Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

in ankhon main mari ansoon

na aay hotay... ager wo yoon saray rha muskuray na hotay... es ka bad DIL mara roya bhot..... kash wo mari zindegi main aay na hotay... HURAIRA ZAHID 4M GUJAR KHAN

kbi tanhai se mehroom na

rakha muj ko, dost hamdard rahy kitne meri zaat k sath.

Maa: Beta So Ja Nahi

to Gabbar aa Jayega.. Beta: Pahle aap mujhe 50 rupey do, nahi to main papa ko bata doonga ki mere sone k baad gabbar aata hai 9412000615

kuch door hamaray sath chalo.

ham dil ki kahani keh day gay. samjhay na jisy tum aankho say. wo baat zubani keh day gay. Dheeray say tumharay kano main ek baat purani keh day gay.Izhar_e_waffa tum keya jano. Iqra_e_waffa tum keya jano, hum zikar karain gay ghairon ka Or apni kahani keh day gay. (ADI)03224562062

GIRLz OF 1995 "Agar Tum

Mil Jao Zamana Chorr Denge Hum" ! GIRLz OF 2006" ? ? ? ? ? ? ? ? ? ? ? "Agar Tum Mil Jao Puraana Chorr Denge Hum"

Judge: U r crossing the limits Lawyer:Kaun

Judge: U r crossing the limits Lawyer:Kaun Saala kehta hai? Judge:How dare you call me sala? Lawyer:My Lod,I said kaun'Sa Law' khta hai

A : Allah se daro B

A : Allah se daro B : Bismillah se shuro karo C : Chooor ko saza do D : Deen seekho E : Elim hasil karo F : Farz ada karo G : Gussa mat karo H : Haj ada karo I : Ibadat karo J : Jannat millegi K : Kalma pado_ L : Laa ilaha illalha M : Muhammad ur rasool allah N :Namaz pado O :Omar ka lihaz karo P : Parda karo Q : Quran pado R : Roza rakho S : Shukriya ada karo T : Tauba karo U : Ummeed rakho V : Vazoo karo W :Waqt ka lihaz karo X : Xtra nafil pado Y :Yakeen karo ALLAH per Z : Zikr ALLAH KA KARO...

Meray dard ki kahani meri

hasraton sey poocho, Mein luta hoon kaisey meray doston sey poocho, Jo khuda tha meray dil ka,mera dil usi ney tora, Yeh ghamo ki sarhadon par mujhey kis ney la chora, Ussey mein ney kitna chaha dharkano sey poocho, Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho, Yeh saza meray naseeb ney dee meri aashiqui ki, Diya jis ko dil ussi ney meray dil sey dillagi ki, Mein kahan kahan jala hoon meri hasraton sey poocho, Mein luta hoon kis tarah meray doston sey poocho. +923005515193 +923335526680

If Molvi Starts film makin,The

name of film will be Islam aaya tum na aaye Kaho na ramzan hey Hum zakat day chukay sanam Masjid meray veer di Kabhi roza kabhi namaz Hamari tasbeeh aap k paas hey Imam banaya aap nay Aa ab namaz parhein Shaheed to hona hi tha

. Aafwa hamare country me

aam ho gai Laain har Network ki Jaam ho gai Virus ka sun kar mobile markeet me sanata cha gaya koi nahi aaya subha se shaam ho gai

phone mat othana aaj khatra

hai marney walo ki tadaad 17 hai virus ka sun kar baney sab bakrey 00 waley number se khatra hai aafwa hai to theek hai warna phone mat othana

suno kamaal ho gaya virus

suno kamaal ho gaya virus moot ka aaam ho gaya mobile jo bhi ho Nokia , Shokiya , ya Thokiya ay mobile virus tera sun kar rab ko yaad karne ka ahtmaam ho gaya.

kare agar koi phone tum

ko dear phone mat uthana near kaan me par gai jo tumhare aawaz virus ki to phoncho gey ak nai dunya hongey jaha virus ki bharmaar. bas karna hamesaha guzara sms par dear. Abdul Samad (Guru) From Karachi 0321-2169380

Ajeeb larki hoon khud ko

jalana chahti hoon Main khud ko rakh kar key kahin bhool jana chahti hoon Mere naseeb ki khushiyan bhi kab mili muj ko Bas ab to umer bhar aansoo bhahana chahti hoon Najane kitni Mohabbat hai ranj-o-gham se muje Koi bhi dard ho dil main chupana chahti hoon Baha baha key ye aansoo bikher chuki hoon bohat Simat key zaat main ab muskurana chahti hoon Jise ek umer dil main chupa key rakha hai Wo raaz aaj main sab ko batana chahti hoon Wahee hai yaad jo acha kaha hai logon ne Baqi sarey sitam bhool jana chahti hoon Muje zamane ne pather samaj liya hai Main ek larki hoon sab ko batana chahti hoon Jo mujse rooth chuki hain zamane ki khushiyan To main bhi un khushiyon se rooth jana chahti hoon Tu apne Dil key her ek dar ko khool de Main dard ban ker tere dil main aana chahti hoon

kash khushyon ki 1 dokan

hoti aur hamen unki pehchah hoti bhar dety apka hur pal khushyon sae qeemat iski chahy hmare jan hoti

