"Ghazal SMS" Category

Sort by:

Katoon si chubhti hai Tanhai

Katoon si chubhti hai Tanhai Angaroon si sulagti hai Tanhai Koi aa kar hum dono ko hunsa de Main rota hoon rone lagti hai Tanhai Jab bhi tere Hisar se nikalna chaha Yaadoon k beej bone lagti hai Tanhai Raat k kisi hise main yeh bhi Bewafa ho jati hai Main nahi sota sone lagti […]

Sar Jhukaaoge To Patthar Devtaa Ho Jaayega

Sar Jhukaaoge To Patthar Devtaa Ho Jaayega Itna Mat Chaaho Use Wo Bewafa Ho Jaayega Hum Bhi Dariya Hain Humein Apna Hunar Maloom Hai Jis Taraf Bhi Chal Parainge Raasta Ho Jaayega Kitni Sachchai Se Mujh Se Zindagi Ne Keh Diya Tu Nahin Mera To Koi Doosra Ho Jaayega Main Khuda Ka Naam Le Kar […]

Tere qareb aa kay bari uljhano main hon

Tere qareb aa kay bari uljhano main hon, Main dushmanon main hon k tere doston main hon, Badla na mere baad bhi mouzu-e-guftago, Main ja chuka hon phir bhi teri mehfilon main hon, Mujh se bichar k tu bhi to roeyga umer bhar, Yeh soch lay k main bhi teri khuwahishon main hon, Tu hans […]

Kabhi waqt mile to aajao

Kabhi waqt mile to aajao, Ham jheel kinare ja baithen, Tum apne sukh ki baat karo, Hum apne dukh ki baat karain, Aur un lamhoon ki baat karain, Jo sung tumhare beet gaye, Aur ehd-e-khizan ki nazar howy, In sabz ruton k daman mai, Hum pyar ki khushbo mehkain, In bikhray sabz nazaron ko, Ham […]

Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay

Kitab-e-dil pe likhay thay kitnay he afsanay kuch qisse naye thay aur kuch berson puranay Kuch un ka zikr jo kabhi rug-e-jaan se they qareeb kuch wo jo aaj bhi lagtay hain begaanay Kaash aisi koi rut koi moosam aaye khushiyon bhare geet hum lagein gungunanay Aaj bhi dil mera is aas pe zinda hia […]

Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho

Ek tamanna hai fakat mujh pey meharban raho tum kisi aur ko dekho to bura lagta hai Mery chahat ka takaza hai mere sath raho ghair ka hath jo thamo tu bura lagta hai Arzo hai tere her roop ko her pal dekhon tum mere pas sey utho tu bura lagta hai Roz-e-shab aaj b […]

Dost dushman nazar nahin atay

Dost dushman nazar nahin atay Ab to pather bhi ghar nahin atay Sub ko roona mera mazaq lagay Ashq aankhon main bhar nahin aatay Baap say pocho kia guzarti hai Baitiyon k jo bur nahin aatay Mujh say pocha yeh raat wehshat nay aaj kal aap ghar nahin aatay, Dosti ho gaye sitaron say, Khuwab […]

Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon

Aik bay rang sa manzar hai kahan tak sochon zindagi main terey baray main kahan tak sochon Phenknay walay nay tu door say pathar phenkay aur main sirf paroosi k makaan tak sochon Tera chehra bhi na yaad aye k tu kaisa hai main tujhay sooch k reh jaaon yahan tak sochon Loog jis mor […]