Moshiqui

Moshiqi

 

 

 

Kyon Uchakte hain tere dhun Rat ke sakut ko,

 

Kya Din kafi Na Tha Tere qyam ke liye.

 

Main Hairaan hoon tere Is Andaz par

 

Kya Tu bhi taras Raha hai Over time ke liye,

 

Dil, Zaban, gali gali, ghar ghar , hai bus tu hi tu

 

Kyon Phir bhi tarasta hai jalwah gar ke liye,

 

Tu hi Mandiron Main , tu hi Gurudawaron main

 

Phir bhi main rokta hoon tujh ko Musjid ke liye

 

Shak mat kar mere tazurbe par

 

Main Phikr mand hun teri apni zaat ke liye

 

Bas Man le bat khalid ki

 

Agar tu nahi chahta Mitne ke liye.

 

 

 

written by

 

Mohd khalid atique

 

00971-50-843327

Leave a Reply