Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

fursat ka aik lamha jab

tumhay milay tu sochna iss kheyal se hamey. koi tumhaye chahta hai dewangi say.uss ki sochoo main ho tum hamesha say.meri zendagi meri rooh Zia RYK 03044460401

lafz aap do geet hum

banayenge raasta aap do manzil hum paayenge khushi aap do hansi hum banayenge aap sirf dosti karo aur dosti hum nibhyenge AS

BISTER KI SILWATOON SAY YEAH

MASOOS HO RAHA HAY,TODA THA DUM KISI NAY KARWAAT BADAL BADAL KAY,,,,,,,TO MY SWEET SWEET ....IFTI 0302-2776711

Aey Dost:-- " Zindagi mein

pyar tu bahut baar ho jaata hein par Mohabbat sirf ek baar hooti hein. Kyon tum Mohabbat ko Dosti ka naam dekar mohaabbat aur dosti doono ko badnaam kar rahe ho" " Vo jaanti hai ki tum jaante ho ki vo tumse pyar karti hai to phir kyon Itrate ho, kahe us kali ko aise tarpaate ho" HaRdY bOy 03214581372

Larki: Lagta hai meri aankh

mein kuch gir gaya, dekho to..... Larka: Darling, ek tinka dikh to raha hai... kyon na usey wahin rahne diya jaye... main doobonga to sahara dega...... HaRdY bOy 03214581372

Apni surat ka kabhi to

dedar de Tarap raha hoon ab aur na intezar de Apni awaz nahe suna sakti to kia hoa Kam sy kam aik miscall he mar de. HaRdY bOy 03214581372

jazz menu may kusamdeed, mangani

kay leye aik dabye, shaadi kay leye do,talaka kay leye teen aur bewi say nijat kay leye apna gala dabyeHaRdY bOy 03214581372

Matti ke hai murat teri, masoomeat

Matti ke hai murat teri, masoomeat fitrat teri, main aashna hon bas tera, shanasai bas ker de meri, morat ki hain muskrahatien , ravaeey ko na tu badal sanam, aurat hai tu pedaeshi, mohabbat ki tu payamber sanam, HaRdY bOy 03214581372

Barson ki wafa ka hum

ne inaam paya Dagha kia us ne ilzaam humare naam aaya Suna hey sharab har gham bhula deti hey lekun Woh mujhey aur yaad aaey jab samne jaam aaya. Osman +923014876609

Tumhare dil mein hey kiya

janta hoon mein Khud apne dil ko bhi issi raha pata hoon mein Tum se chupane ki bhi qudrat nahein mujh mein Aur tum se kuch keh bhi nahien pata hoon mein.Osman +923014876609

Choo loon tu kitni nazak

lagti hey Jesse mun mein koi kali khilti hey Kaash koi essi bhool ho jaey Kalli khille khill ke phool ho jaaey.Osman +923014876609

Gale se apne jab bhitumhein

lagaata hoon Jaane mein kin vadiuon mein kho jaata hoon Piyar ki raha mein mit ke ammar ho jaaon mein Apne piyar se tum mujhey essi koi shanakhat de do.Osman +923014876609

Aik pal nah aik raat

sari umar tere naam karta hoon Hussan ki devi ho tum hussan ko salam karta hoon.Osman +923014876609

CHANDNI RAAT HO TUM MERE SATH

CHANDNI RAAT HO TUM MERE SATH HO ANKHON MEIN ANKHEIN HATHON MEIN HAATH HO CHAHOON MEIN TUJHEY HAR DAM TERE DIL MEIN MERI CHAHAT HO MEREI KHUSHI MEIN TUM KHUSH HO TUMHARI KHUSHI MERI RAAHT HO GILLE HOON SHIKWAY HOON PIYAR BHARI ESSI KOIBAAT HO MEIN AUR TUM MIL BETHEIN ESSI KOI TU AKHER RAAT HOOsman +923014876609

Dil ka dar ab tak

khula rakha hey Hum ne yun aas ka diya jala rakha hey Maal asbab dost ehbab sabhi tu hein mere paas Phir bhi zindagi mein kiun ik khala sa hey . Har aahat per tez ho jati hein dil ki dharkanein Intezar shaed inko kissi na-ashna ka hey.Osman +923014876609

Tum meri hansi mein tum mere

Tum meri hansi mein tum mere qehqahon mein tum meri siskiun mein tum meri aahon mein kabhi mehko meri sanson mein kabhi behko tum meri bahaon mein kabhi is taraf se bhi gujar ke dekho khade hein kab se hum rahon mein. Osman +923014876609

koe musam ho hijr ka hum

koe musam ho hijr ka hum yaad rakhte hain teri baton se is dil ko hum aabad rakhte hain kabhe dil k sahefay par tujhe tasveer karte hain kabhe palkon ki chaoun main tujhe zanjeer karte hain kabhe kwabeda shamon main kabhe barish ki raton main koe mosam ko hijrowasal ka hum yaad rakhte hain teri baton se is dil ko buhut aabad rakhte hain Roooooooooooooooooooooooha 03452130160

