Tumhara Hota Hai.... Zamana Hai Bohat Zalim Kahin Yeh Cheen Na Lay Tum Ko Isi Liyey Main Buss Khamosh Hota Hoon Aur Ziker Tumhara Hota Hai... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

kitni bechain hai ye sanse

meri bina tere bohat roti hain ye aankhein meri aake lag ja gale ke ab raha jai na dil bholane se bhi nahi bholta woh batien teri kab se meri aankho ko neend aati he nahi bahain mangti hai mujh se ratain teri tu chala jata hai tu jaan nikal jati hai tere aane se lot aati hai ye sanse meri kab talk ye lamha judayi ka rolaiga mujh ko dil laga betha hai sene se bas ab yaadein teri meri rooh main basker tum ja paoge kaha tak jaana lot ke le ayegi phir paas tumhe wafaye meri jaan aajao k ab dil kahi lagta hi nahi tum ko bola rahi hai ye bahein meri kitni bechain hai ye sanse meri bina tere bhut roti hai ye aankhein meri 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

aaine mein ek noor dikhta

tha mujhko zahir jara nazdeek se dekha to do aasoon tapak pade intezaar to unka ro ro ke kiya humne milne ka waqt aaya to woh bhi bilak pade kitna ajeeb manzar dikhta hai ulfat mein aakhon se gira paani aur armaa sulag pade jab gham-e-ishq ko humne khamoshi bana liya kuchh bache the khwab woh bhi sisak pade uss ne kaha thaa apna bana k choron gee... youn hee tu kiya,apna bana k chor diya.... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

mein kia hoon .....mein koon

hoon......ye ni batana chahta.... wo kehte hein na k..... Log kehte hain dukh baantne se kam hota hai woh kehte hain sukh baantne se badhta hai lekin ye dil apne dukh baantna hi nahin chahta kehta hai... woh doosron ko apne dukhon se dukhi karna nahin chahta but mein tu usey itna hee kahon ga k..... tare bare main sooch sooch kar sara din guzaar detaa hun........ kabhi soocha hai ye zalim ... ye raat kase guzarti hogi...... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Aisi waisi nahin pariyon jaisi

thi wo Machalti ghataon ki badliyon jaisi thi wo Shokh rang manchali tabiyat se bharpoor Chaman chaman phirti titliyon jaisi thi wo Ek ehsas-e-tazgee ek mehek ka gumaan Ek shayar ki ghazal kaliyon jaisi thi wo Waasta na raha zindgi mein dukhon se Hamesha ko haasil khushiyon jaisi thi wo 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kuch to baat hogi jo

tu bewafaa nikali.... mohabbat to tune bhi beshumaar ki thi; Aaj maana tu nahi meri raahon mein... kuch door hi sahi..sang to tu hi chali thi!!! Kuch to baat hogi jo tu bewafaa nikli.... AShq to tune bhi bhaahe the; Aaj maana tu hai gair baahoo mein.... Chirag - e - Ishq to tune bhi jalaaye the!!! Kuch to baat hogi jo tu bewaafa nikli... to kyu aaj bhi un aankho mein pyaar nazar aata hai; Aaj maana woh kehti mai nahi hu uskaa... to kyu mere dukh mai usko ronaa aata hai???? E - Khuda yeh jantaa hu mai...ki woh hai meri; to kyu yeh judaai hai... Mere Binaa nahi hai Zindagi bhi uski; To kyu usne ki yeh bewaafai hai??? 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kisi aur zindgi ka is

mein hissa hai Ek umar se bada humara rishta hai Dil ko ek baar aankhen to deejiye Zindgi se aage bhi kuch dikhta hai Main jo bhi geet kagaz pe utaroon Koyi aa ke wahan tera naam likhata hai Log kahte hain us ko kisi ne nahi dekha Tu muskraye to mujhe woh dikhata hai Tera do lamho ka sath mila to sab mil gaya Ab kyon pooche ye kismat kaun likhata hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Yaad aati hai to hum

