Urdu sms messages

If you have a girlfriend, boyfriend, wife, husband...a secret lover. Then these cute love messages and love quotes are for you. Romantic text messages galore find the perfect message to send to your lovers Mobile Phone.

“~*~Betaab Nazrain Yun Mili Iqraar

Hum Karne Lage...~*~ ~*~Ye Kiya Hua Kion Is Tarhaan Izhaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Chalke Howe Jazbaat Kuch Ansoo Bhi Kuch Bikhre Howe...~*~ ~*~Ab Qatra Qatra Zindagi Sarshaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Shaadab Hain Ankhain Lahoo Se Kuch Gulabii Shaam Hai...~*~ ~*~Quose-e-Qaza Rangoo Main Ghuftaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Veeraan Kade Main Aa Gayee Jo Wo Baharoon Ki Tarhaan...~*~ ~*~In Ke Tasawoor Se Sakhan Gulzar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Rahne Lage Hain Garizaan Go Tumhare Qarb Se...~*~ ~*~Is Ehde Ulfat Se Ghazab Ka Pyaar Hum Karne Lage...~*~ ~*~Shama Kyun Shikva Gila Ehle Wafa Theray Jo Hum...~*~ ~*~Jalte Sholoo Ka Dariyaa Paar Hum Karne Lage...~*~ 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

faslay aese bhi hongay kabhi

soocha na tha samnay betha tha woh per woh mera na tha woh to khushbo ki terha phaila tha merey chaar suu mey ussey mahssuus ker sakta tha per chuu sakta na tha raat bher siskion se aahat kaan mey aati rahi meray jhaankna chaahta tha gali may per jhaank sakta na tha aaj us ne apnay dard bhi alag ker liye mujh say may rona chahta tu tha magar may ro sakta na tha ye sabhi weraaniya ussi ki judaiye se theen aankh namkeen tu hoween theen magar namak ka bahana na tha ....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Mehfiloon Mian Mujhay Teri Batoon Main

Mehfiloon Mian Mujhay Teri Batoon Main Doobay Rehna Tairay Khialoon Mian Khooay Rehna Aur Maira Achanak Chonk jana Mujhay Maira Muqadar Lagta Hai Tareekioon Main Mujhay Tujhay Khoonay K Dar Say Tujhay Na Paanay K Gham Say Mujhay Mairay Aansoon Bahana Mujhay Maira Muqadar Lagta Hai Tanhaioon Main Mujhay Tairay Badaltay Tevar Pay Apni Muhabbat Ki Paspai Pay Maira Zoor Say Roo Daina Mujhay Maira Muqadar Lagta Hai In Aankhoon Main Behtay Aansoon Aur Tujhya Khoonay K Khoof Ko Iss Duniyaa Say Chupanay Ki Koshish Karna Aur Phir Inn Ka Sabab Na Batlana Feroz Ka Muqadar Lagta Hai....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Is Raat Ki..Tanhayeeon Ke Sab Rang

Is Raat Ki..Tanhayeeon Ke Sab Rang Badal Gaye Hain Chand Nikla Hai Waisey Hi Andherey Badal Gaye Hain Jin Ke Bharose Thi Khushiyan Woh Baadal Thaher Gaye Hain Manzilain To Ab Bhi Woh Hi Hain Kuch Rastey Badal Gaye Hain Jin Pe Kiya Tha Bharosa Hum Ney Woh Dost Bicher Gaye Hain Dekhey They Jo MeMoN Ney Woh Khuwaab Badal Gay Hain Jo Baney The Kabhi Humsafer Aaj Woh Hi Mukar Gaye Hain Iss Tutey Huey Dil K Sarey Jazbaat Badal Gaye Hain Na Badley Kabhi Hum Na Badley Humarey Khayalat Bas Rona Hai Yehi AnMoL Kuch Log Badal Gaye Hain.... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Aaj phir jab raat aayi, Tum

