Wo na i un ki
yad aa kr wafa kr gai Unse milne ki tamana sukun tabah kr gaiAhat hui socha asar dua kr gaiDarwaza khola to dekha mazak hum se hawa kar gai. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
yad aa kr wafa kr gai Unse milne ki tamana sukun tabah kr gaiAhat hui socha asar dua kr gaiDarwaza khola to dekha mazak hum se hawa kar gai. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
zmana bhool gae,us k bad kisi ko apnana bhool gae,us se mohabat hai, btaya sare zmane ko,bas ye baat us ko btana bhool gae
raat cut jaey..,koi ghazal hi sunao k raat cut jaey..,ye door rehna tumhara to ik azaab sa ha..,hamaray pas to aao k raat cut jaey. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
akaila bhi boht tha, Us k liy dewar ka saya bhi boht tha, Dekha nahin tanhai mein tum ne kabi us ko,Bichry huay logon ko woh roya bhi boht tha,Na tujh ko yaqen tha mohbt per na us ki wafa per,Kuch dukh us ki taqder mein likha bhi baht tha,Benai andharon se bhala kasy bachta,aik shakhs tare hijar mein jaga bhi boht tha,Woh aur hein jo chooh k tumhin dekhna chahte thy, us ke leye tu tera khabon mai rahna he boht tha.. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
salaam kr gya, apni yadon ka hmen gulaam kr gya, apni zindgi girwi rakh kr kharida tha jise, aaj wohi hmen neelam kr gya... "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
likhte hain,teri yaad main guzri wo SHAAM likhte hainwo qalam be tera ASHEQ ho jata hajis se hum tera NAAM likhte hain! "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
ap ko awaz diya kertay hain, sitaron say aap ka zikr kiya kertay hain,aap yaad kro ya naa karo hum phr bhi aap ko yaad kiya kartay hain.. uzma 03009201168
nahi,Hansi nahi,Royi nahi,Mili nahi,Khoi nahi,Ek bat thidil men.Jo Ap sekahi Nahi. K"AP JAISA AurKOI NAHI". "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
NA CHUPAYA KARO HUM SE CHAHAT NA ZIYADA JATAYA KARO DOOR RAHTE HO KION PAAS AAYA KARO TERA JALWA KABHI HUM NE DEKHA NAHIN KABHI CHEHRA HUMEN TO DIKHAYA KARO ROZ GHERON KI MAJLIS MAIN JATE HO TUM KABHI TO APNO KI MAHFIL SAJAYA KARO HUM RANJEEDA BHI HAIN NEEM DEEDA BHI AA KE DIL TUM HAMARA BEHLAYA KARO TERI MAJBOORION KI KHABAR HAI MUJHE BAAT BAAT PER KASMEIN NA KHAYA KARO TERE WAADE PE HUM NE BHAROOSA KIA KUCH TO ULFAT KA TUM BHI HAQ NIBHAYA KARO CHAHNE WALE KI CHAHAT PE KAR LO YAKEEN ROSHNI MAIN DIYE NA JALAYA KARO HUM BHI HUM RAAZ HAIN TUM BHI HUM RAAZ HO DIL KI BAAT HUM SE NA CHUPAYA KARO. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
woh aik wada jo kisi khamosh lamhe may.. kisi k pyar may.. jazbaat may.. kisi ki faqat aik muskurahat ko.. koi aas dilaane ko.. dil ki pyaas bujhane ko.. do pal ki khushi k liay.. do pal ki hansi k liay.. kiya ho tumne k haan hum sath hain aur hamesha saath rahainge.. kisi pal may younhi bethe hue.. jazbaat may behte hue.. koi yaqeen dilaya ho k hum saari khushyan saare ghum saath dekhainge.. to suno.... kisi waday se pehle bas yeh khiyal ker lena.. koi wada kisi ki zindagi berbaad na ker de..!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
