Bachiyon k chakker me larke jate lutt, Or khatey hain un k bhaiyon se wo kutt… iss waja se larke larkiyon ko chor detay hain, Moqa mil tey hi un k bhaiyon ko phor dete hain.. Na kare makeup to un se banda dar jata hay, Karti hain itna makeup k weight barh jata hay.