Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

kabhi qarreb ho tu kahain

tumhain k mairi chashm-e-tur main dekh kr en ansoon k hajoom main, kabhi apna aap khooj le kabhi qareeb ho tu kahain tumhain.. en lumhon ko yaad kr en juzbon ko hiyat day kabhi qareeb ho tu kahain tumhain ye jo rutjaga hai basa howa mairi ankh main, ye jo zindagi hai ruki hoi mairi sans main, kabhi qareeb ho tu kahain tumhian... mairay rutjagon ka hisaab day, mairi beaab zindgi ko chanab day jis main door tuk sehar na ho koi raat aisi nawaz day.sonia, 03338007007

Chahne se koi Chiz apni

nahi hoti... Har muskan Khushi nahi hoti... kahena to chahte hai bahot kuch, magar,kabhi alfaz to kabhi zuban sath nahi hoti..........Bhushan

Bimaar tha Doctor ne Jawaab

de diya Phir tantrik k yaha gaya Usne kaha Kisi hasina ko sms karo thik hojaoge Is liye tumhe sms bheja Maa kasam bheja khulgaya raunako2

pal ne kaha ek pal

se,pal bhar ke liye tum mere paas aa jao,pal bhar tumhara saath kuch aisa ho ki,har pal bas tum hi yaad aao. vaqhar

Teri aankhon se kaash koi

ishara to hota, kuch meri jaan sahara to hota. Tod dete hum har ek rasm jamane ki, tune ek baar mohabbat se pukara to hota..Kumar Aman

DREAM GRIL KHAWAB HI KHAB MEIN

DREAM GRIL KHAWAB HI KHAB MEIN EKKHWAB DEKHA USKHAWAB MEIN EKHOORKODEKHA WOHHOORBHTPYARI THI AURWOH KOI NAHIN WOH TUM THI BCZI LOVENA ISLIYE UR MYDREAM GRL 4ALL FROM AMRA SHAHZAD

ankhon main raha dil main

utar k nain dekha kashti k musafir nay samundar nain dekha pathar mujhay kehta hay mera chahnay wala main mom hun us nay mujhay chu kar nain dekha rashiya

Nigahain app ki pehchan hain

humari, Muskrahat app ki shan hai humari, Rakhna hifazat sey apnay app ko , Kyo kay zinagi app ki jaan hai humari Manoo 03455885154

Har aahat humara ehsas dilaye

gi, Har hawa kissa sunaye gi, Itni yadein bhar dein gey app ki zindagi main, Na chahtay howay bhi app ko humari yaad ayey gi, Manoo 03455885154

rasto main na batho hawa

tang kare ge / bechray howay logon ke sada sada tang kare ge/ kisse ko etna b na chaho agaz-e-muhabbat mai/ bechray ga ro ek ek ada tang kare ge Shaiz Ali {0334 4499345}

Sachi hai dosti aajmake dekh

lo, karke yakin mujh pe mere paas aake dekh lo. badalta nahi kabhi sona apna rang, chahe jitni baar marji aag me jalaake dekh lo.: DEVASHISH DIVAKAR

Din raat tumhe yaad karte

hain yai jaan hum tumpe kurban karte hain milnay ki toh bohot chahat hotie hai per milnay kai baad judai sai dharte hain Titli to Musafir

Phoolon ki mahek churaye to

kaise??? Suraj ki kirne chhipaye to kaise??? Aap aur hum me ho kitne bhi faasle, Hum aap jaise dost ko bhulaye kaise??????SMH_514

mehfil m n sahi tanhai

m to yad karo gay,khabi to khuda s faryad karo gy,na mila h na mily ga mary jaisa dost koi,khabi to is bat pe naz karo gy. pari