zamanay bhar ki Her ruswai main aai saada, her saada main tera naam Dil iqrar ko tarasta raha…tarapta raha per laboon per na aaiya tera naam…. Qiyamat kay thay woh lamhay jag hasai kay per gawara na kiya laina tera naam….. Ankhoon nay bahai ashkoon ki lari lari kay her moti per tha tera naam…… Apnay huwiay gair aur dee tanhai per tanhai main bhi goonja tera hi naam….. Nadaan hain jo bethain mujh per pehray Kaisa pehra jab rooh per hi likha ho tera naam…. Muqadar main likha hai kiya..kissi ko kiya maloom hum to baas yaad rakhay hain teran naam….. keh do yeh un pehray daroon say….. Ta dum merg manind tasbeh perhna hai tera naam 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Iss Duniya Ki Bheer Meiun Koi Tanha Na hoo , Ye Zaroori Tu Nahi Hanstey Laboon Kay Peechay Koi Siski Na Ho , Ye Zaroori Tu Nahi Muskarati Aankhoon Kay Peechey Koi Aansoo Na Ho ,Ye Zaroori Tu Nahi Ye Dil Under Say Tootey Or Chanak Bahar Bhi Sunai Day , Ye Zaroori Tu Nahi Hum Under Say Jal Jaeen Or Dhuaa Bahar Bhi Dekhai Day , Ye Zaroori Tu Nahi Duniya Aapne Diya Hue Zakhmoo Per Marham Bhi Rakhey , Ye Zaroori Tu Nahi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
wo shararat se hansay Boojhay janay ka main har roz TAMASHA DAIKHOON Sab zidain iss ki main poori karoon har baat sunoon Aik bachay ki tarha usay HANSTA DAIKHOON Mujh pe cha jayay wo barsaat ki khushbu ki tarha Ang Ang apna issi rut main MEHAKTA DAIKHOON Phool ki tarha meray jism ka har lab khul jayay Pankhari pankhari in honton ka SAYA DAIKHOON Main jis lamhay ko pooja hay issay bas ik bar Khawab ban k teri aankhon main UTARTA DAIKHOON Tu meri tarha se yakta hay,magar meray Habib ! Jee main ata hay, koi aur bhi tujh SA DAIKHOON Toot jayain k pighal jayain meray kachay gharay Tujh ko main daikhoon k aag ka ye DARYA DAIKHOON .... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Toh Acha Hota .. Aitbaar Nah Kisi Pe Karte Toh Acha Hota .. Sabaq Daita Hai Zamana Yeh Auron Ko Girane Ka .. Sahara Nah Kisi Ko Samjhte Toh Acha Hota .. Yaqeen Apni Kamyabi Ka Kisi Ko Kab Hota Hai .. Taqdeer Ke Muqabil Nah Hote Toh Acha Hota .. Sochte Thay Aitbaar Andha Ho Ga Dewana Tum Per .. Nah Khuwaab Jagte Main Daikhte Toh Acha Hota .. Nah Chate Tum Kisi Ko .. Nah Koi Tumhein Poojta .. Nah Ache Kisi Ko Lagte .. Toh Acha Hota .. Darya Mohabbat Ka Kab Koi Paar Karta Hai Dost .. Nah Mohabbat Kisi Se Karte Toh Acha Hota .. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Yaad mein, Mujhey bhi ansoo bahaneY do. Usay kaYe dinoon say naheen dekha, MujheY us k pass janeY do. Is choti c zindagi mein chahat nahi hogi, UsaY chahnay k liYe zamanaY do. Uski muskaan pe luta do zindagi apni, Usper lutanaY k liYe khazanaY do. Haqeqatein sab perh lein usper likhi, Ab perhney k liYe fasanaY do. Ik do jaam saY ab kaam naheen, Pee janay k liYe maY-khanaY do. Laag aur Lagav ka farq na janti ho kaheen, Yeh baat mujhey usaY samjhanaY do. Muqeed ker dia hai tumney mujh ko, In ankhon mein tu sapnaY sajanaY do. Chalo! aisaY he azmaa lo tum mujh ko, Aur mujheY usko bhi azmanaY do. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Mohabbat jub lahoo bun ker Ragoon mein sarsaraya to Koi bhoola hoya chehray Achanuk yaad aaya to Kadam mushkil sa uthtay hain Irada dugmagaya to Koi madham say lehjay mein Tumhain wapis bulaya to Tehur jana Samhaj laina Kay ab wapis palatna ka amal agaz hoota hay Kabhi tanhayiaan ka dard Ankhoon mein samaya to Koi lamha guzishta chahtoon ka Jub sataya too Kabhi yaad mein roona Tumhain bhi khoob rulaya to Agur tum sa tumhara dil Kisi dam rooth jaya to Kabhi un hooniyoon ka dar Parindoon ko uraya to Haw jub pair say ek zard sa Patta giraya to Tehar jana Samhaj laina Kay ab wapis palatna kay amal ka agaz hoota hay…. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
