Yaadon ko tumhari dilse n
bhulayege, ek pal b bichard kar tumse dur nahi jayage. Kabi sapne me to kabi yaado me ayage, kabi dilse yaad kark dekhna samne a jayage 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
bhulayege, ek pal b bichard kar tumse dur nahi jayage. Kabi sapne me to kabi yaado me ayage, kabi dilse yaad kark dekhna samne a jayage 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
gya ab, Hr roz milne wale hm dost ab na mil payenge hm sb. Pr rishto ki dor ke pkke hone ka yehi ehsas hai, Bhulenge kaise beshk aankhon se dur hai pr dil ke to pas hai. 'Tbhi to ae dost apni dosti khas hai'. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
n chute. Duniya me aapse koi na ruthe. Mehrban ho khuda itna aap par, Ki Aasman par tare bhi aapki marzi se tute. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
kabhi, ZiNdagi lgti hai bejaaN kbhi kbhi. Samjh Aaye to hame bhi bataNa ki, kyouN karti haiN yaadeiN paresaaN kabhi kabhi. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
taraf nahi dekha Tumhare baad kisi ki taraf nahi dekha Tear intezaar lazim hai ye sochkar Tamaam umra ghadi ki taraf nahi dekha. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
raaz wohi tha Chehra wohi tha chehre ka libaas wohi tha Kaise keh dun ki bewafa hain wo Aaj bhi unke dekhne ka andaaz wohi tha. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Gey Jab Aangan Khali Pao Gey Jab Sahil Se Takrati Lehron Mein Apni Tanhai Mein Kho Jao Gey Jab Raat K Tanha Daman Mein Tum Chand Ko Aadha Pao Gey Jab Khud Se Baatein Kartay Kartay Tum Door Kahin Kho Jao Gey Jab Dil Ki Baat Chupanay Ko Hum Se Nazer Tum Churao Gey "Mein Tum Se Mohabbat Karta Hon" Har Baar Ye Sunna Chaho Gey In Sab Lamhon Mein Jaan Lena Key Tum, Tum Nahi "HUM" Ban Jao Gey 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Dil mein chhupa leta Muskaati hui Aankhein, aelaan na bun jaaein Jab naam tera aata, Palkon ko jhuka leta Tum meri taraf chal kar, jiss raah se bhi aatey Hur simt meri Aankehin, qadmaon ke taley paatey Aik meethi hansi , hans kar , sow phool khilaa jaatey Yeh Phool Utha leti, Rangon mein naha leta Tum Raaz agar hotey, Mein Dil mein chhupa leta Tum meri umeedon ki kashti ke liyey Saahil manzil ke liyey Rusta, Aankhon ke liyey Kajal Tum Dhoop mein jab aatey, bun jaati waheen Badal Aawaaz agar hotey, Geeton mein saja leta Tum Raaz agar hotey, Mein Dil mein chhupa leta 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Ghuzar Gaye Hum Apnay Ikhtiyar Ki Had Say Ghuzar Gaye Likhi Gayein Naseeb Main Kuch Aisi Hijratain Har Ajnabi Deyaar Ki Had Say Ghuzar Gaye Jagi Hai Apnay Dil Main Gulaboon Ki Aarzoo Jab Mousam-E-Bahar Ki Had Say Ghuzar Gaye Ab Zakhm Haye Dil Ka Kahan Tak Shumar Ho Yeh Zakhm Tu Shumar Ki Had Say Ghuzar Gaye Teri Nigha-E-Mast Say Hum Itnay Pee Gaye Itni K Har Khummar Ki Had Say Ghuzar Gaye Ehsaas Mar Chuka Hai Khushi Hai Na Gham Koi Jaisey K Jeet Haar Ki Had Say Ghuzar Gaye Hasrat Say Mouj-E-Gham Bi Humain Dekhti Rahin Hum Behr-E-Bar Kinaar Ki Had Say Ghuzar Gaye Atti Hain Saaf Saaf Nazar Ghum Ki Manzilain Yeh Qaflay Gubaar Ki Had Say Ghuzar Gaye.. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
