Barsat m hum pani ban
kr baras jay gayPatjhar m hum phol bun k jhar jay gayKya howa jo aj apko tang karte h Ek din apko bin btaye hi guzar jay gay . "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
kr baras jay gayPatjhar m hum phol bun k jhar jay gayKya howa jo aj apko tang karte h Ek din apko bin btaye hi guzar jay gay . "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
kahta,mujha kuch or kahna tha..wo pal bhar ko jo ruk jata,mujha kuch or kahna tha..galat fahmi na baton ko barha dala unhe warna,kaha kuch tha,wo kuch samjha,mujha kuch or kahna tha.! "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
HATujhay ishq ho khuda karay , koi tujh ko us se juda karay, terey hont hansna bhul jain teri ankh purnam raha karay, usay dekh kar tu ruk paray, wo nazar jhuka kar chala karay, terey khuwab bhikrain tut kar, tu kirchi kirchi chuna karay, tu gali gali phira karay, tu nagar nagar sada karay, tujhay ishq ho phr yakeen ho usay tasbiyön mein parha karay , mein kahun k k ishq dhong ha, tu nahin nahin kia karay . "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
k tufan uthai ga,mera nam likh kr kitabo mai,tu logo k dar se mitai ga,zikar mera aksar krne se phele,tu kuch soch kr muskurai ga,batain meri yad ayen gi,jitna tu unhe bhulai ga,tera dil muje jo dekhna b chahe,tu nazro ko phr b jhukai ga,jisne muje itna sataya hy,uska chain b koi churai ga... "~' DON '~" "~' 0321-4288314'~"
yeh har jati. kabi dil sooz lamhoo say kabi bekar rasmo say kabi taqdeer waloo say kabi majboor kasmoon say magar yeh har jati hai kabi yeh phool jaisy hai kabi yeh dhool jaisy hai kabi yeh chand jaisy hai kabi yeh doop jaisy hai kabi masroor karti hai kabi yah roog daiti hai kisi ka chain banti hai kisi koo rool daiti hai kabi lay paar jati hai kabi yeh mar jati hai mohabat jeet hoti hai magar yeh haar jati hai S.M.Khan 03216642988.
hai, yeh jo rasta hai mera. Tum agar na saath doon ge, To ye kistarha katay ga? Meri soch ki hado tak, yeh guman bhi kaisey aey? Koi pal Bina tumharay........ Bhala kaisey beet jaey? Mere paas Tum nahi ho? Mere paas kab nahi ho? meri yaad k nagar main meray khwaab k safar main meri soch ki tahon tk meri aankh k bhanwar main meray dil main jaan main tun main meri hasraton k bun main meray din ki tairgi main meri shab ki roshni main HAAN TUM HE HO! HAAN!TUM HE HO meray pass tm nahi ho?? meray pass kab nahi ho? meri her dua ka mehwar bas ik aarzoo tmhari isee aarzoo se aagey koi raasta nahi hai TUMHEY KIS QADAR HAI CHAHA YEH TUMHEY PATA NAHI HAI....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Raaat dhalne ko ha saans rukney ko ha sath tera chahyea yehi umeed to ha tu agar sath chale khushian chura loon sari daman may bhar kar teri apna jeevan udas kar loon .. or kia chaht ha or kia tamana ha kis tarh khuwisho ko apni teri godd may rakh doon, bus ik pyar ki nazar ki chha phir dekh may kis tarah ye dono jahan paar kar loon !!!
