People need love according to age, age
People need love according to age, age 18 to 28 DINRAAT, age 28 to 38 ROZRAAT, age 38 to 48 JUMAYRAAT, age 48 to 58 EID SHABRAAT, age 58 to 68 ONLY GAL BAAT, & above 68 BURI BAAT. Nasir Latif
If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
People need love according to age, age 18 to 28 DINRAAT, age 28 to 38 ROZRAAT, age 38 to 48 JUMAYRAAT, age 48 to 58 EID SHABRAAT, age 58 to 68 ONLY GAL BAAT, & above 68 BURI BAAT. Nasir Latif
hai, yun hi humne wafa nibhai hai, jo na ek lamha bhi humein de paye, uski khatir humne saari umar gavai hai...sonia, 03338007007
Kyun bhool jaate ho humien? Tere hee sahaare to jee rahe hain hum.. To phir kyun akela chod jaate ho humien? .sonia, 03338007007
labo pe muskan hai.. Jeena jab har haal me hai,To haske jeene me kya nuksan hai. sonia, 03338007007
ANKHO KO SABAR NAHI MUHABBAT JIS SAY HAY OS ZALIM KO KHABAR NAHI NOOR_AFRIDI
onglion say kabhi hum aasman par tera naam tak saja dethay humaray aks may hothi jo zakhm-e-dil ki jalak hum aayihnay ko bhi apni tarah rola detay NOOR_AFRIDI
hikaarat kee nazar se,har chehrey mein kisi ka mehboob chuppaa hota hai sohail khan
jane wo kya cheezhai, Aankhe to hum bhi band karte hai.... par wo aap se milne ki tarkeeb hai uma
nahi karte ,hum zikr-e-riste sare izhar nahi karte,darta hai dil uski ruswai se,wo sochte hai ki hum unse pyar nahi karte."hafia zaheer shaikh
basa le mugh ko..main hoon tera naseeb apna bana le mugh ko, Main hoon gar khaar to chal mugh se bacha kar daman,, main hoon jo phool to Balon main saja le mugh ko....For Gul From Intesam
ko dukhaati rahi jab bhi muskuraana chahaa aankh bhar aati rahi umeedon ne banaa-banna ke tode mere khwaab baharon mein dil ki kali khil ke murjhaati rahi.. thar-rati rahi ye sard palken garm ashqon se.. aag paani se mil ke dhuven khoob udaati rahi na milaa koi saharaa hi na thaama kisi ne haath zindagi kadam-kadam pe thokaren khaati rahi. ab kuch nahin hai baaki unki chaahat ke sivaa aise gaye hain voh ke dil k har khushi jaati rahi honth to dekhe mere tune muskuraate ae sanam zara dekh leta aankh bhi jo ashq bahaati rahi vo khaa kar gaya tha kasmein ise bhuul jaane ki.n "Adil" ko phir bhi uski yaad kyon aati rahi adilmehboob0321-4870654
karna na aaya. Kkt gai umr saari hamein pyaar karna na aaya.. Usne maanga bhi agar kuchh to judai maangi ; Aur.. hamen inkaar karna na aaya adilmehboob0321-4870654
jabse dekha hai usku mere dilse uska khayal nahin jata hum beshak uske nahin hai magar lekin mere dil se uska khayal nahin jata toote huve is dil ko kaun samjhaye ki,vo na mil payegi tumhe. lekin kya karu,mere dilse uska khayal nahi jata. kosish to bahut karte hai hum ke bhool jaye usko lekin kya karu,mere dilse uska khayal nahi jata. adilmehboob0321-4870654
Hawa Jo Guzre Kabhi Samj Lena Hum ko Yaad Teri Aayi Abhi Humne Socha Kese Tum ko Pata Chale Boli Hawa Mein Dila ke Ehsaas Aai Abhi Saath Tere Chalti Rahe ghi Yoon Ye Fiza Jese Meri Dhadkan Dil Mein Samai Abhi Dekh ke Diwaane Tum ko Hum Ho Gaye Nazaron Pe Meri Aawarghi Hai Chai Abhi Lag Rahi Hoon Khush Mein Aaj Kion Itni Lagta Hai Usne Kismat Meri Banai Abhi.adilmehboob0321-4870654
