Gaa sakun jo tera naghma
Gaa sakun jo tera naghma wo saaz kahan se laaoun… Lubha sakun jo tere dil ko wo andaaz kahan se laaoun… Chaand-taaron ki tareef to kar sakta hun main… Par tareef karoon jo teri wo alfaaz kahan se laaoun…
Author Nick: qadir1983
Name: Abdul Qadir
Site:
Gaa sakun jo tera naghma wo saaz kahan se laaoun… Lubha sakun jo tere dil ko wo andaaz kahan se laaoun… Chaand-taaron ki tareef to kar sakta hun main… Par tareef karoon jo teri wo alfaaz kahan se laaoun…
Ek khwab dekha tha humne khuli aankhon se… Ki kisi ne pyaar jataya tha apni baaton se… Hosh mein aaye to paaya… Ret thi jo fisal gayee in haathon se…