Mohabbat ka imtihan aasan nahi. Pyar
Mohabbat ka imtihan aasan nahi. Pyar sirf pane ka naam nahi. Muddat bith jati hai kisi k intizaar me. Yeh sirf ek pal do pal ka kaam nahi.faisal (Faishafi2007@rediffmail)
Mohabbat ka imtihan aasan nahi. Pyar sirf pane ka naam nahi. Muddat bith jati hai kisi k intizaar me. Yeh sirf ek pal do pal ka kaam nahi.faisal (Faishafi2007@rediffmail)
hivi nigahen Dekhe howe kisi ko bahoot din guzar gayefaisal (Faishafi2007@rediffmail)
chate, itne khush hokar ab rona nahi chate. Yeh aalam hai unki judai ye mein. Aankho mein neend hai magar sona nahi chate.faishafi
nahi jata, mohabbat me lagi ko bujaya nahi jata. laak juddai ho pyaar me phir bi zindagi ka pehla pyaar bulaya nahi jaata.faisal
jati hai, Pyas bujhti nahi barsat guzar jati hai, apni yadon se kehdo is tarah na aya kare, neend ati nahi aur raat guzar jati hai.faisal.
hota hai na koi kissie se dhur hota hai pyar khud chal kar aata hai, jab koi kisi ke nasseb mein hota hain.faisal
yaad dila ti hai, Har pool ki khushbo ek jadoo jagathi hai, Chahon ya na chahon kitna bhi par, aap ki yaad aahi jati hai.faisal
raaz wohi tha, Chehra wohi tha cehre ka libas wohi tha, Kaise usko bewafa keh du yaro, Aj bhi unke dehne ka andaz wohi tha.
nazdik lati hai. Bechad kar kiyun jiyada pyar ka ehsas hota hai.
ne hume banaya. Pyara,achcha,smart,aour cute dost. Hum net toh nahi tum ne toh paya.
aati hai, Door tak yadon ki zanjeer nazar ati hai, Main karu tho kya karo jaan, Har taraf teri tasveer nazar ati hai.
awaz diya karte hain. Aour sitaroun se aap ka zikr kiya karte hain. Tum aawo ya nay aawo khaboun mein. Hum aap ka intizaar kiya karte hain.
samjaya k tumhe itna yaad karna chodde. par dil se ek hi aawaz aayi ki har saas mein tumari yaad hai, to kya saana lena chodde.
yaad lekar, Ek sam jati hai tumara yaad lekar, hum ko us sam ka intzaar hai jo ayae tumey sath lekar
pyar rakna. Dosti ka ye rista hamesha barakar rakna. Bichad jaye kabhi aapse hum, phir bi ankhon main hamara intezar rakna.
k liye, tere mohabt bhare chaar alfaz k liye, Kardo humne fanaah apni is ada k liye, tadapte hai hum tere is pyar k liye
o zindagi hai, Jo pal pal jelti hai o rohni hai, Jo pal pal hilti hai o mohabbat hai , Jo har pal sath hai o dosti hai.
c lagi, Pass ho k b thodi duri se lagi honto pe hasi, Aanko me majboori c lagi Zindagi me pehli bar kisiki dosti itni zaruri c lagi.
si ban gayi, Jo na chaha tha vo taqdeer si ban gayi. Humne to chalaayi thi ret pe ungli gaur se dekha to Unki tasveer si ban gayi.
waqat guzar jayega. Dour hone k baad kaun kise yaad ayega . Jee lo eyh pal jab hum saath hain. Kal kya patha waqt kahan lt jayega.
thami, Phir dil ne kaha ha teri kami, Phir yad k jhonke mehk gaye, Phir pagal arman behak gaye, Phir jannat see lagti hai zamen, Phir dil ne kaha ha teri kami, Phir guzre lamhon ki batein, Phir jagi jagi see raitein, Phir thaher gaye alkon pe nami, Phir dil ne kaha ha teri kami.
nahi dete,dil ko jajbaat ka tohfa nahi dete, ham to tumhe chand de dete magar kya kren chand ko chand ka tohfa nahi dete
barsa bahut, Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut. Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi, Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.
Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain
ek baar bikher jaye gi, Zindagi zulf nahi hai jo sanwar jaye gi, Jo khushi de tham lo daman us ka, Zindagi roo ke nahi hans ke guzr jaye gi... cool mind,03334263108
hi sehna, Kisi ke dil ko jo lag jaye woh baat naa kehna, Milte hain hum jaise log buhat kam, iss liye humse "KABHI ALVIDA NA KEHNA" cool mind,03334263108
dost kaha kerte the, Din main sau baar mera naam liya kerte the, Aaaj kiya baat hai kyon mujh se khafa bathay ho, Kya kisi or ko dost bana bathay ho, Fasly itne tu pehle na hua kerte the, Main wohi hoon jise tum dost kaha kerte the, Tum agar bhool gaye ho tu koi baat nahi, Zakham tu pehle b iss dil pe laga kerte the, Main wohi hoon jise tum dost kaha kerte the..... cool mind,03334263108
mausam nahi guzra, Ajao ke abhi paharoon pe barf jami hai.. Khushboo ke jazeeroon se sitaroon ki hadoon tak, Iss shehar main sab kuch hai ek teri kami hai....
raasta b us ka tha, Ek main akela tha qafla b us ka tha, Sath sath chalne ki soch b usi ki thi, Phir raasta badalne ka faisla bhi us ka tha, Aj kyon akela hoon y dil swaal kerta hai, Log tu usi ke the kya Khuda b us ka tha????? cool mind,03334263108
Bay baat bigherte rehte ho, Baychain hanesha rehte ho, Ye sab nishani ishq ki hai, Kiya ishq kisi se kerte ho, Ratoon ko jagte rehte ho, Aur taare b tum ginte ho, Ye sab nishani ishq ki hai, Kiya ishq kisi se kerte ho, Zikar jo mera chalta hai, Chehre ka rang badalte ho, Baychain se tum ho jate ho, Kia ishq mujhi se kerte ho..... cool mind,03334263108
hai koi mer ker bhi yaad ataa hai koi ik pal ki zindagii or dai mere Allah udaas meri kaber se jata hai koi .... 0300-2495007
zindagi jeene ke bahane bahut hain, a ap sada muskurate rahiye apka muskurahat ke deewane bahut hai. .-
lekar, hum ko us sam ka intzaar hai jo aye tumay sath lekar.
waqat guzar jayega. door hone k bad kaun kise yaad ayega. jee lo yeh pal jab hum sath hain. kal kya pata waqt kahan le jaye ga
na aay hotay... ager wo yoon saray rha muskuray na hotay... es ka bad DIL mara roya bhot..... kash wo mari zindegi main aay na hotay... HURAIRA ZAHID 4M GUJAR KHAN
dua mangi.... dua main apni moot mangi.... KHUDA nay kaha main tujay moot to day doon mager us PAGAL ka kia karoon jis nay DUA main tari Zindegi mangi. (HURAIRA ZAHID 4M GUJAR KHAN)
sa rehta hai, Har ghadi har pal intezaar sa rehta hai, Paheli si ban gayi hai mohabbat ki dastaan, Iqaraar dil mein zubaan pe inkaar sa rehta hai, Dil ke sehara se khayalon ke karwaan, Guzar to jate hai par gubbar sa rehta hai, Nazron se durr magar dil ke qareeb sa rehta hai, Gair hokar bhi unpe aitbaar sa rehta hai, Chahat ki girafat mein jab dil ho, Na zor koi dil pe na ikhtiaar sa rehta hai. SaaMer +92 300 2711 588
phelaao kisi din, Kya roz garajte ho,baras jaao kisi din, Raazon ki tarah utro mere dil mein kisi din, Dastak pe mere haath ki khul jaao kisi din, Parindon ki tarah husn ki baharon mein naha lo kisi din, Baadal ki tarah jhoom ke ghir aao aao kisi din, Khushboo ki tarah guzro mere dil ki gali se kisi din, Phoolon ki tarah mujh pe bikhar jaao kisi din. SaaMer +92 300 2711 588
