Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

mohabbat kerne wale tu sath

sath chalte hain... rasta tu bewafa logye badel te hain... tera chehra hai jab se meri ankhoon main... meri ankhoon se logye jalte hain... qeymat koi nahi jaanta in rone wali ankhoon ki... sewaye iun logoon ke jin ko mohaabt ke safer main roswaye mili ho... SaaMer +92 300 2711 588

na maine pyar kiya na

maine kisi ko dil diya.. phir bhi pyar ko sabdho maine bayan kar sakta hu,,, tere dil maine chipe dard ko... tere aankho se bayan kar sakta hu,,,, kar sakta hu sirf ssabdho maine bayan.. chahakar b tere zakam pe maram nahi laga pata hu.. SaaMer +92 300 2711 588

Jub seena ghum se bhojal

ho or yaad kisi ki ati ho, Tab kamre main band ho jan or chupke chupke ro lena, Janb ankh main ansoo ajayen or yaad main kisi ki bhar ayen, Phir khud ko dhokha mat dena or chupke chupke ro lena, yeh duniya zalim duniya hai, yeh baat buhat phalaaye gi, tum samne sab ke chup rehna or chupke chupke ro lena, Jab ehsaas ho apni ghalti ka or preshan ho apni ghalti per, Tu samne sab k khush rehna or chupke chupke ro lena... Dr. Love...03324291008

Waqt ki ho doop ya

ho tez aandiya, kuch kadmo k nishan kabi nahi khote. Jinhe yaad karke muskura de aankhen, wo log door hokar b door nahi hote. SaaMer +92 300 2711 588

Mohabbat me kya imtihaan aa

gya, roj haste hue chehre ko udas bana diya. Kabhi lutate the ham mohabbat yun hi, aaj khuda ne hame hi mohabbat ka mohtaj bana dia. SaaMer +92 300 2711 588

Zindagi ki raho pe jab

aage jaoge, Peeche ek saya tum hardam paoge, Mudke dekhoge to tanhai hogi, Agar mahsoos karoge to humko paoge. SaaMer +92 300 2711 588

Ae dil na dhadak itni

zor se, Kahin awaaz unhe sun na jaye. Vo dhadkno ki zuban samajhane lage hai, Kahin dil ke raaz khul na jaye. SaaMer +92 300 2711 588

Kisi ko meri yaad aye

ek arsa hua, koi hai hairan to koi tarsa hua. Is tarah khamosh hain ye dil ye aankhe meri, Jaise khamosh ho koi badal barsa hua. SaaMer +92 300 2711 588

Apna Pan Sekha Kar Judda

Ho Gai Na Soocha Tha Samjha Khafa Ho Gai Duniya Main Ab Hum Kis Ko Apna Kehain Gain Woh Bhi Sab Ki Tarhan Bewafa Ho Gai SaaMer +92 300 2711 588

Nazar uthnay se pheelay jukha

lati to acha tha, Apnay ap ko parda bana lati to acha tha . Jo kantoo se ulajh kar phool todra bhi kia todra. Samajh kar Sooch kar daman bacha lati ti acha tha SaaMer +92 300 2711 588

Yoon Tou Yaadain Poorani Nahin

Hoteen Pyaar Paana Sabki Kismat Nahin Hoti hum Dil Rakh Aaye Hain Un Kay Dar Per Yeh Jaantay Hue K Unki Nazrain Zameen Per Nahin Hoteen SaaMer +92 300 2711 588

wo mera ho jo nazar

main haya rakhta ho har qadam saath chale azme wafa rakhta ho naaz us k na uthaon to shikayat na kare gham utha kar bhi jo hansne ki ada rakhta ho SaaMer +92 300 2711 588

Kabhi to muskaraa ker sochta

hooN Mohabbat hay, aqeedat hay ke kiya hay Wo meri rooh, meri zindagi hay Agar is paar kuch paabundiyaaN hoN Usay KhayaaloN maiN basaa ker sochta hooN SaaMer +92 300 2711 588

Juda rehkar bi woh satane

se baz nahi ate, Dur rehkar bi wo dil jalane se baz nahi ate, Hum to bhulna chate hai unko, Magar wo khwabo me ane se bi baz nahi ate. SaaMer +92 300 2711 588

Teri hi tarah hamen yaad

aanewala ho Tere siva bhi koi to satanewala ho Har ek subah yehi dil mein hoonk uthti hai Hamen bhi naaz se koi jaganewala ho SaaMer +92 300 2711 588

Har ilzam ka haqdar vo

hamme bana jate hai, har khata ki saza vo hamme suna jate hai; hum har bar khamosh reh jate hai, kyon ki har bar vo dost hone ka haq jata jate hai SaaMer +92 300 2711 588