Whose mother had the most

painful delivery?Guess?still thinking....SUNNY Deol why?He him self said_"Mein nikla,Gaddi laike" BALOCH- 03334595876

NAMAZ KE FIKAR KARIN BALANCE

KE TARAH AZAAN SUN KAR UTHIN RINGTONE KE TARAH QURAAN DYHAAN SAY PARHIN SMS KE TARAH DUNIYA MAIN BUSSY NA HU JAIN NET WORK KE TARAH Nazir +97150 6554146

Dil karta hai zubaan se

keh du, kyun ruk jati hai zubaan labo pe akar. Koshish to kar hi rahe hain, samajhte nahi hai woh to kya karu unko batakar. SaaMer +92 300 2711 588

Hum aap ko itna yaad

kartay hein, Jitna aap hamein yaad kartay hein, Farq sirf itna hey k hum yaad kar k sms kartay hein, Or aap sms parh k yaad kartay hein

Zara si bat der tak

rulati rahi, khushi me bhi aankhe aansu bahati rahi. Koi mil k kho gaya to koi kho k mil gaya , zindagi humko bas aise hi aazmati rahi. SaaMer +92 300 2711 588

ek larke the checore se

ek lrky ko line date the nazry chura k shar ma k market sy guzra karteh the shid usy kuch kahna t muj sy par jany kis sy darte the,par jab bhe mujsy milthe the to yahe kah pate k date par kab chalo gy kdate pr kab chalo gy, or main bus yahe kah pata k chor na chorna kabhe time mila to chala jaonga

Badi koshish k bad use

bhula diya, uski yadon ko sine se mita diya. 1 din fir uska paigam aya, likha tha mujhe bhul jao, aur mujhe bhula hua har lamha yad dila diya. SaaMer +92 300 2711 588

Jagti aankho me ek khwab

aaya, koi humdard hai mera ye khayal aaya. chot lagi dil pe toh dhyaan aaya, kal bhi tanha the aaj bhi khud ko tanha paya. SaaMer +92 300 2711 588

Agar aap chahte hain ki

Agar aap chahte hain ki aapke chehre pe dhul-miti na lage to . . to . . to . . har roj subah ASIAN PAINT LAGAYIYE jo DHUL-MITI ko tikne na de! SaaMer +92 300 2711 588

Arz kiya hai: Aankho ko

Arz kiya hai: Aankho ko band kiya to bich me aa gya Baal, Aankho ko band kiya to bich me aa gya Baal, Neend khrab kar k baithe BEWAKUF BANA GAYA BHUCHAL wah wah.. SaaMer 0300 2711 588

dil-o-nazer se kuch dair b

juda rakhon. yeah mere bass main nahi k tuje khafa rakhun, nahi hai kuch be mere zehan mein siwaye si ke main teri yaad bhula dun to yaad kia rakhun... kabhi jo mujh si koi pOch le meri marzi.. To apna naam "MOhaBaat" aur tera "Wafa" rakhon..... SaaMer 0300 2711 588

umedon k sahare jiyen ja

rahen hai,1 wo hai jo jawab nahi deta or 1 hum hai jo msg pe msg kiye jaa rahen hai,,,

Umeedo ki manzil toot gayi,

aankho se ashqo ki dhara beh gayi are tumahri bhi kya izaat reh gayi, jab class ki ladki bhaiya keh gayi

Dil ke diwaaron-dar par kya

dekha? Bas tera naam hi likha dekha, Teri aankhon main humne kya dekha? Kabhi pyar,khabhi khuda dekha, Apni surat lagi parayi si, Jab kabhi humne aaina dekha, Hay ! hay ! andaaz tere rookne ka, Waqt ko bhi rooka-rooka dekha, Humne sadiyon ka faasla dekha, Phir na aaya khayaal jannat ka, Jab tere ghar ka raasta dekha. SaaMer +92 300 2711 588

aaya tha ghar sa.Nvaarane ehasaan

kar gayaa barbaadiyo.n kaa aur bhii saamaan kar gayaa ab tak rahii us kii yaad merii zindagii ke saath do char pal kii mujh se jo pahachaan kar gayaa aa.Nkho.n ne jis ke shauq me.n raate.n sajaa_ii thii.n Khvaabo.n ke anjuman vahii viraan kar gayaa jho.nkaa nasiim-e-subah kaa aayaa to thaa magar gul_shan kii har kalii ko pareshaan kar gayaa

