July Urdu Hindi sms Messages

Roz kisi ka intezar hota

hai, roz ye dil bekarar hota hai, kaash ke koi samajh pata k chup rehne walon ko b kisi se pyar hote hai.....

Bin sawan barsat nahi hoti, Suraj

Bin sawan barsat nahi hoti, Suraj dube bina raat nahi hoti, Kya kare ab kuch aisi halat hai ki, Aapki yaad aaye bina din ki shuruwaat nahin hoti. zaini 03224164331

Zindagi jaise ek sazaa si

ho gayi hai, Gham ke sagar mein kuch is kadar kho gayi hai, Tum aajao waapis yeh guzaarish hai meri, Shayad mujhe tumhaari aadat si ho gayi hai

thaqdeer banane wale tho neh

kami tho na ki ab kis ko kiya mila yeh tho muqadar ki baat hai shahbaz lashari gharo 0321 2144217

Na phulo ki Tammna hai Na

Na phulo ki Tammna hai Na kaliyo per marte hai Bus ek bholi si surat hai Jise hum pyaar karte hai deep gour

Ban k ahsas meri dharkan

k pass rehtey ho, Tasweer ban k meri anchoon k pass rehtey ho, Aaj poochna aik sawal tum se door ho kar, kya tum b mere bina uddas rehtey ho!!!?

Jisay tha samjha sahara zindagi

ka. Tha woh ek khwab meri bay khudi ka. Dard uska tha or trap merya dilki, Hua Hay yeh hissa aaj bay hisi ka. Mat hanso halat-e-zar per meri, Kuch tou andaza kro meri bay basi ka, Kehtay thay keh mat dil laga Abid..! Dekha hay tunay anjam dillagi ka..??? Jisay tha samjha sahara zindagi ka. tha woh ek khwab meri bay khudhi ka. Dard uska tha or trap meray dilki, hua hay yeh hissa aaj bay hisi kay. Mat hanso halat-e-zar per meri. Kuch tou andaza kro meri bay basi ka. Kehtay thay keh mat dil laga Abid...! Dekha hay tunay anjam dil lagi ka..???

khual kar kabhi dil ki

baat nahi hoti.. pass rah kar bi mulaqat nahi hoti.... jab kabi dekh loon teri sharmili ankhan.. phir meri khusi ki taab nahi hoti... Cancerian 0333-7254407

Yeh Yaad Hai Apki ya

"Yaado" main aap ho,, Ye Kwab hai apke ya "Kwabon" Mai Aap ho,, hum nahi jante hume bas itna bata do, Hum "Jaan" hai apki ya Jaan "Humari" 'AAP' ho. I. Ahmed 09837920121

Masoom Mohabbat ki Masoom Ada

Rakhna,,, Hoton ko na ho jumbish izhar Bhi ho jaye,,, Ehsas ke jhokon se Chilman ko hata dena,,,, Parda bhi rahe qayam DEEDAR bhi ho jaye,,,,,, 09837920121 I. Ahmed

dete ho kyu ye dard

bus humi ko kya samjoge tum in ankho ki nami ho u to hoge lakho dewane is chand k chand kya mehsus karega 1 tare ki kami ko

dosti Zindgi jene ka paigam

hoti hai, Dosti sab Risto se Mahan hoti hai. Bina Dodti ke jina bahut Muskil ho jaata hai, Kyoki Ek Dost me Dusare dost ki Jaan hoti hai. Raj MObile no. 09899103826

Kaash hum sms hote ek

klik main tumare pass hote bhale tum hume delete kar date per kuch pal ke liye hum tumare pass to hote. From Wafe-e-Abbas 03342911364

Muhabbat rooh main utra hua

mosam hai so jana taulaq khatam karnay say muhabbat kam nahi hoti. Bohat kuch tum say b barh kar muyassar tha muyassar hai najanay phir b kyun teri zarurat kam nahi hoti Faizi: 03466337727

Waqt to waqt hey, guzar

jata hey, judai ka durd dil mein utar jata hey, Lafzon mein tery pyar ka amrit ghula huwa, bun ke naghma meri saanson se bikhar jata hey.

aa raatan tahna kyo hundi

ha... kismat to saareya nu shikayai kyo hundi ha... kite mile rabb te zaroor puchna... jisnu paa nahi sakde ose naal mohabbat kyo hundi ha...

