Page 203

oos ki ankhoon mein moohabbat

ka sitara ho ga, aik din aye ga woh shakhs hamara ho ga, tum jahan merey leye sipeyan chunti ho gi, woh kissi aur he duniya ka kinara ho ga, zindagi ab k mera naam na shamil karna , gar yeh teh hai k yehe khel dobara ho ga, jes k honey sey merey sans chala kerti thi, kis tarha os k baghar apana guzara ho ga, yeh jo achanak ojala sa ho jata hai, dil ney chupkey sey tera naam pukara ho ga, ishq karna hai to din raat osey suchana hai, aur kuch zehan mein aya to kahsara ho ga, koon rota hai yahan raat k sanatoon mein, merey jeysa he koi hejar k mara ho ga, mujh ko maloom hai joonhe mein kadam rekhoon ga, zindagi tera koi aur kinara ho ga, kaam mushkil hai mager jeet he loon ga oos ko, merey moola ka wasi joonhe estara ho ga...!!!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

terey jessa mera bhi haaal

tha , na sakoon tha na karar tha, yehe omar thi marey hum nasheen , k kisi sey mujh ko bhi piyaar tha. mein samajh raha hoon terey kasak, tera mera dard hai mush tarak, essi gham ka tu bhi aseer hai, essi doakh ka mein bhi sikaar tha. woh saroor essa saroor tha, woh khomar essa khomar tha kabhi lamha bhar ki bhi guftagu, mere os k saath na ho saki, mujhey forsatein na mil sakein , woh hawa k roat per sawar tha, hum ajeeb tarz k loag thy, k hamarey aur bhi roag thy, mein khezaoon mein oss ka tha montarzar, ossey intazarey bahar tha, essey phar kar tum na samajh sakey, k mere kitab k roop mein kohe karz tha kisi saal ka, kahe rutjaghoon ka odar tha.......................... -¦- `v´ -¦- *¤*.¸¸.·´¨`»*«´¨`·.¸¸.*¤* *¤*.¸¸.·´¨`»* * SaaMer* *«´¨`·.¸¸.*¤* *¤*.¸¸.·´¨`»*«´¨`·.¸¸.*¤* 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Zindagi Main Hai Dhoka Is

Ke Siwa Kuch Nahi Tamashaei Hai Yeh Dunya Is Ke Siwa Kuch Nahi Meri Zindagi Se Pochiye Zindagi Kia Hai Zindagi Hai Aik Khuwaab Is Ke Siwa Kuch Nahi Khushiyan Hain Lakhon Is Dunya Main Magar Udasi Hai Mere Dil Main Is Ke Siwa Kuch Nahi Mujh Se Jo Log Bhi Mile Hain Khush Hokar In k Dilon Main Hai Nafrat Ke Siwa Kuch Nahi Wade,Karte Hai Log Magar Jante Nahi Wafa Karna Bewafai Hey Is Dunya Main Is Ke Siwa Kuch Nahi Pal Main Jisse Chaha Usse Pal Main Bhula Diya Yeh Khel Hey Dunya Ka Is Ke Siwa Kuch Nahi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Tujhe Ishq Ho tujhay ishq

ho Khuda karay koi tujh ko us sa juda karay teray hont hansna bhol jaain tere ankhain purnam raha karain tu us ki batain suna karay tu us ki batain kia karay tu us ko dekh k ruka karay woh tujh ko dakh k ruka karay tujhay hijar ki woh jhari lagay tu milan ki har pal dua karay tujhay ishq ho phir yakin ho usay tasbeeho pay parha karay main kahoo ishq sab dhong hai tu nahi nahi kia karay yah dua hai atish ishq main tu bhi mare tarah jala karay na naseeb ho hansna tujhay tera dil main dard raha karay teray samnay tera ghar jalay tera bas chalay na bhuja sakay tere lab sa niklay yahi dua k na dil kisi ka jala karay ..vari sad one.. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kabhi kabhi dil yeh chahta