Badalna aata nahi hum ko

mausamoo ki tarha, Her ek roop main tera intezaar karta hoon, Na tum samait sakogi jisse qayamat tak, Qasam tumhari tumhain itna Pyaar karta hoon From me to Ati

main mang loon rab se

tera her dukh de tujh ko mera her sukh dil ki bechaini kea bataoo dhondta hai tumhaye her rukh Zia RYK03044460401

hum dosti k farz yuhi

nabahtay rahan gay... waqat be waqat aap ko satatay rahan gay... dua karo umer lambi ho humari......... warna yaad bankar sari umer rulatay rahan gay... God bless u. hum

Her pal teri sochoo main

gum rehta hon. din ho ya raat ho bass tujhay yaad kerta hon. tu kea janey meri iss bebasi ka alam tere bina mar mar ker jeeta hoon. i love you Zia RYK03044460401

Ap Pas Hon Ya Door Hum

Ap Pas Hon Ya Door Hum Ap k Dil Mayn Apni Yad Jaga Sakty Hayn Na Telefone Ki Zarorat Na Sms Ki Fikar Bus Ek Hichki Say Ap k Dil Ko Hila Sakty Hayn saimamughal 0300-7427108

WOH JO SATH NAA HOTAY

WOH JO SATH NAA HOTAY B SATH HAI WOH JISS NAAY MUJAY JEENA SEHKAYA WOH JISS NAAY EHSAS DELAYA MEIN HASEEN HOON WOH JO SAMJHTA HAI MERI KHAMOSH ZUBAN WOH JO HER PAL CHATA HAI MERI PAL PAL KI KUSHI WOH KOUN HAI MERA???????????dream gal

HASNA HAMARA KISI KO GAWARA

NAHEE HOTA HER MUSAFIR ZINDAGE KAA SAHARANAHEE HOTA MILTAY HAI BHUAT SAAY LOG ISS TANHA ZINDAGI MEIN LEKIN HER DOST AAP SAA PYARA NAHEE HOTA...dream gal

DIL HE DIL MEIN HUM

UNSAY PYAR KERTAY HAI CHUP CHAP UNKI MUHABHAT KAA INTIZAR KERTAY HAI JIN RAHON PER UNKA CHALNA MUMKIN NHAEE UN RAHON PER HUM UNKA INTIZAR KERTAY HAI dream gal

Dil kabhi na lagana humesha

dard hipaoge! Biti baate yaad karke rote hijaoge. Karne hi hai to gaheri karo DOSTI! Humesha ummid se dugna hi paoge!!!Vishwanath 9890058090

Tum na jao kahi, Bas raho

Tum na jao kahi, Bas raho mere pass, Na rahe koi dori, Chahe khatam ho jae ye saans Ali 03334499702

aik lamahey m,ain us nay

mere zindagi swar de aik lamahey main us nay meri zindagi ujar de kasoor un ka nahi hamara tha jo youn 2 lamahay main apne zindagi guzar de hussain(03335024205)

ye dua hai koi gila

nahi mari zindagi mare hamnasheen ye wo gull hai jo abhi khila nahi ...kabhi ma sochta hun khuda kare tumhay wo sab sukh milay jo mujhe abhi tak mila nahi03335052947

Is dil ka kaha mano

ik kaam ker do, Ik benam c muhabbat meray naam ker do, meri zindagi pe faqt itna ehsaan ker do, ik roz mujhay milo aor sara jeevan meray naam ker do. Maahi

tute dil ka haal ye

duniya kya jaane? ye dil k rewazoh ko ye duniya kya jaane? kitni taklif hoti hai neeche kabar mein, ye ooper se phool rakhne wala kya jaane... rajloves_komal

waqt har dard ki dawa

banjati hai, kabhi paas toh kabhi duur lejati hai taklif hoti nahi is dard se....kyuki dard khud dawa ban jati hai...........rajloves_komal

Chand ki Roshni mai sara

Jahan sota hai, Kisi ki yaar mai koi Badnaseeb rota hia, Khuda kisi ko kisi par Fida na Karay, Aur Karay tu Qiyamat tak juda na karay. Kami 0300-8889425

khusheya tere Qadam chomay ghumo

se tera nata chotay tu jo managay woh tujhaye milay main teri kismat main nahi tu kea ho jo hoo woh tumhaye palko pe betha ke pyar kare Zia RYK 03044460401

qalam uthaoon musalsal rawaan dawaan

likh doon,koi parhay na parhay kahaniean likh doon,jahaan tak aain tasawur maen wadiaan likh doon,phir unn pay naam tayra yahan wahan likh doon.dr,phool.03007730079.

