Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Aziz hai Mujhe har shey

se Dosti Aap ki Utar gayi Mere Dil mai Saadgi Aap ki Kabhi pare na Udaasi ka Aap per Saaya Aur Aansu'on mai na Badle kabhi Hansi Aap ki 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Agar Kisi K Paas Sab

Kuch Ho To Dunya Jalti Hai Agar Kuch Na Ho To Dunya Hansti Hai Mare Paas Aap K Lye Duaaein Hain Jis K Lye Dunya Tarasti Hai !!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Is se pehle k raat

ho jaye Q na ek Mulaqat ho jaye Apne Mobile se ek pyara sa sms hi kar do Jis se shor b na ho aur Baat ho jaye 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Ho nahi sakta k Mujhe

Teri Yaad na aaye Bhool k b Bhool jaoun Tumhein wo waqt na aaye Tum Bhoolo to Tumhein koi aanch na aaye Mai Bhoolon to Mujhe agli Saans na aaye 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Gham k Sagar mai kabhi

Doob na jana Raahon pe chal k Manzil na pao to Toot na jana Zindagi mai agar Dost ki kami Mehsoos ho to Hum hain ye Bhool na jana..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Ek zara si Bhool Khata

ban gayi Meri Wafa hi Meri Saza ban gayi Dil lia aur Khel kar Torr dia Hamari Jaan gayi aur un ki Ada ban gayi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Mill jaye koi Naya to

Hamein na Bhula dena Koi Rulaye Tumhein to Hamein Yaad kar lena Dost Rahange umar bhar Tumhare Tumhari Khushi na sahi Gham hi Baant lena 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

musafir kay rastay badaltay rahay muqaddar

musafir kay rastay badaltay rahay muqaddar may chalna tha chaltay rahay koi phool sa haath kaandhe pay tha meray paoon sholoon pay chltay rahay meray raastay may ujala raha diye us ki aankhon k jaltay rahay woh kiya tha jisay ham nay thukra diya magar umr bhar haath maltay rahay muhabbat,adaawat,wafa,berukhi kiraye k ghar thay badaltay rahay suna hai unhay bhi hawa lag gaye hawaoon k jo rukh badaltay rahay lipat k chiragoon say woh so gaye jo pholoon pay karvat badaltay rahay [email protected] [email protected] Naam AAP ka Dost No Khud Choice kArlain..0333..0300

ap ke ikhlas se mohabbat

ki hai ap ke ehsas se mohabbat ki hai ap mere pas nahi hai phir bhi ap ki yad se mohabbat ki hai kabhi ap ne bhi mujhe yad kia ho ga main ne un lamhat se mohabbat ki hai ji main ho sirf ap ki or humari batien main ne un oqaat se mohabbat ki hai main ne un jazbat se mohabbat ki hai ap se milna to ab khawab sa lagta hai main ne ap ke intizar se mohabat ki hai 03218817687

Aik rozz achanak wo sar-e-rhah milee mary

Aik rozz achanak wo sar-e-rhah milee mary tooty DIL say aik Ahaa niklee main nay pochaa us say bata kasee hay too ROO Pareee wo Dikhlaa k mujy APNY HATHOON KE MENDIII (MANZAR SHAHZAD, 0321-9822944)

kuch door hamarai sath chalo hum

kuch door hamarai sath chalo hum dil ke kahane keh dengai samjai na jesai tm ankhoon sai wo bath zubane keh dengai phoolon k tarah jab hontoo pr aik shoq tabassum bikrai ga dheerai sai tmhare kano mai aik bat porane keh dengai izhar wafa tm kya jano iqrare wafa tm kya jano ham zikar karengai gheroo ka aur apne kahane keh dengai. haider ali khan yousafzai 03339417446- 03463505097

Har raat ki shurowat neend

se hoti hai Neend ki shurowat sapno se hoti hai Sapno ki shurowat apno se hoti hai Aur apno ki shurowat aap se hoti hai happyyy

Teri meri dosti ko, Kahan koi

Teri meri dosti ko, Kahan koi samajh paya hai. Jisne bhi dekha hai is rishte ko, Aashiqui naam dharaya hai. Kya jaane duniya wale, Dosti bhi ik bandagi hai. Sajde hain isme yaar ke, Yaar ke hi naam zindagi hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Rok lo in door jaate

kadmon ko, Chahat ki itni badi saza mat do. Paas aane ki khwahish ki thi humne, Judaai ka hame yun dard na do. Kat jayegi ye umar intezar me tumhare, Par apni Mohabbat ko humse yun cheen na lo... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Chot khate hai or muskurate

hai, Is dil ko sabar karna sikhate hai. Hum to gum lekar bhi yaad karte hai, Aur ek wo hai jo gum dekar bhi bhul jaate hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Dekhte hai aaj hum us

rah ki viraniyan, Yaro k sang kati jahan humne zindganiyan. Guzra vo daur,Bichd gaye sab dost, Sath reh gayi to un lamho ki kahaniyan. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

