Urdu Hindi June sms messages

Apne hotho ki hasi tere

naam kar denge, Har khushi tum par qurbaan kar denge, Jiss din hogi kami mere pyaar me, Uss din zindagi maut ke naam kar denge. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Ishq wahi hai jo ho

ek tarfa, Izhaar-e-ishq to khwaish ban jaati hai, Hai agar ishq to ankho me dikhao, Zuba kholne se ye numaish ban jaati hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Dil pe asar karte hai, Dimago

Dil pe asar karte hai, Dimago pe asar karte hai, Hum ajab log hai, Zehno me safar karte hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Dil ye chahe paas rahe, Mere

Dil ye chahe paas rahe, Mere kaano me teri aawaaz rahe, Chahe to bhi alag ho paaye hum, Duniya me aisa tera mera saath rahe. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Iahq ke parwaane har jagah

milte hai, Ishq ke deewane har jagah milte hai, Lekin jo wakei ishq farmaate hai, Woh to sirf maikhane me hi milte hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Depak jugnu chand sitare aik

sey hain yunhi sare ishq ke marey aik sey hain Hijer ki shab dekh tu aa ke mere chand mere aansoo aur yeh tare aik sey hain Darya hoon, main beedh bhau kiya janon mere liye tu duno kinare aik sey hain Meri kashti kis ne dobui kia maloom sari lehrein sare dharey aik sey hain Kuch apne kuch beghaney aur main khud meri jaan ke dushman sare aik sey hain Abh batlau hamein kis sey feryaad karein qatil hakeem munsif sare aik sey hain 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Hum ne Dil ko laga

ke dekh liya Zakham seene pe kha ke dekh liya Apna saathi na ban saka koi Sab ko apna banaker dekh liya Roshini phir bhi na hui ghar main Hum ne Dil ko jala ker dekh liya Woh jafaon se baaz aa na sake Laakh aansu baha ke dekh liya Woh bhi matlab ki baat karte hain Un ko bhi aazma ke dekh liya Meri Aankhon ne kehdiya sab kuch Raaz aankhon main chhupa ke dekhliya Hum ko zara bhi sakoon na mil saka Un ki mehfil main jaa ker dekh liya 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Kabhi safar to kabhi sham

lay gaya mujh say Tumhara dard kae kam lay gaya mujh say Mujhay khabar na hoi aur zamana jatay hoay Nazar bacha kay tera nam lay gaya mujh say Isay zayda zarorat thi ghar basanay ki Wo aa kay meray dar-o-baam lay gaya mujh say Bhala kahain koi juz us kay milnay wala tha Bus ek jurait nakam lay gaya mujh say Bus ek lamhay kay sach jhot kay ayywaz Tamam omer ka elzam lay gaya mujh say 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

itna samjh chuki thi main

us kay mezag ko wo ja raha tha aur main hayran bhi na thi aarasta to khair na thi zindigi kabhi per tujh say qabal itni parayshan bhi na thi jis ja makeen ban nay kay dekhay thay main nay khawab us ghar main ek sham ki mehman bhi na thi duniya ko dekhti rahi jis ki nazar say main us ankh main meray ley pehchan bhi na thi rooti rahi agar to main majbor thi bhut wo rat katni koi asaan bhi na thi naqad-e-wafa ko chasham-e-kharidar kiya milay is jinss kay ley koi dukaan bhi na thi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588 ----

Mujh ko ik hamdam mila

tha,ik safar ki raat main Main bohat baykhud hoa tha,ik safar ki raat main jany kis ki yaad thi k ik manzar dekh kar toot kar main roo para tha!ik safar ki raat main Woh k jis sayy umar bhar ki Doryian mansoob hain Mery seenay sy laga tha ik safar ki raat main Har taraf phaily hoye thy yaad-e-gham k silsilay Kitna mushkil raasta tha, ik safar ki raat main ghar sy bahar paon rakhty hi Laraz uth-ta hai Dil Hadsa aisa hoa tha Ik safar ki raat main Aaj bhi Gungunata hon usy tanhai main Geet jo humny suna tha Ik safar ki raat main 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

