Wo Aana -parast
Wo Aana -parast Sahi Uski Baton mein Ikrar B Tha Uske Chubtay Huy Lehje Mein Chupa Hua Piyar B Tha Wo Mujhe Likhta Hai K Intizar Na Kero Mera Lakin Uski Tehreeron Mein Sadiyon se Intizar B Tha WO Kehta Tha MAt Roko K Manana Nahi Aata Meri Narazgi Pe lakin Wo Beqarar B tha [...]