Khanjar sy karo baat na

talwar sy poocho, Main qatal howa kesy mery yaar sy poocho, Kuch bhool howi hy to khata bhi koi ho gi, Sab kuch main bata doon ga mery yaar sy poocho, Aaankhoon ny to chup rah ky bi roodadh suna di, Jo khul na sky yah lab-e-izhar sy poocho,Zafar KK 0333-2209942

Lota k rah-e-Muhabat main har

khushi main ny, Leya hy gaam ka sahara abhi abhi main ny, Na paa sakain gi nighaain meri fareeb-e-satoon, Kah dharknoon hi main paie hy zindagi main ny,Zafar KK 0333-2209942

Aasman ko neend aaye to

sulain kahan? Zameen ko mout aaye to dafnain kahn? Sagar main lahar aaye to chupain kahan? our hamain aap ki yaad aaye to jain kahan?Zafar KK 0333-2209942

Ay KHUDA aaj yah faislah

kardy, usy mera ya mujhy us ka kardy, buhat dukh sahy hain main ny zindagi main, koi khushi to ab mery muqadar kar dy, nahi naseeb main mera us ka milna, to khatam kar yah zindagi our mujhy fana kar dy. Zafar KK 0333-2209942

Deewane hai tere naam ke

is baat se inkar nahi, Kaise kahe ki Hume aapse pyar nahi, Kuch to kasoor hai aapki adao ka, Hum akele to gunhegar nahi...A.Rehman..0321-2075592

Khamosh se tum rehne lage

ho, Intezaar kisika karne lage ho, Yakinan kisise hui hai mohabbat, Bina baat ke hi muskurane lage ho... A.Rehman..0321-2075592

Jaan se bhi badkar chaha

ussay ma ne, wo mujay u hee churde gha ye kabi socha bhi nahi tha, zindaghee ma kabi aisey log milenghay ye socha bhi nahi tha, Suna tha mausam badle jatay saal ma char bar,Lekin log badl jatay hai mausam ki tharha magar hey socha bhi nahi tha...... 03337812819 Majna

pool ki shuruvat kali se

hoti hai, zaindagi ki shuruvat pyar se hoti hai, pyar ki shuruvat apno se hoti hai aur apno ki shuruvat aapse hoti hai.!!!! Shahzad,jppw

Apney khyalon per kesey karey

yakin ! Apney hoton se kuch kaho to janey ! Yun chup rah kar kab tak milega tumhey sukoon ! pas aakar mohabbat ka ezhar karo to janey !! A.B.

baat karna na koi dil

ko dukhanae wali tot jai na kasam sath nibhanae wali zindagi tujh sae bicher kar bhi guzar jai gi baat mushkil hai magar tujh ko bholanae wali....03338233610 lover

ZINDAGI ME BAHUT GAM MILANGA,

SACH MANO, SACHA DOST BAHUT KAM MILANGA***** JIS MORE PE SAB SAATH CHOD JAYANGA SAATH TUMAHARA**** ARSHAYA***** USI MODH PARA HUM TUMAHARA SAATAH DANGE*******T0***** ARSHAYA prasun kumar

yee meri aanssun hii hain

joo bujaten hain mere dill kii pias, too hote hoo kon tum joo rehte hoo mere dill kee pass salman AS night boy

nazuk se lub kuch kehte

hon ge,,,tere aansu bhi behte hon ge,,, sada tujhe milti rahein aisi khushiaan,,,ye khushi k aansu bhi kehte hon ge maery

chamun, gulzar, baghat bhi koi

sajata he in me kalion aur phoolon ki mehfil khuda lagata he in kalion aur phoolon se barh kar tum sahi bhala itna chahnay wale ko bhi koi tarpata he maery

dil ko me ne dhoiya

tha ,jab jab me roiya tha. phirta raha umer bhar singhar adhoora paiya tha. tu na mil saka nahi tha tu maira naseeb qismut ki bundish thi mairi na mil saka maira raqeeb maery