hai tumhari shamon ka haal poochon sawaal poochon ke fiker e farda main kaisi guzri younhi kabhi mera naam aaya tumhare honton pe ek pal ko mrri muhabbat ki yaad mehki kabhi tumhare bi raston main kabhi kisi din tumhari subha ke dar pe jagi sadaye dastak kabhi ibbadat ki kayfiat main tumhein mera bi gumaan guzra tumhare sehan e dua se mera bi dheyaan guzra kabhi tumhare badan pe bi shab e azaab ban ker thehr gayi thi kabhi kabhi dil yeh chahta hai'sawal pochon mager main chup hoon hamarey dermiyaan yeh ju deewar e ajnabeeyat hai yeh gannimet iisi main tukeere hurf o lub hai yehin pe tarq o talb ki hadd hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Muhabbat ki aziyyat ko kabhi

pehchaan paaw to, mujhe bhi khabr ker dena, ke tum se door reh ker bhi, tumhaary naam ki khushboo, meri her saans se ik aas ka rishta bandhaati hai!!! Muhabbat toot bhi jaaye, muhabbat rooth bhi jaaye, muhabbat mit nahi sakti... Dilo'n ke teher jaaney se, judaai ke zamaaney se, muhabbat chup to sakti hai, muhabbat mar nahi saktii!!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

mujhay har kaam say pehlay sahar

mujhay har kaam say pehlay sahar say shaam say pehlay ye he ek kaam karna hai tumhara naam layna hai tum he ko yaad karna hai kay jab bhi dard peena hai kay jab bhi zakhm seena hai mujhay jab jaam layna hai tumhara naam layna hai tumhee ko yaad karna hai tumhareyaad hai dil mein kay ik sayyad hai dil mein koi barbaad hai dil mein issay aabaad karna hai tumhara naam layna hai tumhee ko yaad karna hai ..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

.....................&quo t;Yeh Dil Mahobbat Karta Q

....................."Yeh Dil Mahobbat Karta Q Hai "Yeh Dil Mahobbat Karta Q Hai Jo Karta Hai Tu Phir Tarapta Q Hai Jo Beth Gaya Hai Dil Main Pyar Ka Dard Ban Key Woh Ankhoon Key Rastey Nikalta Q Hai Main Terey Sath Hun Har Rah Main Mujhsey Kehte The Woh Tu Phir Aaj Yeh Rasta Mujhey Sunsan Lagta Q Hai Main Dharkan Hon Us Key Dil Ki Woh Kehte The Mujhsey Phir Aaj Us Ka Dil Merey Bina Dharakta Q Hai Woh Mere Nahi Hai Yeh Janta Hon Main Phir Bhi Kisi Or Key Sath Dekh Key Us Ko Dil Machalta Q Hai Yeh Dil Bhi Ajeeb Hota Hai Dostoon Kabhi Kehta Hai Ja Tham Ley Us Key Hathoon Ko Phir Reh Reh Key Sambalta Q Hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

woh kaysa shaks hy hr

roz saza dyta hy.. ...phir hasata hy wo itna k bhulaa dyta hy, kabhi jo ro dy to mujh ko bhi bhol jata hy. ..or phir bhol k mujh ko bhi rula dyta hy ,os pochon k bata kon dost hy tera.. .naam sargoshi main mera hi suna dyta hy, khud hi kehta hy na dohrao purani yadain.. ..main na dihraon to phir khud hi suna dyta hy 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

kisi kitab mein tha na

dastan mein tha ajeeb soz merey zakhmoon ki zuban mein tha zameen ne mujhay gaud le lia warna sitara saaz ne rakha tu asman mein tha mein sabz bakht k soya hua tha manzil per utha tu dasht e musafit k darmyan mein tha mein pukarta kis ko sadayien kia deta mein chhat per pohncha tu darya merey makan mein tha ...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

apane haathon se yun chehare

ko chhupaate kyon ho mujh se sharmaate ho to saamane aate kyon ho tum kabhii meri tarah kar bhi lo iqaraar-e-vafaa pyaar karate ho to phir pyaar chhupaate kyon ho ashk aankhon me merii dekh ke rote kyon ho dil bhar aataa hai to phir dil ko dukhaate kyon ho in se vaabastaa hai jab meraa muqaddar phir tum mere shaanon se ye zulf haTaate kyon ho roz mar mar ke mujhe jiine ko kahate kyon ho milane aate ho to phir lauT ke jaate kyon ho 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Dil Ki Batain , Bata

