Hindi sms messages July

Wo silsily wo shoq wo

nisbat nahi rahi... Ab zindagi main hijr ki vehshat nahi rahi... Tota hai jab se us ki masihai ka talisam... Dil ko kisi maseeha ki hajt nahi rahi... Phir yon hua k koi shnasa nahi raha... Phir yon hua k dard main shidt nahi rahi... Phir yon hua k ho gaya masroof wo buhat... Or hum ko yaad kerne ki fursat nahi rahi... Ab kya kisi ko chahain k hum ko tu in dino... Khud apne ap se b mohabbat nahi rahi... `~"'DON"'~`0321-4288314

Kabhi jo ehsaas ho tum

ko k tum acha nahi kerte, Jo mujh ko yon rulate ho, Laho mera jalate ho, Agar is aag main jal ker, Main ik din rakh ho jaon, Mujhe dil se bhula dena samandar main baha dena, Magar itna yaad rakhna tum, Khuda se yeh dua kerna, K jo acha lage tum ko, Wo tum jaisa na ho hergiz, Warna tum b rooge, Mujhe jaise rulate ho. `~\"\'DON\"\'~`0321-4288314

mein sahil pe likhi hui

ebaarat nahein jo lehroon sey mit jaati hai mein baarish ki baarasti boond nahein jo baras kar tham jati hai mein khuaab nahein jisey dekhaa aur bhula diya jaye mein shama nahein jisey phoonka aur bhuja diya jaye mein hawa ka jhonka nahein jo aya aur guzar gaya mein chaand bhi nahein jo raat k baad dhal jaata hai mein to woh ehsaas hoon jo tujh mein lahoo bun kar gardish karay mein to woh rang hoon jo teray dil par chahray aur kabhi naa utray mein to woh parwana hoon jo jalta rahay aur fana naa hoga khuaab, ibaaarat, hawak ki tarhaan chaand, boond, shama ki tarhaan meray mitnay ka sawaal hi nahein KIYON K MEIN TO MOHABBAT HOON AUR MOHABBAT KO KOI ZAWAAL NAHEIN `~"'DON"'~`0321-4288314

Jub seena ghum se bhojal

ho or yaad kisi ki ati ho, Tab kamre main band ho jan or chupke chupke ro lena, Janb ankh main ansoo ajayen or yaad main kisi ki bhar ayen, Phir khud ko dhokha mat dena or chupke chupke ro lena, yeh duniya zalim duniya hai, yeh baat buhat phalaaye gi, tum samne sab ke chup rehna or chupke chupke ro lena, Jab ehsaas ho apni ghalti ka or preshan ho apni ghalti per, Tu samne sab k khush rehna or chupke chupke ro lena.. `~"'DON'"~`0321-4288314

Har sagar k do kinare

hote hain kuch log jaan se bhi pyare hote hain yeh zarory nahi har koi pas ho apne zindagi main yadoon k bhi share hote hain AwAis cheema 92 332 818 9211

Na guzarna Eid ko kisi

Mazzid ke samne se, log chand samajhkar apna roza na tod de...aur naraaz ho kar khuda tumse..kahi khubsurat log banana na chhod de... shekhar..09329539898

YAAD KARTA HON TUMHEIN Yaad Karta

YAAD KARTA HON TUMHEIN Yaad Karta Hoon Tumhein Yaad Aati Hi Nahi Kaise Aaye Woh Cheez Jo Jati Hi Nahi... Tum mujhe bhool bhi jaao to ye haq hai tumko Meri baat aur hai maine to mohabbat ki hai... Judai ka pata hota agar pyaar se pehlay To maut ki duva mangte hum deedar se pehle... Peete hain sharaab hum jinhe bhulane ke liye wo hi aa jaate hain yaad hamen rulane ke liye... Manzilon pe aake lutay hain dilon ke karvaan Kashtiyan sahil pe aake dobti hain pyar ki... Benaam Sa Ye Dard...Thehar Q Nahi Jata Jo Beet Gaya Hai...Woh Guzar Kyon Nahi Jata... Sab Kuch To Hai...Kya Dhundti Rehti Hai Nigaahein Kya Baat Hai Mai Waqt Pe Ghar Kyon Nahi Jata... Woh Ek Hi Chera To, Nahi Sare Jahan Mein Jo Door Hai Woh Dil Se Utar Kyon Nahi Jata... Main Apni Hi Uljhi Hoi...Raho Ka Tamasha Jatay Hain Jidhar Sab...Main Udhar Kyon Nahi Jata... Woh Naam Jo Na Jane Kab Se, Na Chehra Na Badan Hai Woh Khawaab Agar Hai To Bikhar Kyo Nahi Jata...

Mohabbat har kissi ke bass

ki baat nehi hoti, Yeh to Hukme Parwardigharr hota hai..

chat pay betha ek kabutar. thoda

chat pay betha ek kabutar. thoda dana dede.... teri nai taang uthai.... mere nana choode... bolo tararara

Rastoon main na betho key

hawa tang kary gi bechry howy logon ki sada tang kary gi mat toot key chaho agaz-e-safar main bechry ga to har ek ada tang kary gi

Khawaboon ki tarah tha na

khayaloon ki tarah tha wo Elm-e-Riazi Ky Sawalon Ki Tarah Tha Ulja hwa aysa ky kabhi hal na howa sulja howa eysa kay mesaloon ki tarah tha

Mohabat hum b krlain gay, Ye

Mohabat hum b krlain gay, Ye ghalti tum b kr laina, Chalo tumhi se kr lain gay, Kisi se tum b kr lena... Tumhain hum dost kehte hain, Tu nadir mashwara dain gay, Mohabbat tum ne kerni hai?? Chalo hum hi se kr laina..... Dr.Love...03324291008

DIL LAGHANE KA IRADHA THA...

!!! MAGAR...... TUNE Tho TODA Hey BEWAFA !!!!!! MERA TO BASH DIL TUTA RE......... TERA TO KISMAT FUTA !!!!! Posted- MAN WITH JEL

Her subah aata hai aapki

yaad lekar, her saam jata hai aapki yaad me hame rula kar. Hame to intezar hai wo subah ki jo aayega aapko saath lekar aur wo saam ki jo jayega aapko mere paas chhod kar. ........Shashwat Jaysingh 09861131448