Pagal

Piyaar Kay Deep Jalanay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

Apni Jaan Se Janay Walay kuch Kuch Pagal Hotay Hay

Hijaar kay Gheray Zakham Milay Too Mujh Ko yeh Ehsas Howa..

Pagal Ko Samajhnay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

jaan say Piyaaray Logo Sa Beh Kuch Kuch Parda Lazmi Hay

Saari Baat Baatanay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

tags: , , , , , ,

28 Responses to “Pagal”

  1. bhai jaan says:

    Maya dede maya lele offer kab tak chalhi
    Mai nai raehu ta morech kami khalhi
    Hum to nai bhulan tola
    Jab tak e zindgi k mombatti jalhi.

  2. JAYESH says:

    Piyaar Kay Deep Jalanay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

    Apni Jaan Se Janay Walay kuch Kuch Pagal Hotay Hay

    Hijaar kay Gheray Zakham Milay Too Mujh Ko yeh Ehsas Howa..

    Pagal Ko Samajhnay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

    jaan say Piyaaray Logo Sa Beh Kuch Kuch Parda Lazmi Hay

    Saari Baat Baatanay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

  3. amishh says:

    Piyaar Kay Deep Jalanay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

    Apni Jaan Se Janay Walay kuch Kuch Pagal Hotay Hay

    Hijaar kay Gheray Zakham Milay Too Mujh Ko yeh Ehsas Howa..

    Pagal Ko Samajhnay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

    jaan say Piyaaray Logo Sa Beh Kuch Kuch Parda Lazmi Hay

    Saari Baat Baatanay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

  4. pankaj says:

    Piyaar Kay Deep Jalanay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

    Apni Jaan Se Janay Walay kuch Kuch Pagal Hotay Hay

    Hijaar kay Gheray Zakham Milay Too Mujh Ko yeh Ehsas Howa..

    Pagal Ko Samajhnay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

    jaan say Piyaaray Logo Sa Beh Kuch Kuch Parda Lazmi Hay

    Saari Baat Baatanay Walay Kuch Kuch Pagal Hotay Hay

  5. sahil zaidi says:

    mat kar husn pe itna ghuroor ai pagli mujhko maloom hai tu roz lagati hai fair&lovely

  6. sahil zaidi says:

    kabhi ek lamha aisa b aata hai
    jisme beeta hua kal nazar aata hai
    bas yad rah jati hai yad karne k liye
    aur waqut sabkuchh le k guzar jata hai.

    8795205779

  7. sahil zaidi says:

    dard ne palko pe sajaya mujhe
    zindagi kya hai ye bataya mujhe
    jab b dil mai hasne ki tamanna jagi
    meri takdeer ne g bhar k rulaya mujhe

    8795205779

  8. sahil zaidi says:

    gale se wahshte duniya laga rahi mujhe
    diye khamosh karo neend aa rahi mujhe
    jis aag se tune kabhi mujhe bachya tha
    wo aag kitni tarha se jala rahi mujhe
    n jane kaun se lamhe me kho diya tujhe
    ye raat din ki khalish khaye ja rahi hai mujhe
    kabhi jo tune kari thi meri ghareebi se
    wo ek pal ki muhabbat rula rahi hai mujhe
    teri wafa ne kiya kaisa faisla hai
    hayat khak samajh kar uda rahi hai mujhe
    jahan pe subhe masarrat ka ashiyana tha
    udas rat wahi pe bula rahi hai mujhe
    sahil toota hai dhadkan se sanso ka rishta
    ajeeb waqut tamanna dikha rahi hai mujhe.

    8795205779

  9. SAIRA KHAN says:

    YA ALI MADAD

  10. sahil zaidi says:

    Toote dil k sheeshe mai chehra chipana rah gaya
    ro chuke hai dil se ham aur ansu bahana rah gaya
    unke gesu chehre par jab aye jhoom kar
    zakhmi dil ki raho mai ab dil bichhana rah gaya
    pyar ka chhaya nasha to har nasha kar gaye
    chhod dege har nasha bas jaan gwana rah gaya
    bichhad k unse marna tha ji rahe hai phir b ham
    maut hi ati nahi bas ye bahana rah gaya
    chingariya nafrat ki usne jab uthai ek din
    ek mera ghar jala aur sara zamana rah gaya
    uthne do doli uski mayyat b uthe gi meri
    ham b ho gayege rukhsat uska jaana rah gaya.