is dil ko rok lete hain , aanchal na mile to ashq haathon se ponch lete hain , marham na mila to zakhmon ko bahne dete hain , dard dil mein rakhkar dhadkan ko sahne dete hain , machle jazbaat to yeh dil ka dosh hi hoga , aapki yaad mein aaj fir koi khamosh hoga , yaad karte hain tumhe har saans ke aane jaane pe, sunte hain aapki hasi har kisi ke muskuraane pe , aati hai aahat tumhari kisi ke bhi paas aane pe , par hum kuch nahi kahte logo ke tohmat lagane pe , aapke na milne pe bhi yeh zindgi ko jee lenge , har zakhm duniya ke hum has ke bhi see lenge , saans aate saans jaate yaad bas tu aayegi , saanson se saanson ki yeh dhun saans mein gungunaayegi ....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

uss ne kaha thaa apna

bana k choron gee... youn hee tu kiya,apna bana k chor diya.. milla woh bhi nahi karty.. milla hum bhi nahi kartey.. wafa woh bhi nahi kartey.. bewafai hum bhi nahi kartey.. unhen ruswai ka dukh hai... humen tanhai ka dukh hai.. gilla woh bhi nahi kartey.. gilla hum bhi nahi kartey.. kisi moor per takrao hoo jata hai aksar.. ruka woh bhi nahi kartey ruka hum bhi nahi kartey... jub bhi dekhty hain unhen sochtay hain kuch kahen un say.. suna woh bhi nahi kartey.. kaha hum bhi nahi kartey.. lekin yeh bhi sach hai.. muhabat unhen bhi hai.. izhar woh bhi nahi kartey... izhar hum bhi nahi kartey..! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

barbad mohabbat ki dua saath

liyee ja toota hoa iqrare wafa saath liyee ja ek dil tha jo pehle hi tujhe sonp dia tha yeh jan bhi ay jane ada saath liyee ja tapti hoi rahon se tujhe aanch na pohanche dewanon k ashkon ki ghata saath liyee ja shamil hai mera khoon jigar teri hina main yeh kam ho to khoone wafa saath liyee ja hum jurm mohabbat ki saza pain gay tanha jo tujh se hoi ho wo khata saath liyee ja 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kuch apni fiker na apna

khayal karta hoon Tu kya yai kam hai teri dekh bhaal karta hoon Meri jaga per koi aur ho tu cheekh uthe Mein apne aap se itne sawaal karta hoon Ager malaal kisi ko nahi mera na sahi Mein khud bhi konsa apna malaal karta hoon Yai chand aur sitare rafeeq hain meray Mein roz unn se bayaan apna haal karta hoon Tumhari yaad bhi aati hai abb mujhe kam kam Tumhara ziker bhi abb khaal khaal karta hoon 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

yeh mumkin hai hamaray darmiankoi ghalat

yeh mumkin hai hamaray darmiankoi ghalat fehmi bhi na rehti jo apnay dil mein choti si khalish hai khatm hojati bata deta k mujh ko aaj bhi uski zarorat hai jo is jevan ka hasil hai to bus uski mohabat hai bata deta k logon ki sabhi baaten fasanay hain sabhi qisay puranay hain main keh deta k zara si baat pay yun rothna acha nahi hota mohabat karnay walon mein ghalat fehmi to ho sakti hai par jhagra nahi hota main har ik baat keh deta khalish bhi dur hojati main uska hath thamay yunhi uska hum qadam rehta woh agay hath to karta wo mujh say baat to karta ..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Khud apnay ley beth kay

sochain gay kisi din Yun hay kay tujhay bhool kay dekhain gay kisi din Bhatkay hoay phirtay hain kaee lafz jo dil main Duniya nay diya waqat tou likhain gay kisi din 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Mohabbat Thair Jaati Hai Hum aksar

