18 GOLDEN WORDS OF Hazrat ALI(A.S)

18 GOLDEN WORDS OF Hazrat ALI(A.S)

3 chizon ka Ahtraam kro:
Ustaad
Waaldain
Buzurg

3 ko sath rakho:
Sachaai
Emaan
Naiki

3 chizon ko yaad rakho:
Ahsaan
Nasehat
Maut

3 chizon k ley laro:
Watan
Izat
Haq

3 chizon pe qaabu rakho:
Zubaan
Ghussa
Nafs

3 chizon s bacho:
Buraai
Chughli
Hasad

70 Responses to “18 GOLDEN WORDS OF Hazrat ALI(A.S)”

  1. SAIRA KHAN says:

    ya ali madad wah kia bat hai mola ali a.s ke mashalla geo ali walo

    • AWAIS says:

      HAZRAT ALI IS NOT (A.S)? HAZRAT ALI IS (R.A)FOLLOW THIS MISTAKE

      • Zubair Asim says:

        PEHLI BAT K HAZRAT ALI (A.S) KA MATLAB KIA HA

        IS KA MATLIB HA K HAZRAT ALI A.S PER SALAM HO YAHI MATLAB HA NA

        AIK BAT KA JAWAB DO K AP NAMAZ ME KON SA DAROOD PARHTE HO OR US KA TARJMA (TRANSLETION) KIA HA

        YAHI HA NA K SALAM AP (S A W W) PER OR AP K ALL (A.S)

        ALL ME KON KON ATTA HA JANAB HAZRAT ALI A.S KAI ALL ME NAHI ATTE
        NAMAZ ME AP ALI A.S KAH RAHE HO OR WEASAY KEH REHAY HO K NAHI KEHNA WA G WA

      • Saddamhussain Imdadali Shah says:

        Im a follower of Ahlesunnat
        bt i say
        Hazrat Ali A.S
        This is only right

  2. saima mirani says:

    salam ya hussain

  3. SYED MUHAMMAD SAJID says:

    salllam…..YA ALI MADAD (a.s)..
    kya baat hain….mashalllah….bohat acheee…….geo

  4. Syed Abid Hussain says:

    Hazrat Ali ne farmaya”APNE KHAYAL KI HIFAZAT KARO Q K KHAYAL SE LAFZ BANTA HAE,LAFZ SE AMAL BANTA HAE,AMAL SE KIRDAR BANTA HAE OR KIRDAR INSAN KI PEHCHAN BAN JATA HAE.

  5. Bilal says:

    o bhai mery madat siraf Allah sy mangni chai…….

  6. syed qamar alhussaini says:

    AY ALLAH hmaray in bathkay huay dostong ko MUHAMMAD(PBUH) aur ALI(a.s) k wastay seeday raaah pai lana……..
    hazrat nohh ke kashti doobnay sai bachanay walay rab(panjtan k waseelay sai)hamari kashti ko b doobnay sai bacha lai ………….(aameen)

  7. zahooralirizvi says:

    AY ALLAH HAMARAY TAMAM MOMINEEN KI HIFAZAT KARNA YA ALI MADDAD

  8. shahpara qureshi says:

    Agar Koi Tum Se Bhlai Ki Umeed Rakhay To Usy Maayus Mat Karo
    Q K
    Logon Ki Zruraton Ka Tum Se Wabasta Hona
    Tum Par
    “ALLAH” Ka Khas Karam Hai.
    Hazrat Ali (a.s)

  9. Im a follower of Ahlesunnat
    bt i say
    Hazrat Imam Ali A.S
    And This is Only Right

  10. Meesam aabdi says:

    MAULA ALI (A.S):
    Insaan ki tamaam pareshaaniyon ki 2 wajah hain.
    1) Muqaddar se zyada chahta hai.
    2) Waqt se pehle chahta hai.

Leave a Reply