gulaab jaisaaa hai ke zahar-e-Gam kaa nashaa bhii sharaab jaisaa hai kahaa.N vo qurb ke ab to ye haal hai jaise tere firaaq kaa aalam bhii Khvaab jaisaa hai magar kabhii ko_ii dekhe ko_ii pa.Dhe to sahii dil aa_iinaa hai to cheharaa kitaab jaisaa hai vo saamane hai magar tishnagii nahii.n jaatii ye kyaa sitam hai ke dariyaa saraab jaisaa hai 'SaaMer' sang-e-malaamat se zaKhm zaKhm sahii hame.n aziiz hai Khaanaa_Kharaab jaisaa hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
laga hoon khud ko kuch is terhaa say saza dainay laga hoon Pathar ke terhaa say hoon kabhi ye gumaan bhi tha zard pattoo ke terhaa say roz bekharnay laga hoon Kaash mujhey bhi maray hissay ka piyar mil jaye Issi aas per ab main yaha jeenay laga hoon Koi nahi marta kissi kay baghair kabhi ye kaha tha Din raat yehe souch ker ab marnay laga hoon Tum nay kaha tha koi judda nahi kar sakta humay Ab yehe duaa main bhi karnay laga hoon 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
hai Suna hai duniya kahin aur ab basai hai Sitam jis lamhe socha ke tumhe bhol gaii Unhi lamhon tumhari yaad buhat ayi hai Kaha nahi tha ke tum chor chale jao ge Meri halaat say bari gehri shanasai hai Lutf to ye ke akeeli bhi nahi hon mai ab Ke tum se ziyada bawafaa meri tanhai hai Khud charag sare bujha diye hain ham ne Kuch hawaon main bhi sarkashi dar Aaii hai Mere ird gird aur logh bhi baste hain bohat Tum se bichre hain to ye baat samjh Aaii hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
zakham siya kerte hain,, yea apno ka kaam hai apne hi kia kerte hain bher jate hain jab zakham purane aye dost,, tu phir yea ek naya zakham diya kerte hain,, yea pehle khud se begana kerte hain hum ko,, phir khud bi guth guth ke giya kerte hain,,,,, kabi rekhte hain zakhmoon ke beraber merham payar ka,, aur kabi vo merham hi chean liya kerte hain,, apne tu apne hain apno se shikayat kese Saqi,, apne hi apno ko payar main ruswayi diya kerte hain,..... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
mujhe zindgi ki fikar nahi mai ji raha hoon is ghari mujhe aglay pal ki khabar nahi mai beta hoon hawaon ka mujhe koii bhi pakar na sake yunhi phirta hoon gali gali mera kahin pe koii ghaar nahi sochta hoon kiya chal sake gain mere saath ehbab mere chala hoon aankh band kar ke mujhe rastun ki khabar nahi mai kho gaya hoon khud say hi ,mujhe apni hi talash hai chal raha hoon dhoop main mere sar pe koii Aabar nahi mere pas yunhi baithe raho mere dil pe hath dharo zara mere dil ko thora karar do meri wehshatun ko sabar nahi ye kitab dil ki kitab hai isse samajhte hain samajhne wale ye falsafa hai muhabbtun ka yahan koii zair-o-zabar nahi .............. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
saki... Hontt kampe magar baat na hosaki... Meri khamosh Nigah har baat keh gayi... Aur unki shikayat hai ki baat na ho saki....." 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
khona,, koi sunay ga to kiya kahay ga.. shab bhar jagna or din ko sona.. koi sunay ga to kya kahay ga,, kashti banwar main duub jati.. to baat tum par kabi na atti,, mujhay sahil pay la dabona,, koi sunay ga to kiya kahay ga,, ji main aya to khub khaila,, nazar se utara to torr dala,, kisi ka dil bi kiya hai khilona ,, koi sunay ga to kiya kahay ga,, hum ne kaha daro khuda se,, agar khudai ka darr nahi,, to hans kar bolay,, chup raho na,, KOI SUNAY GA TO KIYA KAHAY GA 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
hai, savera kahan hua hai Ab tak to mai hi teri hoon, tu mera kahan hua hai Dour tak faqad ujaale hi to hain meri raahun main Phir na jaane zehen main andhera kahan hua hai Saari duniya mere ranj main doobi jaati hai aksar Dard ka ye rang kabhi, itna gehra kahan hua hai Har lamha hansi bikherne wale sun zara meri bhi Ek lamha khushi ka bhi, kabhi tera kahan hua hai Kaise keh dein ke ye aansun khushi ke hain hum Lahoo ka rang bhi kabhi, sunehra kahan hua hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
