If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.
Hansta Chera Aik Bhana Lagta
Hai
Tera chera kitna sohana lagta hai
Taray agay chand porana lagta hai
Tirchay tirchay tir nazar k lagtay hain
Sida sida dil pay nishana lagta hai
Agg kia hai pal do pal main lagti hai
Bujtay bujtay zamana lagta hai
Sach to ya hai k phool ka dil bhi chalni hai
Hansta chera aik bahana lagta hai
03224164331
yaad aaa gaya
Ansoo nikal parey toh koi yaad aa gaya
Ghar ko baananey wala toh koi matti mein so gaya
Hisey jo batt gaey toh koi yaad aa gaya
Jin k liey thukraa diya wohi
Thukraa kar chal diey toh koi yaad aa gaya
Din bhar toh ous ki yaad sey ghafil rehey magar
Jalney lagey diey toh koi yaad aa gaya
Ab ous k shehar janey ka sochey bi kis tarhaa
Jab paaoon cut gaey toh koi yaad aa gaya
Ous ne bi toh kiey thay magar nibhaey nehi
Wadey kabi kiey toh koi yaad aa gaya
to koi baat nahi
Yehi Wafaa ka silaah hai, to koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se
Safeena doob raha hai, to koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main choopa ke tumko
Woh ghar tumne chor diya hai to koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
Tum hi ne tor diya hai to koi baat nahi
Kise majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai to koi baat nahi
JATI HOON
JUB MAE SUB DUKH BHOOL SAY JATI HOON
JUB KISI KHUSHI KA MUJHAY AHSAS NAHI HOTA
JUB KUCH KEHNA CHAHTEY HOON AUR KEH NAHI PATY HOON
JUB BURDASH NAHI HO PATA HAY
AUR BAYCHAN SI HO JATI HOON
KISI PAL SAKOON NAHI ATA HAY
AUR BAT BAT PER ROTE HOON
JUB DIL TUKRAY TUKRAY HO JATA HAY
JUB DHARKAN RUK RUK JATI HAY
ZAKHUM KA DARD NAHI SAEH PATI HOON
JUB LUFZOON MAY BAT NAHI KEH PATI HOON
MAE CHUP CHUP SE HO JATI HOON
AUR KUCH BOAL HE NAHI PATI HOON
MERI RAAZDAN, MERI SAHALIAN, MERI TANHAI'AN
SAATH MERA BUS DAYTI HAIN
HAN
TANHAI'AN BOLTI HAIN
TANHAI'AN BOLTI HAIN
jalan kaisi hai...
aaj phir dil ko tarapne ki lagan kaisi hai...
ab kisi chhat pe charagon ki qatarein bhi nahin...
ab tere shehar ki galiyon mein ghutan kaisi hai...
baraf ke roop mein dhal jayeinge saare rishtey...
mujh se poochho muhabbat ki agan kaisi hai...
mein tere wisal ki khuwahish ko na marne doonga...
mausam-e-hijar ke lehje mein thakan kaisi hai...
regzaron mein jo banti rahi kaanton ki rida...
us ki majboor si aankhon mein kiran kaisi hai...
Mujhe Masoom si Pagal Larki Pay Taras ata hai
usey dekho to muhabbat mein magan kaisi hai...
03224164331
ka andhera kyun aata hai,
Jisse hum chahte hai wahi hume kyun rulaata hai,
Agar wo mera nasib nahi to puchta hoon uss khuda se,
Aise logon se kyun milaata hai.
SaaMer +92 300 2711 588
kuch aur hai,
Band aankhon me rone ka mazaa kuch aur hai,
Aansoo bane lafz aur lafz gazal,
Aur uss gazal me aap ke hone ka mazaa kuch aur hai.
SaaMer +92 300 2711 588
ha,
Nas nas me zeher utrta ha,
Jab chand ki kirnein tezi se
Is dil ko cheer ke aati hain,
Jab aankh ke andher he aansuo
Zanjiron me bandh jate hain,
Sab jazbon pe chha jati ho,
Tab yaad bohot tum aati ho,
SaaMer +92 300 2711 588
yaad nahi,koi baat bhi os ko yaad nahi, eik shakhs nay os ko chaha thaa woh shakhs bhi os ko yaad nahi, jab subhu bijili chamki thee aor badal toot k barsa thaa, hum donoon jis main bheegay thay, barna bhi os ko yaad nahi,
SaaMer +92 300 2711 588
rahe ge,
Mil kr na milne ke ada yaad rahe ge,
Mumkin ha mere baad wo mujhe bhula dein,
Lakin umer bhar un ko meri wafa yaad rahe ge,
SaaMer +92 300 2711 588
Mere aansuon se dhula hua,
tujhay zindagi ke wo sehar miley, tujhay muhabaton ka safar miley,
Tujhay dard-o-gam na kabhi choo sakay,
ye dua hai koi gila nahe,
tujhay zindagi main wo sakoon milay,
jo kisi ko kabhi mila nahe !!!!!!!