Humne bhi kisi se Pyar

kiya tha, Thoda sanhi Beshumar kiya tha, Magar badal gayi zindgi meri jab, Ushne kaha arey pagal maine to mazak kiya tha. Raj09899103826

koi deewana kehta hai koi paagal

koi deewana kehta hai koi paagal samaj taa hai magar dharti ki bachani ko bus baadal samaj taa hai mai tuj se dur kaisa hoon tu muj se dur kaisa hai yai mera dil samaj taa hai yaa tera dil samaj taa hai `~"'DON"'~`0321-4288314

Sabse Aana Jaana Rakha Mera Ghar

Sabse Aana Jaana Rakha Mera Ghar Veerana Rakha Hamne Ek Khawahish Rakhi Tumne Ek Bahaana Rakha Tere Saath gaye lamho ka hamne naam khazana rakha Tum mein batao kya rakha tha Hum mein batao kya na rakha Tere bina ab kya jeena hai Kehne Ko Hai Zamana Rakha Kaisa Kaafirana rakha Tujh bin koi khuda na rakha `~"'DON"'~`0321-4288314

hum apko kaise samjhae ap

mere lie kja hai mere jine ka maqsad hai meri saanson ki wajah hai hum apko kasie samjhae apke lie tarapta kjun hai dil apke lie rota kjun hai meri rag rag apko pukarti kju nai hum apko kaise samjhae apki ruh meri ruh se aise milti kjun hai jaise hum judwa hon hum khud nahin jaante to hum apko kaise samjhae `~"'DON"'~`0321-4288314

Suna hei log aap ko

aankh bher k dekhtay hein, To aap k sheher mein kuch din ther k dekhtay hein, Suna hei rbt hei ap ko khrab halon se, Soo apnea p ko brbad ker k dekhtay hein, Suna hei drd ki gahk hei chshm e naaz aap ki, Soo hum bhi aap ki gali se guzer k dekhtay hein, Suna hei aap ko bhi sher o shairi se shugaf, Tu hum bhi mujze apne huner k dekhtay hein, Suna hei aap bolo to baton se phool jhertay hein, Ye baat hei to chalo aap se baat ker k dekhtay hein, Suna hei raat mein aap ko chand tkta rehta hei, Sitaray baam e falk se uter k dekhtay hein, Suna hei din mein aap ko titliyan stati hein, Suna hei raat ko jugnu ther k dekhtay hein, Suna hei chsher hei aap ki gzaal si aankhein, Suna hei aap ko hiran dsht bher k dekhtay hein, Suna raat se berh ker hein kaklein aap ki, Suna hei shaam ko sayae guzer k dekhtay hein, Suna hei aap ki syaa chshmtli qyamat hei, Soo aap ko surma frosh aah bher k dekhtay hein, Suna hei aap k labon ko chho ker gulaab jltay hein, Soo hum bhaar pe ilzam dher k dekhtay hein, Suna hei aina tmsaal hei jabien aap ka, Jo sada dil hein ap ko bn sanwer k delkhtay hein, Bs ek nigah se luta hei kafla dil ka, Soo rah rwan e tmna bhi drr k dekhtay hein, Suna hei aap k shbistan se mutsil hei behisht, Maseeh udher k jalway bhi idher dekhtay hein, Rukay to gerdishein aap ka tuwaf kerti hein, Chlay to zmana aap ko tehar k dekhtay hein, Khaniya hi sahi sb mubalgay hi sahi, Ager aap khuwaab ho to taabeer ker k dekhtay hein, Ab aap k shehar mein tehraein ya kooch ker jaein, ALI aao sitaray safer k dekhtay hein! `~"'DON"'~`0321-4288314