    8795205779

  11. sahil zaidi says:

    chamakta chand tha gardish mai ghir gaya hun mai
    udan bhri asma ki zami par gir gaya hun mai
    zamana samajhta tha ek din aag se khelu ga mai
    zamane ko kya khabar ek shrare se dar gaya hun mai.

  12. sahil zaidi says:

    unme husn ka samandar wo madhosh rahte hai
    ham lafzon ka istemal karte hai wo khamosh rahte hai
    aisa n ho izhaar karo mere marne k bad
    ham sun b n sake ge waha sab behosh rahte hai.

  13. sahil zaidi says:

    dhage bewafai seene se lagaye koi sota hai
    arman dile muhabbat tar tar hota hai
    jigar k zakham ab saaf dikhne lage
    tanhaio mai jak koi zar zar rota hai

  14. aliza abbas says:

    good

  15. sahil zaidi says:

    I NEVER CARE WHAT TOMORROW BRING I CARE ONLY FOR TODAY

    8795205779

  16. sahil zaidi says:

    HAMKO AATA NAHI ZAKHMO KI NUMAISH KARNA

    AI DOST

    KHUD HI ROTE HAI SABHALTE HAI AUR BAHAL JATE HAI.

    8795205779

  17. sahil zaidi says:

    KABHI MAI SE KABHI MAIKHANE SE KABHI GUZRE TERE ASHIYANE SE

    HAR BAAR KADAM DAGMAGA HI GAYE KABHI NASHE SE KABHI NAZAR MIL JANE SE.

    8795205779

  18. sahil zaidi says:

    GHABRA K ZINDAGI SE KAHTE HAI KI MAR JAYE GE HAM

    MAR K B CHAIN N MILA TO KAHAN JAYE GE HAM.

    8795205779

  19. sahil zaidi says:

    khud ko jala k teri raho mai ujala hamne banaya
    de kar kafan mujhko kafan wala tune banaya
    aati rahi khushbu meri mayyat se sari rat
    yaar ne meri mayyat ko phoolon se is kadar sajaya

    8795205779

  20. sahil zaidi says:

    lab se laga k jaam kyun zakhmo ko seeta hai
    nashe ki soch n thi jisme aj zahar ko peeta hai
    kyun sochta hai aj dushman ji n sake ga
    dard ki mahfil mai jo peeta hai wo jeeta hai.

    8795205779

  21. sahil zaidi says:

    ek din mai safar k darmiyan tha
    ek taraf kabr doosri taraf shamshan tha
    ek haddi mai thokar lagi to haddi se ye awaz thi
    zara dekh k chal musafir mai kabhi insaan tha.

    8795205779

  22. sahil zaidi says:

    apni zindagi ko kabr mai dafna k roya
    marne se pahle maut pe muskura k roya
    ai kash hamne unhe apna n kaha hota
    dastane gham khud hi likhi phir khud ko suna k roya.

    8795205779
    7860967469

  23. sahil zaidi says:

    jab zindagi syah rat ho gyi
    khushiya b gham k andhero mai kho gyi
    aur muhabbat mutthi mai rait ho gyi
    taro ki chamak chand ki roshni so gyi
    fasana tera kaun sune sahil is haal mai
    jab zuban hi maut si khamosh ho gyi.

    8795205779
    7860967469

  24. sahil zaidi says:

    ghaltiya hoti hai insaan khuda nahi hota
    yuhi koi apno si juda nahi hota
    majbooriya hai kuchh meri b ai dost
    mujhsa diwaana kabhi bewafa nahi hota.

    8795205779
    7860967469

  25. sahil zaidi says:

    one day laloo g was going somewhere sitting on his bhais
    the policemen stoped him and asked
    laloo g where is your helmet laloo g cried and said
    abe sasoora look at the down this is not two wheeler this is four wheeler.

    8795205779
    7860967469

  26. sahil zaidi says:

    itna haseen chehra ankho ka kya manzar hai

    kitna khati ho pet hai ya samandar hai…….

    8795205779

    7860967469

  27. sahil zaidi says:

    takdeer kuchh b nahi
    ap ki mehnat se jo kuchh b mila
    wahi ap ki takdee hai

    plz (write your opinion)

    7860967469

  28. sahil zaidi says:

    har subh ghamo ki sham ki hai hamne
    khona b kashi mudam ki hai hamne
    ye mohlat kam ki jise kahte hai umar
    mar mar k gharaz tamam ki hai hamne.

    7860967469

Leave a Reply