sar-e-rahguzar pas-e-karwan main shikasta pa

hon to is leye, muje hamsafar to kae milay koi dil k sath mila nae, mere hamsafr b ajeeb hai k ajeeb tar hon main ap b, usay manzalon ka pata nae mujje raston ka pata nae,

use apne farda ke fikar

the woh jo mera wakif e hal tha woh jo us ke subah urooj the woh he mera waq t e zawal tha, dame wapse pe kiya huwa na woh roshne na woh tazgi woh sitara kaise bikhar giya jo apne misal ap tha, woh mila to sadiyun bad b mere lab pey koi gila nahe use mere chup ne rula diya jisey guftugu mein kamal tha,, woh jo mujh ko mil key ro diya mujhe faqt itna woh keh saka jise janta tha zindigi woh sirf veh m o khiyal tha

na mein pass us ko

bula saka na mein dil ke bat suna saka, woh hanse hanse mein he chal diya ke mein hath tak na hila saka,, na hai dushmane kisi din se ab na hai doste kisi rat se hai bacha he kiya jo woh le giya mujhe chen kar mere zat se, woh juda b aise huwa ke mein koi rasam b na nibha saka, na mein pas........ na mein dil ...... woh hanse hanse mein he chal diya ke mein hath tak na hila saka

bohat roka dil ko, magar

yeh khoo gya phir rafta rafta un sye pyar ho gya iss jhooti duniya main, jhooti ana k bhais main humein b koi mila, aur pyar ho gya hota raha shoor, aur uss shoor-o-ghul main ik bar un ko suna, aur pyar ho gya grajtay rahay baadal. barasta raha sawan barish ki pehli boond parhi, aur pyar ho gya rooz jeeta tha, main rooz marta tha aab k bar uss pye mara, aur pyar ho gya SaaMer +92 300 2711 588

Manzile bhi uski thi, Rasta bhi

Manzile bhi uski thi, Rasta bhi uska tha. Ek main akela tha, Kafila bi uska tha.. Sath-Sath chalne ki soch bi uski thi, Fir raasta badalne ka faisla bhi uska tha... Aaj kyo akela hoon, Dil sawal karta hai, Log to uske the, Kya KHUDA bhi uska tha....? SaaMer +92 300 2711 588

Ye Hadein na Tor dena,

Mere Da'ire mai rehna, Mujhe apne Dil mai rakhna, Mere Haafze mai rehna Mera Bojh khood uthana, Mera Karb Aap sehna, Mere Zakhm Baant lena, Mere Rat-Jage mai rehna Mera Hukum khood sunana, Meri Mohr khood lagana, Mere Mashwarey mai hona, Mere Faisle mai rehna Kabi Manzilon ki surat Meri Dastaras se bahar, Kabi Sang-e-Mel ban ker Mere Raste mai rehna Mere Haath ki Lakeerein, Tera Naam ban k Chamke, Meri Khuahishon ki Khushbu, Mere Za'iche mai rehna SaaMer +92 300 2711 588

Main saahil pey likhee hoee

ibaarat nahee Jo lehron se mit jaati hay Main baarish ki barasti boond nahee Jo baras ker tham jaati hay Main khwab nahee Jisey dekha aur bhula dya Main shama nahee Jisey phoonka aur bujha dya Main hawa ka jhonka nahee Jo aaya aur guzar gaya Main chand bhi nahee Jo raat k baad dhal jaye Main to woh ahsaas hoon Jo tujh main lahoo ban ker gardish karay Main to woh rang hoon Jo teray dil pay charay to kabhi na mitay Main woh geet hoon Jo teray labon se juda na hoga Khwab,ibaarat, hawa ki tarah Chand,boond, shama ki tarah Meray mitnay ka sawaal nahee Kyunkay MN T MHT HN SaaMer +92 300 2711 588

Chehre pe mere zulfon ko

phelaao kisi din, Kya roz garajte ho,baras jaao kisi din, Raazon ki tarah utro mere dil mein kisi din, Dastak pe mere haath ki khul jaao kisi din, Parindon ki tarah husn ki baharon mein naha lo kisi din, Baadal ki tarah jhoom ke ghir aao aao kisi din, Khushboo ki tarah guzro mere dil ki gali se kisi din, Phoolon ki tarah mujh pe bikhar jaao kisi din. SaaMer +92 300 2711 588