Bhoolneki tujhe najane hum kitne

vade karte hain, Kaise bhoolu tujhe,yeh sochker tume yaad kartehain, Jab bhi hota hai zikr zamane mein pyar aur wafaa ki, To tumhe bewafa ke bahane yaad karte hain " Osman (0301-4876609 / 0345-4566641)

Aapki muskan hamari kamjori hai,

Keh na pana hamari majburi hai, Aap kyon nahin samajhte is khamoshi ko, Kya khamoshi ko zuban dena jaruri hai? "Osman (0301-4876609 / 0345-4566641)

Zuban hi sirf ek zaria

nahi, Jo aap shabdon ko samajh paayenge. Kabhi aankhon mein jhaank kar dekhiye, Hazaro alfaz khud b khud bikhar jayenge."Osman (0301-4876609 / 0345-4566641)

me bhi rota raha wo

bhi rulata raha teer dil pe musalsul chalata raha un k aangun me mein yun pighalta raha deep khon-e-jigar se jalata raha khud sisukta raha dhoop me umer bhar kone kone pe poday lagata raha dil ki takhti is tarhan ghisti gae nam taira me likhta mitata raha aik aansu ki shidut se wo jul gaiya jo sumandur se nazrien milata raha aaj hunsta raha mairi maiyat pe wo muskarana jise me sikhata raha gurbut mairi kuch ziada na thi piyas peeta raha bhook khata raha maery

"Dil ko adat si ho

gai he chot khane ki, bhigi palko ke sang muskrane ki, kash anjam hum pehle se jaan jate, to kosish bhi nahi karte dil lagane ki. " : Osman (0301-4876609 / 0345-4566641)

Khamosh raat ke pehalu me

sitare nahi hote, in rukhi aankho me rangin nazare na hote... Ham bhi na karte parwah agar aap itne pyare na hote.."Osman (0301-4876609 / 0345-4566641)

Khud ko khud ki khabar

na lage, koi achha b is kadar na lage,a ap ko dekha hai bas us nazar se, jis nazar se aap ko nazar na lage... "Osman (0301-4876609 / 0345-4566641)

"Khubsurat hai zindagi khwaab ki

tarah, jaane kab tut jaye kanch ki tarah , kisi mod pe mulakat ho gai hamari to ankhen mat modna anjano ki tarah"Osman (0301-4876609 / 0345-4566641

Jubkhamosh aankho se bat hoti

hai aise hi mohabbat ki suruwat hoti hai tumhare hi khayalo mein khoye rehte hain pata nahi kab din kab raat hoti hai"Osman (0301-4876609 / 0345-4566641)

Phool khilte rahein zindgi ki

raah mein hassi chamakti rahe aapki nigaah mein kadam kadam par mile khushi ki bhaar aapko dil deta hai yehi dua baar-baar aapko" Osman (0301-4876609 / 0345-4566641)

Badi asaani se dil lgaaye

jaate hain par badi mushkil se waade nibhaye jaate hain le jaati hai mohabbat un raaho par jaha diye nahi dil jalaaye jaate hain " Osman (0301-4876609 / 0345-4566641)

khiyal-e-yaran me kho gaiya hon hawa

khiyal-e-yaran me kho gaiya hon hawa k kandhon pe so gaiya hon wo kush he agar hum se juda reh kar aesi khushion ka aadi bhi me ho gaiya honmaery