Humein hota hai pyaar, Aur yeh dil bekaraar, Magar aisa kyun hota, Pata nahi mere yaar. Jab milte nahi, Baat karte nahi, To kyun aisa lagta hai, Maksad pura hua nahi. Kuch karte nahi hum, Bas sapne dekhte hain hum, Kyun aisa hota hai, Bata mere sanam. Yaad aati hai bahut, Jaan jaati hai bahut, Magar mil nahi hum paate, Yeh achcha nahi bahut. Humein hota hai pyaar, Aur yeh dil bekaraar, Magar aisa kyun hota, Pata nahi mere yaar. SaaMer +92 300 2711 588
Haal-e-dil yoon unhe sunaya gaya, Aankh hi ko zubaan banaya gaya, Zindagi ki udaas raaton ko, Aap ki yaad se sajaya gaya, Ishq ki wo bhi ek manzil thi, Har kadam par fareb khaya gaya, Lakh toofan sametkar ek dil banaya gaya. SaaMer +92 300 2711 588
dekha? Bas tera naam hi likha dekha, Teri aankhon main humne kya dekha? Kabhi pyar,khabhi khuda dekha, Apni surat lagi parayi si, Jab kabhi humne aaina dekha, Hay ! hay ! andaaz tere rookne ka, Waqt ko bhi rooka-rooka dekha, Humne sadiyon ka faasla dekha, Phir na aaya khayaal jannat ka, Jab tere ghar ka raasta dekha. SaaMer +92 300 2711 588
Mere Da'ire mai rehna, Mujhe apne Dil mai rakhna, Mere Haafze mai rehna Mera Bojh khood uthana, Mera Karb Aap sehna, Mere Zakhm Baant lena, Mere Rat-Jage mai rehna Mera Hukum khood sunana, Meri Mohr khood lagana, Mere Mashwarey mai hona, Mere Faisle mai rehna Kabi Manzilon ki surat Meri Dastaras se bahar, Kabi Sang-e-Mel ban ker Mere Raste mai rehna Mere Haath ki Lakeerein, Tera Naam ban k Chamke, Meri Khuahishon ki Khushbu, Mere Za'iche mai rehna SaaMer +92 300 2711 588
ibaarat nahee Jo lehron se mit jaati hay Main baarish ki barasti boond nahee Jo baras ker tham jaati hay Main khwab nahee Jisey dekha aur bhula dya Main shama nahee Jisey phoonka aur bujha dya Main hawa ka jhonka nahee Jo aaya aur guzar gaya Main chand bhi nahee Jo raat k baad dhal jaye Main to woh ahsaas hoon Jo tujh main lahoo ban ker gardish karay Main to woh rang hoon Jo teray dil pay charay to kabhi na mitay Main woh geet hoon Jo teray labon se juda na hoga Khwab,ibaarat, hawa ki tarah Chand,boond, shama ki tarah Meray mitnay ka sawaal nahee Kyunkay MÄÏN TÖ MÖHÄßßÄT HÖÖN SaaMer +92 300 2711 588
Manzile bhi uski thi, Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha, Kafila bi uska tha.. Sath-Sath chalne ki soch bi uski thi, Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha... Aaj kyo akela hoon, Dil sawal karta hai, Log to uske the, Kya KHUDA bhi uska tha....? SaaMer +92 300 2711 588
yeh khoo gya phir rafta rafta un sye pyar ho gya iss jhooti duniya main, jhooti ana k bhais main humein b koi mila, aur pyar ho gya hota raha shoor, aur uss shoor-o-ghul main ik bar un ko suna, aur pyar ho gya grajtay rahay baadal. barasta raha sawan barish ki pehli boond parhi, aur pyar ho gya rooz jeeta tha, main rooz marta tha aab k bar uss pye mara, aur pyar ho gya SaaMer +92 300 2711 588
hon to is leye, muje hamsafar to kae milay koi dil k sath mila nae, mere hamsafr b ajeeb hai k ajeeb tar hon main ap b, usay manzalon ka pata nae mujje raston ka pata nae, ~~~ Wafa ka Mujh se Takaza Na Karo Maray Dost Rafaqatoon Ka Mere Shahr Main Rivaj Naheen Hai IM:0321-5070687
rakha muj ko, dost hamdard rahy kitne meri zaat k sath.