Mohabbat Thair Jaati Hai Hum aksar yeh samajhtay hain jisay hum piyaar kartay hain usay hum bhool baithay hain magar aisa nahin hota mohabbat daimi such hai mohabbat thair jaati hai !!! hamari baat kay andar mohabbat baith jaati hai hamari zaat kay andar magar yeh kam nahin hoti kisi bhi dukh ki soorat mein kabhi koi zaroorat mein kabhi anjaan se gham mein kabhi lehjay ki thandak mein udaasi ki zaroorat mein kabhi baarish ki soorat mein hamari aankh kay andar kabhi aab-e-rawan ban kar kabhi qatray ki soorat mein bazahir aisa lagta hai usay hum bhool baithay hain magar aisa nahin hota magar aisa nahin hota.... yeh hargiz kam nahin hoti... MOHABBAT THAIR JAATI HAI.. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

manzil na de charaaG na

de hausalaa to de tinke kaa hii sahii tu magar aasaraa to de mai.n ne ye kab kahaa ke mere haq me.n ho javaab lekin Khaamosh kyuu.N hai tuu ko_ii faisalaa to de baraso.n mai.n tere naam pe khaataa rahaa fareb mere Khudaa kahaa.N hai tuu apanaa pataa to de beshak mere nasiib pe rakh apanaa iKhtiyaar lekin mere nasiib me.n kyaa hai bataa to de Fahad 0301-6656568

Jo Dil jeet ly wo

ada hum b rakhte hainJo Qatal krde wo Nazar hum b rakhte hainAap se Wada hai hamsha Muskrane kaWarna Ankh mein smandar hum b raktay hain... "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"

kya aandaz hai kya jalwa

kya aandaz hai kya jalwa hai kya atyle hai aur kya smile hai call to karte nahi sirf miss call aur garv se kehete ho ki mere pas mobile hai.......by sandesh g.c

kya khoob shairee hai khiltee es

kya khoob shairee hai khiltee es se zindagee hai sms jo aap ne hai baija hai ye phoolon kee kali hai ( fazal elahi,, 03028308713 )

Zabt Ki Akhri Haduun Ko

Sar Kar Jana, Zindagi Ghum Hi Sahi, Hans K Basar Kar Jana, Unchay Mehal Basanay Say Behter Hai, Kisi K Dil Mein Chota Sa Ghar Kar Jana.

Apne dil ki bat Unse

keh nai sakte, Bin kahe bhi HUM Gee nai sakte, AE KHUDA aesi Takdir bana, wo HUM se akar kahe 'HUM' "AP K BINA REH NAI SAKTE "

hum ne kardi terey liye

har intizar ki had, Tum na samajh paye merey pyar ki had, Har lamha tumhein dekha par pyass barti chali ghayee iss bahaney hum ney bhi dekh li deedar ki had [email protected]

chaha hai tughko chahongi her dam mar

chaha hai tughko chahongi her dam mar k b dil se pyar na hoga kam [email protected]

kash main tary hath main

mobile hota jab tumhy cal ati tum mujhy apny honto kay kareb lati aur main khamoshi say tary hont chom lyta kash main tary hath main mobile hota jab tum sms kay liy apni nazuk onglean ghomati to main tary hathon main jhom jata.. kash main tary hath main mobile hota

Shme furkat dhlay hum nahi

chatay, Ghum se fursat mile hum nahi chahtay, Pir naya dard sehne ko tyar hain, To praishan rhay hum nahi chahtay, Aaj aanso bhanay se mut rok, Aaj barish thumay hum nahi chahtay, Hum tery bad ujray hue he theek hain, Ab tery bad kahin dil lage hum nahi chahtay, Kis kader dil nasheen hai ye moujoun ka shour, Ghum ka drya rukay hum nahi chahtay, Is kadr pyar se pukara na ker, Aag dil me lgay hum nahi chahtay. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"

Suraj dhalte dhalte koi pegham

de gyaBujhte huwe ghamon ki koi shaam de gyaEk mithas si mere honton mein bus gaeeYe kon mere lab pe tera naam de gaya!!! "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"

Meri mohabbat ki itni c

kahani hai.tuti hoi kashti ruka hua pani hai.ek gulab unki kitab mein dam tor chuka hai.or unko yaad hi nahi k ye kis ki nishani hai "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"

Tasawar tera jo mujhe choo

jaye, meri har saans se teri hi khushbo aye, ye kis mor pa layee hai justaju teri, pani main aks mera ho or nazar tu aye. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"