In andhero k liye kuch

aftab mange hai, dua me humne dost kuch khas mange hai. Jab b manga kuch rab se, to tere liye dost kushiyon k pal behisab mange hai..... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Apne hisse ki zindagi jee

chuke, ab to dharkano ka lihaz karte hain. Kya kahein duniya waalon ko, jo aakhri saans par bhi aitraaz karte hain. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Bita lenge tere intzaar mein

zindgi, Tu ek bar aane ka vaada to kar ja. Hum bana lenge apne hathon se kabr apni, Tu chirag jalane ka vaada to kar ja. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

--Us rab ne diya hai

sath tumhara, tere pyar se kam nahi pyar hamara. Koi tamnna nahi hai ek khwaesh ko chodkar, na tum rutho na kabhi chhute ye sath tumhara 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Samjte hai wo k pathar

hai hum, unko thokar maar jaenge. Woh bewafa ek baar keh de nafrat hai hamse, khuda kasam pathar to kya, phool bankar b raah mei nahi aenge. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Kabhi num na ho jaye

ye masoom nigahein, meri arrzu hai tu sada muskuraye. Gham ke saaye rahe hum tak hi, tere aashiyane mein hamesha bahaarein aaye. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

2s30(Dosti) main duriyaan to aa30

ja30 rah30 hai. Phir 20 2sti dilon ko mila30 rah30 hai. Wo 2st hi kya jo naraz na ho. Par sachchi 2s30 2ston ko mana30 rah30 hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Ujaale apni yaado ke, Mere saath

Ujaale apni yaado ke, Mere saath rehne do, Naa jaane kiss gali me, Zindagi ki shaam ho jaaye. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Har ek jazbaat ko zuba

nahi milti, Har ek aarzoo ko dua nahi milti, Muskaan banaye rakho to duniya saath hai, Warna aansuon ko bhi aankho me panaah nahi milti...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Khamoshiyaan teri mujh se baat

karti hai, Tera har dard samajhti hai, Pata hai majboor tu bhi aur me bhi, Phir bhi aankhe didaar ko tarasti hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Dosti humari ibaadat hai aap

ki, Ankho se pyaar jatana aadat hai aap ki, Apne pyaar ko nazar naa lage, Chupa kar rakho ye bhi to nasihat hai aap ki. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Woh dosti kya jiss ko

nibhana pade, Woh pyaar kya jiss ko jatana pade, Yeh to ek khamosh ehsaas hai, Woh ehsaas hi kya jiss ko lafzo me batana pade. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Husn me naaz tha nazakat

thi, Ishq ehsaas tha sharafat thi, Woh zamana bhi kya zamana tha, Pyaar karna bhi ek ibadat thi. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Zuba khamosh ankho me nami

hogi, Yahi bas ek daastaan-e-zindagi hogi, Bharne ko to har zakhm bhar jaayega, Kaise bharegi woh jagah jahan TERI kami hogi. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Chaha magar bhula naa sake, Khayalo

Chaha magar bhula naa sake, Khayalo me kissi ke aa naa sake, Kissi aur ko dekh kar aansu toh pooch liye, Magar kissi aur ko dekh kar muskura naa sake. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Dosti ko mann se jataya

aap ne, Door hote hue bhi pyaar nibhaya aap ne, Kabhi bhul naa paayenge pyaar aap ka, Kyun ki yaad rakhna bhi to sikhaya aap ne. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Aaj phir se udaasi chaayi

hai, Tanhayi me baithe yaad aap ki aayi hai, In palko ko band kaise kar loon, In ankho me tasvir jo aap ki aayi hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Jab bhi dekhu tujhe to

yahi khayal aaye, Aisa na ho ke mujhe tere bin jeena aaye, Tu mere saath nahi to koi gum nahi, Par teri yaad mujhe hamesha aaye. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Bhula kar hume kya woh

khush reh paayeinge, Saath nahi to mere jaane ke baad muskuraayeinge, Dua hai khuda se ke unhe kabhi dard naa de, Hum to seh gaye par woh toot jaayeinge. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Ajeeb si hai daastaa humari, Toofaano

Ajeeb si hai daastaa humari, Toofaano se gehri hai kismat humari, Naa bhul sakte hai naa paa sakte hai unko, Ab to tanha hai Zindagi humari. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588