jise kabhi zawal na ho

teri duniya me wo sabza rahe khuda kare taira dil na tootay maira dil toor k jane walay kabhi gham na ho zindgi me teri zindgi khush bash rahe kabhi tu asshkon ki nazar na ho mujhe akaila chor k jane walay tanhai ki yahan koi majal na ho tujhe mairi duaein milti rahein teri roh ko taskeen mile meri roh ko jhanjhor k jane walay teri aankh kabhi num na ho teri gal per zulf bichi rahe tere lub yunhi khilay rahein meri laboon ki muskan lay jane walay teri umer daraz ho teri zindgi me khushiyan hi rahein meri zindgi ki sansien lay ja mujhe maut k munh chor jane walay maery

nazuk si ada ho ya

teekhi dhar ho? sath safar me ho kisi ka pyar ho kisi ki haqeequt ho tum to kabhi khiyal ho zindgi ki tamunna ho aur roh ka maan ho kisi ki aadat ho tum to kabhi wabal ho yadoon me aate ho to sansien chalate ho dharkan ko rokte ho tum phir rok k chalate ho agar ho ejazut tairi phir kabhi na zawaal ho filhal to tum aik sawal ho? yehi he tumhara jamal,Bus kamal ho!!! maery

Tanhai Ko Humdam Ki Zaroorat

Hai Har Zakhm Ko Marham Ki Zaroorat Hai Muddat Say Bechain Hai Ji Apna Shayad Ek Naye Gham Ki Zaroorat Hai 0321-8917501 MAJID KHAN

Woh Bewafa Nikli Tu Kia

Hua Kuch Dino Ka Tu Saath Neebhaya Tha Tarpta Hua Choor Gaye Tu Kia Gilla Tarapna Bhi Tu Ussi Nay Seekhaya Tha 0321-8917501 MAJID KHAN

Tarasta Hai Dil Teri Awaaz

K Liey Terey Mohabbat Bharay Chand Alfaaz K Liey Kar DoHumain Fanna Apni Is Adda Say Taraptay Hain Hum Teri Is Saza K Liey 0321-8917501 MAJID KHAN

Suraj Woh Jo Din Bhar

Aasmaan Ka Sath Day Chaand Woh Jo Raat Bhar Taroon Ka Sath Day Pyaar Woh Jo Zindagi Bhar Ka Sath Day Aur Dosti Woh Jo Har Khushi Aur Gham Main Sath Day 0321-8917501 MAJID KHAN

Hum Jaisey Dost Hotay Nahin

Sabhi K Liey Yeh Tohfa Hai Kisi Kisi K Liey Kion Jala Rakhi Hai Shamma Bhuja Di Jiey Kia Hum Kam Hain Roshni K Liey 0321-8917501 MAJID KHAN

Manzil na de charaag na

de hosala to de Tinkey ka hi sahi tu magar aasara to de Main ne ye kab kaha k mere haq main ho javaab Lekin Khaamosh kiun hai tu koi faisala to de Barson main tere naam pe khata raha fareb Mere KHUDA kahan hai tu apna pata to de Beshaq mere nasib pe rakh apana ikhtiyaar Lekin mere nasib main kya hai bata to de0321-8917501 MAJID KHAN

yeh dekha hai humne azmakar, dhokha

yeh dekha hai humne azmakar, dhokha dete hain log aksar kareeb aakar! kehti hai duniya par yeh dil nahi manta, ki chhod jaenge woh bhi ek din apna banakar !!....pompy

Muskurana hum unki ada jante

hai, Rooth jana hum unki ada janate hai.. Gum dilana hum unki ada janane hai... Dikhakar khwab, chhod jana hum unki ada janne hai... Kareeb wo aakar door chale jaate hai... Aur bewfai ki tohmat hum par lagate hai.....pompy

Suraj ko roshni ka thoufa

kiya behjoo..... Phooloon ko khusboo ka tufha kiya behjoo... deiny ko tu mei app ko chand dei behjoo... per chand ko chand ka thofa kiya beijooo...zahra

Jiski Talash hai Usko pata

bhi nahi, Hamari Chahat ko Usne samja hi nahi, Hum puchhte rahe ki Kya Tumhe Humse Pyaar hai, Aur Woh kehte rahe ki Unhe pata hi nahi.Jiski Talash hai Usko pata bhi nahi, Hamari Chahat ko Usne samja hi nahi, Hum puchhte rahe ki Kya Tumhe Humse Pyaar hai, Aur Woh kehte rahe ki Unhe pata hi nahi. sunny