SaaMer +92 300 2711 588
Ik Rat ki Khushbu,
Wo un se mulakat ke Lamhat ki Kushbu,
Chalakti hai Surkhi Kis rukh ki mery rukh se,
Aati hai mery Hath se ye kis Hath ki Kushbu..?
SaaMer +92 300 2711 588
dia kartay thay...
Jo ham kehtay thay woh maan lia kartay thay...
Ajj pass sai anjaan ban kar guzar gay...
Jo dooor sai hi pehchan lia kartay thay...!
SaaMer +92 300 2711 588
kafi ha,
Tamam umar ye aasra hi kafi ha,
Kabhi jo milo hum se to milke muskura dena,
Khushi ke wastey ye silsila hi kafi ha,
Mujhe bahar ke mausam se kuch nahe lena,
Tumhare pyar ki rangeen fiza hi kafi ha,
Tumhara ishq tumhari wafa hi kafi ha,
SaaMer +92 300 2711 588
mahtab jasy ho.
tumhe hum gungunaty hain,mashur tum raag jasy ho.
byan jin ko na kar payin,tum un jazbat jasy ho.
jineh hum jheel jaty hain,tum un hallat jasy ho.
hum jis k sath rathy hain,trapti tum raat jasy ho.
bicharna tum say mushkil ha,mari tum zaat jasy ho.
SaaMer +92 300 2711 588
Kabhi hanstay hain kabhi rotay hain -- Kabhi dil me khwab pirotay hain Kabhi mehfil mehfil phirtay hain Kabhi zaat me tanha hotay hain Kabhi chup ki muhar sajatay hain Kabhi geet labon per hotay hain Kabhi sab ka dil behlatay hain
SaaMer +92 300 2711 588
kay me tumse kitna pyar karta hoon to barish kay qatron ko haath ki mutthi me jama karo. Jitne jama kar sako utna tum Pyar karti ho, aur jitne mutthi me na aah sake utna me pyar karta hoon
SaaMer +92 300 2711 588
saath nibhaooga
Chahe parey Marjana, Tera saath nibhaooga
Haathon mai Haath lye Ae Hamdam-e-Dereena!
Ban ker Tera Pawana, Tera saath nibhaooga
Ruswai to hoti hai Ishq-o-Mohabbat mai lekin
Na ker Khauf, Hoon Tera Deewana, Tera saath nibhaooga
Baton hi Baton mai, Shairon ki Soorat mai
Inta hai batlana, Tera saath nibhaooga
Ishq Mera Sadiq hai, kardoonga yeh Saabit
Ban k Mai Parwana, Tera saath nibhaooga
Qaul-o-Qarar Mere jhootey hargiz nahi, Meri Janaa!!
Tum ko hai ye Samjaha, Tera saath nibhaooga
Tere Naam ka Dunya Ae Shayar 'SaaMer' Jee
Seh loonga her Ta'ana, Tera saath nibhaooga
SaaMer +92 300 2711 588
haalaat nay nay nazdeek kia ...
dhoop main door say har shakhs shajr lagta hai ...
jis pay chaltay huay socha tha kay lot aaon ga...
ab woh rasta bhi mujhay shahar badar lagta hai..
SaaMer 0300 2711 588
ko tu aankh sujaane de,
Baahon me le-le aur khud ko bhig jaane de,
Hai jo seene me kaid dariya wo chut jaayege,
Hai itna dard ke tera daman bhig jaayega.
SaaMer +92 300 2711 588
ke rakhu,
Chandini raat ki nazroon se chupa ke rakhu,
Meri taqdir mere saath nahi,
Warna zindagi bhar tujhe apna bana ke rakhu.
SaaMer +92 300 2711 588
ke dikhau,
Marne ko keh do to marr ke dikhau,
Phir se janam le ke iss duniya me aayu,
Tamanna phir bhi yahi hogi tujh ko hi paaun.
SaaMer +92 300 2711 588
hai,
Aankhon se nahi,
Khawabon se dur hai,
Khayalo se nahi,
Dil se dur hai,
Dhadkhan se nahi,
Aap se dur hai,
Aapki yaadon se nahi..
SaaMer 0300 2711 588