Humein hota hai pyaar, Aur yeh

Humein hota hai pyaar, Aur yeh dil bekaraar, Magar aisa kyun hota, Pata nahi mere yaar. Jab milte nahi, Baat karte nahi, To kyun aisa lagta hai, Maksad pura hua nahi. Kuch karte nahi hum, Bas sapne dekhte hain hum, Kyun aisa hota hai, Bata mere sanam. Yaad aati hai bahut, Jaan jaati hai bahut, Magar mil nahi hum paate, Yeh achcha nahi bahut. Humein hota hai pyaar, Aur yeh dil bekaraar, Magar aisa kyun hota, Pata nahi mere yaar. SaaMer +92 300 2711 588

Unse milne ko dil beqaraar

sa rehta hai, Har ghadi har pal intezaar sa rehta hai, Paheli si ban gayi hai mohabbat ki dastaan, Iqaraar dil mein zubaan pe inkaar sa rehta hai, Dil ke sehara se khayalon ke karwaan, Guzar to jate hai par gubbar sa rehta hai, Nazron se durr magar dil ke qareeb sa rehta hai, Gair hokar bhi unpe aitbaar sa rehta hai, Chahat ki girafat mein jab dil ho, Na zor koi dil pe na ikhtiaar sa rehta hai. SaaMer +92 300 2711 588

Koi hame pyar kare aisa

koi pyar nhi milta, zindagi bhar saath nibhaye aisa koi yaar nhi milta. Dil mein hai umang kisi se pyar karne ki, magar koi hame ji bhar k pyar kare aisa koi dildar nhi milta SaaMer +92 300 2711 588

Mohbat ka irada badal jana

bhi muskil hai, unhe khona bhi muskil hai unhe pana bhi muskil hai. Zara si bat par ankhe bhigo kar baith jate hain, unhe to apne dil ka hal batlana bhi muskil hai. Udasi unke chehre par gavara bhi nahin lekin, unke khatir sitare tod kar lana bhi muskil hai. Yaha logo ne khud par itne parde daal rakhe hain, kis ke dil mein kya hai nazar aana bhi muskil hai. Mana ke kwab mein mulaqat hogi unse, par unke bin nind ana bhi muskil hai.. SaaMer +92 300 2711 588

ye zara zara c baat

pe,tarha tarha k azab kyun? jo kissi se bhi khafa na ho mujhay us KHUDA ki talash ha mujhay laghzashon pe her ghari koi tokta ha bar bar? jisay ker k dil ko dukh na ho mujhay us GUNAH ki talash ha bina hamsafar k kab talak koi musafton mein laga rahe? jahan koi kisi se juda na ho mujhay us RAHH ki talash ha mujhay dekh ker jo aik nazar mere sare derd samajh sake jo is qadar ho chara-gar mujhay us NIGAH ki talash ha jam arif 0321-6862834

hum yad tu tum ko

ate hon ge, jab punchi geet sunate hon ge, jab sawan ki rut ati ho gi, jab phool khushbo mahkate hon ge jab peeple patte girate hon ge. jab judai k derd sattate hon ge jab dosti kissi se hoti ho gi jab dost bicher k jate hon ge HUM YAAD TU TUM KO ATE HON GE. jam arif 0321-6862834

hadith sharif mein ha jo5namazon

k baad ye 5surtain perhay ga wo qayamat k din SAQIYAN KOSER mein ho ga 1 fajar ki namaz k baad surah YASEEN perehne ki berkat se allah sari mushkilat hal ferma daite hain. 2 zoher ki namaz k baad surah FATAH perhne ki berkat se baray alom-o-maaref hasil hote hain 3 aser ki namaz k baad surah NABA perhne ki berkat se sharoor,fitan se hefazat ho jati ha. 4 maghrib ki namaz k baad surah WAQIA perhne ki berkat se karobar chamakta ha aur faqa ki nobat nahi ati. 5 esha ki namaz k baad surah MULK perhne ki berkat se allah azab-e-qabar se bacha leta ha. jam arif 0321-6862834

ye jo zindagi ki kitab

ha, ye kitab bhi kya kitab ha. kahien ek hasen sa khawab ha,kahien jaan lewa azab ha. kahien aansuon ki ha dastaan,kahien muskarahaton ka bayan ha. kaey chahre is mein chupay huwe,ek ajeeb sa ye naqab ha. kahien kho liya kahien pa liya,kahien roo liya kahien ga liya. kahien cheen leti ha her khushi,kahien maherbaan be-hesab ha. kahien chaon ha kahien dhoop ha,kahien aur he koi roop ha. kahien barkaton ki hain barshain,kahien tashnagi be-hesab ha.jam arif 0321-6862834

Aa ja k abhi zabt

ka mausam nahi guzra Aa ja k abhi barf paharon pay jami hay. Khushboo k jaziron say samandar ki hadon tak Is shahr mein sab kuch hay magar teri kami hay.