Aaj phir jab raat aayi, Tum aaj phir yaad aaye, Kitne hi gham Tumhare baad aaye, In ghamon ko shumar kiya karna, Ab bhi tera intezar kiya karna, Per ab bhi jab mai Tanha hothi hoon, Mere pass, merey khayalon main, Sirf Tum hote ho... Mai ab bhi Tere gham seh jarahii hoon, Behar-e-ashk main ab bhi beh jarahii hoon, Mai Tujhse shikwa kya karoon, Mai Tujhse shikayat kya karoon, Mai Tujhse gussa kya karoon, May Tujhse chahat kya karoon, Per ab bhi jab mai Tanha hothi hoon, Mere Ehsas main, Meri Sochon main, Sirf Tum hote ho. May nahi janthi, Tera hal kya hai mere baad, Dil ka ahwal kya hai Tere baad, Apnay liye kabhi ashk Teri aankhon main nahi dekhe, Kya ab kuch malal hai mere baad, Per ab bhi jab main tanha hothi hoon, Merey aas pass may, Meri Aahon main, Hawaoon Ki Sadaoon main, Sirf Tum hothe ho....... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Suno jaana.... Zindagi k kisi rakht

Suno jaana.... Zindagi k kisi rakht mor pr Sardiyon ki kisi udaas shaam mai Nafraton k jazeeron mai Gr kabhi Ye be reham hwa ka jhonka Meri yad ban kr Tere dil ki band khirki pe Dastak de b de To ghum na krna Gr phr b Kahin aisa Tuje mehsoos ho K Wo sharmana... Wo ehsaas... Wo mohabat... Jo NAGHI kiya krta tha Sb kuch Maan ki duaaon ki tarah Pur khaloos tha tere liye To waqt k us kathan lamhe mai Apni chasham ko hargiz tar na hone dena Q k Teri inayat Teri ankhon ki wo chamak Tera pyar Jb kuch b mukadar na bn saka mera To phr ye ansu Ye beete lmhaat ka ehsaas kis k liye??????? 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Laakh koshish ki,bahut jatan kiya magar

Laakh koshish ki,bahut jatan kiya magar woh na ho saka kisi bhi tarah mera Khud par yakeen tha,uspe bhi eitbaar tha magar halaat ne na saath diya mera kya kya socha tha,kya kya sapne dekhe the mitti me mil gaya sabkuch mera Suna tha kismatein insaan apni khud likhta hai magar is hunar se bhi maat kha gaya haath mera Koi maane ya na maane sach to ye hai Kismatein to uparwala banata hai Kab kisko kya mila....ye to woh hi behtar jaanta hai!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Ek NaaTa ek rishta Ek jazbaa

Ek NaaTa ek rishta Ek jazbaa ek ehsaas Khayalon me basi Gulabon ki si Bheeni bheeni khushboo jaise Dil me utarne wale Madhur aur suriley Geeton ki manind Apne ander kayee rang liye Itne anokhey Itne dilfareb rang Khubsoorat waadi Ki samaan Haseen mausam jaise Bandhan ek waade ka wafaa ka Chattan se mazbooT Per kachcha dhaaga jaise... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Yun dil ko har ik

shakhs pe waara nahi karte aankhon main har ik aks utara nahi karte Honi hai to hojaye ik baar mohabbat Ye bhool hai aisi ke dubara nahi karte Achha hua main ne hi faqat dekha magar yun mehfil main kisi ko bhi ishara nahi karte Mil jaye sar-e-raah jo bichhda hua koi chup chaap hi takte hain pukara nahi karte kiun pyar ki bazi se ho is darja gurezaan kehte hain ke dil haar ke hara nahi karte Kaajal se bhi ab kaam koi lena nahi Yun dard se aankhon ko sanwara nahi karte 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kabhi jo maazi main jhankoge Tumhain

