Urdu sms September messages

khubsoorat hain wo lub jo

pyari batein kertey hain khubsoorat hai wo muskurahat jo dosaroon ke chehroon per bhimuskan saja de khubsoorat hai wo dil jo kisi ke dard ko samjhey jo kisi ke dard mein tarpey khubsoorat hain wo jazbat jo kisi ka ehsaas karein khubsoorat hai wo ehsaas jo kisi ke dard ka madawa baney khubsoorat hain wo batein jo kisi ka dil na dukhaein khubsoorat hain wo ankhein jin mein pakezgi ho sharm o haya ho khubsoorat hain wo ansoo jo kisi ke dard ko mehsoos kerke beh jaein khubsoorat hain wo Hath jo kisi ko mushkil waqat mein tham lein khubsoorat hain wo qadam jo kisi ki madad ke liye aagey berhein !!!!! khubsooart hai wo sooch jo kisi ke liye acha soochey khubsoorat hai...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

mery tanhai ney mujhe kia

diya hay tanhai meri sathi may kisey ye samjhaon ye rehta hun may aksar khayalon ki basty may is qadar thak chuka k ab bas bas yehi dua hay khushi jisey kehtey hain ek ehsaas ka naam hay

mere dosto tum se koi

shikwa na koi gila hay Kabhi khamosh reh ker sochta hooN Usay maiN dil-o-jaan lagaa ker sochta hooN Usay sub se chhupaa ker sochta hooN Usay, Us paar jaa ker sochta hooN Nikaltay haiN sitaaray jub raat ko Usay KhayaaloN maiN basaa ker sochta hooN 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Yoon Tou Yaadain Poorani Nahin

Hoteen Pyaar Paana Sabki Kismat Nahin Hoti hum Dil Rakh Aaye Hain Un Kay Dar Per Yeh Jaantay Hue K Unki Nazrain Zameen Per Nahin Hoteen .........0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kuch khuwaab hain jin ko

likhna hai Tabeer ki surat deni hai Kuch log hain ujrre Dil wale Jinhain apni Mohabbat deni hai Kuch Phool hain jin ko chunna hai Aur haar ki surat deni hai Kuch apni neenden baaki hain Jinhain baantna hai kuch logon main Aey umer-e- rawaan ahista chal Abhi bohat sa karz chukaana hai 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Dil ki galiyon mai koi

gam na ho, Hamari yeh dosti kabhi kam na ho Bas yahi dua ki tum khush raho Kya pata hum agar kal ho na ho 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Ek Tera Ehsaas Hai Jo Har

Ek Tera Ehsaas Hai Jo Har Waqt Mere Sath Hai Ek Teri Yaad Hai Jo Din Raat Mujhe Tarpaati Hai Ek Umeed Hai Tere Aane Ki Apna Tujhe Banane Ki Na Chain Hai Na Sukoon Hai Ye Kaisa Mera Haal Hai.............. Ratain Hogai Hai Itni Lambi Jo Kaate Nahi Katteen Na Bhook Hai Na Pyaas Hai Na Koi Aas Hai Na Koi Paas Hai Bas Ek Tera Ehsaas Hai Jo Har Waqt Mere Sath Hai ..0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Masti ko muhabbat me fanaaa

koun karega ..?? yeh farz mere sewa adaa koun karee ga …??? Haathoo ki lakiroun ko zaraa dekh najomi…… yeh dekh mere saath wafa koun karee ga????? 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Dil ki Halat batana nahi

aata … Kisi ko aisey Tarpana nahi aata …. Sunna chahte hain ek baar Aawaz aap ki … Magar baat karne ka Bahana nahi aata !! Unhein Piyar karna nahi aata …. Aur Hamein Piyar ke siwa kuch nahi aata …. Jeene k sirf ye Do hi raste hain …. Ek unhe nahi aata ek Hamein nahi aata !! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Na jaane aap par itna

yakeen kyun hai, Aapka khayal bhi itna haseen kyun hai, Suna hai pyaar ka dard meetha hota hai, To aankh se nikla aansu namkeen kyun hai? 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Chand lamhe bache hain tere

mere saath key Mumkin hai ke bichar jaayen bina mulakat key. Kahan aansuon ki ye saugaat hogi, Naye log honge nayee baat hogi. Main har haal me muskurata rahoonga, Gar tumhari Mohabbat mere saath hogi. Chiragon ko mehfooz rakhna aankho main, Badi door tak andheri raat hogi. Musafir hoon main bhi, Musafir ho tum bhi Phir kahin, kisi mod par mulaqat hogi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

unki ek yadd bechain kar

jati hai,har kali me unki surat nazar ati he,aisa hal kiya usne pyar me hamara,ki nind aati hai toh aankhe bura mann jati hai...!!!!!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Buhat Chup chup Sey Rehtey

Hoo Na Bantey Hoo , Sanwertey Hoo Na Koi baat Kartey Hoo Bharee Mehfil Main Bhi Aksar Hamesha Khoye Rehtey Hoo Oudasee Ankh Main Ley Kar Har Eik Chehrey Ko Taktey Hoo Koi jab Yaad Ata Hai Tu Thandee Aah Bhartey Hoo Tu Khul Kar Kyun Nahin kehtey Kis Sey Pyaar kartey hoo Kahan Dil Choor Aye Hoo ??? 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

wo mera ho jo nazar

main haya rakhta ho har qadam saath chale azme wafa rakhta ho naaz us k na uthaon to shikayat na kare gham utha kar bhi jo hansne ki ada rakhta ho 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

meri tanhayion se ab kya

koi mjhe bachayega mere halaat ko dekhega,aur vo bhi muskurayega jab bhi ye dil hoga udaas hothon par naam sirf usi ka ayega jab kabhi hum lenge tanhaiyon mein is jigar ko thaam royenge ye ankhen aur ye dil muskurayega.... 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

aankhon mei jisse sajate the who

aankhon mei jisse sajate the who to bas ek aansu nikle dil mei jisko samate the woh to bas ek kanta nikla jisse koshish karte the paane ke wo to bas ek khwaab sa nikla...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kaun kehta hai Mohabbat ki

zuban hoti hain... Yeh haqeeqat to nigahon say bayan hoti hain Woh na aaye tou satati hai khalish see dil ko... Woh jo aaye to khalish aur jawan hoti hain Rooh ko shaad karey dil ko jo purnoor karey... Har nazaaray mein yeh tanveer kahan hoti hain Sabt-e-sehlaabay Mohabbat ko kahan tak rokay... Dil mein jo baat ho aankho say ayaan hoti hain Zindagi ek sulgati see chita hai `Saamerr'... Shola banti hain na yeh bhuj kay dhuaan hoti hain Kaun kehta hai Mohabbat ki zuban hoti hain Yeh haqeeqat to nikhaon say bayan hoti hain 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

tumhain Dil Main Basaye Rakhta

Hoon, Aur Duniya Ko Bhulaye Rakhta Hoon tumhe Meri Nazar Na Lag Jaye Apni Nazar Jhukaye Rakhta Hoon 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588