khalal padta hai Chand paagal hai andherey mein nikal padta hai Unkee yaad aayee hai saanso zara ahista chalo dhadkano se bhi Ibaadat mein khalal padta hai... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
thi, Main jahan raha, main jidher gaya, Mera din tu yunhi guzar gaya, Junhi sham hoi main bikhar gaya, Is abar ka mere yaar say bara milta julta mizaj hai, Kabhi tot k baras gaya, Kabhi berukhi say guzar gaya, Jab main chhor donga wo gali, Usay yaad aay gi tub meri, Dhondhay ga wo gali gali, Usay milay gi khaber K main mar gaya, Abi tang hai wo meray naam say, Mere baad wo aye ga, dosto. Tumhe ko rook k pochay ga wo, Wo kahan pe ha? Wo kidher gaya? Usay milay gi khaber k mai mar gya...... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
ahsas to ha bedard sahi wo mara hamraaz to ha wo aaye na aaye mara pass laikin shiddat sa muja us k aintizaar to ha abhi nahi to kia howa mill hi jaye ga kabhi mara dill ma us k milna ki aas to ha pyar ki gawahi mari aankhun sa na mang barasti nahi aankhain magar dill udass to ha... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
karogay lekin bhool na pao gay haath thaam na sako gay kisi aur ka gar thaamna chaaho gay Kisi aur ki ankhon main jhaanko gay to mera hi aks dikhaayee dayga mujhse nazrain churaogay to khwab main bichra shaks hi dikhaaye dayga tanhayee main chupke se chalee aayeegee meri yaad tum laakh daaman chudao gay na choarygee tera saath tum udaas udaas phira karoge guzray lamho guzray lamhon main jiya karoge meri yad tarpayegee lekin meri yaad main hi raha karoge ab bhi chorna chaaho to chor do mera saath lekin yaad rakho chor ker bhi yeh saath chor na sakoge mujhse to moo mor loge meri yaad se moo mor na sakoge..!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
na aaon ga mai aasmaan ki banhoon mai sama jaaon gaa mai dekhna yiuonhe hanstay khailte yiuonhe muskuratay hooye kisi rooz chup chaap se chala jaaon gaa mai na jaane mujhe yaad keray gaa bhe koi ke nahin na maloom kisi ko yaad aaon ke na yad aaon ga mai shayad ke hoo jaye meray liye bhe koi aankh pur num shayad kisi ko ashkoon ka tuhfa day jaaon ga mai boohat tadpa hoon mai sab ke kareeb reh reh kay ab door jaa ke sab ko tadpaaon gaaaaa mai zara zara si baat pe ye rooth jaati hay mujh se dekhna kisi rooz zindage se rooth jaaon gaa mai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
hay. Teri khushbo meray sath hay, Tera lehja meray sath hay, Teri Batain meri hamsafar, Teri Yadain meri rahguzar. Tum Door ho to kia hay. Har Lamha meray pas ho, Meray jenay ki tum aas ho, Meri zindagi meri justaju, meri dharkan meri arzoo. Tum door ho to kia hay. Sath tera saya hay, Dil ko ye samjhaya hay, Jo apny hain wo bhola nahi kartay, Bhed dil k kbhi khola nai karty. Tum Door ho to kia hay.......0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
bhi hai kam kam phir... qareeb aanay laga doriyoon ka mousam phir... bana rahi hai teri yaad mujko silk_e_gohar paro gae meri palkoon main aaj shabnam phir... who narm lehjay main kuch keh raha hai phir mujsay chira hai payar kay komal suroon main madham phir... tujay manaoon kay apni ana ki baat sunoon ulaj raha hai miaray faisloon ka raisham phir... na uski baat main samjoon na who meri nazrain muaamlat_e_zuban ho chalay hain mabham phir... who aik lamha kay jab saray rang aik howay kisi bahanay daikha na aisa sangam phir... bohot azeez hain aankhain meri usay,laikin who jatay jatay inhain kar gaya hai purnam phir.. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
DIL KA SHEESHA TOOT GAYA AANKH ABHE LAGNAY NA PAAI THI SAPNA MERA TOOT GAYA PEHLAY PEHAL TO DIL KO USKI YAADON NAY BEHLAYEY RAKHA OR PHIR DHEERAY DHEERAY YE YAADON KA SILSILA BHE TOOT GAYA PEHLAY DIL PHIR USKI DOORI OR PHIR SAANSAIN TOOT GAIEN IK NAATA KIYA TORA TU NAY, JANAY KIYA KIYA TOOT GAYA ..........0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