Basa hay ankhome apka chehra

is tarhan.Gulab me khusbu basti hay jis tarhannamaz parhli ho or dua na mangi hoapki kami mahsus hoti hay kuch is tarhan.. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"

mein tujh p jhano dill

sey fida hoon, yeh na samajh k pyar karta naheen hoon, hamari muhabat k terey do bhai hain dushman, par tu ghabra na mein un se darta naheen hoon, sirf aik hi mushkil hai iss muamlay mein, barda bhai sakht hai aur chhote se mein baat karta naheen hoon [email protected]

Phool bina.....Khushboo bekaar Chand bina.....Chandni bekaar Pyar

Phool bina.....Khushboo bekaar Chand bina.....Chandni bekaar Pyar bina.....Zindagi bekaar Mere SMS bina.....Tumhara MOBILE bekaar!!!!!

Jab bhi kahayal aya to

aap ka aya, Ankhien bandh ki to Khuwab aap ka aya, Socha yaad karlon kisi apney ko, pal do pal hount khule to naam aap ka aya. 0321-3816916

Khuwab dekha bhi nahi or

toot gaya, Wo hum sa mila bhi nahi or rooth gaya, Hum jagtay rahe or duniya soti rahi, ek akeli barish thi jo sath roti rahi....

Teri yadon sa dil hamkalam

rehta hai, laboon per naam tera Subha shaam rehta hai, Jis trhan chand chamakta hai asmano per, Nazron main meri tera wo maqam rehta hai.

Inkaar ko iqraar kehte hain, Khamoshi

Inkaar ko iqraar kehte hain, Khamoshi ko Iszhar kehte hain, Kya dastore hai is duniya ka yaar, Ek dhokha hai jise sab pya kehte hain...!

Raat ghum sum hai magar

chaand Khamosh nahi, Kesay keh doun aaj phir hosh nai, Aisa douba teri is tara k bato ki gehrai main, Haath ma jaam hai maga pinay ka hosh nahi.

Ek lamha jo bar bar

satata hai.. Na jaaney yeh dil kya chahata hai.. Kaash wo hote hamari nazroon k samne.. per yeh kaash hi raha jata hai.!;-)

na meri koi manzil hai

na kinara, Tanhai meri mehfil or yaadien mera sahara Usse bichar ker kuch yun waqt guzra, Kabhi zindagi ko tarsay kabhi maut ko pukara.

Teri yadoon k Charagon ko

jalaya har sham, teri batoon sa dil ko behlaya her sham, Mangi hai Khuda sa teri Khushion ki Dua, Beth kar tanhahathon ko uthaya har sham.

Mehfil mien kuch To sunana

parta hai, Gham Chupa kay Muskerana parta hai, Hum bhi kabhi Dost thay aap kay, Aaj kal to aap ko yaad dilana padta hai.

Lamha lamha ghum me dhalte

dekha hai, Ma ne zakham dilko jalte dekh hai, Woh jo kehta tha teray bin neend nhi ati, Us bewafa ko neend ma chalte dekha hai.

Choti Choti baton pe takrar

na kiya kro, hamaray har mazak ko dil pe na liya kro pata sath hai or kitna in palon ko dil se jiya kro.

Agaz hum ne kiya Ikhtatam

tum kar do, Jab chaho mere Jazbon ko be Naam Tum ker do, Baat agar Zarf ki hai tu yun karo, Khud jeet jao haar mera naam tum ker do.

* Molvi Sab * Girl :

* Molvi Sab * Girl : Molvi sab i am in love. Molvi: Astegfirula,Noozbila, Laholwala,Toba,Toba......... Girl: No molvi sab............... I am in love with u, Molvi: MashaAllah,JazakAllah, SubhanAllah,Wahh,Wahh,

Na pucho haqeekat mere fasane

ki, us k jane k baad badal gaye nazar zamane ki, log ouchte hain main khush q nahi hon, kia kahon meri to adat thi us k sang muskurane ki.

Manzil dur or safar bhut

hai, Chotay sa dil ki fikar bhut hai, Mar dalti kab ki ya duniya hamay, Magar aap ki duaoon may asar bhut hai.