kaheen ek masom, nazuk se

larki bhut khobsurat magar sanvali si mujhay apnay khaboon ki bahoon main pa kay kabhi neend main muskurati to ho ge usi neend main kasmasa kasmasa kar serhanay say taqeey girati to ho ge wohi khawab din ki mundairoon pay aa kay usay maan he maan main lobhatay to hoon gay kaee saz seenay ki khamoshiyon main meri yad say jhanjhanatay to hoon gay wo baysakhta dheemay dheemay suroo main meri dhoon main kuch gun gunati to ho ge chalo khat likhain jee main ata to ho ga magar ungleeyan kapkapati to hoon ge kalam hath say choot jata to ho ga omangain kalm phir utha ti to hoon ge mera nam apni kitaboon pay likh kar wo dantoo main ungli dabati to ho ge zaban say kabhi uffff nikalti to ho ge badan dhemmay dheemay sulagta to ho ga kaheen kay kaheen paon partay to hoon gay zameen per doobata latakta ta ho ga kabhi subha ka sham kehti to ho ge kabhi rat ko din batati to ho ge kaheen ek mason nazuk se larki bhut khobsurat magar sanvali se .. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

koi ruswa to koi mutabar

hota hi rahta hai yahan ye khel pyare umr bhar hota hi rahta hai ye duniya hai yahan tum haadson se dosti karlo k har lamha yahan zero zabar hota hi rahta hai tasavvur bhi ajab shai hai tasavvur hi k shah par, par kahin baithe raho phir bhi safar hota hi rahta hai agar gairat salaamat hai to gurbat k bhi aalam main badi izzat se muflis ka guzar hota hi rahta hai koi rus wa to koi mo tabar hota hi rahta hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Na poch mere sabar ki

intiha kahan tak hai Tu sitam karlay Tere taqat jahan tak hai Waffa ki umeed jinhain hogi unhain hogi Humain tu dekhna hai Tu Bewafa kahan tak hai. ..... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

kabhie chiraagh to kabhi teergi

se haar gaye hum bad naseeb the jo har kisi se haar gaye ajeeb khel ka maidaan hai ye duniya bhi k jisko jeet chuke the ussi se haar gaye! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Maine us taur se chaha

tujhe aksar jana... Jaise mehtab ko be-ant samander chahe... Jaise Suraj ki kiran seep ke dil me utre... Jaise Khushboo ko hawa rang se hat kar chahe... Jaise patthar ke kaleje se kiran photti hai... Jaise gunche khile mausam se hina mangte hai... Jaise khwabon me khayalon ki kaman totti hai... Jaise baarish ki dua aabla pa mangte hai... Mera har khwab mere such ki gawahi dega... vosate deed ne mujh se teri khwahish ki hai... Meri socho me kabhi dekh sarapa apna... Maine duniya se alag teri parastish ki hai.. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Tere hote hue bhi tanhai

mili hai, wafa karke bhi dekhi bewafai mili hai. Jitni dua ki tumhe pane ki, us se zyada teri judai mili hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Teri har baat yaad hai

hamein, tu bhi hamein yaad rakhna. vaade yaad rakhna ya na rakhna, par dosti ka ye meetha safar yaad rakhna. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Har aarzu hamesha adhuri nahin

hoti, dosti main kabhi doori nahi hoti. Jinke dil main aap jaise dost rehte ho, unke liye to dhadkan bhi zaroori nahin hoti. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Na Zindgi Mili Na Wafa

Mili, Na Jane Kyu Har Khushi Hmse Khfa Mili. Jhuthi Muskan Liye Apne Gm Chupate Rahe, Saccha Pyar Karne Ki Bhi Kya Khub Saza Mili. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Hm tere sath chalenge tu

chale na chale, tera har drd sahenge tu kahe na kahe. saji rahe duniya teri khushiyo se hamesha, chahe hm is duniya me rahe na rahe. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Mohabbat Ki Daasta Sunaane Aaye