KI ADAT SI HO GAYE PHIR RAFTA RAFTA US SE MOHABAT SI HO GAYE SHAYED YE TAZA TAZA JUDAI KA THA ASR HER SHAKAL YAK BAYAK TERE SORAT SI HO GAYE IK NAAM JHILMILANE LAGA DIL KI TAK PER IK YAD JASE BASAY_E_RAHAT SI HO GAYE KHUD KO SAJA SANWAR K RAKHNE KA SHOQ THA PHIR APNE AP SE MUJ KO WEHSHAT SI HO GAYE MAINE KOI BEYANE SAFAI NI DIYA BAS CHUP RAHI KHUD HI WAZAHAT SI HO GAYE 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Tum ne poocha k, dukh kia hota hai, too sunoo, aisa kerna, kabhee kisi ko chahna, orr chahtey hee rehna, din bher iss ko sochtey hee rehna, jagtee ankhoon se iss k sapne deekhte hee rehna, apne hathoon ki lakeroon mein iss ka naam tarashte hee rehna, orr jaab kabhee wo, inn riazatoon ka hisab mangne ko, samne aay too, tum ana ka hath tham lena, agar wo kuch kahay too, muskura ker anjan ban jana, orr jaab wo mayoos ho ker loot jay too apne ander jhankna, orr khud se poochna, tub tumhara dil tumhain bata day ga k, dukh kise kehte hain, dukh kia hota hai... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
be adab nahi hota tumhara tazkra ab rooz-o-shab nahi hota kabhi kabhi to chalak parti hain yunhi ankhain udhas hony ka koi sabab nahi hota mai waldain(parents) ko kaisy yeh baat samjaon muhabbaton main hasb-o-nasb nahi hota wahan k loag bary dil fareeb hoty hain mera behkna kuch yun b ajab nahi hota mai us zameen ka dedaar karna chahta hoon k jis zameen pe KHUDA ka ghazab nahi hota 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
chalo kuch dair intezaar karein shayed kai us kai dil sey bad gumani ki barf pighal jaye shayed kai us ki ana ka sooraj aik din dhal jaye shayed kai woh kuch ham sey milney ko machal jaye chalo kuch dair intezar karein ho skata hai woh ana ki deewar gira daley ho sakta hai woh aihd-e-dosti nibha daley ho sakta hai woh hamein aakhree bar bula daley chalo kuch dair intezar karein mumkin hai apni qismat main bhi koi kamal ho jaye us ka dil bhi hamaree tarah dard sey be haal ho jaye khushiyoun ki aarzoo main dard sey nidhaal ho jaye chalo kuch dair intezar karein muqadar ki tareek ratoun kai janey ka us bichrey dost kai lout aaney ka us ko bhi khayal aaye hamein mananey ka chalo kuch dair intezar karein kuch dair aur khud ko be qarar karein chalo tumharey liye shikast ka iqraar karein chalo kai phir tajdeed-e-dosti aik baar karein chalo kuch dair intezar karein..... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Tera Dil pighal na jaye Mere Aansuo se Tera Daman jal na jaye Wo Mujh se phir mila hai Aaj Khawabon mai Ae Khudaya kahin Meri Neend khul na jaye Pucha na ker sab ke Samne Meri Kahani Kabhi Tera Maam Hoton se nikal na jaye Ji-Bhar ke dekh lo Hum ko Tum Sanam Kya pata phir Zindagi ki Shaam dhal na jaaye
Hai... Ek Baar He Khulta Hai... Dil Piyar Ka Soda Hai... Ek Baar He Hota Hai... Dil Yaad Ka Badal Hai... Bay annt Barasta Hai... Dil Piyar Ka Bhooka Hai... Apno Ko Tarasta Hai... Dil Piyar Ka Darya Hai... Seenay Mein Machlta Hai... Dil Barf Ka Toda Hai... Jamta Na Pighalta Hai... Dil Shaam Ka Tara Hai... Ankhon Mein Chamkta Hai... Dil Hijr Ka Pathar Hai... Nazron Mein Khatkta Hai... Dil Piyas Ka Sehra Hai... Barish Ko Tarsta Hai... Dil Dard Ka Tukra Hai... Seenay mein Dharkta Hai... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