Wo pyar jo hakeeqat mein

pyar hota hai... Zindagi mein sirf EK bar hota hai.. Nigaahon ke milte milte dil mil jaayein... Yeh ittefaaq sirf EK baar hota hai.... SaaMer +92 300 2711 588

Tujhe Chahne Wale Kum Na

Hon gein Waqt Ke Saath Shayad Hum Na Hon gein... Chahe Kisi Ko Kitna Bhi Pyaar Dena Lekin Teri Yaadon Ke Haqdar Sirf Hum Hi Hon gein SaaMer +92 300 2711 588

Haathon Say Gir Gae Lakeerain

Kahin Bhool AYe Hum Apni Taqdeer Kahin Agar Tum Ko Milay Kahin Tu Utha Lena Merey Hissay Ki Khushi Hathon Main Apnay Saja Lena SaaMer +92 300 2711 588

Apna Dil hi apni batoon

ka sabab hota hai Yeh Jawani ka Zamana bhi ajeeb sarmast hota hai konsi baat ne kab kiska dil toor dia bolnay walay ko ehsaas hi kab hota hai SaaMer +92 300 2711 588

Dard Ko bhi Ab Dard

Hone laga hai, Dard Khud hi Mere Zakham dhone lagha hai, Dard ke sath kabhi Roye na hum, Dard Khud hi Humko chhu kar Rone Laga hai ... SaaMer +92 300 2711 588

in aankhon mein ashkon ki

baadh aa jaati hai..... kahin tanhayee ki talaash hoti hai... kabhi kuch teri zubaan se sunne ko dil karta hai... phir in khamoshiyon ki gahrayi ka ehsaas hota hai.... SaaMer +92 300 2711 588

mein sahil pe likhi hui

ebaarat nahein jo lehroon sey mit jaati hai mein baarish ki baarasti boond nahein jo baras kar tham jati hai mein khuaab nahein jisey dekhaa aur bhula diya jaye mein shama nahein jisey phoonka aur bhuja diya jaye mein hawa ka jhonka nahein jo aya aur guzar gaya mein chaand bhi nahein jo raat k baad dhal jaata hai mein to woh ehsaas hoon jo tujh mein lahoo bun kar gardish karay mein to woh rang hoon jo teray dil par chahray aur kabhi naa utray mein to woh parwana hoon jo jalta rahay aur fana naa hoga khuaab, ibaaarat, hawak ki tarhaan chaand, boond, shama ki tarhaan meray mitnay ka sawaal hi nahein KIYON K MEIN TO MOHABBAT HOON AUR MOHABBAT KO KOI ZAWAAL NAHEIN SaaMer +92 300 2711 588

Qismat ne is tahrha hamain

sitaya baar baar eik khushi ki khatir hamain rulaya baar baar yeh pyaar bhi Ajeeb hai jisee bhooltee rahe woh shakhs umar bhar yaad aya baar baar jin per kia eitbar woh bhi bhool gayee Apnoon ne bhi dil ko dukhaya baar baar hum hi badnaseeb thee roshni na pa sakee chaand to angnoon ma ayaa baar baar is dharti ki kookh ma khush hali na a saki hum ne saroon ki fasal ko ktaya bar bar banjur zamenoon per pyar ki haryali na ho saki hum ne lahoo jigar ka bhaya baar baar be deen the jo pyaar ma momin na ho sakee hum ne qalma pyaar ka padhaya baar baar..........kashif.....0322-6092034

Bicher Gay yo Milnay ki

Aas Kia Rakhna Hawa k Jhoonkoon Hisab kia Rakhna Bs is Khayal SayMuskara Diay Hum K Apni Udassi SE Kisi Ko Udass Kia Rakhna!!!

Hathon se gir gay lakiren

kahin, bhul gaye hum apni takdiren kahin, agar apko mile kahin to utha lena, mer hisse ki har kushi apne hathon me saja lena........

OR HON GAY WOH LOG

JO MOHABBT KO BHULA DETAIN HAIN,HUM AB BHI TUJH HI K PAAS RAH RAH KER SADA DETEY HAIN.BARRI MUSHKIL SEY MILA KERTEY HAIN DOST LAKING PHIR BHI,JANEY AHBAB KO KIYOU LOG BHULA DETEY HAIN.

mAIN SURAT tOU bANAT tERI,gR

gUNAH nA hOTA. mAIN yE gUNAH bHI kERTA aE jAAN mERI,gR sUNA nA hOTA.!! mANOO ~0345 4661120

Kabhi jo ehsaas ho tum

ko k tum acha nahi kerte, Jo mujh ko yon rulate ho, Laho mera jalate ho, Agar is aag main jal ker, Main ik din rakh ho jaon, Mujhe dil se bhula dena samandar main baha dena, Magar itna yaad rakhna tum, Khuda se yeh dua kerna, K jo acha lage tum ko, Wo tum jaisa na ho hergiz, Warna tum b rooge, Mujhe jaise rulate ho.... Dr.Love...03324291008