Deti Hain , Aankhen , Dharkanon Ko Jaga Deti Hain, Aankhen , Dil Pe Chalta Nahi Jadoo, Cheroon Ka Kabhi , Dil Ko Tu , Deewana Bana Deti Hain ,Aankhen, Woh Hum Se Baat Nahi Karte , Tu Na Kare , Haal Sara Unke Dil Ka , Suna Deti Hain Aankhen, Gham Sada Rehta Nahi , Aadmi Ke Saath, Ashk Bana Kar , Chalka Deti Hain Aankhen, Aata Hai Jab Dor - E - Jawani , Tu Ae Dosto, Sunder Sapne Zehan Mein ,Basa Deti Hain Aankhen, Ma Na Ke Neend Aati Hai , Aankhon Hi Ke Raste , Magar Kabhi Kabar ,Neend ,Ura Deti Hain Aankhen, Eesha Shukar Hai , Khuda Ne Ata Ki , Aankhon Ki Neamat Humain, Dard -O-Gham ,Sare Dil Ke , Chupa Deti Hain Aankhen. .... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

agar talaash karuun koii mil

hii jaayegaa magar tumhaarii tarah kaun mujhe chaahegaa tumhein zaruur koii chaahatoun se dekhegaa magar vo aankhein hamaarii kahaan se laayegaa naa jaane kab tere dil par naii sii dastak ho makaan Khaalii huaa hai to koii aayegaa main apanii raah mein diivaar ban ke baiThaa huuN agar vo aayaa to kis raaste se aayegaa tumhaare saath ye mausam farishtoun jaisaa hai tumhaare baad ye mausam bahut sataayegaa 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Donon jahaan teri mohabbat mein

haar ke Woh jaa raha hai koi shab-e-gham guzaar ke Viraan hai maikada khum-o-saaghar udaas hain Tum kya gaye ke ruth gaye din bahaar ke Ek fursat-e-gunah mili woh bhi chaar din Dekhe hain hum ne hausle parwardigaar ke Duniya ne teri yaad se begaana kar diya Tujh se bhi dilfreb hain gham rozgaar ke Bhule se muskra ke diye woh aaj Faiz Mat puchh walwale dil-e-nakarda kaar ke 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Zikr-E-Shab-E- Firaq say weh'shat usay

bhi thi, Meri tarhan kisi se Mohabbat usay bhe the.... Mujh ko showk tha naye chehroon ki deed ka, Rasta bhool kar chalnay ki Adat ussay bhe the.... Mujh'say bichar kay zamanay bhar say ghul mill gaya woh shaks, Warna zamanay bhar say adawat ussay bhe thee... Tanha howa safar main to mujh per khul yeh raaz Saaye say payaar dhoop say nafrat ussay bhe thi.... Woh mujh say barh kar zabt ka aadi tha jee gaya, Warna har aik sans qayamat ussay bhi thi.... Mohsin main youn bhi keh na saka Hal-E-Dil ussay, Dar'paish aik taza musibat ussay bhi thi...!!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

tere baare mein jab sochaa

nahiin thaa main tanhaa thaa magar itanaa nahiin thaa terii tasviir se karataa thaa baaten mere kamare mein aaiinaa nahiin thaa samandar ne mujhe pyaasaa hii rakhaa main jab seharaa mein thaa pyasaa nahiin thaa manaane ruuthane ke khel mein ham bichhar jaayenge ye sochaa nahiin thaa sunaa hai band kar li us ne aaNkhen kaii raaton se vo soyaa nahiin thaa

;;aik pal ki zindagi mei

ji li uamria sari ;;kon jane anne wali ghari mein hum ho na houn ;;tm se bi kr li dosti ki tamna poori hm ne ;;tere jaisa dost meri zindagi mei phir ho na ho ;;raste hain pur khatar har taraf hai andhera ;;is nadheree mein phr jalti shamma ka sahr phir ho na ho ;;mere tasawar mei shamil khushian sabki hazar hain ;;in khousioun ke sang jeene ka samey sang mere phr ho na ho ;;apne har rang ko dia meine dunya mein baant ;;kon janne ane wali ghari in rangoun mei hm ho na houn ;;;;;;;; kia maloom ye zindagi sand mery ho na ho ;;;;;;; 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