gaa mujay itna bata do k...... kabhi sagir kanaray per kisi machli ko dakha hay?? k jis ko lahrain pani ki kinaray tak to lati hain magar phir chor jati hay meray halat asay han meray din raat asay hain..... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
tumhara khat mila jana wo jis ma tumne pucha haik ab halat kasay hain meray din raat kasay hain? maharbani tumhari hay! k tum nay iss terha muj se meray halat puchay hain meray dinn raat puchay hain
zaroorat nahin!! Mat karo ab duaa ki zaroorat nahin bhujhi shamma ko hawaa ki zaroorat nahin kehte ho chorr doon main unko..!! kya laila ko majnu ki zaroorat nahin..? tasveer-e-yaar bas gayi hai dil mein ba-khuda ab khuda ki zaroorat nahin meri zindagi khud aik badduaa hai mujhe kisi ki badduaa ki zaroorat nahin jeetee hoon main bewafaaon ke sadke mujhe kisi dilbar ki zaroorat nahin jaan dene ka hai mujhko ikhtiyaar mujhe maut ki razaa ki zaroorat nahin rehne lagi hai khushbu-e-yaar naak mein ab mehki-mehki sabaa ki zaroorat nahin khud zakham ban gayee hai logo rehne do ab dawaa ka zaroorat nahin 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
miTaa diijiye kiijiye jab bhii saudaa kharaa kiijiye ab jafaa kiijiye yaa wafaa kiijiye aaKharii vaqt hai bas duaa kiijiye apane chehare se zulfe.n haTaa diijiye aur phir chaa.Nd kaa saamanaa kiijiye har taraf phuul hii phuul khil jaaye.nge aap aise hii ha.Nsate rahaa kiijiye aap kii ye ha.Nsii jaise ghungaruu baje aur qayaamat hai kyaa ye bataa diijiye 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
gey kaho kis ko batao gey woh apni uljhanein saari woh bechaini main doobay pal woh ankhon main chupay aansoo kisey phir tum dikhao gey...? tum ko rulaayen gey buhat chaho gey phir bhe tum... humein na dhoond pao gey kabhi jo ....HUM NAHI HON GEY...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Ik zara si ranjish se Khawab toot jatay hain bheer mein zamanay ki haath choot jatay hain dost daar lehjay mein silwatein si parti hain ik zara si ranjish se shak ki zard tehni per phool badgumani k is tarha se khiltay hain zindagi se pyaray bhi ajnabi se lagtay hain ghair ban k miltay hain umer bhar ki chahat ko, aasra nahi milta khaamoshi k waqfon mein, baat toot jati hai aur sira nahi milta maazrat k lafzon ko, roshni nahi milti lazzat e pazeerai bhi, phir kabhi nahi milti phool rang waadon k, khawab toot jatay hain manzilein sukarti hain, raah murnay lagti hai be rukhi k gaaray se, be dili ki mitti se faaslon ki eenton se, eent jurnay lagti hai khaak urnay lagti hai khawab toot jatay hain, waahmon k saaey se umer bhar ki mehnat ko, pal mein loot jatay hain ik zara si ranjish se saath toot jatay hain..!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
yEh dIL uskI m0haBBaT sE juDa h0 kEr dHaDaKna sEEkh jaYe t0u NajAAne kiTne jUgno0 mUthiy0un meIn jaGmaGa uTHeIn AnDHeRe duuR h0 jaYeIn tUmHaRi rAAh se bHatkEin t0u maNZiL k0 p0haunCh jaYeIn .....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Ek shararat kertay hain Aao mohabbat kertay hain Hansti aankhoun se keh do Dareya hijrat kertay hain Kuch dil aisay hain jin per Hum b hakumat kertay hain Koi baat to hai mujh main Dushman b izzat kertay hain Zinda rehna hai dushwaar Acha.. to himmat kertay hain Waisay hotay nahee hain log Jaisi chahat kertay hain Aksar apnay aap se hum Teri shikayat kertay hain...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
