jo lehroon se aage nazar dekh pati

jo lehroon se aage nazar dekh pati
To tum jaan lete main kya sochta hun
wo awaz jo tumko bhi bhed jaati
To tum jaan lete main kya sochta hun

jid ka tumhare jo parda sarkta
khidkiyon se aage bhi tum dekh pate
aankhon se jo aadaton ki palkein jo hataate
To tum jaan lete main kya sochta hun

meri tarah hota agar khud pe jara bharosa
to kuch door tum bhi saath aate
rang meri aankhon ka batte jara sa
to kuch door tum bhi saath aate

nasha aasmaan ka jo chumta tumhe
hasratein tumhari naya janm paati
khud dusre janam mein meri udhaan chunne
kuch door tum bhi saath aate jara jara

Leave a Reply