thasweer bana dali,dil ko ithni achi lagi k sinay sai laga dali,kisi ki nazar lag na jahai,isi lihai ansoo sai mitta dali,,
sahil ke rait per , Bedard lehron ne usse choom choom ker mita dala, Umer Bhatti 0321-7419919
rakha muj ko, dost hamdard rahy kitne meri zaat k
ham dil ki kahani keh day gay. samjhay na jisy tum aankho say. wo baat zubani keh day gay. Dheeray say tumharay kano main ek baat purani keh day gay.Izhar_e_waffa tum keya jano. Iqra_e_waffa tum keya jano, hum zikar karain gay ghairon ka Or apni kahani keh day gay. (ADI)03224562062
hasraton sey poocho, Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho, Jo khuda tha meray dil ka,mera dil usi ney tora, Yeh ghamo ki sarhadon par mujhey kis ney la chora, Ussey mein ney kitna chaha dharkano sey poocho, Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho, Yeh saza meray naseeb ney dee meri aashiqui ki, Diya jis ko dil ussi ney meray dil sey dillagi ki, Mein kahan kahan jala hoon meri hasraton sey poocho, Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho. +923005515193 +923335526680
DENA , DOSTO KO AANSOOAO KA TOHFA MAT DENA , ROAEY KOI TUMHAIN YAAD KARKAY , AESA KISI KO MOQA MAT DENA..... E MAIL : [email protected]
milti Hame ek pal ki rahat nahi milti Mil to jata hai sab kuch Bus aapki ek jhalak nahi milti..!! faizans4u
Dagha Na Kar Main Us K Bina Jiyun,Ye Dua Na Kar Koi Dekhay Bhi Usay To Hoti Hai Jalan Aey Hawa,Tu Bhi Ab Usay Chuwa Na Kar!! Syed Hammad Hassan Rizvi(03002807614)
jawaab teri shayari ka.... denge hum shayari mein.... naam tera likh baithe hain.... apne dil ki diary mein.... . Full Name: Wajee Mobile No. 00923005515193 & 00923335526680
jalana chahti hoon Main khud ko rakh kar key kahin bhool jana chahti hoon Mere naseeb ki khushiyan bhi kab mili muj ko Bas ab to umer bhar aansoo bhahana chahti hoon Najane kitni Mohabbat hai ranj-o-gham se muje Koi bhi dard ho dil main chupana chahti hoon Baha baha key ye aansoo bikher chuki hoon bohat Simat key zaat main ab muskurana chahti hoon Jise ek umer dil main chupa key rakha hai Wo raaz aaj main sab ko batana chahti hoon Wahee hai yaad jo acha kaha hai logon ne Baqi sarey sitam bhool jana chahti hoon Muje zamane ne pather samaj liya hai Main ek larki hoon sab ko batana chahti hoon Jo mujse rooth chuki hain zamane ki khushiyan To main bhi un khushiyon se rooth jana chahti hoon Tu apne Dil key her ek dar ko khool de Main dard ban ker tere dil main aana chahti hoon ~~~
hoti aur hamen unki pehchah hoti bhar dety apka hur pal khushyon sae qeemat iski chahy hmare jan hoti
