Aahista - aahista milte milte
aa gaye mere itne kareeb, jo kal tak hua karte the ajnabi, ban gaye hain aaj wo hi mera naseeb...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
aa gaye mere itne kareeb, jo kal tak hua karte the ajnabi, ban gaye hain aaj wo hi mera naseeb...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Ikraar se intezaar hota hai, Besabri se bekaraar hota hai, Jab chehra hojaye isme shaamil, Tab yarana fanaa hota hai! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
churane ki, ek ada tumahrey dil me bus jane ki, Chehra tumhara phool sa aur ek zid hamari phool ko pane ki.
Tasveer nahi banti Tasveer banata hoon, Tasveer nahi banti Ek Khawaab sa dekha hai, Ta'abir nahi banti BeDard Mohabbat ka itna sa hai Afsaana Nazron se mili Nazrein wo ho gaya Deewana Ab Dil ke Bahelane ki Tadbeer nahi banti Dam bhar ke liye Meri Dunya main chale aaoo Tarsi hoi Aankho ko phir Chehra dikha jaoo Mujh se to Bigri hoi Takdeer nahi banti Tasveer banata hoon, Tasveer nahi banti
tafseer hay bhut Parh lay to ankh ki the-reer hay bhut Betha raha wo pass to main sochta raha Khamoshiyon ki apni bhi ta-seer hay bhut 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
bari mushkil say seekha hai! Zehar aram say peena bari mushkil say seekha hai. Mairay sathi ki marzi thee so ye karna para mujhko Banana saghar-e-meena bari mushkil say seekha hai nahe ye ho nahe sakta k main nafrat bhe karon tum say, K main nay piyar he karna bari mushkil say seekha hai ....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
hai laiba tere baad mujhe zindagi sehra lage hai wo ik peepal jahan hum tum mile the wahan pe indino mela lage hai abhie dard hain humpe farifta ab to ye gambhi mujhe acha lage hai jo mujhse dushmani khul kar nibahye mujhe wo aadmi acha lage hai jo apne jehal ka ahsaas rakhe wahi mujhko padha likha lage hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Mairee zindagee tairay bina aisay, Shaayer bina Ghazal k ho jaisay.... Musaafir bina Manzil k ho jaisay Maut binaa Zindagee k ho jaisay Mairee zindagee tairay bina aisay, Saaya bina shajjar k ho jaisay.... Muhabbat bina wafa k ho jaisay Gulshan bina phool k ho jaisay Mairee zindagee tairay bina aisay, Raanjha bina Heer k ho jaisay.... Punoo bina Sassee k ho jaisay ishq bina javaani k ho jaisay...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Kabhi Socha Hay Hamaray Rishtay Ka Naam Kia Hay Mohabbat, Zarorat, Khowahish, Janoon, Eshq Yah Woh Rishta Jo Aasmaan Ka Zameen Say Hay, Barish Ka Sehra Say Hay, Haqiqat Ka Khowaaboon Say Hay, Din Ka Raat Say Hay, Yeh Kabhi Ak Dosaray Say Mil Nahi Patay Lakin Ak Dosaray Kay Bagair Adhooray Bhi Hain Shayed Easa He Kuch Rishta Mera Or Tumhara Bhi Hay..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
chahta hoon Tum ko apna banaana chahta hoon Bhula kar apne sab gham Tumhe dilse apnana chahta hoon Tumhe tumhari ijazaat se Apne dil mein basana chahta hoon Apne naam k saath joar kar tumhara naam Duniya ko sar-e-aam dikhana chahta hoon Kab ho Qubooliyat ki ghari na jaane Tumhe har dua mein mangna chahta hoon Ho jaao tum meri aur main tumhara Harr pal bas yehi ehsaas chahta hoon Tum se hi ki bass mohabbat main ne Apni sari zindagi tumhare sang chahta hoon Karta hoon aaj main ye iQraar Main bass tumhe bass tumhe hi chahta hoon HaQ ke saath kahoon tumhe main apna Tumse bass aaj main yehi raza chahta hoon.. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
mere jaane pe aye jana pareshaan tum nahin hona kabhi chip k nahin rona judaaye zahar hoti hai mujhe maloom hai lekin firaq-o-hijr ka lamha yaqeenan beet jayega yaqeenan wasl ka mausam dubara laut aayega woho shaamen wohi raaten wohi kisse wohi baaten wahi phir daastaan hogi mohabbat meharbaan hogi mohabbat meharbaan hogi..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
apne sard kamre main main udaas baithi hoon neemwa dareechon se nam hawayen aati hain mere jism ko chookar aag si lagati hain tera naam lele kar mujhko gudgudati hain kaash !!! mere par hote tere pass ud aati kaash!!! main hawa hoti tujhko chu k laut aati main nahin magar kuch bhi sangdil rivajon k aahni hisaron main umrqaid ki mulzim sirf ik ladki hoon!!!!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