kabhi nikalte hain ik ajnabii ki tarah raaste badalte hain daraaz ho Gham-e-hijraan ki haasil-e-hijraan vo hausale hain jo aagosh-e-Gham main palte hain ravaa nahin hai Gham-e-ishq is qadar bhi garuur tere bagair bhi duniyaa ke kaam chalte hain kabhi jo had se badhii un ki yaad to samjhe ki un ke dil main bhi kuchh val-vale machalte hain shab-e-firaaq kuchh aisii bhi tiiragii to nahin kabhii kabhii sar-e-mizgaa'n charaag jalate hain ab un ke Gham se bhi mehruum ho na jaayen kabhi vo jaanate hain ki is Gham se dil behelte hain...!!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
nishaam baaki hai, Naam lab per hai jaan baaki hai, Kya hua agar dekh kar mujh per letay hain, Tasalli hai k abhi shakal ki pehchaan baaki hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
raah main Roshni cahamakti rahay aap ki nigah main Kadam kadam per milay khushi ki bahar aap ko Dil deta yehi dua baar baar ap ko.0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
bhi aa jao Wohi hey sar, wohi souda hey, ab bhi aa jao Jisey gaye hoye khud se ab ek zamana hoa Woh ab bhi tum mein bhatakta hey,ab bhi aa jao Woh dil se haar gaya hey parapni danish mein Woh shakhs ab bhi yagana hey,ab bhi aa jao Mein khud nahi hon koi aur hey mere ander Jo tumko ab bhi tarasta hey,ab bhi aa jao Wohi kusha kashey ehsaas hey ba har lamha Wohi hey dil, wohi dunya hey, ab bhi aa jao Tumhen tha naaz bohat jiski naam dari par Woh sarey shehr mein ruswa hey, ab bhi aa jao Yahan se sath hi khwabon k shehr jayen ge.. Wohi junoon,wohi sehra hey,ab bhi aa jao Kisi se koi bhi shikwa nahi magar tumse Abhi talak mujhey shikwa hey,ab bhi aa jao Woh dil ke ab hey lahoo thookna hunar jiska Woh kam se kam abhi zinda hey,ab bhi aa jao! hey mere dil ki guzarish k mujhko mat choro Yeh meri jaan ka taqaza hey,ab bhi aa jao Kabhi jo humne barey maan se basaya tha Woh ghar ujarney hi wala hey,ab bhi aa jao 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
khabar k sathi ! Tum hee batao phir k yeu karobar-e-hayyat kis k hisab may!!! Meri zindagi may bus ik kitab ha, chiragh hai Aik khuwab hai aur tum ho!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
manzilein hain,may chahti thi Tumhare sath basar hon Yehi kull asasa zindagi hai, isi ko zadd-i-safr karoun Kisi aur simat naza karoun to meri dua may asar nah on Mere dil k jadaa khush khabr p bajuz tumhare khabi Kisi ka guzar na ho Magar is tarah k tumhe bhi iski khabr na ho Isi ehtiyat may sari omer guzar gye Wo jo arzoo thi'kitab-o-khuwab k sath Tum bhi shareek ho'wohi marr gye Isi kashmakash ney kai sawal utthai hain Wo sawal jinka jawab meri kitab may hai Na khuwab may
kitab hai, ik chiragh ha Ik khuwab hai aur tum ho
ghulab jaisa hay magr yeh jagta manzir bhi khwab jaisa hay yeh talkh talkh sa lahja yeh taiz taiz see baat mizajay yaar alam sharab jaisa hay mera sukhan bhi chaman dar chaman shafaq ki phoo-ar tera badan bhi mehkatay ghulab jaisa hay bara taveel nihayat haseen buhat mub-hum mera sawal tumharay jawab jaisa hay tu zindagi k haqaiq ki taa mein yoon na utar k iss nadi ka bahaoo chanab jaisa hay tari nazar hi nahi harfay aashana warna har ek chehera yahan kitab jaisa hay chamak utahy tu samandar bhujay tu rait ki lahar meray khyal ka darya sarab jaisa hay teray qareeb bhi rah kar na paa saqoon tuj ko teray khayal ka jalwa habab jaisa hay 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Wo to ambar hai, Isay apnay anchal pay Chand sajany ka haq hai, Me tu fakat khushbo ho, Khushbo ka mokadar tu' azal se bikhar jana he likha hai.