Hai, Tabaah Karne Ke Baad Wo Pyar Jataane Aaye Hai. Aansu Poch Liye The Hamne Kab Ke, Magar Wo Fir Se Hame Rulane aye hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Chale do kadam jo saath

mere, to uske saath se pyar ho jaye. Thame jo pyar se hath mera, to apne hi hath se pyar ho jaye. Jis raat aaye khwabo mein wo, us suhani raat se pyar ho jaye. Jis baat mein aaye zikar uska, usi baat se pyar ho jaye. Jab pukare pyar se mera naam lekar, to apne hi naam se pyar ho jaye. Hota hai itna khoobsurat ye pyar agar, to kaash use bi mere "pyar" se "pyar" ho jaye. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

mujhay kinaaray ki kab tamanna....... tera

mujhay kinaaray ki kab tamanna....... tera zarori hay paar jana biphartay darya ki surk mojain bata rahi hain khiraaj mangain hay aaj darya jo meri mano to aisa kar lo mujhay shareek-e-safar bana loo khiraj mangay jo tujh say darya mujhay bhanwar main utaaar jana kay.........tera zarori hay paar jana 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

jaane kyun log flurt kertay

hain jaane kyun woh affairs chalatay hain jaane kyun...jaane kyun..... jaane kyun jaane kyun^jaane kyun ????? affair bin jeenay main rakha kiya hai affair jiska nahin woh tanha hai affair soo rang leker aata hai affair he zindagi sajaata hai Log chup chup ker affair chalatay hain, Aur sab k saamnay friends ban jaatay hain! jaane kyun...jaane kyun.... jaane kyun^jaane kyun^jaane kyun ? affair best-friends main larai kerata hai affair main banda pagal hojaata hai affair na chahtay huway bhi chal jaata hai affair bohat badnaami kerata hai.... Akhir affair her larai ki BASE ban jaata hai! jaane kyun....jaane kyun.... jaane kyun^jaane kyun^jaane kyun^ ? Laikin^kabhi- kabhi affair pyaar main convert hojaata hai jhoota her such aur sucha her jhoot hojaata hai zindagi ko bhi ek naya start mil jaata hai Aur pyaar ki gari main 4th gear lag jaata hai Aur Yehe Affair Zindagi^Ka^Safar^ Ban^Jaata^ Hai Jaane kyun.....jaane kyun... Jaane kyun^jaane kyun^jaane kyun^ ? 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Dosti ki hai kabhi bhulana

nahi, apna gum kabhi humse chupana nahi. Jitna bhi satana hai satao, lekin is rishte ko kabhi thukrana nahi. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Tumhari ankhon mein samana chahte

hain, Tere dil mein koi thikana chahte hain. Thak gaye hum karte karte yaad tujhko, Ab tujhe hum yaad ana chahte hein 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Ishq wahi hai jo ho

ektarfa, izhar e ishq to khwahish ban jati hai. Hai agar ishq to ankhon me dikhao, zuba kholne se ye numaish ban jati hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Ab to jab bhi Koi milta

Ab to jab bhi Koi milta hay Hum us say apna pata pochtay hain han dekhoo!! hum tumhari talash main khud say bhi door ja niklay hain... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Mujhay her kaifiiyat main kun

na samjhay Wo meray sab havaalay janta hay Main us ki dastaras main hoon, magar wo Mujhay meri raaza say mangta hay Kisi kay deehan main dooba hoa dil Baahanay say mujhay bhi taalta hay 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

ye din , yeh raat,

yeh lamhay mujhe achay lagtay hain tumhain soochoon to saray silsilay achay lagtay hain bauhat door tak chalna magar phir bhi wahien rehna mujhe tum say tumhein tak faslay achay lagtay hain.... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Jane ke liye zamane ke

liye, Hum ne choda tha zamana, Jinhe paane ke liye, Wahi chod chale hume zamane ke liye. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Lamha Lamha jodd kar zindagi

banayi, Zindagi me aap ki dosti se mehak aayi, Dosti ke naam kar diye kuch lamhe, Aaj bas unhi kuch lamho ki aur aap ki yaad aayi. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Saath aap ke jo hase

saath aap ke jo rooye, Khud gum me doob kar khushiyaan aap tak pahuchaye, Aise dost iss duniya me kam hi aaye, Aap ke liye jo jeeye aur aap ke liye mar jaaye. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Hum wahan hai jahan se, Hum