Chamak Tha Jo Mairay Hoonthoo Ki Tabassum Tha Jo Mairay Dil Ki Darkan Ki Manand Tha Jo Mairay Wajood main Rooh Ki Terha Tha Jo Mairay Chehray Ka Noor Tha Wo To Shayed Samajh Hi Nahi Paya K Sab Kuch To Ussi Ki Badolat Tha Khata Tha Aisa Hi Daikhna Chahay Maira Dil Tum Ko Hamaishaan Phir Kioon Choor Gaya Woo Mujhay Q Chamakty Ankhoon Ko Band Kar Gaya Q Muskratay Hoonth See Gaya Q Dil Ki Darkan Cheen Lay Gaya Q Iss Jisam Ko Bay Rooh Kar Gaya Q Iss Chehray Ko Bay Noor Kar Gaya Wo To Shayed Samajh Hi Nahi Paya K Sab Kuch To Ussi Ki Badolat Tha From:Mujahid Maalik Kooria
keh du, kyun ruk jati hai zubaan labo pe akar. Koshish to kar hi rahe hain, samajhte nahi hai woh to kya karu unko batakar. SaaMer +92 300 2711 588
rulati rahi, khushi me bhi aankhe aansu bahati rahi. Koi mil k kho gaya to koi kho k mil gaya , zindagi humko bas aise hi aazmati rahi. SaaMer +92 300 2711 588
se bujha lenge, aayegi jo yaad tumhari jaam utha lenge. Humse behtar koi pyar mile to batana, tumhari rahon se khud ko hata lenge. SaaMer +92 300 2711 588
raastey zindagi ke badal gaye garajtey huye badal thum gaye roashni bhi daga de gayi andhere ke pardey gir gaye wo sapno ke aashiyan aaj kaanch ki tarah toot gaye do pal muskuraakar wo humey tanha chod gaye....
bhula diya, uski yadon ko sine se mita diya. 1 din fir uska paigam aya, likha tha mujhe bhul jao, aur mujhe bhula hua har lamha yad dila diya. SaaMer +92 300 2711 588
aaya, koi humdard hai mera ye khayal aaya. chot lagi dil pe toh dhyaan aaya, kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya. SaaMer +92 300 2711 588
juda rakhon. yeah mere bass main nahi k tuje khafa rakhun, nahi hai kuch be mere zehan mein siwaye si ke main teri yaad bhula dun to yaad kia rakhun... kabhi jo mujh si koi pOch le meri marzi.. To apna naam "MOhaBaat" aur tera "Wafa" rakhon..... SaaMer 0300 2711 588
kar gayaa barbaadiyo.n kaa aur bhii saamaan kar gayaa ab tak rahii us kii yaad merii zindagii ke saath do char pal kii mujh se jo pahachaan kar gayaa aa.Nkho.n ne jis ke shauq me.n raate.n sajaa_ii thii.n Khvaabo.n ke anjuman vahii viraan kar gayaa jho.nkaa nasiim-e-subah kaa aayaa to thaa magar gul_shan kii har kalii ko pareshaan kar gayaa
shahid kbe khabon me milain, jaisay sokhay huay phool kitabon main milain, dondh ujray huay logon main wafa ke moti, ye khazanay tuje mumkin hai kharahbon me milain, na to KHUDA he na mera ishq FARISHTON jaisa, dono insan hain to kio itne hajabon main milain, gham-e-duniya b gham-e-yar me shamil kar lo, nasha bharta hai sharabain jo shrabon main milain, aaj hum daar pe khainchay gaye jin baton par, kia ajab kal wo zamanay ko nisabon main milain, ab na me wo na to hain no wo mazi hai faraz, jaisay to shakhs tammana ke sarabon main milain,
kat gaye wo udas shamain he zindage hain, mila hai jin main wo khab ban kar wo piari ratain he zindage hain, wo shakhs kia tha k sath us ke zamana sara badag gya hai, badal gaye hain wo lafz saray bus uske batain he zindage hain, wo milta mujse to main khushi se khuda ko har pal he yad karta, parhe the khushi se jo mil k us se wo mere namazain he zindagi hain, kbe jo maine kitab kholi to us k chehray ko sath paya, chupa hai jin main tmhara chehra wo kitabain he zindagi hain, ^^^^^^^^^^^^^mIsSu^^^^^^^^^^^^^^^^^