chupa le apko, Ji krta hai is jahan se chura le apko. Hai khauf k reh na jaye tanha saasen, Bachi sanso ki khushbo me basa le apko . 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
hi dekhoge, aankhon ko khologe to hame hi paoge. Zindagi me kabhi rona mat, varna un aansuon me hame hi gavaoge. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
aihsas rakhna, najro se dur sahi dil ke pas rakhna. hum ye nahi kahte ki sath sath raho, par dur se hi sahi hume yad rakhna...yaad rakhna..... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Hai, Khush Rehne Ki Usne Dua Di Hai. Ae Khuda Use Sara Jahan Dena, Jisne Apne Dil Me Hume Jagah Di Hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
suna kuch bhi nahi manga khuda se raat din tere siva kuch bhi nahi socha tujhey, dekha tujhey, chahatujhey, puja tujhey meri khata meri wafa, teri khata kuch bhi nai jis per hamari aankh ne moti bichay raat bhar bheja vahi kaghar usey, hum ne likha kuch bhi nahi ik sham ke saey talley bethay rahey vo der tak aankhon se ki batein bohat, moan se kaha kuch bhi nahi ihsaas ki khushboo kahan, awaz ke jugnoo kaha khamoosh yadon ke siva ghar main raha kuch bhi nahi do char din ki baat hey dil khak mein mil jae ga jub aag per kaghaz rakha, baki bacha kuch bhi nahi ... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
taref bhi hay jo meray dil mein hay kasak os taref bhi hay kerb-e-sshabistaan-e-hijr say hum bhi hein aashna aankhoon mein retjagoon ki jhalak os taref bhi hay hein es taref bhi taiz bohut dil ki dhurkanein bai-taab choriyoon ki khanuk os taref bhi hay sham-e-fraq ashk edhur bhi hay zo-fishan pulkoon peh jugnaoon ki damuk os taref bhi hay... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
utarne waale ko kashtiyan nahin milti door door tak jana dhoop ki musafehat hai aur kahin bhi pal bhar ko dhoop k mmusafir par saiban nahin khulte is ajab samundar main umr ki raiyazat hai uske baad humne jana hai jis tarah feezaon main udne wale parinde par barasa baras ye aasman nahijn khulte raazdaan nahin milte baamo-dar nahin khulte is samundar main har utarne wale ko kashtiyaan nahin miltin aur mil bhi jayen to baadbaan nahinkhulte mohabbar k samundar main dukh aur dard hi milte hain mohabbat nahin milti .. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
noor hoon na kisi k dil ka karar hOon jo kisi k kaam na AA saka mein wo ek musht-e-gubaAr hoOn na to mEin kisi ka haBib hOon na kisi k dil ka karar hoon jo bigar gaya wo naseEb hoon jo ujer gaya wo dayyar hoon mera rang roop biger gaya mera yaar mujhse bicher gaya jo chaman fizaa mein ujer gaya mein uski fasl-e-bahar hoon perhey fatiha koi AAi kyun koi chaAr phool charhaii kyun koii Aa k shamma jaali kyun mein wo be kasi ka mazAar hoon mEin nahii hoon naghma-e-jann fishaAn, mujhE sun k koii karega kya mEin barey rOg ki hoon sada mEin barey dukh ki pukaAr hoon..!