Kitney saawan

kitney sawan beet gye hain!
is sawan ko atey atey tum ek hi baat kiya kertey they
abh ki baar ki pagal parwa
tumko na tarpaye gi abh ki bar rim jhim barkha
tumko nhi sataye gi abh ki baar kuch aisa hoga??
tum aur mai band khirki se ya rim jhim barkha dekhengey
Wo aisa sawan ayega??
hum dono mil k bhegen gey!
lekin kitney sawan beet gaye is sawan ko atey atey 😐 00923333194539

Comments are closed