siwa kuch bhi nahi jasay sahil pay hawaoo kay kay siwa kcuh bhi nahi raat main andaray kay siwa kuch bhi nahi aur din masti kay siwa kuch bhi nahi jasay suraj kirnoo kay siwa kuch bhi nahi aur chand chadani kay siwa kuch bhi nahi sangeet main sath suroo kay siwa kuch bhi nahi kair ek sur main zindagi kay siwa kuch bhi nahi jasay kainaat main taray bina kuch bhi nahi mari zaat tari zaat kay siwa kuch bhi nahi seenay main dil kay siwa kuch bhi nahi aur dil main tari yaad kay bina kuch bhi nahi baja kay nazaam bhi apni jaga mukamal hain laikeen jo soch kay mehloo main ghazal main hain adilmehboob0321-4870654
imtihaan denge hum Humein kabhi aazmaa kar tu dekho Tum kehte ho ke bohat mushkil hai mujhe apnana Ek baar hamein apna banaa kar tu dekho adilmehboob0321-4870654
rulaya nhi jata. lehron sy paani ko hataya nhi jata.banany waly ban jaty hainapne.kisiko keh ker apna banaya nahi jata adilmehboob0321-4870654
ker, hm to teri ankhon sy pee lyn gy, tu mat aa lakin aane ka wada tu ker, hm tery intazar mai he ge lyn gy adilmehboob0321-4870654
iqrar ho na gy na milo hm sy ziyda kahin piar ho na gy nazroon ka teer dil k kahin paar ho nagy na milo hm sy ziyda kahin piar ho na gy] kahin zeena merna dashwaar ho na gy no milo hm sy ziyda kahin piar na gy adilmehboob0321-4870654
nhi paty.hoont magar kuch keh nhi paty.apni bebasi kis tarah kahyn.koi hai jis k bina hm reh nhi paty. adilmehboob0321-4870654
behtay naheen. kisee oor ko ham apna kehtay naheen. eik tum hee hoo jo zindgee main rook say gay hoo. warna rooknay k liay ham kisee ko kehtay naheen. sherry frm abbottonian
lena,Bindas hoke I LOVE U kehna,Agar rose ke badle sandle mile,To kehna pyari Behna sada kush rehna...Keshav
saugat hogi,Nayi baat hogi,Hum har haal mein muskurate rahenge,Tumhari Dosti agar yunhi saath hogi... Keshav
nazaron me dekha, Hazaron me ek humne tum hi ko dekha, Gum dene wale to har pal hai yahan, Har pal khushi dene walon me ek aap hi ko dekha.zaibi 03217566867
hai teri har aahat mujhe be chain kar jaati hai yun na mujh se mila kar meree mehboob Qatl ki daastan bhi yun hi sunayee jaati hai Rameez
teri hi jhalak hai ab bhi is dil main teri hi kasak hai Miss You Aashoo Rameez
naam kar denge yaad ayee tri to milnay ki Faryad kar denge mitnay na doonga teri tasveer is dil se, gar aisa hua to khud kko mita kar yeh saansain tere naam kar denge Miss you Aashoo Rameez
samjho, Subah ko sach raat ko sapna samjho, Bhulana chahte ho sabhi gamo ko to, Zindagi me mujhe apna samjho.zaibi 03217566867
kya fayeda, Raat guzri to utar jayegi, Kisi ki aankhon se peeyo khuda ki kasam, Umr saari nashe mein guzar jayegi.zaibi 03217566867
Mohabbat nahi, Woh Mohabbat hi kya jisme Yaadein nahi, Woh Yaadein kya jisme Tum nahi, Aur woh Tum hi kya jiske saath Hum nahi.zaibi 03217566867
Zindagi Taj Mahal ho jaye, Chandani khil ke kamal ho jaye, Tum jo ban jaao dost mere, Dil ki dhadkan bhi ek Ghazal ho jaye.zaibi 03217566867
raat na hoti, To khwab mein unse mulaqat na hoti, Wo wada to kar gaye ki ayenge khwab mein, Mare khushi ke neend na aye to kya karen.zaibi 03217566867
magar, Dil se dil ka raabta apni jagah, Dil ko hai tujh se na milne ka yakeen, Tujh se milne ki dua apni jagah.zaibi 03217566867
rahiye, Dil mile na mile haath badate rahiye, Taj na banaiye costly padega, Har taraf Mumtaj banate rahiye.zaibi 03217566867
yaad ayi, Jab jhoom ke barsa sawan teri yaad ayi, Jab-jab mein bhiga teri yaad ayi, Ab raha nahin jata, Chatri Lauta de Bhai.zaibi 03217566867
Kya lekar aaya tha? Kya lekar jayega? Mujhe SMS na karke zaalim, Tu kitna chillar bachayega?zaibi 03217566867