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Baykhudi kiya chez hay Ishq kee jey phir samjheeey, zindigi kiya chez hay Un say nazrain kiya mileen, roshan fizain ho gaain Aj jana pyar ki jadoogari kiya chez hay Khoolti zulfoon nay sekhai mosamoo ko shairi Jhookti ankhoon nay bataya maaykashi kiya chez hay Hum laboon say keh na pay un say hal-lay dil kabhi Aur wo samjhay nahi ye khamoshi kiya chez hay.... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Uss nay Khat main Ishq ka Matlab Pooch liya hai Mein nay Likha hai Jab Koi Chehra Dhiyaan Mein Akar Maan Angan mein Phool Khila day Jab Koi Naam Labon ko Choo kar Dharkano ki Tarteeb Bhula day Jab koi Jazba Kar-e-Junoon se Atish ko Gulzar bana day Laikin Itna Dhiyaan mein Rakhna Koi Siraat-e-Ishq se Guzry Tab Khulta hai ISHQ se Pehlle ISHQ ka Matlab kab Khulta hai.... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
chahte hain hum us se judda na hon yeh DUA maangte hain hum is main bhala jahan se darrne ki kya baat hai hum her jagah kahenge us se chahte hain hum maangte agar woh jaan bhi hazir hai doston us ki koi baat kahan taalte hain hum 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Tumhare Naam Karta Hoon Mein Is Jeevan Ka Har Pal Tumhare Naam Karta Hoon Mera Guzra Hua Kaal To Mere Mazi Ka Hisah Hai Mein Apna Ajj Apna Kaal Tumhare Naam Karta Hoon Khizain, Sardian, Garmi, Baharein, Barishein, Jara Mein Har Mosaam Ka Har Har Pal Tumhare Naam Karta Hoon Tumhare Dukh, Udasi, Gham, Sabhi Ranj-o-Alam Lekar Mein Yah Khushion Bhari Chagal Tumhare Naam Karta Hoon Sitare Asmaan Ke Sab Tumhari Mang Mein Bhar Kar Shaab-e-Tera Ka Sab Kajol Tumhare Naam Karta Hoon Tumhare Bin Yah Har Aik Pal Mujahy Bechain Rakhta Hai Mein Apna Dil Hai Jo Bekal, Tumhare Naam Karta Hoon Barasta Bheegta Mosaam Hai Kamzori Meri Lakin Mein Yah Sawan, Ghatta, Badal Tumhare Naam Karta Hoon .... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
mere Zindagi apki ho, par sanse meri Dil apka ho, par dharkan meri Zindagi ke akhri mor par dua hogi yahi Kafan apka ho, aur maut meri. App Ne Kisi Aur Ke Liye Humein Chor Diya App Ne Kisi Aur Ke Liye Humein Bhula Diya Hum To Waise Bhi Dunya Main Tanha They Acha Huya Jo App Ne Ehsas Dila Diya
Chupchap kahin rakha to hai, Ek khwaab humne dekha to hai Kal shaam yun hi tanha baidkar Tere bare me socha to hai, Doobte sooraj ugte chaand par, Tere liye paigaam bheja to hai, Behti hawa,saagar ki lehron par, Tera hi naam likha to hai, Aasman ko jab gaur se dekha, Tera hi chehra dikha humko hai, Karib ka nahi door ka sahi, Koi ek rishtaa banaa to hai...
hai, agar humsafar saath na ho, yeh zindagi bhi kya zindagi hai, agar dost toh ka saath na ho, pyaar mai kisie pe daaya nahi aati, aaj kal har koi yeh samjha nahi pata, pata nahi zindagi mai kya galti ki, uski saza aaj mile rahi hai, kash zindagi saza dene se phela baathe toh deti, kash maine yeh mohabbat nahi ki hoti, itna dukh itna dard dil mai rekhna tu nahi parte, kash yeh humsafar humko chod ka gaya nahi hota, phir itna zulum tu sena nahi parte