In guzarti shamon mein kesi beqarari hai, In guzarti shamoon mein aik aik pal bhari hai, Dil ub k lagta hai hum sey rooth jaye ga, Tum sey jo aik ta'aluq hai woh bhi toot jaye ga, hum udas kitne hain........... Yun to aik arsay sey tum sey door rehtey hain, yun to aik arsay sey yeh azab sehtey hain, lakin ub judai ki talkhiyan naye se hain, teh-dar-teh,rooh main khamoshiyan, naye se hain hum udas kitne hain........... tum talak pohanchne ka na tha ikhtiyar pehle bhi, is qadar hi mushkil tha intezar pehle bhi....... bin merey ghar sara pur-malal rehta hai, kuch to tum bhi likh bhejo, kesa haal rehta hai, tum to jante ho gay hum udas kitne hain........ 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
karoun roz wo hi baat bhool jata houn tumhe bhoolnay ki kasak karta houn To apna hi wajood bhool jata houn Us sheher say na janay ab dil ghabrata hai mera Jahan say meri galio ka rasta teri ower jata hai Ajnabi sheher hai basera mera kuch din k lye Tanha houn mai yahan kuch din kay lye Apnai sheher ki yaadain hain abhi taza Phir bhi lot janay ko dil nahi chahata Jahan say guzer hay tera wahan ab basnay ko dil nahii chahata 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
ruk ke sambhalate kyuuN hain itanaa Darate hain to phir ghar se nikalate kyuuN hain mai.n na juganuu huuN diyaa huuN na ko_ii taaraa huuN raushanii vaale mere naam se jalate kyuuN hain niind se meraa ta'alluq hii nahiin barason se Khvaab aa aa ke merii chhat pe Tahalate kyuuN hain mo.D hotaa hai javaanii kaa sambhalane ke liye aur sab log yahiin aake phisalate kyuu hain 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Gazal kaa lagataa hai sharm se cheharaa laal gulaabii phuul kamal kaa lagataa hai dil ko najar se Takaraaye bhii ek zamaanaa biit gayaa choT magar hai itanii taazaa haadasaa kal kaa lagataa hai beKhud ho kar mast havaaye.n aise kab laharaatii thii.n ye jaaduu to halkaa halkaa us aa.Nchal kaa lagataa hai ham samajhe the bhuul gaye hai.n vo chaahat kaa afasaanaa aaj magar phir dard saa dil me.n halkaa halkaa lagataa hai...........0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
ghair leti hay pareshaani Parindon ki tarha hum bhi gharo ko lot aaty hein Tawaqqa thi kay koi lott kar aay gaa jeety jee Magar ye lotna orr mott aa jaana achaanak hay Smander sy kabhi poocho tumhein ro kr bataay ga Koii esa nahin thaa jo talaatum ko samajh paata Tumhein apnay kisi sukh ka nasha hoga magar yaro Humein bhi naaz hay apny dukhon ki dilrubaai kaa Meri deewangi wo dekhh aai hay kay Farhat jee Tamanna ki musaafat ab musaafat hi nahin lagti 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
baiThe do guneh-gaar zahar khaa baiThe haal-e-Gham kah ke Gham baRhaa baiThe teer maare the teer khaa baiThe aandhioN jaao ab karo aaraam ham Khud apnaa diyaa bujhaa baiThe jee to halkaa hu’aa magar yaaroN ro ke lutf-e-Gham gaNvaa baiThe be-sahaaroN kaa hauslaa hii kyaa ghar meN ghabraaye, dar pe aa baiThe uTh ke ek be-vafaa ne de dii jaan rah gaye saare baa-vafaa baiThe jab se bicchRe vo, muskuraaye na ham sabne chheRaa to lab hilaa baiThe hashr kaa din abhii hai duur “Khumar” aap kyuN zahidoN meN jaa baiThe 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
samajtay ho Fraz, Dost hota nahe her haat milanay wala.
fitrat main nahe, Ik tum say muhabbat mujay virsa main milli ha.
soch ke bandh, abhi aaghaz_e_muhabbat se gaya kuch bhi nahin, men to is waste chup hoon ke tamasha na bane, too samjhta hai mujhe tujh se gila kuch bhi nahin
yeh raat na hai pehli si, Yeh mulaaqaat, mulaaqaat na hai pehli si, Ranjh kuchh kum to hua aaj teray milne se, Yeh alag baat ke yeh baat na hai pehli si.
andar say b parh sakti hoin, Koi chayhra to mayray shahar main asa la dy.