bhe rasta nahi daita zameen wakif nahi banti,Falak saya nahi daita khushi or dukh k mausum sub k apne apne hotay hain kisi ko apnay hissay ka koi lamha nahi daita udasi jis k dil mai ho usi ke neend urte hai kisi ko apni aankhon say koi sapna nahi deta uthana khud he parta hia thaka tuta badan apna k jub tak sans chalte hia koi kandha nahi daita 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
aate hain guzarte jate hain ik doosre se baat kiye bina sarakte jaate hain guzarye lamhon ko takta jaata hoon kuch zakhmi yaaden hain ' unhen rafoo karta hoon waqt ka marham rakhta hoon yahi pe khada hoon be aawaaz sabse guftugoo hoti hai khud se la kalaam hokar .....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
main ik shaam kahen aabad tou ho uss jheel kinaray pal do pal ik khuwab ka neela phool khilay wo phool baha dain lehron main ik roz kabhe hum shaam dhalay uss phool k behtay rangon main jis waqt larazta chand chalay uss waqt kahen un aankhon main uss guzray pal ki yaad tou ho un jheel se gehri aankhon main ik shaam kahen aabad tou ho phir chahay umar samandar ki har mouj paraishan ho jaye phir chahay aankh dareechay say har khuwab guraizan ho jaye phir chahay phool k chehray par har dard numayan ho jaye uss jheel kinaray pal do pal wo roop nagar aabad tou ho din raat k iss aaenay say wo aks kabhe aazad tou ho! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho tum jahan peh bayth k jati ho main waheen pe betha rehta hoon us cheez ko choota rehta hoon main aisi mohabbt karta hoon tum jis se huns k milti ho main us ko dost banata hoon tum jis rustay par chalti ho main us say aata jata hoon main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho tum jin ko daykhti rehti ho wo khuwab….sarhanay rakhta hoon tum say milnay julnay k kitnay hi bahanay rakhta hoon main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho tum jahan bhi bayth k jati ho jis cheez ko hath lagati ho main waheen peh baytha rehta hoon us jaga ko choota rehta hoon main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho kuch khuwab saja kar aankhoon main palkon say moti chunta hoon koi lums agar choo jaa a to main pehroon us ko sochta hoon main…aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho jin logon main tum rehti ho tum jin say batain karti ho tum jin say huns k milti ho jo tum ko achay lagtay hoon wohi mujh ko achy lagtay hain main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho jis bagh main subh ko jati ho jis sabzay par tum chalti ho jo shakh tumhain choo jati hay jo khushboo…tum ko bhati hay wo os tumharay chehray par jo qatra qatra girti hai wo titli chor k phoolon ko jo tum say milnay aati hai jo tum ko choonay aati hay un sab k nazuk jazbon main meray dil ki dharkan basti hai miri rooh bhi shamil rehti hai tum paas raho ya door raho nazron main samai rehti ho main tum ko takta rehta hoon main tum ko sochta rehta hoon main aisi mohabbat karta hoon tum kaisi mohabbat karti ho..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
bekarar kerti hai nazar talash aap ko bar bar kerti hai gila nahi jo door hain hum aap se humari to judai bhi aap se pyar kerti hai
Sapna Dikhaaya Hai Dekho Kahin Toot Jaye Na Itnay Zamaanon Main Jo Laut Kar Aaya Hai Phir Kahin Rooth Jaye Na Chehray Tumharay Pay Jo Rang Hai Bahaar Ka Pichli Bahaaron Main Na Tha Lehjay Main Bol Laga Hai Jo Khumaar Sa Kal Tak Baaton Main Na Tha Kal Tak Baaton Main Na Tha.. Chehray Tumharay Pay Jo Rang Hai Bahaar Ka Pichli Bahaaron Main Na Tha Lehjay Main Bol Laga Hai Jo Khumaar Sa Kal Tak Baaton Main Na Tha Ho.. Aankhon Ko Aankhon Nay Jo Sapna Dikhaaya Hai Dekho Kahin Toot Jaye Na Itnay Zamaanon Main Jo Laut Kar Aaya Hai Phir Kahin Rooth Jaye Na Pal Do Pal Dil Milnay Ki Baat Hai Raastay Nikal Aaengay Beeti Hui Baaton Ka Gubaar Dhul Jaye Ga Faaslay Simat Jaengay Raastay Nikal Aaengay Pal Do Pal Dil Milnay Ki Baat Hai Raastay Nikal Aaengay Beeti Hui Baaton Ka Gubaar Dhul Jaye Ga Faaslay Simat Jaengay Ho.. Aankhon Ko Aankhon Nay Jo Sapna Dikhaaya Hai Dekho Kahin Toot Jaye Na Itnay Zamaanon Main Jo Laut Kar Aaya Hai Phir Kahin Rooth Jaye Na
jab ishq tumhein ho jaey ga.. deewaron se takrao gey jab ishq tumhein ho jaey ga.. Rani 0333-7234467
chamak chhod jaunga, main bhi gule watan mehakte chhod jaunga, jab bhi diye jalenge , meri yaad aayegi, har sham ki jami par roshni chhod jaunga.... i'm still love you.......n still waiting 4 u.... Sachin!!
