September Urdu shayari sms messages

tum ghamon k bojh ka mosamon

tum ghamon k bojh ka mosamon k soz ka karb nat saha karo udas mat huwa karo yeh roop hain hayat k kuch rang kainat k kuch gham ki taiz barishain kuch phool hain nishat k tum phool bus chuna karo khaar say na guzra karo gham apni zaat k tm mujhay tham dia karo udaas mat huwa karo udaas mat huwa karo ALI 03216529091

Mana k tere pyar k

kabil nai rahe, dukh ye hai k aitbar k kabil nai rahe. Tujh pe luta k dil ki zamane ki har khushi, Ae dost muskurane k kabil nai rahe. Kyon itna tujh se pyar kya?sochte hain hum, Ab tu kahin bhi jane k kabil nai rahe. Kadmo mein tere khud ko jhuka kar bhula diya, Ab tu ye sir uthane k kabil nai rahe. Meri hyat se hai juri aur zindagi, Majbor hain mar jane k kabil nai rahe

Zamanay Bhar Ki NigahOn Main

Jo Khuda Sa Lagay Wo Ajnabi Hai, Magar Mujh Ko Aashnaa Sa Lagay Na Jaanay Kab Meri Duniya Main Muskuraye Gaa Wo Aik Shakhs K KhuabOn Main Bhi Khafa Sa Lagay Ajeeb Cheez Hai YaarOn, Ye ManzilOn Ki Havas K Raahzan Bhi Musafir Ko, Rah-Numa Sa Lagay Dil-e-Tabaah! Tera Mashvara Hai Kia, K Mujhay Wo Phool Rang Sitaraa Bhi, Be-Wafa Saa Lagay Hui Hai Jis Se Munavvar Har Aik Aankh Ki Jheel Wo Chaand Aaj Bhi IMRAN Ko Kam Numa Sa Lagay. Babar=03213460502

CHAHAT Main KISI KA IMTIHAN

NA LAINA..... JO NIBHA NA SAKO WO WADA NA DENA..... JISE TUM BIN JENAY KI AADAT HI NA HO....... USAY KABHI JENAY KI DUA NA DAINA........ ....................SAM 03044044509.................

Pal aisa tha ki inkar

na kar paye , jamane ke dar se ikrar na kar paye,na thi jinke bina jindgi munasib chhod diya unhone aur hum sawal bhi na kar paye.

kitni hasrato ko dil me

paal rakha hai zamane me shyad issi ka naam khayal rakha hai har cheez pe to yakee nahi magar aankho me ab tak aasuoo ko sambhal rakha hai me paresaan raha subh se shaam tak shyad aapne hamari khusiyo ko kal par taal rakha hai tamam koshise fnaa ho chuki meri fir bhi hoshlo ne ummido ka roshan chiraag rakha hai zindagi zra kah de maut se thoda or intejar kar le aaj yaar ne hamare kuch kahne ko kaha hai shyad ye umar kam hai unke jawab k liye unki khamosh nigaho ne ye kaisa SAAWAL rkha hai.......

hajab chalan hi hajab showq

hi zamany ka jawaz doond tha rehta hi dill dukane ka musafiran reh ishaq ki tamana hi k koyi rasta nikal aye lot jane ka ab is ki karchiya chubne lagi hi ankon me jo khuwab deka tha chota sa gar banane ka mera ghaneen mere miskino me basta hi a wakeha b hi hisaa mere fasane ka ghum hayat nagar me batakta pirtah hi isse pata nayi mere gharib khane ka palat palat k issi aik dar pe jata hu hajab nasha hi apno se chot kaneh ka a hijrato ki hawaye bhi mere bass me nayi kaja k rok sako kail aab o dane ka ussi ki yaad meri zindagi ka hasil hi jo mashwara muje deta hi bool jane ka

kissi ki awaz se hota

hi paresha mera khawab detha rehta hi a dil kissi ki sadaho ka jawab neend ki shakh par kil ut tha hi aik our gulab dekne lagthi hu iak khawab me aik dusra khawab **U&ME** 03234049205

tanha sare anjuman kari thi mai

tanha sare anjuman kari thi mai apne visal se barri thi ha pool thi our hawa ki zud par pir meri har har aik pankari thi ik humar talak safar kiya tha manzil par ponch kar gir pari thi talib tha koyi meri nafii ka our sharth a maout se kari thi o aik hawaye taza me tha Main khawabe qadeem me kari thi **U&ME** 03234049205

Har raat ki shurowat neend

se hoti hai Neend ki shurowat sapno se hoti hai Sapno ki shurowat apno se hoti hai Aur apno ki shurowat aap se hoti hai Teri meri Dosti ko, Kahan koi samajh paya hai. Jisne bhi dekha hai is rishte ko, Aashiqui naam dharaya hai. Kya jaane duniya wale, Dosti bhi ik bandagi hai. Sajde hain isme yaar ke, Yaar ke hi naam zindagi hai. **U&ME** 03234049205

raat kat-ti rahi Chand dhlta

raha aatish-e-hijer Main koi jalta raha ghar ki tanhaiyan dil ko dasti raheen koi baychain karwat badalta raha aas-o-umeed ki shamma roshan rahi gher ki dehleez ko koi takta raha raat bher Chandni gungunati rahi raat bher koi tanha sisakta raha ashk palkoon pay aa k bikhertay rahay naam lab per kisi ka larazta raha aaj Phir raat basar ho hi gai SAQI aaj Phir khud say koi ulajhta raha ALI 03216529091

kuch door hamaray sath chalo,

hum dil ke kahani keh den ge, samjhay na jisay tum ankhoon se, woh baat zubani keh den ge,phulln ke tara jab honton pe,ik shokh tabassum bikhray ga,dheeray se tumharay kanoon men,ik baat purani keh den ge,izhar-e-wafa tum kia jano,ikrar-e-wafa tum kia jano, Ham zikr karen ge gehraiyon ka, Aur apni kahani keh den ge.............. (imtiaz khan)

Ghamon k tapyay Seara Main... koe

Ghamon k tapyay Seara Main... koe na tha sath dainay wala..... Ahon k tanha safar Main .... KOe na tha hath dainay wala... Zakhmon say bhara badan tha ... koe na tha marham laganay wala... Dil Main ek aag lagi thi ... koe na tha bujhanay wala... magar Phir bhi Main chalta raha... zinda tha magar pal pal marta raha.. kanton say apna daman bharta raha... tanhae ki aag Main jalta raha... agar tum mera sath daitay... meray haton Main apna hath daity.... Main kabhi na youn bikharta ... dukhon Main na g g ker marta... kanton say Main bhi sanbhlta... tanhae ki aag Main na jalta.. agar tum mera sath daitay................. meray hathon Main apna hath daitay...........

KHUSHI MILI LAKIN HANS NA

SAKY.GHAM MILA LAKIN RO NA SAKY.zindagi KA YEHI DASTOOR HE YAROO.JISY CHA OSY PA NA SAKY .JISY PAYEA OSY CHA NA SAKY../.LUCKY.

Zakhm itne gehre hain izhar

kia karen^hum khud nishana ban gay war kia karen^mar gay hum khuli rahin ankhen^ab is se zyada un ka intazr kia karen.

Pani se piyaas na bhujhi

to mekhane ki taraf chal basa socha shikayat karon teri khuda se khuda b tera aashik nikla. (**.**)**.Aamer Sameer.**(**.**). Mobile#:03342237731