ly kangan ki tarah, Main liptna chahta hoon tujh sy aanchal ki tarah, Daikho kabhi na tum in aankhoon main aansoor lana, Main saja hoon teri aankhoon main kajal ki tarah, Our tu hay mery dil main is tarah, Jesy baithi ho new saij per dulhan ki tarah
DAY MUJKO! UNGLIA PHAIR KAR BALO MAIN SULA DAY MUJ KO! JIS TARAH FALTO GULDAN PARAY RHAYTAY HIA! APNAY GHAR KAY KISI KONAY SAY LAGA DAY MUJ KO! YAD KAR KAY MUJHAY TAKLEEF HI HOTI HO GI! EIK KISA HO PURANA SA BHULA DAY MUJ KO! DUBTAY DUBTAY AWAZ TAYRI SUN JAO! AKHRI BAR TO SAHIL SAY SADA DAY MUJ KO! MAIN TAYRAY HIJAR MAIN CHUP CHAP NA MAR JAO KAHI! MAIN HO SAKTAY MAIN,KABHI A KAR RULA DAY MUJ KO! DEKH MAIN HO GAYA HO BADNAM KITABOO KI TARAH! MAYRI TASEER NA KAR AB TO JALA DAY MUJ KO! ROTHNA TAYRA MAYRI JAN LAY JATA HAI! MAIN BHI IC ISHQ MAIN AYA HO DUA DAY MUJ KO! ROTHNA TAYRA MAYRI JAN LIYAY JATA HIA! AYSAY NARAZ NA HO HANS KAY DEKHA DAY MUJ KO! LOG KHAYTAY HAI KAY YEH ISHQ NIGAL JATA HIA ! MAIN BHI IS ISHQ MAIN AYA HO DUA DAY MUJ KO! YEH UQAT HAI MAYRI TAYRAY JEEVAN MAIN ! KOI KAMZOOR SA LAMHA HO BHULA DAY MUJ KO! OR KUCH NAHI MANGA MAYRAY MALLIK TUJ SAY! US KI GALIO KI KHAK BANA DAY MUJ KO !
bar kahna... Kabhi ansoo ban k na Aankhon se Behna.... Dost na sahi Tu ajnabi hi rehna...... Par... @KABHI@ @ALVIDA@ @NA KEHNA@
ka mausam nahi guzra Aa ja k abhi barf paharon pay jami hay. Khushboo k jaziron say samandar ki hadon tak Is shahr mein sab kuch hay magar teri kami hay.
hawa tang karegi, bichre huye logon ki sada tang karegi, mat toot ke chaho use aaghaz-e-safar mein,bichde gi to uski har ada tang karegi qais-+919873810035
sarkar hota hai jo dil ko jakhm dete hai unhi se pyar hota hai
teri yaad aati hai, aur is dil ko udaas kar jati hai, Koi poochta hai tumse pyaar kitna hai kuch nahi keh pate bas aankh bhar aati hai.
k mujh ko bata tu aj tak kyun khilta raha, tu ne tu di sab ko khushbo tujh ko kya milta raha? phool ne muskara ker kaha abhi tu nadan ha, jiwan k sachay pyar se abhi tu anjan ha, daine k badle kuch lena ,wo tu ek karobar ha jo de ker bhi kuch na mange wohi sacha pyar ha. jam arif 0321-6862834
ate hon ge, jab punchi geet sunate hon ge, jab sawan ki rut ati ho gi, jab phool khushbo mahkate hon ge jab peeple patte girate hon ge. jab judai k derd sattate hon ge jab dosti kissi se hoti ho gi jab dost bicher k jate hon ge HUM YAAD TU TUM KO ATE HON GE. jam arif 0321-6862834
chupate hai woh, Samne aate hi nazar jhukate hai woh, Baat karte nahi, ya hoti nahi, Par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.
