dhalta saya doubta souraj aur
ye khamosh saman, kitna udaas din thah teri yadon ka ai dost....0300-5660269 sahl
If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
ye khamosh saman, kitna udaas din thah teri yadon ka ai dost....0300-5660269 sahl
ayein hain teri aankhain ham pe ai doost ye sa aat tu hamaisha gozri 0300-5660269 sahl
liye Sahara ho, Zaruri to nahi hum jinke hai who humara ho, Kuch kashtiya doob bhi jaya karti hai, Zaruri to nahi har kashti ka kinara ho.. Osman (+923014876609)
Zindagi mohtaz nahi manzilo ki, Waqt har manzil dikha deta hai. Marta nahi koi kisi se juda hoke, Waqt sabko jina sikha deta hai.Osman (+923014876609)
is baat se inkar nahi, Kaise kahe ki Hume aapse pyar nahi, Kuch to kasoor hai aapki adao ka, Hum akele to gunhegar nahi... Osman (+923014876609)
ho, Intezaar kisika karne lage ho, Yakinan kisise hui hai mohabbat, Bina baat ke hi muskurane lage ho...Osman (+923014876609)
dete, Uski ek Ada pe Kai gazal bana dete, Kambhakt marti nahi mujh par ladkiyaan, Warna LAHORE may bhi TAJMAHAL bana dete..Osman (+923014876609)
Sataayoge humko rulaayoge humko, magar kis tarah bhula payoge humko, Khuda jaane kya haal hoga tumahra, Jab gairo ki baaho mein paayoge humko 03218491222 kina
DekHNay KI, MAgEr PasS NaHi AaNa ChAhTa, TaMaNnA NaHi tuMHain PANAy ki, MAgeR KhoNA BhI NAHi CHAhTa.... vjay9948711515
tanhai mai aye.Vo yad hi kya jo tanhai mai aye. Yad to wo hai, jo mahefil me aye or tanha kar jaye... Beniee
bighoey hinahi.wo sochtay hain k ham roey hi nahi.wo pochtay hain khwab me kise dekhty ho.ham hain k aik mudat sy soy hi nahi.farman.0334-4153527
Shayad, Tumhare Haath Ki Lakiron Mein Hamari Kismat Ka Bhi Diya Hota. Meri Khamosh Mohabbat Ka Itna To Sila Diya Hota,Osman (+923454566641)
Meri Khamosh Mohabbat Ka, Itna To Sila Diya Hota, Kabhi Ek Nazar Chahat Se, Dekh Hee Liya Hota.Osman (+923454566641)
nibhati rehna, Jub bhi Barish ho mera sog manati rehna, Ek Muddat se aadat hoi hai ab to , Ap hi aansoo bahana Ap hi muskurate rehna.Osman (+923454566641)
Tere Hoonto pe kaanpti surkhi, Tere Ankhon main boolta kajal, Tere saanso ki narm narm Sadda, Raat khaamosh Aur main Tanha. Kiss qadar door hon zamany se, Tere yaadon ke is sannaty main, Mere wehshat ke pass Husssan Tera, Raat khaamosh Aur main Tanha. Osman (+923454566641)
bataye aise toh halat nahin , buss thode se khafa hai tumse aur koi baat nahin. anshu
nahi karoongil Naam bhool jaoge tho gila nahi karoongi! Ae mere dost, dosti ki kasam: Dosti bhool jaoge tho maaf nahi karoongi!sayalisalih +919895137022
Humne pyar kiya bade josh ke saath Humne pyar kiya bade jor ke saath Par ab pyar karenge badi sach ke saath! kyon ki kal unhe dekha kisi aur ke saath!sayalisalih +919895137022
baad b...........dil mein rha wo chor ker jane ka baad be.........lgta hai kuch kha hi nahi hai uce...........dil ka tmam hal sunane ka baad be mohsin
bina, gulshan adhura hai bahaaro ke bina, samundar adhura hau kinaro ke bina, jeena adhura hai tum jaise yaaro ke bina!!! Waseem0301 4677031........0345 4701017
THA... K "ZINDA RAHE TO PHIRMILENGE" LEKIN AAP SE MILNE KE BAAD DIL NE MEHSOOS KIA......... K "MILTE RAHE TO ZINDA REHENGE"...... 0301 4677031........0345 4701017Waseem
judiayai main. itnay cumzoor ho gaya teri judiayai main. kay saalaa machar hi uta lay gaya charpiee say zeerox
YAD AAONGA Har uss lamhy main yad aaonga. jab tum tanhai main roya kroge. jagte jagte thak k soya kroge. ankh k band hoty he yad aaonga. jab kse chahany wale taref. daikhoge to yad aaonga. kse mohabat krny wale ke taref daikhoge. too yad aaonga. sansain jab tak chalyge tumhare tab tak bhe? YAD AAONGA.Rehan khan(0345-5921816)
KAM NA HO KHAILAT ASAY HOON K KOI GHAM NA HOO DIL K KISEY KONAY MAI ITNAI JAGA RAKHNA K KHALI KHALI SA LAGAY JAB HUM NA HOON sonia03338007007
jal mere majar se ;;;; hum to phele hi jal rahe hain kisi be wafa k pyar se''''sahil03214610091
say mujh ko cooh ly tu har zakham bhar jay ga zara iltja son k dewane dil ki mujhy apny dil say laga.... miss u adi 03216260163
kay leye aik dabye, shaadi kay leye do,talaka kay leye teen aur bewi say nijat kay leye apna gala dabye FUNTER
Raaz-e-Ulfat chopa kar dakh lia, Dil ko buhat jala kar dakh lia, Aur kia dekhny ko baqi hai? Ap se dill laga kedakh lia, Wo meri ho ke bhe meri na hoi, Un ko apna bana ke dakh lia, Aaj un kinazar main hum ne, Sab ki nazar bacha ke dakh lia.Osman (0301-4876609 / 0345-4566641)
hoti.,to kabhi kisiki YAAD aayi na hoti,saath hi guzarta har LAMHA to,shayad rishton main yeh GEHRAI aayi na hoti dog
kam na ho,khayalat aise ho k kabhi gum na ho,dil k kone me itni si jagah rakhna,ki khali khali sa lage jab hum na ho.dog