tum sab jo meri baat

suno ik kissa tumhein sunaata hoon ye kissa nahi zamanay ka ye kissa hai parwaanay ka jo pal pal jeeta marta tha jo pyar bohot hi karta tha har baat usay maloom to thi ek baat magar wo bhula betha shamma ko haasil karnay mein khud apna aap ganwa betha youn ishq ki had se guzarnay mein parwanay k jal marnay mein ab jaagti hai na soti hai shamma ab har pal roti hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

yun dil ko her ik

shaks pe wara nahee kertay ankon may her ik aks utara nahee kertay honee hay to ik bar he ho jayee yah muhabat yah bhool hay asi k dubara nahee kertay acha huaa may nay hee fakat dekha magar yun mahfil may kisi ko b ishara nahee kertay mil jayee sar-e rah jo bichra huaa koi chup chap hee taktay hain pukara nahee kertay kuee piar ki bazi say ho is darja gureezah kahtay hain k dil haar k hara nahee kertay kajal say bhee ab kam koi lay na sahalee yun dard say ankon ko sanwara nahee kertay 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Tumhien jana ijazat hai koi

Tumhien jana ijazat hai koi bhi faisla ker lo tum apnay hoslon mein jab koi thakawat si pao uljh jao masyal mein wafa ko na nibha pao kisi pyarey se chehray ki haseen akhoon mein kho jao ijazat hai tumhein jana agar uss pal jo tum chaho koi bhi faisla ker lo hmaray muntamir thehro ya hum ko alvida keh do tumhain jana ijazat hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

who muddaton ke baad sar

e raah mil gaya aisa laga ke jaise koi zakhm chil gaya uske to jaise paaon zameen ne pakar lie aur mai Kisi shajar ki tarah jar se hil gaya uske bhi lafz jaise muqqaffil se hogai mere bhi lab pe jaise koi hurf sil gaya uske bhi dil ke rung nigahon tak aagaye mujh mai bhi qaafla sa chala taaba dil gaya lamhe ke jaise waqt mai girhain si par gai manzar ke jaise aankh kle parde pe sil gaya who jis pe indmaal ki muddat guzar chuki andar kahin who zakhm rag e jaan se mil gaya phoolon ne jaise jhank lia tha mera wujood dil ka har ek rung darkhtoon pe khil gaya dhundhli si kuch widaa ki tasveer hai saud manzar kashi ke waqt koi aks hil gaya 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

mohabbat ke anokhe the sabhi

andaaz kya karte rahe hum bhi gurezaan aap bhi naraaz kya karte sanam tujh se mohabbat ka bhala aghaaz kya karte labon per baat aayi per na thi awaaz kya karte mere ahbaab kya karte mere damsaaz kya karte mujhe jab dard hi tha raaz chaara saaz kya karte hujoome shehar hum kho gaye kuch chain paane ko akele mein sataati thi teri awaaz kya karte dil e nazuk humara usne pal mein tor daala tha use bhaati thi toote kaanch ki awaaz kya karte hum uske saamne chup saadh ker baitha kiye phir bhi jafakaari se pesh aayea voh heela saaz kya karte saja ker sau tabasum aek gham tumse chupaati thi magar anmol ke tum jaanker voh raaz kya karte 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Socha nahi acha Bura, Dekha

Suna kuch b nahi Manga Khuda se raat-din, Tere siwa Kuch bhi nahi Dekha Tujhe Chaha tujhe, Socha Tujhe Pooja Tujhe Meri Wafa Meri Khata, Teri Khata kuch bhi nahi Jis per Hamari Aankh ne, Moti bichaye Raat bhar Bheja wohi Kagaz usey, Hum ne likha Kuch bhi nahi Aur Ek Shaam ki Dehleez per, Bethey rahe wo Dair tak Aankhon se ki Batain boht, Munh se kaha kuch bhi nahi Do-Chaar din ki Baat hai, Dil Khaak mai mil jaye ga Aag per jab Kagaz rakha, Baqi bacha Kuch bhi nahi .....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Teri yadon se kya nahi

seekha? Teri yadon se kya nahi seekha? Be sabab tow na thein teri yadein Teri yadon se kya nahi seekha Zabt ka hosla berha lena Aansoun ko kahin chupa lena Kanpti dolti sadaon ko Chup ki chader se dhanp ker rakhna Be sabeb bhi kabhi kabhi husna Mozo-e-guftugu badal dena Besabab tow nahi teri yadein Teri yadon se kya nahi seekha 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

dhoondtey kia ho in aankhon

main kahani meri khud main gumm rehna to aadat hai purani meri bheer main tumhen mil jaonga asani se khoya khoya rehna hai nishani meri maine ik baar kaha tha k boht piyasa hon tab se mash-hoor hoi tashnah-dahani meri 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Hawa Jab Teez Chalti Hai Tumhari