khushi k leya ghum kurban hasi k leya ansoo kurban pyar k leya dil kurban mayary dost tere leya jan be kurban magar larkii k leya yaar to be kurban ali(03325283202)
pay saja deta. magar zakham lekar teri dehleez par aao kesey. By Farhan
sur ha na taal ha deekh mara kia haal ha rang barangi is dunia main tare dosti bay misaal ha
hai janam Tumhari shadi hai or idhar hain akelay hum Allah tumhein bohat si khushian day Tumharay oper kabhi na giray koi bum
usey kehte hain TEER dil me jo utar jaye usey kehte hain TASVEER or hum jesa pyar karne wala dost mil jaye tu usey kehte h... Comments (0) | Post a response | Rated:(0.00) | Picture (no)
chupa lo mujh ko..... ghum-e- dunia se meri jaan bacha lo mujh ko ....tum ko de di hai esharoon mein ejazat mein ne .... mangne se na miloo tu chura lo mujh ko .... apne saaye se bhi mujhe dar lagta hai .... ho jo mumkin tu nighahoon mein chupa lo mujh ko .... dil mein nakaam tamanoun ka tufaan sa hai.... meri uljan meri wehshat se nikalo mujh ko .....aap ko likhna hai kissi roz khat mein jana......hum tu khud ke bhi nahi apna bana lo mujh ko .... adnan khan [email protected]
ebaarat nahein jo lehroon sey mit jaati hai mein baarish ki baarasti boond nahein jo baras kar tham jati hai mein khuaab nahein jisey dekhaa aur bhula diya jaye mein shama nahein jisey phoonka aur bhuja diya jaye mein hawa ka jhonka nahein jo aya aur guzar gaya mein chaand bhi nahein jo raat k baad dhal jaata hai mein to woh ehsaas hoon jo tujh mein lahoo bun kar gardish karay mein to woh rang hoon jo teray dil par chahray aur kabhi naa utray mein to woh parwana hoon jo jalta rahay aur fana naa hoga khuaab, ibaaarat, hawak ki tarhaan chaand, boond, shama ki tarhaan meray mitnay ka sawaal hi nahein KIYON K MEIN TO MOHABBAT HOON AUR MOHABBAT KO KOI ZAWAAL NAHEIN
per, ab kia likhne ko baqi hai.. Ek dil tha so wo toot gya, ab lutne kokia baqi hai.. Ek shakhs ko hum ne chaha tha, ek rait pe naqsh banaya tha, In rait ke zaroon ko hum ne, phir apne dil main sajaya tha, Wo rait tu kab ki bikhr gayi, wo naqsh kahan ab baqi hai.. Ab kia likhain hum kaghz per, ab kia likhne ko baqi hai.... cool mind, 03334263108
Zarorat hoti nahi alfaz ki, chahat tu cheez hai ehsaas ki.. Pass hona kisi ka zarori tu nahi, jab door se bhi khabar hai hamain ap ki her sans ki.... cool mind, 03334263108
aabad kar rahe the, Chand se aap ki baat kar rahe the, Dil ko bara sakoon mila jaan kar, ke aap bhi hamen yaad kar rahe the,**...;.! Baber Khan +92 321 2537193
be nahi Chand chandni k baghair kuch be nahi Samandar paani k baghair kuch be nahi Aur hum aap k baghair kuch be nahi By IMRAN Marwat
Bohat Hai, Jis Ka Milna Dushwaar Bohat Hai, Jo Shakhss Mere Hathon Ki Lakeeron Main Nahi, Us Shakhss Se Mujhey Pyaar Bohat Hai. (Muzamil)
aapse..... Na jane keisi chahat hai aapse..... Milne ko to bohat log hain hamare aas pass.... Par dil ko na jane kyun raahat milti hai bas aapse.. For my bestest friend my jaan.....
Tamanaaon Se Bhari Ho Zindagi. Khawaishon Se Bhara Ho Har Pal. Daaman Bhi Chotta Lagne Lage. Itni khushiyan De Aapko Aane Wala Kal.
na ho , Wo pal main ne jiya hie naheen..... *Jis waqt men teri talab na ho, Us waqt ka ehssas main ne kiya hie naheen....