day mujh KO
Ungliyan phair kar balloon mein, sula day mujh KO
Jis terhan falto Guldan paray rahtay hain
Apnay ghar kay kisi konay say laga day mujh ko
Yaad kar k mujhe takleef hi hoti ho gi
Eik qisa hoon purana SA bhula day mujh KO
Dubtay Dubtay Awaz tere sun jaon
Akhri bar tu sahil say sada day mujh ko
Dekh mein ho gaya badnam kitabon ki terhan
Mere tasheer na kar ab tu jala day mujh ko
Roothna tera mere jaan liya jata hay
Aisay naraz na ho hans k dekhay ley mujh ko
Aur kuch bhi nahi manga meray malik tujh say
Us ki galion mein pari khak bana day mujh ko
Loog kahtay hain ka ya ishaq nugal ja ta hay
Mein bhi is ishq mein aa ya duaa day mujh ko
Yahi oqat hay mere tere jeewan mein kay mein
Koi kamzoor sa lamha hoon bhula day mujh ko..0322-6720288
M.Shahid (Af + Sh)
zindagi tu bewafa hai
Seekh lai maut sai, voh jaanti hai kya wafa hai
aye maut! Gale se lagaale tu
zindagi chalna sikhati hai, to girati bhi hai tu hi
Maut ko dekh aati hai, aur saath le jaati hai, sana-e-wafa
aye maut! Gale se lagaale tu
Tu khushi deti hai par hasna sikhaye usse pehle rula deti hai
Maut ko dekh, aate hi saare gum bhula deti hai
aye maut! Gale se lagaale tu
Humdum ban saath naachti hai tu to kabhi salo nachaati hai
Maut hai mehrbaan, apni panaho me le jaati hai
aye maut! Gale se lagaale tu
jeevan bhar baat sunati rahi teri, par tune usski ek na suni
Pehli baar araz ki hai maut se, dekh baat usne meri sunli
aye maut! Gale se lagaale tu0322-6720288
M.Shahid (Af +Sh)
====
sehlane ki
nigahain badal gayi hain apne begano ki
humsafar hi saath chor gaya mera
ab tammana nahi aashiyane banane ki.0322-6720288
M.Shahid (Af + Sh)
Na saath hai koi
Na sahara hai koi
Na hum hain kisi k
Na humara hai koi
magar itna tu keh sakty hai
aapko dekh kar
k
k
k
k
Aik pyara sa saathi humara hai koi 0322-6720288
M.Shahid (Af + Sh)
badal gai
suraj dhala tu saya ki soorat badal gai
ek umar tak main uski zarorat bana raha
phir you hua k us ki zarurat badal gai0322-6720288
M.Shahid (Af + Sh)
hoti hai, kion dil ko kisi ki aas hoti hai, Chand ko dekho woh hi to tahna hai, hair phir bhi uski chandini sey roshan har raat hoti hai
love is life
0332 4528002
thee honton pay woo bhool naa thay
hum thay uss k payaar k ashiq
bus hathon mein kashkool naa thay
hum nay uss ko toot k chahaa yeah uss haq thaa
leekan woh bhi hum koo too k chahyy hum itny ANMOOL naa thay
phuul per jab kiran thhar-tharaaii
wo nashiilii nazar yaad aaii
unki aamad ka paiGham sun kar
baRh gayaa aur dard-e-judaaii
ham kahaaN aur bazm-e-jaanaaN
unke jalvoN ne kee rahnumaaii
ek nigaaH-e-karam ki badaulat
bazm-e-dil der tak jagmagaaii
husn thaa iltifaat-e-mujassam
umr hi kar gayii be-wafaaii
raat bhar khuuN ?? sitaare
tab suhaanii sahar muskuraaii
gul-ba-daaman haiN haNsiin jalve
Wajd kar le nazar aazmaaii
"'~DON~'"
03214288314
Wasim Bhutta
se alag rakha hai ..
uss ke yaad ko har ek yaad se alag rakha hai ..
uss ne samjha hee nai mujhe pyaar k kabil ..
warna us k liay tu ek dil he alag rakha hai ..
Itna hi yaad rakhna mujy,
Jaisy kisi kitab main,
Beety dino k dost ka,
Ek khat para hua mily,
Lafz mity mity sahi,
Rang ura ura sa ho,
Lekin wo ajnabi na ho....
cool mind....+92333426310===
koi bat nahi hoti,
Din nahi niklta or raat nahi hoti...
Naa khafa hua kary wo usay kehna,
Bina us k mukammal meri zaat nahi hoti...
cool mind....+923334263108
payar kyon hai,
inkar karne par chahat ka iqrar kyon hai,
use pana nahi meri taqdeer shayad,
phir har mor pe usi ka intezar kyon hai.
--------------------------------------------
Mubbashir Ali
+971502804686
ABHI KUCH DAIR BAQI HAI..
KHIZAN K BEET JANAY ME
GULON K MUSKARANAY ME
KHUSHI KA GEET GANAY ME
BAHARON K ZAMANAY ME
SEHAR K JAGMAGANAY ME
TMHARAY LOT ANAY ME
ABI KUCH DAIR BAQI HAI...
MAIN TUJH KO BHOOL JAO GA
NA TUM KO YAAD AAON GA
MAIN TUJH SAY DOOR REH KER BHI
TUJHAY JEE KER DIKHAON GA
TUMHAIN MALOON HAI
LAIKIN
YEH SUB MAIN KER NA PAOON GA
KAY
TUJH KO BHOOL JANAY MAIN
ABHI KUCH DAIR BAQI HAI.......
03216529091 ALI