Hawa Jab Teez Chalti Hai Tumhari Yaad Aati Hai.. Jab Pattey Sar-Saratey Hain Aur Ziker Tumhara Hota Hai.... Kabhi Bholey Sey Shab Ko Meray Dil Main A Ker Dekho Hai Aik Mahfil Sajji Hoti Aur Ziker Tumhara Hota Hai... Tumhin Kesay Bataoon Kitni Chahat Main Nay Ki Hai Tum Sey Kay Jab Bhi Aansoo Chhalaktey Hain Aur Ziker Tumhara Hota Hai...... Kabhi Chanda Ko Main Dekhon Kabhi Tarey Main Gintta Hoon Kabhi Chandni Muskurati Hai Aur Ziker Tumhara Hota Hai.... Zamana Hai Bohat Zalim Kahin Yeh Cheen Na Lay Tum Ko Isi Liyey Main Buss Khamosh Hota Hoon Aur Ziker Tumhara Hota Hai... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

kitni bechain hai ye sanse

meri bina tere bohat roti hain ye aankhein meri aake lag ja gale ke ab raha jai na dil bholane se bhi nahi bholta woh batien teri kab se meri aankho ko neend aati he nahi bahain mangti hai mujh se ratain teri tu chala jata hai tu jaan nikal jati hai tere aane se lot aati hai ye sanse meri kab talk ye lamha judayi ka rolaiga mujh ko dil laga betha hai sene se bas ab yaadein teri meri rooh main basker tum ja paoge kaha tak jaana lot ke le ayegi phir paas tumhe wafaye meri jaan aajao k ab dil kahi lagta hi nahi tum ko bola rahi hai ye bahein meri kitni bechain hai ye sanse meri bina tere bhut roti hai ye aankhein meri 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

aaine mein ek noor dikhta

tha mujhko zahir jara nazdeek se dekha to do aasoon tapak pade intezaar to unka ro ro ke kiya humne milne ka waqt aaya to woh bhi bilak pade kitna ajeeb manzar dikhta hai ulfat mein aakhon se gira paani aur armaa sulag pade jab gham-e-ishq ko humne khamoshi bana liya kuchh bache the khwab woh bhi sisak pade uss ne kaha thaa apna bana k choron gee... youn hee tu kiya,apna bana k chor diya.... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

mein kia hoon .....mein koon

hoon......ye ni batana chahta.... wo kehte hein na k..... Log kehte hain dukh baantne se kam hota hai woh kehte hain sukh baantne se badhta hai lekin ye dil apne dukh baantna hi nahin chahta kehta hai... woh doosron ko apne dukhon se dukhi karna nahin chahta but mein tu usey itna hee kahon ga k..... tare bare main sooch sooch kar sara din guzaar detaa hun........ kabhi soocha hai ye zalim ... ye raat kase guzarti hogi...... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Aisi waisi nahin pariyon jaisi

thi wo Machalti ghataon ki badliyon jaisi thi wo Shokh rang manchali tabiyat se bharpoor Chaman chaman phirti titliyon jaisi thi wo Ek ehsas-e-tazgee ek mehek ka gumaan Ek shayar ki ghazal kaliyon jaisi thi wo Waasta na raha zindgi mein dukhon se Hamesha ko haasil khushiyon jaisi thi wo 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kuch to baat hogi jo

tu bewafaa nikali.... mohabbat to tune bhi beshumaar ki thi; Aaj maana tu nahi meri raahon mein... kuch door hi sahi..sang to tu hi chali thi!!! Kuch to baat hogi jo tu bewafaa nikli.... AShq to tune bhi bhaahe the; Aaj maana tu hai gair baahoo mein.... Chirag - e - Ishq to tune bhi jalaaye the!!! Kuch to baat hogi jo tu bewaafa nikli... to kyu aaj bhi un aankho mein pyaar nazar aata hai; Aaj maana woh kehti mai nahi hu uskaa... to kyu mere dukh mai usko ronaa aata hai???? E - Khuda yeh jantaa hu mai...ki woh hai meri; to kyu yeh judaai hai... Mere Binaa nahi hai Zindagi bhi uski; To kyu usne ki yeh bewaafai hai??? 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kisi aur zindgi ka is

