Tum na mano

Tum na mano magar haqikat hai , ishq insaan ki zarruat hai, kisi ke saath tanhai mein baith kar dekho, use tumhari kitni zarrurat hai,, pyar hi pyar paaoge sirf pyaar ka izhar karne ki zaarurat hai, jee lo kuch pal saath humaare, tab jaanooge zindgi kitni khubsurat hai..N.S

Nibhaaye koi umar

Nibhaaye koi umar bhar saath apka, Samjho vo sachacha pyar aapse karta hai apki khushi dekhkar jo dil se mukuraaye jo samjhiye apki judai se vo darta hai dard apka dil mein baasaye koi saamjhiye vo aap par marta hai apni saanson mein basaaye koi samjhiye vo apke saathe jiya karta hai,,,, N.S

Teri hathoon kj lakir banne

tere hathoon ki lakir banne ka khawab hai , teri aagosh mein simat jaane ka khawab hai, tu lakh bacha apna daman pyar ke hathoon se, aasmaan bankar tujh par cha jaane ka khawab hai aazmaaish yun to achi nahi lagti pyar mein tu chahe to tei takdir ban ne ka khavab hai, bura wakt […]

uski baatein jaise phool ho jaise

uski baatein to phool ho jaise, baki bate babulho jaise, uska hans ke nazar jhuka lena, sari sharte kabul ho jaise, kitni dilkash hai uski khamoshi, saari batein fijul ho jaise N.S

Pyare ka rashifal

Pyar k season me apne Luv Guru se janiye kitna gehra hai ap dono me pyar?Typ LOVE(ur name)(partner’s name)& send it 2 ur papa’s no. Vo batayenge gehrai pyar ki. N.S

Kaisi saja dete hai log

Khul ke DiL $e milo to $aza dete h log, $ache jazbat ko bhi thukra dete h log, kya dekhenge do in$ano ka milna, Baithe hue do parindo ko bhi uda dete h log. .N.S

Tree histery

Loveles life is like fruitles tree but friendless life is like rootless tree Trees may live without fruits but they can’t live without roots.. Good night.

Missu

When the sky looks blue. I MISS U When the dreams come true. I MISS U When the flowers r coverd with dew. I MISS U When the day come new. I MISS U. Sacchi! N.S

Frnds may “meet”

Frnds may “meet”. Frnds may “scatter”. But if hearts r “loyal” Distances nvr “matter” Keep in touch so dat our Relationship grows”better”..

Kisi ko apne haal

Kisi ko apne haal ka Hisab kya dete, Sawaal sare Galat the Jawaab kya dete. Jo ek Lafz ki Khushbu na rakh saka Mehfooz, Hum “Uske” Hath me poori Kitab kya dete?