ho.Mughy acha nai lagta.Muhabat main sharakat ho.Mughy acha nai lagta.Tw akrar kar ya ankar kar.Koi fesala tu kar.Kataron main khara hona.Mughy acha nai lagta. "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
Naam O Nishan Ho GI Na Koi Tazkara Hoga Na Koi Dastan Hogi Agar Main Lautna Chahon Tu Kia Laut Sakta Hoon Woh Duniya Jo Sath Mere Chali Thi Ab Kahan Hogi Kar Lo Khoob Maze Abhi Is Duniya Main Jawani Char Din Ki Chandini Hai Phir Kahan Hogi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
ko dukhaati rahi... Jab bhi muskuraana chahaa aankh bhar aati rahi, Umeedon ne banaa-banaa ke tode mere khuwaab... Baharon mein dil ki kali khil khil ke murjhaati rahi, Thar-rati rahi ye sard palken garm ashqon se... Aag paani se mil ke dhuven khoob udaati rahi, Na milaa koi saharaa hi na thaama kisi ne haath... Zindagi kadam-kadam pe thokaren khaati rahi, Ab kuch nahin hai baaki unki chaahat ke sivaa... Aise gaye hain woh ke dil ki har khushi jaati rahi, Honth to dekhe mere tune muskuraate ae sanam... Zara dekh leta aankh bhi jo ashq bahaati rahi, Wo khaa kar gaya tha kasmein ise bhuul jaane ki.n ~SHAFAQ~ ko phir bhi uski yaad kyon aati rahi? 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Tumhay jaana ijazat hay koi bhi fesla kerlo hamarey muntazir tehro ya humko alwida kehdo hamarey naam se mansoob kerlo naam ko apnay ya apna naam dey k tum kissi k meet ban jao tumhay janaa ijazat hay koi bhi fesla kerlo hamarey paaon may tu waqt ki zanjeer lipti hai buhat nidhaal hain hum tu dukhon ki aazmayesh may buhat mumkin hai thak jao hamarey saath chal ker tum muhabbat ki thakawat tumko humse badgumaan kerdey tu is se qabal k her ek wapsi ki rah kho jaay jo socha bhi nahi humne kabhi wo kal ko hojay tumhay janaa ijazat hay koi bhi fesla kerlo hamara tumse wada hai, tumhari yaad ko hum tu sadda dil k darechay may yonhi aabad rakhay gain k dil tuta rahy her pal labbon ko shaad rakhain gain tumhay janaa ijazat hai koi bhi fesla kerlo tum apnay hosloon may jab thakawat c kabhi paao ulajh jao masa'yil may, wafa ko na nibha paao kissi pyarey se mukhray ki haseen aankhon may kho jao ijazat hay tumhay janaa ager is pal jo tum chahoo koi bhi fesla kerlo hamarey muntazir tehro ya humko alwida kehdoo!!!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Nahi Karte Mere Dost! Yun Kisi Ko Satya Nahi Karte Ek Baar Yun Kisi Ko Keh Ker Apna Daman Phir Us Se Churaya Nahi Karte Us ke Intezaar Se Bhala Kya Ho Ga Haasil Aane Ka Keh Kar Bhi Jo Aya Nahi Karte Rakhte Hon Jo Dard Bhara Dil Apne Seene main Dosron Ka Dil Phir Woh Dukhaya Nahi Karte Do Qadam Saath Chal Ker Jo Judda Ho Jayen Aise Logon Ko To Humsafar Banaya Nahi Karte Kis Tarhan Guzarti Ho Gi Zindagi Unnnnn ki Pehli MOHABBAT Ko Jo Dil Se Bhulaya Nahi Karte 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