mein hissa hai Ek umar se bada humara rishta hai Dil ko ek baar aankhen to deejiye Zindgi se aage bhi kuch dikhta hai Main jo bhi geet kagaz pe utaroon Koyi aa ke wahan tera naam likhata hai Log kahte hain us ko kisi ne nahi dekha Tu muskraye to mujhe woh dikhata hai Tera do lamho ka sath mila to sab mil gaya Ab kyon pooche ye kismat kaun likhata hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Yaad aati hai to hum

is dil ko rok lete hain , aanchal na mile to ashq haathon se ponch lete hain , marham na mila to zakhmon ko bahne dete hain , dard dil mein rakhkar dhadkan ko sahne dete hain , machle jazbaat to yeh dil ka dosh hi hoga , aapki yaad mein aaj fir koi khamosh hoga , yaad karte hain tumhe har saans ke aane jaane pe, sunte hain aapki hasi har kisi ke muskuraane pe , aati hai aahat tumhari kisi ke bhi paas aane pe , par hum kuch nahi kahte logo ke tohmat lagane pe , aapke na milne pe bhi yeh zindgi ko jee lenge , har zakhm duniya ke hum has ke bhi see lenge , saans aate saans jaate yaad bas tu aayegi , saanson se saanson ki yeh dhun saans mein gungunaayegi ....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

uss ne kaha thaa apna

bana k choron gee... youn hee tu kiya,apna bana k chor diya.. milla woh bhi nahi karty.. milla hum bhi nahi kartey.. wafa woh bhi nahi kartey.. bewafai hum bhi nahi kartey.. unhen ruswai ka dukh hai... humen tanhai ka dukh hai.. gilla woh bhi nahi kartey.. gilla hum bhi nahi kartey.. kisi moor per takrao hoo jata hai aksar.. ruka woh bhi nahi kartey ruka hum bhi nahi kartey... jub bhi dekhty hain unhen sochtay hain kuch kahen un say.. suna woh bhi nahi kartey.. kaha hum bhi nahi kartey.. lekin yeh bhi sach hai.. muhabat unhen bhi hai.. izhar woh bhi nahi kartey... izhar hum bhi nahi kartey..! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

barbad mohabbat ki dua saath

liyee ja toota hoa iqrare wafa saath liyee ja ek dil tha jo pehle hi tujhe sonp dia tha yeh jan bhi ay jane ada saath liyee ja tapti hoi rahon se tujhe aanch na pohanche dewanon k ashkon ki ghata saath liyee ja shamil hai mera khoon jigar teri hina main yeh kam ho to khoone wafa saath liyee ja hum jurm mohabbat ki saza pain gay tanha jo tujh se hoi ho wo khata saath liyee ja 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kuch apni fiker na apna

khayal karta hoon Tu kya yai kam hai teri dekh bhaal karta hoon Meri jaga per koi aur ho tu cheekh uthe Mein apne aap se itne sawaal karta hoon Ager malaal kisi ko nahi mera na sahi Mein khud bhi konsa apna malaal karta hoon Yai chand aur sitare rafeeq hain meray Mein roz unn se bayaan apna haal karta hoon Tumhari yaad bhi aati hai abb mujhe kam kam Tumhara ziker bhi abb khaal khaal karta hoon 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

yeh mumkin hai hamaray darmiankoi ghalat

yeh mumkin hai hamaray darmiankoi ghalat fehmi bhi na rehti jo apnay dil mein choti si khalish hai khatm hojati bata deta k mujh ko aaj bhi uski zarorat hai jo is jevan ka hasil hai to bus uski mohabat hai bata deta k logon ki sabhi baaten fasanay hain sabhi qisay puranay hain main keh deta k zara si baat pay yun rothna acha nahi hota mohabat karnay walon mein ghalat fehmi to ho sakti hai par jhagra nahi hota main har ik baat keh deta khalish bhi dur hojati main uska hath thamay yunhi uska hum qadam rehta woh agay hath to karta wo mujh say baat to karta ..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Khud apnay ley beth kay

sochain gay kisi din Yun hay kay tujhay bhool kay dekhain gay kisi din Bhatkay hoay phirtay hain kaee lafz jo dil main Duniya nay diya waqat tou likhain gay kisi din 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Mohabbat Thair Jaati Hai Hum aksar

