Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

Kabhi yaad aye to 1

bar kahna... Kabhi ansoo ban k na Aankhon se Behna.... Dost na sahi Tu ajnabi hi rehna...... Par... @KABHI@ @ALVIDA@ @NA KEHNA@

raste pe na baitho ke

hawa tang karegi, bichre huye logon ki sada tang karegi, mat toot ke chaho use aaghaz-e-safar mein,bichde gi to uski har ada tang karegi

Raaz dil ka dil mein

chupate hai woh, Samne aate hi nazar jhukate hai woh, Baat karte nahi, ya hoti nahi, Par shukar hai jab bhi milte hai muskurate hai woh.

mohabbat me yehi kissa mere

sarkar hota hai jo dil ko jakhm dete hai unhi se pyar hota hai kisi ne kaha phool se k mujh ko bata tu aj tak kyun khilta raha,

tu ne tu di sab

ko khushbo tujh ko kya milta raha? phool ne muskara ker kaha abhi tu nadan ha, jiwan k sachay pyar se abhi tu anjan ha, daine k badle kuch lena ,wo tu ek karobar ha jo de ker bhi kuch na mange wohi sacha pyar ha. jam arif 0321-6862834

kaha us ne bharosa dil

pe itna nahi kerte kaha main ne mohabbat mein kabhi socha nahi kerte kaha us ne bohut khush rang duniya k nazare hain kaha main ne jab tum ho tu hum kuch dekha nahi kerte kaha us ne main tum se door hon lakin tumhara hon kaha main ne k sapne mein dil ko behlaya nahi kerte kaha us ne tumhari chahat tumhain ruswayan de gi kaha main ne shohrat se ghabraya nahi kerte kaha us ne samajh jao samajh jao aey mere dost kaha main ne k dewano ko samjhaya nahi kerte. jam arif 0321-6862834

Tarasta hai dil teri awaz

k liye, tere mohabt bhare chaar alfaz k liye, Kardo humne fanaah apni is ada k liye, tadapte hai hum tere is pyar k liyefaisal (faishafi2007@rediffmail)

Saaz-e-dil mein tarane bahut hain, Zindagi

Saaz-e-dil mein tarane bahut hain, Zindagi jeene ke bahana bahut hain, aap sada muskurate rahiye, aap kimuskurahat ke deewane bahut ahi...faisal (faishafi@rediffmail)

Humse dour jaoge kaise dil

se hame bhuloge kaise, hum won khusbu hain,Jo sanso me baste hai, khud ki sanso ko rok pawoge kaise..? (Faishafi2007@rediffmail)

Aye Allah aaj yeh faisala

kar de, usse mera ya mujhe uska karde, Bahooth dokh sahe hain main me zindagi me, koi kushi ap mere muqadar karde, nahin nasib me agar uska milna, katham kar de zinagi, fana karde.....faisal (Faishafi2007@rediffmail)

Mil jaye har koi yuhi

raho me to kaise patha chale k intazar kya hota hai. Tadap ke dehkho kisiki chahat me toh pata chale PYAR KYA HOTA HAI..faisal (Faishafi2007@rediffmail)

Faryaad kar rahi hain tarsti

hivi nigahen Dekhe howe kisi ko bahoot din guzar gayefaisal (Faishafi2007@rediffmail)

dil ki dhadkan ko dikhaya

nahi jata, mohabbat me lagi ko bujaya nahi jata. laak juddai ho pyaar me phir bi zindagi ka pehla pyaar bulaya nahi jaata.faisal (Faishafi2007@rediffmail)

Dil ki aag ko ashko

se bujha lenge, aayegi jo yaad tumhari jaam utha lenge. Humse behtar koi pyar mile to batana, tumhari rahon se khud ko hata lenge. SaaMer +92 300 2711 588

raastey zindagi ke badal gaye garajtey

raastey zindagi ke badal gaye garajtey huye badal thum gaye roashni bhi daga de gayi andhere ke pardey gir gaye wo sapno ke aashiyan aaj kaanch ki tarah toot gaye do pal muskuraakar wo humey tanha chod gaye....

jawaab teri shayari ka.... denge

jawaab teri shayari ka.... denge hum shayari mein.... naam tera likh baithe hain.... apne dil ki diary mein.... . Full Name: Wajee Mobile No. 00923005515193 & 00923335526680