is darja badal jaon ga Tujhe ko kho don ga teray Gham se sambhal jaon ga Ajnabi ban k milon ga main tujhe mahfil main Tu nay cheri bhi to main baat badal jaon ga Dhond paaye na jahan yaad bhi teri mujh ko Aaisay jungle main kisi roz nikal jaon ga Zid main aaye hoye mosam say bachchay ki tarhan Khud hi kashti ko dubonay pay machal jaon ga 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
AISE YAQEEN RAKHTA HON K JAISE QADMON K NEECHE ZAMEEN RAKHTA HON HAQEQATON KI TO BAD SOORTI HAI APNI JAGA MAGER MAIN KHAWAB BOHT DIL NASHEEN RAKHTA HON YE DIL TO MER CHUKA LEKIN WO KHAWAB ZINDA HAI MAKAN TO NAHI RAKHTA,MAKEEN RAKHTA HON ZAMEER MERA MUJE ROSHNI DIKHATA HAI SADAQATON MAIN GUNDA IK AMEEN RAKHTA HON YE NAZ HAI KOI NADAN MERA DOST NAHI YE FAKHER HAI K MAIN DUSHMAN ZAHEEN RAKHTA HON .............. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
mera mehmaan tu rehta Phir rehta agar ghar mera veeran tu rehta khojati hawaon mein teri aakhri tehreer dil ko tere iqrar per iman to rehta... phir milne ka waada bhi badi baat hai ay dil phir kon mila lekin yeh ehsaan to rehta... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
hai aye jan-e-ghazal log tufan utha dain gey mere sath na chal pehle haq tha teri chahat ke chaman pe mera pehle haq tha teri khushbo-e-badan pe mera ab mera piyar tere piyar ka haqdar nahi main tere gesu o rukhsar ka haqdar nahi ab kisi aur ke shano pe hai tera anchal log tufan utha dain ge mere sath na chal main tere piyar se ghar apna basaon kese main teri mang sitaron se sajon kese meri kismat me nahi piyar ki khushbo shaid mere hathon ki lakeeron me nahi tu shaid apni taqdeer bana mera muqaddar na badal log tufan utha dain ge mere sath na chal mujh se kehti hain ye khamosh nigahen teri meri parwaaz se unchi hian panahgahen teri aur gheraat e ehsaas pe shaarminda hun ab kisi aur ki bahon me hian bahain teri ab kahan mera thikana hia, kahan tera mehel log t ufaan utha dain ge mere sath na chal. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
ke badan ko guzar na jaaye jab tak mere vajuud ke andar utar na jaaye is Khauf se vo saath nibhaane ke haq me.n hai khokar mujhe ye la.Dakii kahii.n dukh se mar na jaaye palko.n ko us kii apane dupaTTe se po.Nch duu.N kal ke safar me.n aaj kii gard-e-safar na jaaye mai.n kis ke haath bhejuu.N use aaj kii duaa qaasid havaa sitaaraa ko_ii us ke ghar na jaaye 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
jab..... jab shab kay shikasta zeenoon say mehtab uternay lagta hay jab Gham kay sard alao main umeedain jalnay lagti hain jab dil kay shor e samander main awazain marnay lagti hain jab mosam hath nahin atay jab titli baat nahin kerti jab zinda rehna aik bemaani kaam dikhayee deta hay jab anay wala her lamha dushnam dikhaee deta hay jab yaad kay gehray sanatay main chehray gum ho jatay hain jab dard say bojhal ankhoon main gardab say pernay lagtay hain jab shamain gul ho jati hain jab khwab bikhernay lagtay hain US WAQT AGER TUM A JAOO!!!!!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588