NAZAR MAIN ZULMAT ,BADAN MAIN

THANDAK JAMAL KITNA AJEEB SA THA MAIN TERI CHAHAT MAIN GHAR SE NIKLA TO HAL KITNA AJEEB SA THA NA MAINE USKO KHATOOT LIKHAY NA USNE MERI PANAHA CHAHI KHUD APNI APNI JAGA PAY HUM KO MALAL KITNA AJEEB SA THA Fahad

DIL DHARAKNE KA SABAB YAAD

AYA WOH TERI YAAD THI AB YAAD AYA HALAY DIL HUM BHI SUNATAY LAIKIN JAB WOH RUKHSAT HUWA TAB YAAD AYA BETH KAR SAYAE GUL MAIN NASIR HUM BUHAT ROYE WOB YAAD AYAFahad

YUM TORTI REHTI HAIN BARABAR

TERI YAADAIN AINA MERA DIL HAI TO PATHAR TERI YAADAIN BAHAR SE TO LAGTA HAI KAY CHAHTNAAR HON LAIKIN DEEMAK SI LAGI REHTI HAIN ANDAR TERI YAADAIN AORON PE TERA HATH TERI CHAH AON HAIN LAIKIN SORAJ KI TERA HAIN MERE SAR PAR TERI YAADAIN KAT KAT KAY BUHAT DOR HUI JATI HON TUJH SE SAHIL HAI MERI ROOH SAMANDAR TERI YAADAIN Fahad

JALAYE RAKHON GI SUBAH TAK

MAIN TUMHARE RASTON MAIN APNI ANKHAIN MAGAR KAHIN ZABT TOOT JAYE TO BARISHAIN BHI SHUMAR KARNA Fahad

ABHI TO DAMAN CHURA RAHAY

HO BIGAR KAY QABIL SE JARAHE HO MAGAR KABHI DIL KI DHARKANO MAIN SHAREEK PAYA TO KIA KARO GAY..?Fahad

USKI YAADON MAIN USKI BAATON

MAIN KAHIN MERA AKS BHI TO JHILMILATA HOGA LAKH MASROOF REHTA HOGA APNE KAMON MAIN WOH EID KA DIN TO ZAROOR MANATA HOGA Fahad

UMR HUI DIN TAMAM KARTAY

HUWE BARAS GUZARTAY GAYE SUBUHO SHAM KARTAY HUWE HUWA MUJHE BHI THA MAJBOORIYUN KA ANDAZA WOH DAR RAHA THA JAB MUJH KO SALAM KARTAY HUWE Fahad

RANG HAI PHOOL HAI KHUSHBOO

HAI SABA HAI KOI MOUSAMAY GULL KI TARHAN HUM SE MILA HAI KOI AIK RISHTA JO LAFZON MAIN BAYAN HO NA SAKAY HUM KON HAI USKAY AKHIR HAMARA KIA HAI KOI Fahad

aankhon sey dur ho,dil k

kareeb ho agar ab na bulaya vapas mujh ko apnay pass,to samjhun ga baray hi gareeb ho.Bajwa(0333-8181001)

kash ek shaks meri taqdeer

ho jay, main uska aena wo meri tasveer ho jay, zameen asman se cut jay mera nata, uski yad ka her lamha meri jageer ho jay. saji...

har samunder k kinare hote

hain, kuchh apni jaan se bhi jyaada pyare hote hain. fir kyun kahate hain sab ki akele rah jayenge zindgi me yaadon k bhi sahare hote hain.saurabh 09826745828

hamen ek aisa saathi chahiye,

jo hamen apna maan sake hamare har dukh-dard ko jo baat sake, jab ham chal bhi rahe ho tez baarish main, to wo hamare bahte hue aansu ko wo pahchan sake mayank