kya likh rahi thi khuda janay, harf-e-dua likh rahi thi likha jis nay nawal wafa ka adhora wohi pyar ki ,inteha likh rahi thi bhala kartay kartay guzari jawani magar pir bi khud ko ,bura likh rahi thi muhabbat mai nafrat mili thi usay bi jo har shakas ko ,bewafa likh rahi thi zara uski ankhoon se ansoo na niklay wo jis waqat lafz ,saza likh rahi thi namaz-e-muhabbat mai wo apnay hoay thay jo sajjday, kaza likh rahi thi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
Ban sahara be-saharo ke liye ban kinara be-kinaro ke liye jo jeeye apne liye toh kya jeeye jee sakke toh jee hazaro ke liye 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
humtum hotey Intehaye mohbaat ki kashish humtum ankhon se kehtey koi na dekhey na kisi ki ho parwah hum duno hojaye chalo kuch deyr ke liye gumrah teri arzoo thi kab se tughe paya hai aaj kisey sunao mein kaise dil jhoom utha hai aaj tughse do ghadi baat karle tau machal utha hai yeh dil samghatey nahi samaghta kyun hai yeh itna gafil Aao na itne kareeb ke hum durr na ho paye tumse Azmao na hume itna kaheen hum darr na jaye tumse
SUNO SIRF AIK BAAR TUM CHAHAY NA MUJH SAY BAAT KARNA MAGAR AIK ILTIJAA HAI TUM SAY SUNO SIRF AIK BAAR MERA NAAM LAY KAR KOI BHI ACHAY SAY KAPRAY PEHANANA AUR PHIR HALKA HALKA SA SINGHAR KARNA MEIN TO NA TUMHAIN DAIKH PAAOONGHA LAIKIN SUNO SIRF AIK BAAR MERA NAAM LAIKAR AANKHON KO BAND KARNA DONO HAATHON MEIN CHUPA KAR GHUMAAN KARNA KAY MEIN TUMHAIN DAIKH RAHA HOON FORAN AAINA DAIKHNA AIK TABDEELI HO GHI TERAY HUSN MEIN JAISAY PHOOL SHABNAM SAY THODA JHUK GAYA HO SUNO SIRF AIK BAAR MERA NAAM LAI KAR SEENAY PAY HAATH RAKHNA DADHKAN TO SAAF SUNAAEE DAY GHEE MAGAR US KI SHIKAAYAT KO BHI MEHSOOS KARNA SUNO SIRF AIK BAAR........ .... APNAY HAATH PAY MERA NAAM LIKHNA
jee chahta hay Aatish-e-shoaq main jal janay ko jee chahta hay... Tujh say ik raaz ki sargoshi bhi karna chahoon Phir wohi raaz nigal janay ko jee chahta hay... Dil yeh chahay kay tere dil main rahoon dil ban kay Phir usi dil say nikal janay ko jee chahta hay... Wehshat abad makanon main nahi jee lagta Sheher say door nikal janay ko jee chahta hay... Hum say yeh rasm ki zanjeer bhi kab toot saki Dil ki zidd par bhi machal janay ko jee chahta hay
Sab Se Juda Lagti Ho Sirf Hum Se Hi Nahi Khud Se b Khafa Lagti Ho Aankh Uthti Hay Na Jhukti Hay Kisi Ki Khatir Saans Charhti Hay Na Rukti Hay Kisi Ki Khatir Jo Kisi Dar Pe Na Thehry Vo Hawa Lagti Ho Zulf Lehraye To Aanchal Mein Chupa Leti Ho Hont TharTharayein To Daanton Mein Daba Leti Ho Jo Kabhi Khul Kar Na Barsay Vo Ghata Lagti Ho Jagi Jagi Nazar Aati Ho Na Soyi Soyi Tum Jo Ho Apnay Khayalat Mein Khoyi Khoyi Kisi Mayoos Musawwar Ki Dua Lagti Ho Apnay Mahol Se Bichri Hoyi Tum Lagti Ho Pass Baithi Ho Par Uljhii Hoyi Tum Lagti Ho Beech Apnay Hay Koi Pichlay Janam Ka Rishta Jaagtay Sotay Mein Dekhi Hoyi Tum Lagti Ho Yeh Lab-o-Lehja Yeh Aankhein Nahi Iss Duniya Ki Mujh Ko Mareekh Se Aayi Hoyi Tum Lagti Ho Chaandni Ratoon Mein Phaili Hoyi Khushboo Ki Tarah Mujh Ko Har Simt Se Aati Hoyi Tum Lagti Ho Aik Benaam Udasi Ki Jhalak Chehry Par Shayed Iss Shehar Se Roothi Hoyi Tum Lagti Ho Sab Mein Shamil Ho Magar Sab Se Juda Lagti Ho Sirf Hum Se Hi Nahi Khud Se b Khafa Lagti Ho...!!!