Wo Jo Mairi Aankhoo Ki

Chamak Tha Jo Mairay Hoonthoo Ki Tabassum Tha Jo Mairay Dil Ki Darkan Ki Manand Tha Jo Mairay Wajood main Rooh Ki Terha Tha Jo Mairay Chehray Ka Noor Tha Wo To Shayed Samajh Hi Nahi Paya K Sab Kuch To Ussi Ki Badolat Tha Khata Tha Aisa Hi Daikhna Chahay Maira Dil Tum Ko Hamaishaan Phir Kioon Choor Gaya Woo Mujhay Q Chamakty Ankhoon Ko Band Kar Gaya Q Muskratay Hoonth See Gaya Q Dil Ki Darkan Cheen Lay Gaya Q Iss Jisam Ko Bay Rooh Kar Gaya Q Iss Chehray Ko Bay Noor Kar Gaya Wo To Shayed Samajh Hi Nahi Paya K Sab Kuch To Ussi Ki Badolat Tha From:Mujahid Maalik Kooria

Zameen se kon uthata hay

khusak paton ko....... Hawa ki baat na kar hawa to pagal ha

Aey Zindagi Mujh Se Ye

Dagha Na Kar Main Us K Bina Jiyun,Ye Dua Na Kar Koi Dekhay Bhi Usay To Hoti Hai Jalan Aey Hawa,Tu Bhi Ab Usay Chuwa Na Kar!! Syed Hammad Hassan Rizvi(03002807614)

DOSTI KARO TO DHOKA MAT

DENA , DOSTO KO AANSOOAO KA TOHFA MAT DENA , ROAEY KOI TUMHAIN YAAD KARKAY , AESA KISI KO MOQA MAT DENA..... E MAIL : [email protected]

Ek naam kia likha tera

sahil ke rait per , Bedard lehron ne usse choom choom ker mita dala, Umer Bhatti 0321-7419919

Wafa ka Mujh se Takaza

Na Karo Maray Dost Rafaqatoon Ka Mere Shahr Main Rivaj Naheen Hai IM:0321-5070687

kal rath sapnai mai theri

thasweer bana dali,dil ko ithni achi lagi k sinay sai laga dali,kisi ki nazar lag na jahai,isi lihai ansoo sai mitta dali,,

Yeh zindagi ajeeb se, Kabhi gulzaar

Yeh zindagi ajeeb se, Kabhi gulzaar se kabhi bezar se, Kabhi khushi hamesha saath de, kabhi ghamoon ki barsat se, Yeh zindagi ajeeb se, Kabhi tufaan main bhi hai rastay, Kabhi manziloon ka pata nahi, Kabhi to qadam pe hai zindagi, Kabhi sadyoon ka intazar se,(copyright www.lovelysms.com) Yeh zindagi ajeed se, kabhi gulzar se kabhi bezar se

miti meri kaber se churata

hai koi mer ker bhi yaad ataa hai koi ik pal ki zindagii or dai mere Allah udaas meri kaber se jata hai koi ....0300-2495007

saaz-e-dil may tarane bahut hain,

zindagi jeene ke bahane bahut hain, a ap sada muskurate rahiye apka muskurahat ke deewane bahut hai. .-(faishafi2007@rediff)

Humne dil ko sau baar

samjaya k tumhe yaad karneChodde, par dil se 1 hi aawaz aayi ki har saas main tumari yaad hai to kya saas lena chod du.-(faishafi2007@rediff)

ek sam jatihai tumara yaad

lekar, hum ko us sam ka intzaar hai jo aye tumay sath lekar.(faishafi2007@rediff)

sath rehte rehte youn ki

waqat guzar jayega. door hone k bad kaun kise yaad ayega. jee lo yeh pal jab hum sath hain. kal kya pata waqt kahan le jaye ga.(faishafi200@rediff)

main nay KHUDA say ak

dua mangi.... dua main apni moot mangi.... KHUDA nay kaha main tujay moot to day doon mager us PAGAL ka kia karoon jis nay DUA main tari Zindegi mangi.(HURAIRA ZAHID 4M GUJAR KHAN)

Raat ko raat ka tohfa

nahi dete,dil ko jajbaat ka tohfa nahi dete, ham to tumhe chand de dete magar kya kren chand ko chand ka tohfa nahi dete

Ab ke sawan(rain) mein paani

barsa bahut, Paani ki har boond mein woh aaye yaad bahut. Is suhaane mausam mein saath nahi tha koi, Baadlon ke saath in aankhon se paani baha bahut.