wale kya jane, Pyar ke rivazon ko zamana kya jane, Hoti hai kitni takleef ladki patane mein, Ye ghar pe baitha ladki ka baap kya jaane.zaibi 03217566867
Bazu-o-mein dum rakhta hun, Dil mein gum rakhta hun, Pata tha SMS ayega tera, Isliye DISPRIN sang rakhta hun.zaibi 03217566867
pyaar, phir ekrar, phir intezar, phir takrar, phir darar, sari mehnat bekar, aur aakhir mein ek aur devdas at beer bar.zaibi 03217566867
aisa kalyug aayega, Ek dost ek taraf se SMS karega, doosra apna paisa bachayegazaibi 03217566867
Aapki muskan hamari kamjori hai, Keh na pana hamari majburi hai, Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai?zaibi 03217566867
tumhara ho, Aankhein bandh ho to sapna tumhara ho, Mujhe maut ka dar na hoga, Agar kafan ki jagah dupatta tumhara ho.zaibi 03217566867
gazal kaun kehta, apke chehre ko gulab kaun kehta, Ye to karishma hai hum pyar karne walon ka warna pattharon ko Taj Mahal kaun kehta zaibi 03217566867 Hume Hasne-Hasane ki aadat hai, Nazron se Nazar Milane ki aadat hai, Par hamari to nazar unse hai ja mili, Jinhe nazar Zhukake Sharmane ki Aadat hai.zaibi 03217566867
rehte ho, Aankho se dur magar dil ke paas rehte ho, Mujhe bas itna bata do kya tum bhi mere bina udaas rehte ho??zaibi 03217566867
aur chal, Is chaman mein ab apna guzaara nahin, Baat hoti gulon tak to seh lete hum, Ab to kaanton pe bhi haq hamara nahin.zaibi 03217566867
leta hai, Koi ankhon mein mulakat kar leta hai, Bada mushkil hota hai jawab dena, Jab koi khamosh rehkar sawaal kar leta hai zaibi 03217566867
paigam aa jaye, Zindagi ki akhari sham aa jaye, Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab, Hamari zindagi apke kam aa jaye.zaibi 03217566867
sunayega, Tumko bhi koi shaks yaad ayega, Tab bhool jayenge zindgi ke gam ko, Jab apke sath guzara samay yaad ayega.zaibi 03217566867
pooch baithe, humey roz -roz kyon bulate ho, Humne kaha hum yaad to unhe karte hain tum kyon chale aate ho.zaibi 03217566867
jayeng, Najar ko badlo, nazare badal jayenge, Kashtiya badalne ki jarurat nahi, Dishaon ko badlo, KINARE badal jayengezaibi 03217566867
ke liye, Nafrat bhi karte hain to pyar ke liye, Ulti chaal chalte hain yeh ishq karne wale, Ankhein band karte hain didar ke liye.zaibi 03217566867
parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai, Aap karib ho to apnapan hai, Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai.zaibi 03217566867
rahe, Unki raahon me palkein bichate rahe, Unhone kabhi palat ke bhi na dekha, Hum ankh jhapkane se bhi katrate rahe.zaibi 03217566867
Jinke sapno me jaan hoti hai, Pankh se kuchh nahi hota, Hauslon se udaan hoti hai.zaibi 03217566867
nibhayenge, Tum roz khafa hona hum roz manayenge, Par maan jana manane se, Warna yeh bheegi palkein le ke kaha jayenge.zaibi 03217566867
ne mujhe, Dil se main naraaz tha, Phir socha ki dil se tumhe nikal dun, Magar woh kambakth dil bhi tumhare paas tha.....zaibi 03217566867
Kismat pur aitbar kisko hai, Mil jaye khushi inkaar kisko hai, Kuch mazboorian hain mere dost, Warna judai se pyaar kisko hai.zaibi 03217566867
nafraton se jiya nahi karte, lagta hai dusamanon se guzarish karni padegi, dost to aab yaad kiya nahi karte zaibi 03217566867
rehmaton ka, Hamne khud ko khushnaseeb paya, Tamanna thi ek pyare se dost ki, Khuda khud dost bankar chala aaya.zaibi 03217566867