pe sajatay phiro ge, ek din apna ap b sab se chupatay phiro ge, sab apno k roth jany k bahd b tum!!!!!!!! kia yunhi chahat sab pe lutatay phiro ge, mere yadain tere needhon ko churain ge jabse, btao phir kis ko khabon me basatay phiro ge, sila kuch b nahe hai mohabat ka yahan par, dost kehtay hain wafa kab tak nibhatay phiro ge, na wo shakhs bewafa that na tum bewafa ho, ye kahani tum kis kis ko sunatay phiro ge, rait pe likho ge koi nam to lehron ki nazar hoga, tum yunhi nam mera likhtay aur mitatay phiro ge, MI$$ U
pe itna nahi kerte kaha main ne mohabbat mein kabhi socha nahi kerte kaha us ne bohut khush rang duniya k nazare hain kaha main ne jab tum ho tu hum kuch dekha nahi kerte kaha us ne main tum se door hon lakin tumhara hon kaha main ne k sapne mein dil ko behlaya nahi kerte kaha us ne tumhari chahat tumhain ruswayan de gi kaha main ne shohrat se ghabraya nahi kerte kaha us ne samajh jao samajh jao aey mere dost kaha main ne k dewano ko samjhaya nahi kerte. jam arif 0321-6862834
KHAMSHI KO SADA NA DE... JO TERE BGHAIR NA JEE SAKE OSE ZINDAGI KI DUA NA DE!! TUJHE BHOOL KER NA BHOOLA SAKON,TUJHE CHA KER BHI NA PA SAKON.... MERE HASRATON KA SHUMAAR KER,MERI CHAHTON KA SILA NA DE!! MUJHE CHOR DE MERE HAAL PER TERA KYA BHAROSA AE CHARA GER.... YEH TERI NWAZISH E MUKHTASIR MERA DARD OR BERHA NE DE!! WOH MEHAK JO SHOLA E JAAN MAIN THI,MERE TUN BADAN SE LIPAT GAI... JO BUJHA SAKE TO BUJHA DE,ONHE NA BUJHA SAKE TO HAWA NA DE!!! zani 03224164331
bat per rona aya? aaj hum ko apne aap per rona aaya tout to chuka tha dil barson pehelay aaj dil k totnay per rona aaya jantay thay k sangdil hay zamana aaj zamanay ki sangdili per rona aaya mashhoor tha jo shakhs apni bewafai k liyan aaj us ki bewafai per rona aaya lati thi jo saba khoshbo us ki aaj us saba per rona aaya mehekti thi jo hatoon men us k aaj us hina per roona aaya tarpati thi joo us ki yadoon men aaj us shabe tanhai per roona aaya masomiyat thi jo us k chehray per sane aaj us masomiyat per roona aaya zani 03224164331
dil ko intejar hai, Pysasi hain ye aankhen aur dil bekarar hai , Unke saath mil jaye to har raah aasaan ho jayegi, Shayad issi anokhey ehsaas ka naam Pyaar hai zani 03224164331
boht Udaas hoon Mai Bus aaj Toot ker chaho k boht Udaas hoon Mai Kisi b Jhoote Dilaase se Dil ko behlao Koi Kahani sunao k boht Udaas hoon Mai Andheri Raat hai kuch b Nazar nahi aata Sitaare Torr ker lao k boht Udaas hoon Mai Suna hia Tere Nagar mai Khushi b milti hey Mujhe Yaqeen dilao k boht Udaas hoon Mai Ye Shaam yun hi guzar jayegi dabe paaon.. Pyar ka Geet sunao k boht Udaas hoon Mai zani 03224164331
me zra so gya tha to kia hua, abe maine daikha hai chand b kisi shagh-e-gul pe juka hua, jisay le uri hai abe hawa wo warq tha dil ke kitab ka, kahin ansuon se mita hua kahen ansuo se likha hua,
mehsoos hui, bejaan dil ki dhadkan aaj mehsoos hui, jaane kyun aisa laga, shayad aapki kami mehsoos hui..