Wo silsily wo shoq wo

nisbat nahi rahi... Ab zindagi main hijr ki vehshat nahi rahi... Tota hai jab se us ki masihai ka talisam... Dil ko kisi maseeha ki hajt nahi rahi... Phir yon hua k koi shnasa nahi raha... Phir yon hua k dard main shidt nahi rahi... Phir yon hua k ho gaya masroof wo buhat... Or hum ko yaad kerne ki fursat nahi rahi... Ab kya kisi ko chahain k hum ko tu in dino... Khud apne ap se b mohabbat nahi rahi... Dr.Love...03324291008

Mukadar Ka Sitaron Per Zamanay Ka

Mukadar Ka Sitaron Per Zamanay Ka Isharoon Per Uddasi Ka Kinnaron Per Kabhi Veraan Sehra Mein Kabhi Sunan Ratoon Per Kabhi Haran Ankhon Mein Kabhi Bajaan Lamhoon Per Tumhare Yaad Hola Sa Koi Sargoshi Karte Hai Ya Palkain Bheeg Jati Hain Do Anso Toot Girta Hain Mein Palkon Ko Ghukata Hoon Bazahir Muskarata Hoon Faqaat Itna Hee Kahta Hoon Mugha Kitna Satata Hoo Mugha Tum Yaad Atta Hoo blue eyes : 00-92-3214645399

Suna hei log aap ko

aankh bher k dekhtay hein, To aap k sheher mein kuch din ther k dekhtay hein, Suna hei rbt hei ap ko khrab halon se, Soo apnea p ko brbad ker k dekhtay hein, Suna hei drd ki gahk hei chshm e naaz aap ki, Soo hum bhi aap ki gali se guzer k dekhtay hein, Suna hei aap ko bhi sher o shairi se shugaf, Tu hum bhi mujze apne huner k dekhtay hein, Suna hei aap bolo to baton se phool jhertay hein, Ye baat hei to chalo aap se baat ker k dekhtay hein, Suna hei raat mein aap ko chand tkta rehta hei, Sitaray baam e falk se uter k dekhtay hein, Suna hei din mein aap ko titliyan stati hein, Suna hei raat ko jugnu ther k dekhtay hein, Suna hei chsher hei aap ki gzaal si aankhein, Suna hei aap ko hiran dsht bher k dekhtay hein, Suna raat se berh ker hein kaklein aap ki, Suna hei shaam ko sayae guzer k dekhtay hein, Suna hei aap ki syaa chshmtli qyamat hei, Soo aap ko surma frosh aah bher k dekhtay hein, Suna hei aap k labon ko chho ker gulaab jltay hein, Soo hum bhaar pe ilzam dher k dekhtay hein, Suna hei aina tmsaal hei jabien aap ka, Jo sada dil hein ap ko bn sanwer k delkhtay hein, Bs ek nigah se luta hei kafla dil ka, Soo rah rwan e tmna bhi drr k dekhtay hein, Suna hei aap k shbistan se mutsil hei behisht, Maseeh udher k jalway bhi idher dekhtay hein, Rukay to gerdishein aap ka tuwaf kerti hein, Chlay to zmana aap ko tehar k dekhtay hein, Khaniya hi sahi sb mubalgay hi sahi, Ager aap khuwaab ho to taabeer ker k dekhtay hein, Ab aap k shehar mein tehraein ya kooch ker jaein, ALI aao sitaray safer k dekhtay hein!

hum apko kaise samjhae ap

mere lie kja hai mere jine ka maqsad hai meri saanson ki wajah hai hum apko kasie samjhae apke lie tarapta kjun hai dil apke lie rota kjun hai meri rag rag apko pukarti kju nai hum apko kaise samjhae apki ruh meri ruh se aise milti kjun hai jaise hum judwa hon hum khud nahin jaante to hum apko kaise samjhae

tumhare paas hu lakin jo

tumhare paas hu lakin jo duri hai samaj taa hoon tumhaare bin meri dunia adhuri hai samaj taa hoon

Bagho mein phool hota hain aur

Bagho mein phool hota hain aur phoolo ka kuch asool hota hain woh kitna khushnaseeb hota hain jinka tofa kabool hota hain. 03453106221 shayan rao

koi deewana kehta hai koi

koi deewana kehta hai koi paagal samaj taa hai magar dharti ki bachani ko bus baadal samaj taa hai mai tuj se dur kaisa hoon tu muj se dur kaisa hai yai mera dil samaj taa hai yaa tera dil samaj taa hai

denay ko bhoat kuch hai

par kuch apna sa dana chta hoon, ek kiran suraj ki, ek katra shabnam ka , ek mahek phool ki, denay ko bohat kuch hai per kuch apna sa dana chta hoon [email protected] 0322 4383607

