Band kitab ~ 0300 2711 588 ~

Band kitab main khali auraq rakhta hoon

Dil ko aainey ki tarah shafaf rakhta hoon

Ik bar ka milna kar deta hia mutaassir

Apni ghufgato main kuch aisa andaaz rakhta hoon

Mujh sai milo to zara fasley sai mila karoo

Main dil main utar janey ka kamal rakhta hoon

Har dukh ko yunhi bant deta hoon lafzoon main

Kuch aisa hee dostana mizaj rakhta hoon ….

Sameer +92 300 2711 588

Leave a Reply