July Urdu sms Messages

jisnee bhee tumhee dekha o

hoos kho baitha kaya la jabab husna hain tumhari main behos hoo baitha

Woh Milii bhi toh ajnabiyon

ki tarha us ka kareeb aye to laga hum us ka leya dost ka siwa kuch bhi naa tha

main ik drya ky par

utra to main dhyka magar ab k is par drya nahe symandar hai by Kamran Azam Ansari M.B.Din

Bikta agar pyaar kon nahi

kharidta!!!! Bikti agar khushi kon usse bechta!!!! gham agar bikta to hum aakar kharid lete!!!! aur aap ki khushi ke liye hum khud ko hi bechdete zani 03224164331

Mere sabr ka na le

imtihaan,meri khamoshi ko sada na de.. Jo tere baghair na ji sake,usay jeene ki tu dua naa de, Tu azeez dil-o-nazar se hai,tu qareeb rag-o-jaa se hai.. Mere jism-o-jaan ka yeh fasla,kaheen waqt or brha na de.. Tujhe bhool k na bhula sakoon,tujhe chah k b na paa sakoon.. Meri hasratoon ko shumar ker,meri chahtoon ka sila na de... Dr.Love...03324291008

rista hai mera tumse kuch

aisa, jaise is sarir ki jaan ho tum, sine me dhadkta hai ek dil jiski dhadkan ho tum, aati jaati saans ki eahsaas ho tum, meri is payasi jindagi ki payaas ho tum, mana abhi door ho par har waqt dil ke paas ho tum. to munni with love munna

Saath rehte rehte yuhin waqt

guzar jayega Door hone ke baad kaun kise yaad aayega Jee lo ye pal jab humsath hai kal ka kya pata, waqt kahan le jayega zaini 03224164331

Kadam kadam pe baharon ne

saath chhoda, Zaroorat padne par yaaron ne saath chhoda, Vaada kiya sitaron ne saath dene ka, Lekin Subah hone par sitaron ne bhi saath chhoda...

Tanha ho kabhi to muje

dhoond lena Duniya se nahi apne dil se pooch lena Apke aas paas hi kahi rehte hai hum Yadon se nahi to sath guzare lamho se pooch lena...!!! zaini 03224164331

Jis Basti Mai Ham Rehtay

Hain, Patthar Geeet Sunatay Hain, Itni Sard Hawa Hai Baahir, K Aansu Tak Tham Jatay Hain..

Barishon k mosam main, Tum

ko yad karney ki adtein purani hain, Ab ki bar socha he, Adtein badal dalein, Phir khayal aya k Adtein bdalny se barishen nahi rukti. Cute Asif Ph#00923225223576

Chand ke liye sitare hazaro

honge, magar sitaro ke liye chand ek hai, aap ke liye loog hazaro honge, magar hamare liye aap ek hai.

Allah mian jee jo 2

ankhain ye sms parh rahi hain, In k niche jo Boht pyary se Hont hain, Un pr 1 pyari si smile de de Amin. ASIF PH#00923225223576

is pyar ka andaz kuch

aisa he, kia batayen k ab hal kesa he, koun kehta he tum chand jaise ho, sach to ye hai k chand "TUMHARE" jesa he. ASIF AHMED P#00923225223576

Thak gaya main us ka

intezar karty karty, roye hazaar baar khud se takraar karty karty, do lafz us ki zuban se na nikly aur, toot gaya main aik tarfa pyar karty karty.... zaini 03224164331

Teri mohabbat ke zazbaat mein

pighal gaye yaara.... mere dil ke kaagaz pe sirf naam hai tumhara... ek waqt aisa laga ki sahil se door ho gaye um..... zaini 03224164331

Us nay tora woh taluq jo

Us nay tora woh taluq jo meri zaat se tha us ko ranj na jane meri kis baat se tha la-taluq raha logon ki tarah who b jo achi tarah waqif meri her bat se tha zaini 03224164331

Zindagi Ek Gift Hai (Kabol

Kijiye) Zindagi Ek Ehsas Hai (Mehsos Kijiye) Zindagi Ek Piyas Hai( Pyar Dijiye) Zindagi Ek Milan Hai (Muskura Dijiye) Zindagi Ek Judaai Hai (Saber Kijiye) Zindagi Ek Aanso Hai (Pee Lijiye) Zindagi Akhir Zindagi Hai ( Jee Lijiye) zaini 03224164331

*~*~* DuA*~*~* Maine kaha ke mere

*~*~* DuA*~*~* Maine kaha ke mere liye kuch DUA kiya karo Us ne kaha ke DUA pe na takiya kiya karo Maine kaha ke zahen pe rehta hai bojh sa Us ne kaha ke chhup ke kahin roya karo... Maine kaha ke tere khuwaab jaga dete hain Us ne kaha ke raat ko socha na karo Maine kaha ke raat ko neend nahi aati Us ne kaha ke sone ki koshish kiya karo Maine kaha ke dost nahi denge saath mera Us ne kaha ke waqt pe yeh tajarba kiya karo .. Maine kaha ke Dil main teri yaadein hain Us ne kaha ke Dil ko samjhaya karo Maine kaha ke tere milne ki umeed hai Us ne kaha ke umeed na umeed bhi hoti hai .. Maine kaha ke tumhari Ankhen meri Ankhen hongi Us ne kaha ke chalo phir meri Ankhon main raha karo... zaini 03224164331

Yaadon ki dhund me aapki

parchai si lagti hai, Kaanon me gunjti shahnai si lagti hai, Aap karib ho to apnapan hai, Warna seene me saanse bhi parai si lagti hai. zaini 03224164331