Thamay Thamay Se Iss Waqt

Se.... Iss Waqt JabKe Tum Bhi Nahin Koi Aarzoo Nahin Koi Justajoo Nahin Naa Tou Qurbatein Hain Naa QehQahey Koi Dost, Dushman, ?duv Nahin Khada Uss Jageh Pe Hoon Jahan Jo Main Chahoon Tou Khudd Ko Miloon Nahin

Sabse Aana Jaana Rakha Mera Ghar

Sabse Aana Jaana Rakha Mera Ghar Veerana Rakha Hamne Ek Khawahish Rakhi Tumne Ek Bahaana Rakha Tere Saath gaye lamho ka hamne naam khazana rakha Tum mein batao kya rakha tha Hum mein batao kya na rakha Tere bina ab kya jeena hai Kehne Ko Hai Zamana Rakha Kaisa Kaafirana rakha Tujh bin koi khuda na rakha

Batein toh bahut hai is

dil mein, Par kambakth zubaan pe aate hi tham jaati hai, Waise toh palkon ke jhukte hi chehra dikhta hai unka, Par saamne aate hi nazrein jhuk jaati hai.....

jeeta hoon teri yaad main

marne ka yeh ilzam hoga kafan utha kar dekh lena hoton par tera naam hoga intezar 919837920121

Waqt Ki Aanch Pe Pathar

Pighal Jate Hain, Kehkahe Toot K Aansuon Main Badal Jate Hain, Kon Kisi Ko Yaad Karta Hai Umer Bhar, Waqt Ke Saath Khyalat Badal Jate Hain,

Aankho me armaan diya karte

hai, hum sabki neend churaliya karte hai, jab jab aap ki palke jhapkegi to samajh lena hum aapko yaad kiya karte hai

Pyaar sab ne rabb nu

vakh-vakh ditta, kise nu lakh te kise nu kakh ditta. Sahnu tuhade jeha yaar ditta, lakh ton v sava-lakh ditta.

KOI ROOG APNEY NA DIL

SEY NA LGANA ager ho sakey to hamein bhool jana.. jo hona tha wo ho chuka kheil sara.. muhabbat mai zalim tu jeta may hara.. humnein to mhbbt mai hai yoon ansu bhana.. nahi koi shikwa teri nafrTon ka.. na karna koi gham meri hasrTon ka.. Tha qismat mai pa kr tujhey yoon ganwana... musafir hoon wo jis ki manzil nahi hai,, wo kashti hoon jis ka saahil nahi hai,. khizaaon ki zaad may hai mera ashiyana.. KOI ROOG APNEY NA DIL KO LAGANA. ya sarif mara apnoo ka liya ha 03224164331

ab Panchi Saray Urr jain Her

ab Panchi Saray Urr jain Her Simt Andhera Cha Jay Jab Guzri Batain Our Beetay Lamhe Tarpaein Mat Tanha Tanha Ghabrana Tum Pass Humare Aa Jana

Jab Din Mein Bhi Shaam

Lagay Ya Lab Ki Hassi Badnam Lagay Jab Wehshat Dil Ka Naam Lagay Ya Ankh Mein Neend Haram Lagay Mat Tanha Tanha Ghabrana Tum Pass Humare Aa Jana

Jab Reet Purani Yaad Aye Jab

Jab Reet Purani Yaad Aye Jab Milne ko B Dil Chahye Our Pyar Bhara Dil Terpaye Mat Tanha Tanha Ghabrana Tum Pass Humare Aa Jana 03224164331

[Z] ADHURI DHUN.... [/Z] Aay

[Z] ADHURI DHUN.... [/Z] Aay hawa suun....... Meri dil ki ye dhuun...... Ye dhun hai adhuri...... ... Chu kar kar de isse puri........ Sajan ko sunaungi... Iss dhuun se uuse bulaungi.... . Uski yaadein mujhe satati hai..... Har pal mujhe rulati hai......... ....... Mai sougaad hu tanhayi ki...... Woh mehfil ki rounak hai......... . Ek tapis hai sine mein...... Jise aaj uuse dikhaungi... .... Meri ankhe......uski raah takti hai... Mere hoth.......uski raag japti hai.... Har shoor mein uski..... aahat si hai.... Chukar ye hawa .....uuski chuyan de jat hai... Mai khoyi khoyi rehti hu.... Na jane kyu..jagi soyi rehti hu.... Na bhukh mujhe satati hai.... Na pyaas mujhko aati hai...... Meri jeevan k andhere mein.... Roshni kyu nehi aati hai..... Na dil mein koi chahat hai..... Na mujhko kabhi rahat hai..... Adhuri si iss kahani ko.... Bas anjaam ki hi chahat hai...