Aaj badal kalay gehray hain, aaj

Aaj badal kalay gehray hain, aaj chand pay lakhon pehray hain, Kuch tukray tumhari yaadon k, bari dair say dil mein thehray hain Phir na simte gi jo ek baar bikher jaye gi, Zindagi zulf nahi hai jo sanwar jaye gi, Jo khushi de tham lo daman us ka, Zindagi roo ke nahi hans ke guzr jaye gi... cool mind,03334263108

We need 101 reasons 2

love some one. we need just 1 reason to hate someone. But to have a friend like you,i dont need any reason, i can just say.... "MERI MAT MARI GAYI SIII" cool mind,03334263108

Dard jitna saha jaye utna

hi sehna, Kisi ke dil ko jo lag jaye woh baat naa kehna, Milte hain hum jaise log buhat kam, iss liye humse "KABHI ALVIDA NA KEHNA" cool mind,03334263108

Main wohi hoon jise tum

dost kaha kerte the, Din main sau baar mera naam liya kerte the, Aaaj kiya baat hai kyon mujh se khafa bathay ho, Kya kisi or ko dost bana bathay ho, Fasly itne tu pehle na hua kerte the, Main wohi hoon jise tum dost kaha kerte the, Tum agar bhool gaye ho tu koi baat nahi, Zakham tu pehle b iss dil pe laga kerte the, Main wohi hoon jise tum dost kaha kerte the..... cool mind,03334263108

Ajao ke abhi zabt ka

mausam nahi guzra, Ajao ke abhi paharoon pe barf jami hai.. Khushboo ke jazeeroon se sitaroon ki hadoon tak, Iss shehar main sab kuch hai ek teri kami hai.... Manzilain b us ki thi raasta b us ka tha, Ek main akela tha qafla b us ka tha, Sath sath chalne ki soch b usi ki thi, Phir raasta badalne ka faisla bhi us ka tha, Aj kyon akela hoon y dil swaal kerta hai, Log tu usi ke the kya Khuda b us ka tha????? cool mind,03334263108

Bay baat bigherte rehte ho, Baychain

Bay baat bigherte rehte ho, Baychain hanesha rehte ho, Ye sab nishani ishq ki hai, Kiya ishq kisi se kerte ho, Ratoon ko jagte rehte ho, Aur taare b tum ginte ho, Ye sab nishani ishq ki hai, Kiya ishq kisi se kerte ho, Zikar jo mera chalta hai, Chehre ka rang badalte ho, Baychain se tum ho jate ho, Kia ishq mujhi se kerte ho..... cool mind,03334263108

Apni o mulaqat kuch aduri

c lagi, Pass ho k b thodi duri se lagi honto pe hasi, Aanko me majboori c lagi Zindagi me pehli bar kisiki dosti itni zaruri c lagi. (Faishafi2007@rediffmail)

Chehre pay ashqo ki lakeer

si ban gayi, Jo na chaha tha vo taqdeer si ban gayi. Humne to chalaayi thi ret pe ungli gaur se dekha to Unki tasveer si ban gayi. (Faishafi2007@rediffmail)

Saath rehte rehte youn hi

waqat guzar jayega. Dour hone k baad kaun kise yaad ayega . Jee lo eyh pal jab hum saath hain. Kal kya patha waqt kahan lt jayega. (Faishafi2007@rediffmail)

Phir chand khila phir raat

thami, Phir dil ne kaha ha teri kami, Phir yad k jhonke mehk gaye, Phir pagal arman behak gaye, Phir jannat see lagti hai zamen, Phir dil ne kaha ha teri kami, Phir guzre lamhon ki batein, Phir jagi jagi see raitein, Phir thaher gaye alkon pe nami, Phir dil ne kaha ha teri kami.

