Urdu sms messages

AANKHEN BAND KARTA HO TO

USSE DEKHTA HOON, AANKHEN KHOLTA HOON TO USSE DEKHNA CHAHTA HOON, APNI HAR SAANS MAIN USSE MEHSOOS KARTA HOON, LOG KEHTE HAIN YE SACHHA PYAAR NAHIN, PHIR KYON US KE LIYE MAIN PAL PAL MARTA HOON?

dil me chupi huyi t

jo zinate baam hogayi aank utti to sari bath bar sare ham hogayi khuwaish na tamam ko paishe zamana jab kiya rum he kabi kiya na tha isliye raam hogayi kissi uran ki hame tujjse t magar zindagi to b talibe dana o dam ogayi

Bin tere ab koi Chahat

nahi Zindagi ki bhi koi khuwahish nahi Tum nahi the to Zindagi main kuch kami thi Ab hoker bhi tum mere nahi Sab kuch paas hai magar Ek tu hi to mere paas nahi Hazaron ne hamain Chaha lekin Ek tujh hi ko hamari Chahat nahi Hum tere beghair bhi Jeene ki koshish karenge Kyun ki ab hamain kisi aur ki zaroorat nahi 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kuch bikhre sapne aur ankho

me nami hai.ek chota sa aasman aur umido ki jami hai.Yu to bahut kuch hai zindgi me sirf jinhe chahte hai unki kami hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Suraj kirne bikherta hai aapko

dekhkar,fool khushbu chodte hai aapko dhekhkar, Hum apne dil ki kya kahe hajaro dil dhadkte hai apko dekhkar....0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Musafir Ke Raaste Badalte Rahe;

Mukaddar-Me Chalna Tha Chalte Rahe; Wo-Kya-The Jisne Hume Thukra Diya, Magar Umar Bhar Haath Malte Rahe...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Waqt ke dayare se hum

nikal na jaye.. aapke dil se kahin hum utar na jaye.. hum roz aapko yaad dilaya karenge.. warna kahin aap hume bhul na jaye 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Hamaisha dair kar daita hoon

main har kaam karnay main Zaroori baat kehni ho , koi wada nibhana ho Usay awaaz daina ho , usay wapis bolana ho Hamaisha dai kar daita hoon Madad karni ho uski,yaar ki dharas bandhana ho Buhat daireena raston par kisi se milnay jana ho Hamaisha dair kar daita hoon Badaltay mosamon ki sair main Dil ko lagana ho Kisi ko yaad rakhna ho, kisi ko bhool jana ho Hamaisha dair kar daita hoon Kisi ko mot se pehlay kisi gham se bachana ho Haqeeqat or thi kuch us ko ja k ye batana ho Hamaisha dair kar daita hoon main har kaam karnay main.........0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

meri dua hai tu sabse

nek seerat ho, teri tarah tera dil bhi khoobsoorat ho, dua se pahle mile tujhko jo tu chahe, ke khud dua ko teri haathon ki zaroorat ho!! 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Mere Haal Pe Unka Muskurana

Gazab Tha,Bina Baat Muze Unka Sataana Gazab Tha,Milne K Baat Chale To Bahaana Bana Dena,Aur Bina Vaade K Unka.. aana. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Rishta Ulfat Ka Yun Nibaya

Jata Hai Ashk Pikar bhi Muskuraya Jata Hai Aise b Mod Aate Hai Muhabbat Me Kisike Khatir Khudko Mitaya Jata hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Pyar Me Maut Se Darta

Kaun Hai;Pyar Ho Jata Hai Karta Kaun Hai;Aap Jaise Yaar Par Duniya Kurban,Aur Aap Puchte Ho Ki Hum Par Marta Kaun Hai. 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Kal shayad mein rahun na

rahun Kal tum mujhe yaad karo na karo Khushboo bana ker ek baar Humain bhi yaad kar liya karo Jaan jayegi tere intazaar mein Tumhein main milun na milun Awaz detin rahegi dhardkane meri Saath tumhare chalun na chalun Rasta dekhati hain nazar hamari Thehar hi nahi pati aur kahin Tum kya jano intezaar Ya meri ankhon ki nami...0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

Apney ghum kisee ko bataya

na kero Apney Aansoo Aankhon main sajaya na kero yahan Log muthi bhar namak liye phirte hain Apney zakhm kisee ko dikhaya na kero 0300 2711 588 (~ Tµm ßîñ ~) SaaMer +92 300 2711 588

zindagi khel hai aur khel mein

zindagi khel hai aur khel mein agar choot lag jaye to rona kaisa kuch na panay ki shikayat kaisi kuch naa paya to khona kaisa.....