Kya To,, Woh Urh Gaya Main Ne Sooraj Se Pyaar Kya To,,, Woh Gharoob Ho Gaya Main Ne Chand Se Pyaar Kya To, Woh Badlon Main Chup Gaya Main Ne Pani Se Pyaar Kya To, Woh Beh Gaya Main Ne Baraf Se Pyaar Kya To, Woh Pighal Gaya Main Ne Barish Se Pyaar Kya To, Woh Baras K Thum Gaya Main Ne Aag Se Pyaar Kya To, Woh Bujh Gai Main Ne Phoolon Se Pyaar Kya To, Woh Murjha Gaya Main Ne Kanto Se Pyaar Kya To, Wo Toot Gaya Main Ne Janwaron Se Pyaar Kya To, Woh Meri Zaban Na Samjh Sakay Or Jab..Main Ne Insaan'on Se Pyaar Kya To, Woh Be-Wafa Niklay
EHSAAS HONE DO ABHI KUCH DAIR TEHRO HUSSUN KO BENAQQAB HONE DO BEWAJHA DIL KO YOUN ROKA NAHI KERTY ITNE MUHTAT HO KIUYN ZARA MUSAM KHARAB HONE DO ISHARON MN KAHI BATAIN AKSAR NA MUKAMMAL HOTI HN RUKKO, MERE AKO ZARA KITAB HONE DO ZINDAGI KO DO RAHY PE LA K CHODTY HO KIYUON KUCH KAHO YA APNI BEWAFAYI KA HISSAB HONE DO AJAB NAHI K LOG TUJHE BEWAFA JANNE PHIR KIYOUN NA AAJ PORA MAHTAB HONE DO YEH RAAT ANDHEERI SAHI PER THANDI TU HOTI HY ROSHKI HAQEEQAT KIA ZARA CHANDA KO AFTAAB HONE DO
Hume Na Bhula Dena, Koi Rula de Tumhe To Hume Yaad Kar Lena, dost Ho tum hmare, Khushi Na Sahi YAAR Gum Hi Baant Lena...!! Sabne kaha Dosti ek Dard hai, Humne kaha Dard kabool hai, Subne kaha is Dard ke saath Jee na Paogay, Humne kaha teri Dosti ki saath Marna kabool hai Roe gi ye aankhain muskurane k baad, Aaye gi raat din dhal jane k baad, Kabhi ruthna na mujhse, shayad yeh zindgi na rahe tere ruth jane k baad.
banaya ja sakta hai,,,, is suraj ko bhi abhi bulaya ja sakta hai apni rah main haa'el darya kaise sukay,,,,,, lekin is per pul to banaya ja sakta hai,, ik kathin kaam hai seedha chaltay rahna,,,,, warna khud ko rah pe to laya ja sakta hai tum se bichar kar daftar jaatay sochta hun,,,, kitni der main wapis aaya ja sakta hai kon kahey ab khol k dil sari baatein us se,,,,,, shair ki khair hai, shair sunaya ja sakta hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
afsos mat karo Itna hi us ka saath tha afsos mat karo Insaan apne aap main majboor hai bohat Koi nahi hai bewafa afsos mat karo Is baar tum ko aane main kuch dair ho gayi Thak haar ke woh sogaya afsos mat karo Duniya main aur Chahne wale bhi hain bohat Jo hona tha so hogaya afsos mat karo Is Zindagi ke mujh pe kayi qarz hain magar Main jald laut aoonga afsos mat karo Yeh dekho phir se aagayin Phoolon pe titliyan Ek roz woh bhi aayega afsos mat karo 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
do kyunki roshni bahut kam hai aur main tamaam umar tera intezaar kar longa phir bhi yeh gam rehega ki "Zindagi kam hai"... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
pal se... Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao... pal bhar ka saath kuch aisa ho... ki har pal tum hi yaad aao..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
apne , Aankhon ko ik chand dikha diya apne , hame zindagi to di kisi aur ne par itna pyar dekar jeena sikha diya apne..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
do, manjil ko pane ki lalak rahne do,aap bhale hi raho dur najro se,par band palko me apni jhalak rahne Do..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588
khushi na rahegi, Tere bina chirago me roshni na rahegi; Kya kahe kya guzregi dil par,Zinda to rahenge par zindagi na rahegi..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 58
talash kar, sab kuch yahi hai na kahi aur talash kar, har arzu puri ho to jine ka kya maza, jine k liye bas 1 kami ki talash kar...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588