Hum wahan hai jahan se, Hum ko bhi humari khabar nahi aati, Pehle aati thi haale dil pe hasi, Ab kissi baat par nahi aati. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Maut ki goad me jiss

din sone hoga, Naa koi takia hoga naa koi bichona hoga, Saath hogi bus aap jaise doston ki mithi yaadein, Aur shamshaan ka ek chota sa kona hoga. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Dekh kar tum ko yaki

hota hai, Phool itna bhi hasin hota hai, Dekh paate hai kahan hum tum ko, Dil kahi hosh kahi hota hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Har khushi par haq ho

aap ka, Khushiyoon bhara safar ho aap ka, Gum kabhi karwat naa le aap ki aur, Sada muskuraata rahe chahra aap ka. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Mohabbat ke safar me anjaan

hum safar ban gaya, Naa chah kar bhi woh ishq ka gunahgaar ban gaya, Chot aisi lagi dil pe ki woh hasna bhool gaya, Uss ki chahat me woh apno ko bhul gaya. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Sapna kabhi saakaar nahi hota, Mohabbat

Sapna kabhi saakaar nahi hota, Mohabbat ka koi aakaar nahi hota, Sab kuch ho jaat hai zindagi me, Magar dubaara kissi se pyaar nahi hota. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Ek aarzoo iss dil ko

tere pyaar ki, Ek chahat zindagi ko tere saath ki, Kya pata kya ho kal, Bas ek koshish hai duaon se tujhe paane ki. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

tum ko hum dil main

basaa lengay tum aao to sahii saarii duniyaa say chhupaa lengay tum aao to sahii ek vaadaa karo ab hum say na bicharo ge kabhii naaz hum saaray uThaa lengay tum aao to sahii baywafaa bhi ho sitamagar bhii jafaa_peshaa bhii hum dua tum ko banaa lenge tum aao to sahii yuuN to jis simt nazar uthtii hay taariki hay pyaar kay deeep jalaa lengay tum aao to sahii ikhtalaafaat bhii mit jayen gay raftaa raftaa jis tarah hogaa nibhaa lengay tum aao to sahii dil kii vayraanii se ghabaraakay na mooh ko moro bazm ye phir se sajaa lengay tum aao to sahii raah taariik hay aur door hai manzil lekin dard kii shama jalaa lengay tum aao to sahii 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

nazm ulajhii huii hai siine

main nazm ulajhi hoi hay seenay main misray atakay hoay hain hothoon per oortay phirtay hain titliyon ki tarah lafz kaagaz pay baithtay he nahi kab se baithaa hon main jaanum saaday kaagaz pe likhakay naam teraa bas teraa naam he mukammal hay is say bahatar bhii nazm kyaa hogii 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

dayaar-e-nuur main teraa shaboon ka

sathii ho koi to ho jo meri vehshatoon ka sathii ho main us se jhooth bhi boloon to mujh se sach bolay mere mizaaj ke sab mausamoon kaa sathii ho vo mere naam kii nisbat se moo-tabar Thaharay galii galii merii rusvaeeyoon kaa sathii ho main us kay haath na aaon vo meraa ho kay rahay main gir paroon to meri pastiyoon kaa sathii ho vo Khawab dekhay to dekhay mere havaalay say mere Khayaaloon kay sab manzaroon kaa sathii ho .... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

us ne kaha sun ! ahad

us ne kaha sun ! ahad nibhaane ki khatir mat aana.. ahad nibhaane waale akasar.. majbori ya mehjori ki.. thakan se louta karte hen...! tum jaao aur darya darya piyaas bujhaao.. jin aankhon men dobo jis dil men bhi utro.. meri taraf aawaaz na dena lekin jab... meri chaahat aur meri khwahish ki loo... itni taiz aur itni uonchi ho jaai... jab dil ro day tab lout aana...!!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer (aik chota sa Shair) +92 300 2711 588

Rishta hai to isse nibhayenge, Har

Rishta hai to isse nibhayenge, Har pal aapko hasayenge. Nahin hogi aapke paas fursat yaad krne ki, Hum hee tang kr-kr k apni yaad dilayenge. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kyon nazrein churaye baithe ho, Kyon

Kyon nazrein churaye baithe ho, Kyon dil ko dabaye baithe ho. Kya hum itne bure nahi, Jo humein bhulaye baithe ho. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588