bhi muskil hai, unhe khona bhi muskil hai unhe pana bhi muskil hai. Zara si bat par ankhe bhigo kar baith jate hain, unhe to apne dil ka hal batlana bhi muskil hai. Udasi unke chehre par gavara bhi nahin lekin, unke khatir sitare tod kar lana bhi muskil hai. Yaha logo ne khud par itne parde daal rakhe hain, kis ke dil mein kya hai nazar aana bhi muskil hai. Mana ke kwab mein mulaqat hogi unse, par unke bin nind ana bhi muskil hai.. SaaMer +92 300 2711 588
os shkhs se wabsta hy,jo kisi or ka hone de na apna rakhe,ye ata'at hy qina'at hy k chahat hy faraz,hm to khsoh hy k wo js haal mn jaisa rakhe
koi pyar nhi milta, zindagi bhar saath nibhaye aisa koi yaar nhi milta. Dil mein hai umang kisi se pyar karne ki, magar koi hame ji bhar k pyar kare aisa koi dildar nhi milta SaaMer +92 300 2711 588
ka maza or hai band ankhon main rone ka maza or hai ashk bane shabd or shabd bane gazal us gazal main tera zikar hone ka maza or hai yun to hum har sham hi pite hain magar teri yaad main ro-ro ke pine ka maza or hai
yaar meetha meetha yaar toh yaar se pyaar meetha meetha pyaar toh pyaar se meethi apni yaari isse meetha kuh na mila dekhi duniya saari
na diya, Mitti ke motiyo ko bikharne na diya, Jis raah pe pade the tere kadamo ke nishan, Us raah se kisi ko gujarne na diya
hy kbi rote hy,kbi dil mn khwab perote hy,kbi mehfil mehfil phirte hy,kbi zat mn gum ho jate hy,kbi geet labon pe aate hy,kbi chup ki mohar sajate hy,kbi sbka dil behlate hy,kbi khod tnha ho jate hy,kbi shb bhr jagte rehte hy,kbi lambi taan k sote hy,hm nazuk nazuk dil wale,bs apne ap mein rehte hy
Kudrat Kehete hai, Sitaro Se Ho To Jannat Kehete Hai, Husn se Ho To Muhobbat Kehte Hai, Our Agar Humse Ho TO KISMAT KEHETE HAI. From Sam 09850852328
MERE JISM SE DIL KO NIKAL LENA MUJHE MERE DIL KI FIKAR NAHI FIKAR TO US MAY REHNE WALE AAP KI HAI
Nata Hai Jo Bina Kisi Shart Ke Jiya Jata Hai, Rahe Duniya To Parwah Nahi , Dost To Harpal DIL Me Paya Jata Hai..... From Sam 09850852328
äti hä Dil puchtä hä bär-bär humse Jiñhe hum yäd kärte hä kyä uñhe b hämäri yäd äti hä. (SAMEER 03334518036)
nay naam Mohabbat, aur socha tha k sirf ik lafz hai Mohabbat, hamesha mein nay Mohabbat ko ik rishtahe samjha, iss ki gehrayoun ko mein bilkul b na samjha, per jub say khud iss aag mein jalnaylaga hoon... mein Mohabbatka matlab samajhnay laga hoon, kisi ko daikhna Mohabbat, kisi ko sochna Mohabbat, kisi ki khatir khud ko badalna Mohabbat, kisi k naam say chehray per muskurahat aana, kisi ki yaad mein khud ko bohat rulana Mohabbat, kisi ko paanay ki dil mein hasratain bhi hoon... kisi ki aarzoo Mohabbat kisi ka armaan Mohabbat, Mohabbat mein yehi sub tou ehsasaat hotay hain, kuch paana Mohabbat aur kuch khoona Mohabbat.
thi, mein jahan gya mein jidher gya, mera din tou yunhi guzer gya, junhi raat hui mein bikher gya, In badilon ka mairey yaar say... bara milta julta mizaaj hai, kabhi toot k yeh baras gya... kabhi berukhi say he guzer gya, jubchooron ga mein uski gali... usay yaad aye gi tub meri, mujhay dhoonday ga woh gali gali, yeh khaber milay gi k mein mer gya, abhi tang hai woh mairey naam say..... mairey baad poochay ga doosto... woh kahan hai mera humsafar? woh kahan gya woh kidher gya!