Rehtey hain saath saath mai

aur meri tanhai Kartey hain raaz ki baat mai aur meri tanhai Din to guzar hi jata hai logon ki bheer mai Kartey hain basar raat main meri tanhai Saanson ka kya bharosa kab chor jain saath Laikin rahain gay saath main aur meri tanhai Aaye na tumhe yaad kabhi bhul kar bhi hum Kartey hain tumhe yaad main aur meri tanhai Aa ke paas kyon door ho gaye hum se Kartey hain teri talash main aur meri tanhai Tum ko rakhain gay saath zeenat bana kay ghar ki Reh jain phir na tanha main aur meri tanhai.Osman +923014876609

Kaho tum tu ooper ooper

se hi mil lete hein Dosti aur pyar ko thora aur barha lete hein Bas karo aik wahda Bass tum nah karo gey Pyar kia hai tu judai meri ka samna karo gey Osman +923014876609

Aisa tu nah kaho tum

meri jaan le lo Karo tum wahda aur merapegaam le lo Bas dekhein gey dikhaein gey Iss ke siwa kuch nah chahein gey\Osman +923014876609

Mujhey tum se piyar heyyeh

tum jaan lo Dikhaon kesse laaj hey lage aisa nah imtehan lo Mera bhi dil chatha hey didaaaaar ho jay Lekin aisy tum nah apne dil mein thaan lo Osman +923014876609

Chalo mein karta hoon yeh

pehl Ho jaey tere liye bhi yeh sehl Dekh lo Hamyn ab phir nah kehna Didaar mein tum peechey nah rehna Osman +923014876609

Tammana se nahi Larai se

darte hain, pyaar se nahi tabhai se darte hain, milne ki to bohat chahat hai, par milne ke baad tere bhai ke hatoon thukai se darte hain Shahroon

Kuch Toh Tanhai Kee Raaton

Mein Sahara Hota... Tum Na Hotay Na Zikar Tumhara Hota... Koi Humdard ZamanayMein Na Payaa Mein Nay... Dil Kee Hasrat He Rahi Koi Toh Humara Hota....imran (deewana)

Tamana phir machal jae agar tum

Tamana phir machal jae agar tum milnay aa jao Yeh mosam bhe badal jae agar tum milnay aa jao Mujhay gham hai k main nay zindge main kuch nahi paya Yeh gham dil sai nikal jae agar tum milnay aa jao Agar tumnahi milte tu sab hamdard hain merya Zamana mujh say Jal jae agar tum milnay aa jao Latif Syed

Yoon rah-e-wafa ki saleeb per Tere

Yoon rah-e-wafa ki saleeb per Tere 2 qadam uthane ka shukria Bara pur khatar tha yeh rasta Tere laut jane ka shukria Jo udas hain tere hijer main Jinhe bojh lagti hai zindge Sar-e-bazm yoon un ko dekh kar Tere muskarany ka Shukria Teri yaad kis kis bhais main Mere sher-o-nagma main dhal gae Ye kamal tha tere yad ka Mujhay yaad aney ka shukria Jo asool tha zamanay bhar ka woh asool tu ne nibha diya Yeh hi rasm thaher gae muhtabar Mujhay BHOOL janay ka ShukriaLatif Syed

Din ko Khyal-e-yar main rehna TARAY

Din ko Khyal-e-yar main rehna TARAY gin-na raton ko Dunia wale kia samjhein ge Dilwalon ki baton ko Jhute wadhe,jhuti qasmein Jhute sare qaul qrar In baton main kia rakha ha Rehnay do in batoon ko Zakhme mohabat zakhme judai Tum to de kar bhool gae Dil say laga kar ham ne rakha Teri in soghatain ko Sawan aya badal chaye Bulbul chehki phul khile Tum nahi jab barsaton main AAG lge barsaton koLatif Syed

Sulah k zamane main Mujh ko

Sulah k zamane main Mujh ko aisa lagta hai Wo agar kabi mujh se Yunhi ruth jaye to Sirf inta dukh ho ga Jitna ankh khulnae pr KHAWAB toot jane ka pr Ajab tamasha hai wo agar kabi mujh sai Yunhi ruth jati hai Qaeinat ki har shay Toot phoot jati hai Latif Syed

Melin ge ham ko b

apnay naseeb ki Khushyan baz entzar hai kab yeh kamal hona hai Hr ik shaks chly ga hamari rahon per MOHABATO main hamain wo mesal hona hai Latif Syed

tumse melain nan theh tu

koi aarzo na thi, deykhah tujhai tu tare talab gaar ho gaye.sahl