"Urdu SMS" Category

Sort by:

Apni kismat ke aage bebas hai Insaan

Apni kismat ke aage bebas hai Insaan, bebas hai khuwab haqeeqat ke aage, Koi ruki hui Dhadkan se puche, kitna tadapta hai Dil Mohabbat ke aage.

EID wishers

beware of other duplicate “EID wishers” I’m the only authorized ISO 14001 certified dealer in EID WISHES I wish u an original sweet EID Mubarak

Aey EID kaay Chand

Aey EID kaay Chand! kyun karta hai tu Molviyon ko Pareshan, tujhe dehkney kaay liye bechain hain Mufti Muneeb Ur Rehman, tujey dehkh nahi patey, poore Pakistan kaay insan, maghar nah janey kahan sei, dondh latyey hain tujey Peshawar kaay pathan

Tum Mere Dilko Tarsati Ho”Miss Call”Ki Tarah

Tum Mere Dilko Tarsati Ho”Miss Call”Ki Tarah.Mere Ghar Aajao”Recieved Call”Ki Tarah.Fursat Na Mile Aajwo”Sms”Ki Tarah.Tum Kho Na Jana”Not Reachable”Ki Tarah Aur Rooth Na Jana”Switch Off”Ki Tarah.Tum Par Yakein Hai”Full Talktime”Ki Tarah.Bar Bar Dekhta Hoon Tumhe*123# Account Balance Ki Tarah.

Duniya me sab begane hai

Duniya me sab begane hai,jise hum chahte hai wo auro ke diwaney hai.guzre kal ki yahi kahani hai kuch khud barbad hue kuch unki mehar bani hai.

Pichle pehr ki rat thi, tanhai or uski yad thi

Pichle pehr ki rat thi, tanhai or uski yad thi,    mujh se kaha, CHAND ne kaun hai???Main ne kaha, KOI KHAS NAHI.Bola zindagi kaisi hai????Main ne kaha, KOI SAATH NAHI.Bola phir kya chahatay ho?????Main ne kaha, KOI AAS NAHI.Bola kya tum ne pyar kiya hai?????Maine kaha, KUCH YAD NAHI.Bola tumhare sath b dhoka huwa????Maine kaha, [...]

Uss k honton ka tabassum rahay qayaim “YA RUB”

Uss k honton ka tabassum rahay qayaim “YA RUB”Uss k jeevan main khushiyon ka basaira ker day Tu meri “KARB” ki raaton ko bhalay khatam na ker,Uss ke her shaam k aakhir mai “SAWAIRA” ker day. Uss k “DIL” k kisi konay main jaga day mujh ko…Uss ki “AANKHON” ko meray sapnon say khaira ker [...]

Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai,

Tumhain ab bhool hi jayain tou acha hai,Yeh faslay aur bhi barh jayain tou acha hai,Tumhari chahatain hum ko nahin hasil,To ab ghair hi bun jayain tou acha hai Hamari to umer guzri hai teri chahat main,Tu is aag main na jalay to acha hai,Barsoon se thi Dua k tu meray sath ho,Kehta hon k [...]

Optimized by SEO Ultimate