Kabhi jo maazi main jhankoge Tumhain hum yaad aayenge Kisi lamhe kuch jo sochoge Tumhain hum yaad aayenge Kabhi yun hi akele main beet-e- dino ko soch ker Koi geet jo gungunaoge Tumhain hum yaad aayenge Sab doston ki mehfil main Kisi shokh si baat per zer-e-lab jo muskuraoge Tumhain hum yaad aayenge Zindagi ke kisi morr per Apne Dil ki baat ko Kisi se keh na paoge Tumhain hum yaad aayenge...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Un Ka kiyaal Dil main

asay Sama Gaya.. Sehra main Goya jasay hoo Selaab aagya.. Ankhoon na meri Ansoo say Ashna Thii.. Askhoo ka Aaj tu hoon darya bhaa gaya... Main us ko Bewafa Kahoon Mumqin nahi Dost.. Her Jand Zakham Dil pay wo meray laga gaya.. Jinay ki Baat or hay Marnay ki baat or.. Duniyaa say jo gaya Wo Akela gaya... "Sam" Is jahan main Rishtay Aziz hain... Acha wohe Raha jo In ko Nibha gaya... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

itni si dua hai k

aane wala har lamha haseen chahton k phool bakshe orooj bakshe tumhari duniya main roshni ho tumhari mahfil main khushiyaan hon tumhare honton pe muskurahat ho kabhi tum tak dukhon ki dastak na pahunch paye tumhari aankhon main jo sitare chamak rahen hain unhi chamkte rahen hamehsa tumhare dil tak juda-i-yon,be wafa-i-yon ki koi andheri kiran na pahunch paye khuda kare k tum har dil ka karaar looto tumhari har ik tamanna har ik khawahish tumhare honto tak aate aate tumhare qadmon tak aa pahunche jo ho sake to tumhare hisse k saare gamon ko main apne andar jazb karloon jaanta hoon ye mumkin nahin lekin dua to mera haq hai ye dua ka mukhatasar sa tohfa aapke liye iss naye saal pe aur eid-ul-azha k mauqe par isse sambhaal kar rakhna mere andheron ki fikr chod do miss laiba tum bas apna khayaal rakhna tum bas apna khayaal rakhna...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

tumhein bhool jaauN ye hotaa

nahii koii vaqt ho dard sotaa nahin na ho jao badnaam tum is liye main ro ro ke daaman bhigotaa nahi ye vo fasl hai jo uge Khud-ba-Khud koi dard kay beej botaa nahii ye maanaa ke tuufaan ka zor hai main ghabaraa ke kashtii Dubotaa nahi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

hamare rishte ka naam kya

hai mohabbat, zaroorat, khwahish , junoon,ishq,ya wo rishta jo aasmaan ka zmeen se hai barish ka sehra se hai haqeeqat ka khabon se hai din ka raat se hai ye kabhi ik doosre se mil nahin paate lekin ik doosre se mile bagair adhhore bhi hain shayad aisa hi kuch rishta mera aur tumhara bhi hai!!!!! mera aur tumhara bhi hai!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Yaaden teri rakh dii hain

sambhal kar, Door kaheen is dil se nikal kar. Sab kuch to vapas le liya hai ap nay door jaa kar, in yaadon ko bhi lay jana kisi roz aa kar. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Apni Zindagi ki her Shaam

Tere Naam kardoon, Teri hi Aankhon ka Jaam Tere Naam kardoon, Main Doob jaoon Teri in Jheel si Gehri Aankhon mai, Phir apni Barbadi ka ilzam Tere Naam kar doon, Mai apni Rooh ko Tere Wajood mai bhardoon, Phir apni Zaat apna her Payam Tere Naam kardoon, Tuu Mujhey Mohabbat ka Agaaz de Sanam, Mai Apne Pyaar ka Anjaam Tere Naam kardoon, Mohabbaton ke Qaseeday likhoon Teri Sanaa mai, Hazaron Pyaar ke Peghaam Tere Naam kardoon, Ho jiska Zikar Mohabbat ki her kahani mai, Ek aisa Pyaar ka Peghaam Tere Naam kardoon 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588