tanhai jab mukkadar me likhi

hai to kya shikwa apne begaane se , ek wahin to thi jis par bharosha tha mujhe khud se jyaada wo hi baaj na aai hame aajmaane se

Hum raat ki tanhai mein

awaz diya karte hain. Aour sitaroun se aap ka zikr kiya karte hain. Tum aawo ya nay aawo khaboun mein. Hum aap ka intizaar kiya karte hain.....Faisal (Faishafi2007@rediffmail)

Humne dil ko sau baar

samjaya k tumhe itna yaad karna chodde. par dil se ek hi aawaz aayi ki har saas mein tumari yaad hai, to kya saana lena chodde. (Faishafi2007@rediffmail)

Ek sam ati hai tumara

yaad lekar, Ek sam jati hai tumara yaad lekar, hum ko us sam ka intzaar hai jo ayae tumey sath lekar.....faisal (Faishafi2007@rediffmail)

Fassle mita kar apas main

pyar rakna. Dosti ka ye rista hamesha barakar rakna. Bichad jaye kabhi aapse hum, phir bi ankhon main hamara intezar rakna. (Faishafi2007@rediffmail)

Jo pal pal chalti hai

o zindagi hai, Jo pal pal jelti hai o rohni hai, Jo pal pal hilti hai o mohabbat hai , Jo har pal sath hai o dosti hai.

Pyar kamzor dil se kiya

nahi ja sakta, Zeher dushman se liya nahi jata, Dil me basi ulfat jis pyar ki, Us k bina jiya nahi ja sakta.. (Faishafi2007@rediffmail)

Mohabbat ka imtihan aasan nahi. Pyar

Mohabbat ka imtihan aasan nahi. Pyar sirf pane ka naam nahi. Muddat bith jati hai kisi k intizaar me. Yeh sirf ek pal do pal ka kaam nahi.faisal (Faishafi2007@rediffmail)

Unko paakar ab khona nahi

chate, itne khush hokar ab rona nahi chate. Yeh aalam hai unki judai ye mein. Aankho mein neend hai magar sona nahi chate.faishafi (Faishafi2007@rediffmail)

Kitni jaldi ye mulakat guzar

jati hai, Pyas bujhti nahi barsat guzar jati hai, apni yadon se kehdo is tarah na aya kare, neend ati nahi aur raat guzar jati hai.faisal. (Faishafi2007@rediffmail)

Na koi kisi ke pass

hota hai na koi kissie se dhur hota hai pyar khud chal kar aata hai, jab koi kisi ke nasseb mein hota hain.faisal (Faishafi2007@rediffmail)

Har subha ko doop kuch

yaad dila ti hai, Har pool ki khushbo ek jadoo jagathi hai, Chahon ya na chahon kitna bhi par, aap ki yaad aahi jati hai.faisal (Faishafi2007@rediffmail)

Aj bi unki narazo me

raaz wohi tha, Chehra wohi tha cehre ka libas wohi tha, Kaise usko bewafa keh du yaro, Aj bhi unke dehne ka andaz wohi tha.faisal (Faishafi2007@rediffmail)

Judai kiyun dil loun ki

nazdik lati hai. Bechad kar kiyun jiyada pyar ka ehsas hota hai.faisal (Faishafi2007@rediffmail)

Shukriya karo khuda ko jis

ne hume banaya. Pyara,achcha,smart,aour cute dost. Hum net toh nahi tum ne toh paya. (Faishafi2007@rediffmail)

Kuch badli huwi taqdeer nazar

aati hai, Door tak yadon ki zanjeer nazar ati hai, Main karu tho kya karo jaan, Har taraf teri tasveer nazar ati hai....faisal (Faishafi2007@rediffmail)

to naam ka darya hai

rawani nahin rakhta...Badal wo be faiz hai jo pani nahin rakhta...Ye akhri khat aakhri tasweer b le ja ...Main bholne waloon ke tasweeer nahin rakhta... Atab nadeem sakoon 03336304099 03007923591

Biwi shohar se larte hue, Ya

Biwi shohar se larte hue, Ya ALLAH! main ki kha ke mar jawan??? Itne main bahir se ek rerhi wale ne awaz lagai: THADIAAAAAN TE MITHIAAAAN GANDARIYYAAAAN.. COOL MIND,03334263108