Mohabbat Thair Jaati Hai Hum aksar yeh samajhtay hain jisay hum piyaar kartay hain usay hum bhool baithay hain magar aisa nahin hota mohabbat daimi such hai mohabbat thair jaati hai !!! hamari baat kay andar mohabbat baith jaati hai hamari zaat kay andar magar yeh kam nahin hoti kisi bhi dukh ki soorat mein kabhi koi zaroorat mein kabhi anjaan se gham mein kabhi lehjay ki thandak mein udaasi ki zaroorat mein kabhi baarish ki soorat mein hamari aankh kay andar kabhi aab-e-rawan ban kar kabhi qatray ki soorat mein bazahir aisa lagta hai usay hum bhool baithay hain magar aisa nahin hota magar aisa nahin hota.... yeh hargiz kam nahin hoti... MOHABBAT THAIR JAATI HAI.. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

manzil na de charaaG na

de hausalaa to de tinke kaa hii sahii tu magar aasaraa to de mai.n ne ye kab kahaa ke mere haq me.n ho javaab lekin Khaamosh kyuu.N hai tuu ko_ii faisalaa to de baraso.n mai.n tere naam pe khaataa rahaa fareb mere Khudaa kahaa.N hai tuu apanaa pataa to de beshak mere nasiib pe rakh apanaa iKhtiyaar lekin mere nasiib me.n kyaa hai bataa to de Fahad 0301-6656568

Jo Dil jeet ly wo

ada hum b rakhte hainJo Qatal krde wo Nazar hum b rakhte hainAap se Wada hai hamsha Muskrane kaWarna Ankh mein smandar hum b raktay hain... "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"

kya aandaz hai kya jalwa

kya aandaz hai kya jalwa hai kya atyle hai aur kya smile hai call to karte nahi sirf miss call aur garv se kehete ho ki mere pas mobile hai.......by sandesh g.c

kya khoob shairee hai khiltee es

kya khoob shairee hai khiltee es se zindagee hai sms jo aap ne hai baija hai ye phoolon kee kali hai ( fazal elahi,, 03028308713 )

Zabt Ki Akhri Haduun Ko

Sar Kar Jana, Zindagi Ghum Hi Sahi, Hans K Basar Kar Jana, Unchay Mehal Basanay Say Behter Hai, Kisi K Dil Mein Chota Sa Ghar Kar Jana.

Apne dil ki bat Unse

keh nai sakte, Bin kahe bhi HUM Gee nai sakte, AE KHUDA aesi Takdir bana, wo HUM se akar kahe 'HUM' "AP K BINA REH NAI SAKTE "

hum ne kardi terey liye

har intizar ki had, Tum na samajh paye merey pyar ki had, Har lamha tumhein dekha par pyass barti chali ghayee iss bahaney hum ney bhi dekh li deedar ki had [email protected]

chaha hai tughko chahongi her dam mar

chaha hai tughko chahongi her dam mar k b dil se pyar na hoga kam [email protected]

kash main tary hath main

mobile hota jab tumhy cal ati tum mujhy apny honto kay kareb lati aur main khamoshi say tary hont chom lyta kash main tary hath main mobile hota jab tum sms kay liy apni nazuk onglean ghomati to main tary hathon main jhom jata.. kash main tary hath main mobile hota

Shme furkat dhlay hum nahi

chatay, Ghum se fursat mile hum nahi chahtay, Pir naya dard sehne ko tyar hain, To praishan rhay hum nahi chahtay, Aaj aanso bhanay se mut rok, Aaj barish thumay hum nahi chahtay, Hum tery bad ujray hue he theek hain, Ab tery bad kahin dil lage hum nahi chahtay, Kis kader dil nasheen hai ye moujoun ka shour, Ghum ka drya rukay hum nahi chahtay, Is kadr pyar se pukara na ker, Aag dil me lgay hum nahi chahtay. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"

Suraj dhalte dhalte koi pegham

de gyaBujhte huwe ghamon ki koi shaam de gyaEk mithas si mere honton mein bus gaeeYe kon mere lab pe tera naam de gaya!!! "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"