kya khoob shairee hai khiltee es se zindagee hai sms jo aap ne hai baija hai ye phoolon kee kali hai (( fazal elahi khan ,, 03028308713 ))
hai ye kah kar hii jaataa hai “dekho, mujh ko bhuul na jaanaa maiN phir lauT ke aauuNgaa dil ko acche lagne vaale laakhoN tuhfe laauuNgaa naye naye logN kii baateN aa kar tumheN sunaauuNgaa” lekin aaNkheN thak jaatii haiN vo vaapis nahiiN aataa hai log bahut haiN aur vo akelaa un meN gum ho jaataa hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
karo Ghazal aaNsuuoN se likhaa mat karo bahar-haal ye aag hii aag haiN chiraaGoN ko aise chhuaa mat karo du’aa aaNsuuoN meN khilaa phuul hai kisii ke liye bad-du’aa mat karo tumheN log kehne lageN be-vafaa zamaane se itnii vafaa mat karo agar vaaqaii tum pariishaaN ho kisii aur se tazkiraa mat karo Khuda ke liye chaaNdni raat meN akele akele phiraa mat karo 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
raat karo ho wo doast ho dushman ko bhi tum maat karo ho ham khaaq-nashiiN, tum suKhan-aaraa-e-sar-e-baam paas aa ke milo, duur se kyaa baat karo ho hamko jo milaa hai, wo tumhiiN se tau milaa hai ham aur bhulaa deiN tumheiN, kyaa baat karo ho ! daaman pe ko’ii chhiiNt, na Khanjar pe ko’ii daag tum qatl karo ho ke karamaat karo ho bakne bhi do Ajiz ko, jo bole hai so bake hai deewaana hai, deewaane se kyaa baat karo ho 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
farz karo diivaane hoN farz karo ye donoN baateN jhuuTii hoN afsaane hoN farz karo ye jii kii biptaa jii se joR (?) sunaayii ho farz karo abhii aur ho itnii aadhi ham ne chhupaayii ho farz karo tumheN Khush karne ke dhuuNde ham ne bahaane hoN farz karo ye nain tumhaare sach-much ke maiKhaane hoN farz karo ye rog ho jhuuTaa jhuuTii peet hamaarii ho farz karo is peet ke rog meN saaNs bhii ham pe bhaarii ho farz karo ye jog-bijog kaa hamne Dhong rachaayaa ho farz karo bas yahii haqiiqat baaqii sab kuch maayaa ho 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
sabzaa KhvaaboN kii tarah ramiidaa shabnam phuuloN kii tarah shaGhuftaa chehre Khushbuu kii tarah latiif baateN kirnoN kii tarah javaaN tabassum shoale kii tarah dahaktii Khvaahish taaroN kii tarah chamaktii aaGhosh saaGhar kii tarah chalakte siine sab qaafilaa-e-’adam ke raahii vaadii-e-’adam meN chal rahe haiN taariikiyoN ke khile haiN parcham lamhoN ke chiraaGh jal rahe haiN har laamhaa hasiin aur javaaN hai har lamhaa faroGh-e-jism-o-jaaN hai har lamhaa aziim-o-jaavidaaN hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
sadiyaaN mujh ko paamaal kar gayiiN sadiyaaN vaqt kii tez aaNdhiyoN meN kahiiN gard ban kar bikhar gayiiN sadiyaaN raf’atoN se giraa thaa ek lamhaa pastiyoN meN utar gayiiN sadiyaaN thii ajab inquilaab-e-vaqt kii maar ek do pal meN mar gayiiN sadiyaaN ham khaRe dekhte rahe “Makhmoor” sa’atoN meN guzar gayii sadiyaaN 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
ishq bekaar, muhabbat barbaad shoalaa-e-dil kii haraarat barbaad maiN use bhuul na paayaa ab tak saal-haa saal kii mehnat barbaad ko’ii suntaa hii nahiiN qissaa-e-dard harf barbaad, hikaayat barbaad vo hai naaraaz abhii tak mujh se minnateN zaa’yaa, samaajat barbaad us pe khultaa hii nahiiN haal meraa saarii tashriih-o-vazaahat barbaad kaun barbaad karegaa mujh ko maiN huuN Khud apnii ba-daulat barbaad ab bhii haiN uskii galii ke phere baarish, sang-e-malaamat barbaad ab bhii aabaad haiN yaadeN uskii ehtimaam-e-Gham-o-furqat barbaad be-talab us ne talab kii puurii ho gayii saarii ibaadat barbaad maut ko bhii tuu parakh kar dekh ziist barbaad, nihaayat barbaad haasil-e-jazb-e-vafaadaarii “SaaMer” zaa’yaa, bekaar, akaarat, barbaad 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
naqsh-e-maazii miTe-miTe se vo aazmaaiish dil-o-nazar kii, vo qurbateN sii, vo faasile se kabhii-kabhii aarzuu ke sehraa meN aa ke rukte haiN qaafile se vo saarii baateN lagaao kii sii, vo saare unvaaN visaal ke se nigah-e-yaar ko qaraar kaisaa, nishaat-o-Gham meN kamii kahaaN kii vo jab milte haiN to unse har baar kii hai ulfat naye sire se bahut giraaN hai ye aish-e-tanhaa, kahiiN sabuktar, kahiiN gavaaraa vo dard-e-pinhaaN ke saarii duniyaa rafiiq thii jiske vaaste se tumhiiN kaho rind-e-mustahib meN ho aaj shab kaun farq aisaa ye aa ke baiThe haiN mai-kade meN, vo uTh ke aaye haiN mai-qade se ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
to koi baat nahi Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se Safeena doob raha hai, to koi baat nahi Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi Kise majaal kahe koi mujh ko deewana Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
muhabatoon main adawatein kaisi chahna kisi ko to phir shikayetein kaisi jab tumhara uss per eitbar hay itna to zara zara si baat per wazahetein kaisi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Kon sunay Jo HaalTtumharay baad huwa Is Dil ki Jheel si Aankhon mei Ek Khawab boht Barbaad huwa Yeh Hijr Hawa b Dushman hai Us Naam ke saaray rango ki Woh Naam jo Mere Honton per Khushboo ki tarah Aabaad huwa Is Shehr mei Kitnay Chehre they Kuch Yaad nahin Sub Bhool gaye Ek Shakhs Kitabon jesa tha Woh Shakhs Zubaani Yaad huwa Woh Apne Gaaun ki Galiyaan thi, Dil Jin mei Nachta Gaata tha Ab is se Farq nahin parhta Naashad huwa ya Shaad huwa Be-Naam Sataayish rehti thi, In Gehri Sanwali Aankhon mei Aisa to kabhi socha bhi na tha, Dil Ab jitna Be-Daad hua 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
nazar main aik aam insan ya ziada say ziada achay ya buray per meri nazar main tum seep may moti hou tum lehro ki shararat ho tum thandi dhoup ki hararat hou tum barisho ki sada hou tum ghamo main khushiyo ka ahsas hou tum dharkano ki awaz hou tum sada ho mairay piyar ki tum hi humsafer tum hi manzil ho zindaygi ki tum khud ko kabhi mat daikhna duniya ki nazar say kiun kay tum khas ho sansou ki saaz hou... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
per Ab likhne ko kiya baki hai Ik dil tha su wo tuth giya Ab lutne ko kiya baki hai Ik shaks ko hum ne caha tha Ik reet pe naqsh banaya tha In reet ke zarun ko hum ne Phir apne dil main sajaya tha Wo reet tu kab ki bikhar gay Wo naqsh kahan ab baki hai Ab kiya likhein hum kagaz per Ab likne ko kiya baki hai Hum jin ko apni nazmoon ka Unwan banaya karte the Lafzun ka bana kar taj mehal Kagaz par sajaya karte the Wo hum ko akela choor gay Sab rishtoon se mun murr gay Ab rishte sare sune hain Wo piyar kahan ab baki hai Ab kiya likhein hum kagaz per Ab likne ko kiya baki hai ,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,.,., 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
ossay abb na hoga rabta kehna ossay jis pe hum chalte rahen hain SATH SATH kho gaya woh Rasta kehna ossay teri YADEEN DIL se ruksat ho gain ho chuka yeh saneha kehna ossay abb na dekhay ga tumhara rasta dil ko may samjha chuka kehna ossay cheen se sone na dega Ghum tujhi raat bher abb jagna kehna ossay aashna bun ker na milna rah may Dosti ek khuwab tha kehna ossay moer k pechay dekhtay hum bhi nahi soch ker munh phairna kehna ossay 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Aey Kaash… woh phool si muskurahat merey liye hoti woh masoom shararat merey liye hoti main us zulf ki chaaon main soo jaata woh kaali raat merey liye hoti raat bhar woh ghomaati apna kangan woh bechayni woh betaabi merey liye hoti woh ek taara tha khuley aasmaan main aey kaash woh roshni merey liye hoti merey wujood main bhi zindagi ka suraagh milta jo woh munawar nazar merey liye hoti rishtaa kuch to ban jaata apna bhi mohabbat nahi na sahi,nafrat merey liye hoti 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588